Is baar flying branch me graduation in any stream h eligibility marks nhi bola gya h kitna hona chahiye
@Radhekrishna19kАй бұрын
BSC vale flying branch m form bhar sakte hai ya nahi please btaa denaa sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@priyankaahire1410Ай бұрын
Hii sir married women apply kr sakte hai kya afcat ke liye agar age 22 running hai to
@ajayk1432Ай бұрын
@@priyankaahire1410 no....
@priyankaahire1410Ай бұрын
@ajayk1432 but why
@ajayk1432Ай бұрын
@@priyankaahire1410 bachelors chahiye married men and women not allowed armed forces ka rule h ye
@hemantpatil2367Ай бұрын
@@priyankaahire1410hii listen married women apply tho kar sakti hai written ke lea aur ssb bhi ja sakti hai but joining ke time par jab police verification hota hai usme out ho jaoge aap tho koi sence nahi hai fir written wagera dene ka just because airforce ka criteria hai ki unko unmarried girls and boys chaiye hote hai hope this will help you
@priyankaahire1410Ай бұрын
@@hemantpatil2367 thank you dear but sub kuch Jo document hai o sare mere papa ke naam se hai mere even aadhar card bhi mere husband ke naam ka kuch nhi hai or jb form bharne ke time divorce hua hai aisa mention Kiya to chlega kya Afcat nhi to Cds de sakti hu kya me