shukria buhat buhat,. main yey sab likh rahi hoon.... inshallah jald Hi bananay ka mouqa aayey ga.......
@junedsheikh60627 күн бұрын
Sakar mat dalna aap jab bhi banao tab
@letsplaygame33966 жыл бұрын
Hamesha se mera favourite ,par jab dilevery hui tab achha nahi lagta tha,aaj ye video dekhkar fir man ho Gaya khane ka ,ab banana hi padega😁😁😁
@priyankanamdev91025 жыл бұрын
very sweet me ko bhut pasand h
@tha.one_soniyakhan5 ай бұрын
Mujhe bahut pasand h me meetha bahut khati hu jab chahe tab bna leti hoon😋😋
@dangerangel37476 жыл бұрын
Lajawab bnaya h aapne mujhe bhut pasand😙
@dolcee10007 жыл бұрын
Boht boht shukria apne yeh recipe share ki
@SoniaSharma-fo6wl7 жыл бұрын
Ye cheeja humare yaaha bachaa hone ke ekdum baad se 11 din tek regularly dette hai accha lgga ki hum aur aap ek hi terh se bnate hai.akhir hum sab bhai behan hi hai .desh batt gye per hai to hum sab ek jaise hi bhagwaan sab ko khush rakhee
@Samy-sam7 жыл бұрын
Sonia Sharma bohot achchi baat kahi.
@redrose29054 жыл бұрын
Mera baby huy aik mahina ho gia hay kia ab bhi mai yeh kha sakti hoon
@mr.devajsharmavlogs17042 жыл бұрын
Bache ko germi na kr jaye esliye thoda km l sakte ho
@Gulmeena-e5j29 күн бұрын
Apne jera to dala nhi or thodi sauf khas khas ka pest or Gond ko fry kr k bhi dalte h
@aadilchoudhary32096 жыл бұрын
Very good h ji ye to
@shahidwasim61913 жыл бұрын
Bahut behatareen appi ji 👏👍👌👌👈
@ZahoorTariq3 жыл бұрын
Harira recipe full with nutrients. Healthy diet. bohoot zabardast hy. Ye kha ny main bhi bohot mazay dar laag rahi hy try krain gaye phir ap ko feedback dain gaye Samjanay ka tariqa bhi bohot acha hy Akheer tak dekha enjoy kia aur phir subs kia lik kia aur umeed hy ap bhi asa hi krain gi aur kuch samay humaray Bawarchi khana k liye nikal lain gi. Saaath rahain aur sath dain. Khosh rahain aur khoshyan bantain...
@FoodJunctionSabiha3 жыл бұрын
Ji zaroor 👍 Bhot shukriya aapka😊
@jolykaleem22676 жыл бұрын
Bhoot khub
@opdad43664 жыл бұрын
Tik h
@shashikantakirasoi3 жыл бұрын
Nice sharing friend 👌🏻 🙏
@babitarai53834 жыл бұрын
Bahot sundar
@SaifKhan-mn1uw6 жыл бұрын
Badhiya MashaAllah hamare yahan bhi aesihi banaye h
@gamingkiller53194 жыл бұрын
👍
@kajalmadavi91002 ай бұрын
C section wale isse kha sakte h kya garam to nhi hoga please btaiye
@SunitaDevi-fw8dj4 жыл бұрын
👌👌
@ArshiKhan-qf5pq7 жыл бұрын
i am waiting. 😇
@shubhamshri23066 жыл бұрын
Mam mujhe 5 week pregncy ho gyi thi m Davai khai to av mujhe bht weakness lgati h mene ek do din y khaya fr mujhe bola ki roz krogi to Moti Ho jaegi isse fat to nhi bdta coz m pehle hi moti hu
@Sam_Clothing_House6 жыл бұрын
Boht zaberdast
@ranakhan9834 жыл бұрын
Ajwaine must be
@rituchanaliya82623 жыл бұрын
Very nice video
@ReemaKhan-z6d11 ай бұрын
Tbiyat thk hai na apka di 😮
@shabnamshah77746 жыл бұрын
My faverate 🤤🤤🤤🤤
@farzanasaleem14157 жыл бұрын
buhat shukria
@UrvashiYadav4 жыл бұрын
Nice recipe 😋 👌 👍
@neelmakhan21604 ай бұрын
Isme gond b dal skte hn ?
@FoodJunctionSabiha4 ай бұрын
@@neelmakhan2160 hm isme nhi daalte lekin aap chahe to daal skti hain.
@khadijafatima76233 жыл бұрын
Nice recipe bhabi
@aadilchoudhary32096 жыл бұрын
Shukriya ji
@alijia53527 жыл бұрын
I like it
@somyamaurya99434 жыл бұрын
Kya shot dalna garuri hai
@FoodJunctionSabiha4 жыл бұрын
Ji zaroori h.
