@@junaidsafdar2830 Junaid sahab Assalamualaikum,May Allah guide us all towards right path.Actually , I am not from Ansar lineage,my,late father named me after one of the companions of Rasoolallah s.a.w.called Tameem Ansari,he had been to India during second Caliph, it's said,his tomb situated on sea shore of Madras City (Chennai).mine age is 65yrs, I read Qur'an paak 5to6times with translation,so also listened, Sunni, Shia Aalims,in Urdu as well as English,I came across such verses,my father at the age 6yrs,had completed 24, paare,due to plague at our village,vastaad went off,by the grace of Allah,I have a little bit religious lore.I honour highly Ahle Baith, 12 Imaam, muslims unfortunately deprived of obtaining knowledge of 12, Imaam, relating to universe creation, skies, secrecy of knowledge and so on.I apologise.
@tameemansari707 Жыл бұрын
@@junaidsafdar2830 Al baqra verse 41, sach ko jaan boojh kar naa chupao.verse,174, aayaat, hidayaton ko chupate ho, Allah qiyamat ke din kalaam nahin karenge.Al Imran verse 90, Imaan laane ke baad kaafir hogaye, tauba qubool nahin hogi.verse,106,DO "unke liye azaab hai.An Nisa verse 81,108,137&138, verse,142,munafiq Allah ko dhoka de, yeh apne aapko dhoka deilete hain.At tauba verse 66, bahane mat banao tum Imaan laane ke baad kaafir ho chuke ho, ek jamaat ko maaf kar denge toh dusri jamaat ko saza denge.verse,69, munafiqoan ke aamaal duniya aaqirat mein nuqsaan deinge. Munafiqoon verse 3, Imaan laaye phir kaafir hogaye, diloan par mohar laga di gayi hai. Al Fatah verse, 6, mushrik mard, aurat, munafiq mard, aurat par Allah ki laanat dozaq. Al Hashr verse 16, munafiq musalman ki misaal shaitan jaisi hai. Muhammad verse 22, munafiq Hakim banjayenge qarabi karenge, rishte toad denge. verse 24, Qur'an me ghaur kyon nahi karte diloan par kufal laga hai.
@tameemansari707 Жыл бұрын
@@junaidsafdar2830 Al hadeed verse 13, munafiq mard, aurat jahannam ki taraf jaayenge, momin aurat, mard jannat ki taraf,(momin apne Noor mein, munafiqeen Ko chalne nahin denge). Al baqra verse 177, apna chehra mashriq, maghrib pherna kaafi nahi, Allah, farishtoan, qiyamat ke din par Imaan rakhna, miskeen, yatimoan, mohtajoan ki madad karna. Al Furqan verse 28, kash hum falaan shaqsh Ko doast naa banaya hota, jisne hum ko gumrah Kiya, qiyamat ke din apne ungliyon ko bite karenge. Al Anam verse,108, mushrikeen ke butoan Ko bura naa kaho, woh tumhare quda Ko bura kahenge, hamare paas aanedo faisla karenge. Al Maida verse 69, roze aaqirat par Imaan laane waale musalman, yahudi, nasara, Sitara parast qiyamat ke din ghamnaak nahin honge. Fatir verse 32, hum ne unlogoan ko kitab ka waaris tehraya, jinko apne bandoan mein se burgzida Kiya nekiyon me aage nikal jaane waale hain. Maryam verse 63, 87, parhezgaroan ko jannat ka maalik banayenge. Jin shaqsiyat Allah se iqrar kar chuke thhe woh sifarish kar sakte hain. Taha verse,109, qiyamat ke din kisi ki sifarish nahi chalegi magar us shaqsh ki jise Allah ijaazat de (Ahle Baith, 12 Imaam). Younus verse 63, Jo Allah ke dost hain unko naa qauf, ghamnaak honge qiyamat ke din. Al Ahzab verse 15, 19, 57, 73,.
@tameemansari707 Жыл бұрын
@@junaidsafdar2830 Ar raad verse 43, Allah aur woh shaqsh jiske paas kitaabe aasmaan ka ilm hai.? Al Furqan verse 30, qiyamat ke din Rasoolallah kahenge meri ummat ne quraan ko chhod rakha tha (musalmaan har roaz quraan padhte hain), whom muslims abandoned?. Quraan me Sura mominoon, munafiqoon, sahaba mein momin munafiq thhe. Al Ahzab verse,71, Rasoolallah s.a.w.ki farmabardaari karoge,baqsh denge.