Bhai tamra kam bhahat clean & clear hai.Very good work style. Thanks brother.
@dr.mechanic2112 ай бұрын
@@m.sreenivasulunaidu409 thank you brother
@geoffreydsouza13782 ай бұрын
Thank you sir good job keep it up
@dr.mechanic2112 ай бұрын
👍👍
@jyotigogoi48072 ай бұрын
Good job 👍
@dr.mechanic2112 ай бұрын
Thank you 🙏
@logicalbrain4338 Жыл бұрын
Good work
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
👍👍
@roshy8r5 ай бұрын
Meri scooty Activa 125 Model 2018 bilkul sahi chal rhi hai, kiya main usk head ki service krwaunga tu behtar raheyga , agr us k head ki saaf safaai kr k valve new daal diye jaay tu kaisa raheyga
@dr.mechanic2115 ай бұрын
Agar apki activa dhuaa nai nikal rahi hain toh valve change nahi karvane hain Behtar avrege ke lie valve taped set karva do
@anshulcharanpahari67257 ай бұрын
Mere activa125 me head valve leakage ho gya tha to mechanic ne 2 guide v usme dala + leth work kiya kyuki scooty start ni ho rhi rhi compressor nhi bna rha tha to valve ke sath guide v change hota h kya?
@dr.mechanic2117 ай бұрын
Guide timing chain tight rakhane keliye dali jati hain, jyada mahgi nahi ati daldi hain toh thik hain picheshe dalne me pura engin kholna padta hain
@anshulcharanpahari67257 ай бұрын
@@dr.mechanic211 head valve aur guide change krne me kitna Paisa lgta hai?
@technicalakshit86022 жыл бұрын
mere activa me bhi valve leakage hogya ta to jaha maine theek kraya usne valve bhi change kiye or piston bhi 0.50 ka change kiya or ap bata sakte ho ki kitna chalegi gadi ab wo 2 logo ko bithakar gadi dab bhi rahi hai or abhi 15 din hue half engine huewe pls sir reply kre
@dr.mechanic2112 жыл бұрын
Bhai time per service engine oil change karte ho to 1-2 sal engine banai hui gadi chalti hain, tumhari gadi main she dhua ( smoke) nikal ta hain to engine fail hain varna, apko apki gadi ka carburetor aur clutch plate chek karvalo.
@dr.mechanic2112 жыл бұрын
Aur apiki activa ka silencer andar se pani se dulvalo
@technicalakshit86022 жыл бұрын
@@dr.mechanic211 nhi bhai dua nhi deti hai pehle bhi nhi derhi tiii bas compressor down hogya ta to dono chiz change hui valve bhi or piston bhi
@dhruvipatel11392 жыл бұрын
Good
@dr.mechanic2112 жыл бұрын
Thank you🙏
@NasiruddinSeyd3 ай бұрын
Actrewa somok haned oil is no
@zephbalo5932 Жыл бұрын
Valve kharab hone se kya scooty ka pickup mai problem hota hai kya?
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
Hota hain
@ptl2306Ай бұрын
Activa HET ME Kya valve change kar ke engine start problem solve ho sakta he
@dr.mechanic211Ай бұрын
Subh subh activa start hone me dikkat rahti hi hain , agar activa miss fire Hota hain ya Suruhi nai Hota tab valv ka problem rahta hain , Ek bar carburetor and air filter safai karke check Karlo
@Make_trend74814 күн бұрын
Hello sir meri activa engine oil kam hora hai . 2 months pehle 800 ml oil dala tha pr ab 100 ml hi nikla . Baki puri sahi chal rhi hai average bhi acha de rhi hai. White smoke b nahi aa rha . Kya problem ho sakti hai
@dr.mechanic21111 күн бұрын
Engine ka hi problem Ho sakta hain , kahi bar white smoke nahi nikal ti par silencer me oil ekatha Hota hain
@ashokkumardhiman67834 ай бұрын
Good Work ji. Valve kis company ka fit kareya hai. 🙏
@dr.mechanic2114 ай бұрын
Honda ke hi hain, activa vale bhaisab hi leke aye the.
