ماشاء الله Bht hi pyari baten irshad farmayin ustad ghamidi sahib ne Allaah pak ghamidi sahib ko afiyat wali lambi umr ata farmaye or ummat me aise ulama ki kasrat farmaye
@mohammedwahed883 ай бұрын
Kisi atheist wagera ko Janab Ghamdi sahab k samne baitha de to tasalli bakhsh jawab milega use....bahut khub ustad mohtaram Ghamdi sahab Allah sehat o umr darazi naseeb farmaye
@syeda31772 ай бұрын
Masha Allah, highly intellectual talk by Janab Ghamdi sb.He is a true Islamic scholar.
@klacontactbackend77103 ай бұрын
Jazzak Allah ❤
@nismo43213 ай бұрын
Most Pakistani speakers don't have the adaab of giving speach. They get emotional and loud very quickly.
@asadhaque8463 ай бұрын
Most of the Indian/ pak scholars have not learned public speaking and the rules applied to public speaking. Speaking loudly does not make a speaker impressive and effective. Have asked engineer many times to go and spend two years in Madinah to learn respectable way of talking to people.
@rizwanmalik80363 ай бұрын
Masha Allah ghamdi sb zabardast❤
@ganianwala-productions3 ай бұрын
Please stop adding highlights 🙏
@huzefaaaa3 ай бұрын
Yes
@nismo43213 ай бұрын
Agree. Highlights are a time waste and ruin the clips.
@ElayatAliShah3 ай бұрын
Agree
@sherazsaeed10123 ай бұрын
guftagoo different ocassion per different hotee hay ..jang kay medan may different ..masjid may kitabut different- am guftagoo different.....is liye her cheeze aklaq kay daeree may to hogee laken jazbat ka hona chahye....
@b.s88583 ай бұрын
بات تندو تیز کرنا اور جھوٹ بولنے میں فرق ہے۔
@shabbirAhmed-mo1mo3 ай бұрын
Islam ka asl chera koi nhi dakhata sb aik dosry pr tnqeed ya islami waqaat pr behsien yh is trah tha aise nhi tha sb xor in bemqsd batoo pr asl m islam ko deen ki hasit se paish nhi kia jata k is ki mojoodgi m kia faida h lgo k masail kis trah hl hoty h ghair mulim k liey kia hota h ziada molvi to aj kl aik dosry ko kafr hi qarara dety h ikhtlaf krne ki koi emmat nhi bs kafir jtna nuqsan in lgo n islam ko dia wo to ksi ghair muslim n nhi firqa prsti h masjd se le kr madasry sb is m shamil pakistan m nm ka islam h firqa prst lgo ka.control h aur dn bdn barh raha h
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
ghamdi sir merey SE bra ap Ka fan ni ho skta u r best but engeener Mirza ek jannati aadami hai jo shirk os ne khatam Kiya koi ni kr skta tha mein kudh saahaaba pr tanqeed krney pr osey iktelaaf krta hon Jo tariqaa Mirza Saab ne use Kiya yehey best vey hai but I r best 😊
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
ghamdi sir merey SE bra ap Ka fan ni ho skta u r best but engeener Mirza ek jannati aadami hai jo shirk os ne khatam Kiya koi ni kr skta tha mein kudh saahaaba pr tanqeed krney pr osey iktelaaf krta hon Jo tariqaa Mirza Saab ne use Kiya yehey best vey hai but I r best
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
ghamdi sir merey SE bra ap Ka fan ni ho skta u r best but engeener Mirza ek jannati aadami hai jo shirk os ne khatam Kiya koi ni kr skta tha mein kudh saahaaba pr tanqeed krney pr osey iktelaaf krta hon Jo tariqaa Mirza Saab ne use Kiya yehey best vey hai but I r best
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
ghamdi sir merey SE bra ap Ka fan ni ho skta u r best but engeener Mirza ek jannati aadami hai jo shirk os ne khatam Kiya koi ni kr skta tha mein kudh saahaaba pr tanqeed krney pr osey iktelaaf krta hon Jo tariqaa Mirza Saab ne use Kiya yehey best vey hai but I r best 😊
@amnaaziz3 ай бұрын
Bhai ... ma shaa allah Allah ne janat ki entry ka licence apko diya hai. Subhan Allah
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
@@amnaaziz Acha tha bro I like it
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
@@amnaaziz agr srf ek chez bta do srf one saahaaba pr tanqeed Ke ilawa kon SE bat os Ke ghalat me ghamdi sahib KO choor kr ap KO apna peer man lon GA
@MReafan-le4kj3 ай бұрын
@@amnaaziz Mirza style he os Ke sab SE brey kamyaabi hai q k baap apney bachon KO galiyaan bhe de kr smjhatey hai me engeener Ka student ni pr ap merey sath betho me engeener KO jannati sabit Karon GA tum kdr bethon merey samney
@amnaaziz3 ай бұрын
Thank you bhai. Mera mirza sahib se koi matlab nahin. Main to sirf yeh keh rhaa hoon ke janat jahanum ka faisla Allah ke hath main hai. Ap ya main nahin kar sakte ...