Woooooooooooooow my favourite kaddu ki kheer i miss alot Hyderabadi food love from Dubai Big salute to u ..❤️
@humerashareef18202 жыл бұрын
Assalamualaikum khariath baji kafi din k bad aye aap mashallah mashallah v delicious dishes aur baji khairiyat se hai aap . mashallah se my apne susral me apke dishes ko hi follow kar rahi hon Alhamdulillah sub ko pasand araha hai.
@lalnoor17852 жыл бұрын
Zaberdast sharing 👌👌
@naseemsultana12322 жыл бұрын
Yummy 😋😋
@azammehak33322 жыл бұрын
mashallah i like all ur recipes... may Allah bless you 🙂
@ZubairKhan-zz5zj2 жыл бұрын
Asalamuwalikum MashaAllah
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Walekum assalam Thank you 🥰
@KiTcHeNVlogSWitHNS05092 жыл бұрын
yummy
@mujjumujahed Жыл бұрын
Custard milate hai kheer me consistency ke liye.
@pragnanaidugedela8688 Жыл бұрын
Gongura chicken
@zamzam32052 жыл бұрын
Assalamualaikum ji kya mustard oil zururi hai normal cooking oil use nahi karsakte
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Walekum assalam Koi bhi oil ka use karsakte
@mrsahmedi5783 Жыл бұрын
Baji aap na kaddu ki kheer baghair custard aur chawal ki banaye please
@adnankalmani4264 Жыл бұрын
Apke lal mirchi ka nam kiya pls bata na
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Swastik red chilli powder
@abdullahmd66202 жыл бұрын
Assalamu alaikum Qairiyat baji??? Bahut din ke baad dale aap video Sab kch theek???? Anyways ZABARDAST Recipe dale 😍😍😍😍
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Walekum assalam Ji alhamdulillah sab theek Foot Fracture hua hai ... abhi plaster bhi laga hua hai isliye video's nhi dal saki 🥲 Inshaallah theek ho jane ke baad regularly videos dalungi 🥰
@abdullahmd66202 жыл бұрын
Allah aapko sehat de Ameen 🤲🏻
@nazminabdul6575 Жыл бұрын
Allah jaldi shifa de
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Ameen summa ameen 😊
@mohamedrahmatali3884 Жыл бұрын
Salam baaji.may hyd se hoon kya aap ayse 20 ya 25 log ke pakwan catering bhi karte hay kya.
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Walekum assalam Ji main catering nahi karti hoon 😊
@mohamedrahmatali3884 Жыл бұрын
Shukria baji jazakallah
@mustabaahmed4467 Жыл бұрын
Aslmkm baji boihar time kay bad dalay
@mustabaahmed4467 Жыл бұрын
Mashalllah mouthwatering....
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Walekum assalam Haan foot fracture hua hai isliye videos upload nahi kar pa rahi hoon Plaster laga hai 😊 tabiyat jaise hi theek hogi inshallah roz video upload karungi inshallah
@shaiknazia8981 Жыл бұрын
Instead of khowa what we can add
@anjumkadri9031 Жыл бұрын
Milk powder 10 rs wale 2 pouch.
@meherbanu60852 жыл бұрын
hum to custard nahi milate kheer me....aap sayad thik karne ke liye milaye...
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Custard powder/ corn flour/ya phir grind kiye hue chawal dalte Yeh 3 ingredients mein se koi bhi add karna zaroori rehta Hamare paas Hyderabad mein to aisa hi banate hain
@meherbanu6085 Жыл бұрын
ok i will try next time thankyou.. isiliye sayad hamari Hyderabad jesa teste nahi banti
@abidazahid7620 Жыл бұрын
Why all curries color are red?
@mohammedrafi78092 жыл бұрын
beef ke lea bhi yahi masala rehta
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Yes
@ImmortalFighter-kw3pl2 жыл бұрын
dawat hai ghar me
@nasiranazima45952 жыл бұрын
Shukriya for sharing,Allah apka foot facture jald thik kare.
@Deccaniskitchen2 жыл бұрын
Thank you
@nasreenbegum9214 Жыл бұрын
Sister everything is perfect But Salam is not correct You should say Assalamu Alaikum Not Assalawalekum
@fatimaansari9857 Жыл бұрын
Kaddu nahi hai ye dudhiya hai yani ke lauki
@vbnvcghf315 Жыл бұрын
Hyderabadi isko kaddu hi kehte hain n other parts of indian lauki