@ashokkumardhiman67834 ай бұрын
Dhanwad ji🙏
@itzgamerz7819 Жыл бұрын
Valve kharab hone par average kam ho jata hai kya
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
Ha ho jata hain
@kuldeepmakwana45382 жыл бұрын
Maine activa full engine banvaya hai aur sabhi parts original dale hai aur piston bhi standard dala hai fir bhi dab ke chal rhi hai
@dr.mechanic2112 жыл бұрын
6351635468 bhai ek bar call karle na
@subhayansen806 Жыл бұрын
Bhai Activa mein valve change karne ke bad ak sound a Raha hei.. o kya rocker tight karne se Kam ho jayegi..??
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
Valve setting karlo ek bar, fir bhi aye toh rocker or crenk shaft chek karvalo
@FILMSVIEW11 ай бұрын
Sir mere pass Honda dio old model he. Byk baris me Pura dub gaya Tha. Mane sub clin Kar ke or air filter or oil Chang Kar ke or carborator ko bhi mens clin Kar ke fir Byk start ki to Byk start hogaya. Lekin jab meme Byk ko band Karke mene dubara start Kiya to compressor problem aa raha hain sir please help me
@dr.mechanic21111 ай бұрын
Compressor problem vavle band hone par hota hain
@FILMSVIEW11 ай бұрын
Thanks for replay sir
@JitendraKumar-jj8jf Жыл бұрын
Valve badlne main kitna kharcha lagega
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
Bhai valve ke sath piston ring bhi change karni padti hain
@LeonardoDiCaprio899 ай бұрын
@@dr.mechanic211haan kitna kharcha aata hai
@MuniDeo-d6r2 ай бұрын
Cost kitna ayega
@dr.mechanic2112 ай бұрын
Bhai har chiz ka alag alag price hota hain normally full engin fitting ka 1200 lagta hain , iske alava jo ap engine ke andaar ki jo bhi chiz nai dalte ho uska alag hota hain
@automobileiti1076 Жыл бұрын
Sir activa honda ka sprak plug jaha lagta hai head mai waha par chudi khrab ho gyi kya bina engine utre kaam ho sakta hai help me 🙏
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
Engine utar ke leth machine vale ke pas le jana padta hain anthe padane
@pardhudokku62972 ай бұрын
Cost
@dr.mechanic2112 ай бұрын
Around 1500
@LeonardoDiCaprio899 ай бұрын
Iska kharcha kitna aata hai bhai
@dr.mechanic2119 ай бұрын
Around 1200
@ptl2306Ай бұрын
Address
@dr.mechanic211Ай бұрын
District:-Mehsana, state :- gujrat
@GazaHamas-cj2in Жыл бұрын
Kick Ka pressure Bhag jata h. Val change kardiya fir bhi
@dr.mechanic211 Жыл бұрын
क्लच प्लेट cheak karvalo aur kick ki spring bhi
@GazaHamas-cj2in Жыл бұрын
@@dr.mechanic211 thanks for replying. Pr solution ye nhi h
@GazaHamas-cj2in Жыл бұрын
@@dr.mechanic211 maestro h mere pass. Or jb Me spark plug nikal kr usme mobil dalta hoo fir spark plug kr pressure ajata h. Or 10 se 15kick marne pr start hojati h. Do din bad yahi problem aaa jati h. Fir mujhe yahi dobara karna pad ta h
@GazaHamas-cj2in Жыл бұрын
Sir g apnna no. Send karo
@SumitKumar-yj2xo6 ай бұрын
Valve karvane ke bade yeh fir kharab hojati hai kya ? Lagbag kitna chal jaegi
@dr.mechanic2115 ай бұрын
Apka micanice achha hain toh problam fir she nai ayegi, aur oil chek karte rahena
@vinubhaikorat29382 жыл бұрын
mera activa hit ho rha
@dr.mechanic2112 жыл бұрын
Activa ke Engine ke upar ka palstik cover tuta nahi hain chek karlena bhai ek bar.