@rajnigarg44517 жыл бұрын
V nice
@shibbusheikh63653 жыл бұрын
Ek bat bolu maem isme gond bhi dlta h or ajwain or jayada dlti h itni si se kuch nhi hota
@FoodJunctionSabiha3 жыл бұрын
Ye bina gondh wali achwani h...aap baaki ingredients apne hisaab se km zyada kr skte h
@ayeshasiddiqui68745 ай бұрын
Gond k bina koi mza nhi h
@ishita__m Жыл бұрын
Isey bana kar kitne dino ke liye store kar sakte hain?
@ArshiKhan-qf5pq7 жыл бұрын
its very nice kya aap hamaare liye achwani key laddu ki recipe upload krengi plz.
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Arshi Khan inshaallah bnaenge.
@bestgaming50387 жыл бұрын
👍 nice
@hareemfatima70762 жыл бұрын
Meri beti hoi per mje kisi ne koi care nahi ki see sec hoa kmr drd pao drd rehta h hr wkt kya mai ab kha skti hn ye
@FoodJunctionSabiha2 жыл бұрын
Ab aap ye khaiye dry fruit laddu ye fayda krenge insha'Allah Recipe link : kzbin.info/www/bejne/mn7Ji6qIi8uce7M
@ateefajamshed88733 жыл бұрын
Kya achwani khane se period ho skta haj
@pooojadevi22966 жыл бұрын
👌
@sanjayzade6957 жыл бұрын
Balushahee
@pujasingh15896 жыл бұрын
Isey kitne din store krke rkh skte hain in winters
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
One week k liye fridge me rakh kr store kr skti h.
@vdigest28177 жыл бұрын
Nice
@indianmomwithlavin61353 жыл бұрын
C section k kitne din baad kha sakte h .
@FoodJunctionSabiha3 жыл бұрын
Usme achwani nhi khani chahiye. Aap usme achwani laddo kha skti h. Visit the link to see the recipe: Achwani laddo recipe link : kzbin.info/www/bejne/qWbcqqyCh9aAppY
@nitanagarnitanagar77096 жыл бұрын
Kya isme gond bhi dal sakte h kya
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Ji agr aap dalna chahe to daal skte h.
@naeemuddin1227 жыл бұрын
v good
@samiraqureshi30986 жыл бұрын
Y pranght ladi kha sakte hai plz ripley
@IndianYoutuberRubinaslifestyle5 жыл бұрын
No dear
@snowwhite-rb6ly7 жыл бұрын
ye delivery k bad kis din se start krty h aur kitny din khaty h aur kitny time?
@farzanasaleem14157 жыл бұрын
Kya aap our bhi khuch bata sacti hain jo acha ho our zaroori bhi.....buhat ihsaan mand hongi
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Farzana Saleem inshaallah jldi gond ki recipe upload krungi.
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
guddiyon ka soup ya salan bnakr kha skti hein.
@tanunaz39557 жыл бұрын
Farzana Saleem hlo
@hafiza9797 жыл бұрын
Y 1 cup pina hota roz delivery k baad .ktny din tk pinaa .kis time isko pity
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Umee Farwa aa ise hafta bhar pi skti h nashte se phle
@roohirashidkhanrashidkhan83756 жыл бұрын
Food Junction isy paka k save kr sakty hen ? And kitny din tk ? Kyo k mje khud bnana hoga to pehly se bna k rkh sakty hen?
@shaguftaafsar63747 жыл бұрын
Mujhe plzzz bataina mai aur Kiya kgasakti hun mera 0pretion hai hai
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Shagufta Afsar aap achwani k laddoo link : kzbin.info/www/bejne/qWbcqqyCh9aAppY guddiyon ka soup piye link: kzbin.info/www/bejne/bHu1nKBop75-bMU sokha gond sauth ajwain doodh k saath bhot fayda krti h agr feeding krati ho to sauf zeera milakr kahein aur daliya banakr doodh me daalkr zaroor khaein.
@pujagupta2666 жыл бұрын
maam ye cesarian delivery k baad kha sakte h kya
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Nhi, lekin achwani k laddoo kha skte h. Achwani laddoo recipe Link : kzbin.info/www/bejne/qWbcqqyCh9aAppY
@roohaazhar639311 ай бұрын
Milk nai dala
@Sam_Clothing_House6 жыл бұрын
Mam bana kr safe krsakte han is ko
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Ji 8-10 days k liye kr skte h.. aur fridge me rakhein. Jb khana ho tb garm krke khaaein.
@mahjabibano38497 жыл бұрын
Per ye recipe to mustard oil mein banti hai ????
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Mahjabi Bano Ni ye desi ghee me hi bnai jati h.
@heenakashif55395 жыл бұрын
nahiiii....6e ghee m bnti h desi
@sarahjabran2857 жыл бұрын
Ye makhany kis chiz k hoty hn
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Sarah Jabran its a dry fruit .. inhe lotus seed k naam se bhi jaana jata h.
@AAyatkachanel6 жыл бұрын
thanks
@radhyabhardwaj47924 жыл бұрын
Kya ise abortion ke bad kha skte hai?? please reply me??
@FoodJunctionSabiha4 жыл бұрын
Ji kha sķte hai
@radhyabhardwaj47924 жыл бұрын
Mam kya ise ek bana ke fridge me store kr skte h??? Jb khana ho tb garm krke khaye??
