Hadees likhne walon ne islam ko do hisson mein baant diya hai aur sabit kiya hai ke ek hissa to quran hai aur doosta hissa rasool ki sunnat hai. Donon ko milakar amal karo to islam mokammal hoga. Jabke sunnat hai hi nahi chunke koi bhi nabi allah ka partner nahi tha isliye deen mein uski koi sunnat shamil nahi hai. Jo bhi hukm hai faqat allah ka hai. Magar musalman quran aur sunnat par chalte hain. Jo cheez quran mein nahi hai use sunnat kah kar maante hain. Allah jane haq kiya hai.
@iqbalahmedkhan333810 күн бұрын
Charo mohaddaseen sunniyon ke aur shia muslim ke na jane kitna mohaddaseen hain yeh pata nahi magar sabhi yahudi etrmad par chalne eale yhe isliye un sabhon ne yahudiyon ke rabbiyon ki naqal karte hue ahadees likh dale ke thalmud ki tarah ham hadees likh dalrnge.
@shortfilmmaker14728 күн бұрын
Alvi Sahab aap yah sab latifa sunana chhod de aap Syria chale jaen vahin per aap kissa kahani sunaeye ga
@farzandali765410 күн бұрын
Shiya bhai Aisa bayaan kyu suntte hai Dusro ki buraai krta hai yeh shiya firka nhi new fitna fe la rha hai