@FoodJunctionSabiha4 жыл бұрын
@@radhyabhardwaj4792 haan bilkul kha skte h. 4-5 din tk store krke kha skti h garam krke.
@GeetaSinghofficial0101 Жыл бұрын
Geeta Singh official Fatehgarh mekram hanging
@afrinhasanrazviya55436 жыл бұрын
What is the best time to eat harira?
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Afrin md. eliyas Kureshi first week after delivery.
@nahidakhtar31626 жыл бұрын
Bhot khoob wahhhh
@iqranaz96233 ай бұрын
achwani or panjiri me kya farq h??
@alharmain36826 жыл бұрын
What is mean by makkhane
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Sayeed Khan makhane means lotus seeds ye dry fruit hota h market me easily mil jaega.
@spookyrajput77287 жыл бұрын
Can we make this with milk....
@sonamsingh58744 жыл бұрын
No
@sairakhawaja57127 жыл бұрын
Yeh wese nhe bna k kha sakte kya bacha paida kr k khana zaruri hai ?
@swatikuthari40847 жыл бұрын
Saira Khawaja iski taseer garam hoti h isliye ma banne ke baad pilate h... Bt agar aap bna ke pina chahe toh pi sakte h
@talhahraza25607 жыл бұрын
Yr ye to doodh m bnti j
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Talhah Raza nhi hmare yha ese hi banai jati h..aur ye bhot faydemand hoti h..dhudh k saath bnaenge to vo achwani nhi hogi use nishasta kehte h.
@ayeshasuhail44937 жыл бұрын
Nahi hummaray LAHORE main to Doodh ka sath hi banai jattu ha or ziada mazadar or full of energy hojatti ha
@snowwhite-rb6ly7 жыл бұрын
Ayesha Suhail plz mujy recipe deyn gi ap apni wali mujy b after delivery bnwani h apny liye aur plz ye b bta deyn k kitny din lety h aur kis time
@snowwhite-rb6ly7 жыл бұрын
Ayesha Suhail mai ny ye pee hui h pr Jinho ny bnai thi un se ab koi rabta ni wo b shayd dudh me e bnati thin aur ye sb chizey us me pees k dalti thi mota mota ta k asani se pee sku
@ayeshasuhail44936 жыл бұрын
Sorry snow white dair sa rply kernay ka mjh tak apka cmnt nHi highlight hua tha islia patta nahi chala Hummari wali recipe main pahlay thora sa daisi ghee laker usmain motta motta kuta hua badam geree or chuharay apnay taste ka hisab sa dal ker bhoon lain sath hi huldi half teaspoon dall lain or bhoon k doodh dal ker paka lain or ager winter ho to pahlay 8din rozana 1cup pi lain or in summer thoray dino ka faraq da ker 4,5martaba pe lain saray period main
@shaguftaafsar63747 жыл бұрын
Baji meri delevery ho ke 1 month hogaiya hai mai ye Abhi kha sakti hun plzzz rply
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Shagufta Afsar agar normal delivery hui h to kha skti h. bt agr operation hua ho to achwani ke laddo kha skti h. achwani ladoo recipe link - kzbin.info/www/bejne/qWbcqqyCh9aAppY
@bsgaming97456 жыл бұрын
Ye kbhi b kha skte h Always good for health
@luxuryvehicles66404 жыл бұрын
@@FoodJunctionSabiha kha sakti ho
@sairakhawaja57127 жыл бұрын
Please mje reply krna yeh na ho kha k bacha ho jaye abi mery to shadi b nhe hui mere munh mai pani arha yeh dekh k mai bna k kha sakti hu ?
@seeme77477 жыл бұрын
Saira Khawaja g AP kha sakti ho. Ye delivery k baad utras saaf karti Hai. Bleeding khul Kar hoti Hai. Ap ko periods mein bleeding zada ho gi.
@sairakhawaja57127 жыл бұрын
Seema Afzal astaghfirullah is k ilawa mai kya keh sakti hu apko behn
@seeme77477 жыл бұрын
Saira khawaja behan Mera Matlab Hai k AP kg sakti ho agar shadi nai howi tu bas zada na khain warana bleeding zada ho gi. Bacha honey k baad iss let oraat ko detey Hain k khul Kar bleeding ho or takleef dhoor ho.
@duarani59137 жыл бұрын
Yh ksyy lynn gy
@farah_foodie_beautie80617 жыл бұрын
Nice recipe
@nadiaiftikhar28195 жыл бұрын
Ya to doodh may Banti ha ya tareeka teak nahi
@kiranmalik42916 жыл бұрын
please anyone can tell we cn use salted almond, pistachio and other dry nuts?
@FoodJunctionSabiha5 жыл бұрын
No.use plain dry fruits only.
@honnykhan69596 жыл бұрын
Ye paani me nhi doodh se banti h
@haroonrashid19806 жыл бұрын
gud be cheni be ya kya zahar banaya aap na dubara sa sekho phir vedio banaya