Mashallah doctor sahiba bht expert ha bht knowledge ha bilkul aisa hi same same Jo patient k sath hota ha bht acha guide kia ma is waqt fajr ka time ha mery sath ye mamala pesh Aya or apki video Dekhi ❤❤❤❤
@aghazulfiqar132211 ай бұрын
Masha Allah, Doctor sahiba is quite Professional Expert indeed. Stay blessed❤.
@e-commercebyahsan47626 ай бұрын
@shivamagrawal148 please share this medicine details.
@Woodshapers Жыл бұрын
Allergic Asthma ny Zindage mushkil bna de hy
@sidraquseen740311 ай бұрын
Same i am in uk bot tension hy kuch b kha lo baher thand main jao to bas
@nuzhataamir63969 ай бұрын
بہترین
@mohdRahies11 ай бұрын
Very useful allah salamat rakhe
@Ali-e8r7z8 ай бұрын
very good information
@abdullahm264810 ай бұрын
Very useful and helpful
@krishnagiridhar369211 ай бұрын
Very useful madam. Thank you🙏
@rabiarashid629110 ай бұрын
Thanku so much doctr sahiba❤❤❤❤
@waqasaslam258911 ай бұрын
Good job sir bht information mil gai
@robina127710 ай бұрын
JazakAllah khair
@mohdarfat1981 Жыл бұрын
Very good Best information ❤️👍
@waheedakhatoon2828 Жыл бұрын
Best wishes information Jazakallah
@Uzair_editz-k2u11 ай бұрын
Boht khoob dr sahiba boht khoob
@kamlathapakamlathapa774510 ай бұрын
Thanku mam for nice explanation
@alfiyamansuri5915 Жыл бұрын
Shukriya mam.kya nabulizer lene se koi side effects to nahi honga na
@ShabiyaShabiya-h5k Жыл бұрын
Very nice ❤
@azamkhan-fi1kg10 ай бұрын
very informative 🎉
@muhammadnasir219925 күн бұрын
Excellent
@shaheenkhalid7165 Жыл бұрын
Bohat achey information hain
@fazich907011 ай бұрын
Very good doctor
@MuzamilKhanYousafzai Жыл бұрын
Thnx alot dr farah. Very informative vid. Stay blessed.
@nasimpervez9193 Жыл бұрын
Very good Information
@MuhammadIqbal-mn2ml Жыл бұрын
informative .good
@sahibabibi55247 ай бұрын
Good advise dama dedisease
@makeupwithzara108 Жыл бұрын
Bilkul aysa e hy bht tang hn adhi Zindagi khrab Hy esi wja s 😭
@AbdulRehman-ub8nq Жыл бұрын
JazakAllah.
@RAJAB_BUTT-f7b Жыл бұрын
Good information
@saqibali4834 Жыл бұрын
Good job.
@noshawabbasi3149 Жыл бұрын
Jazak Allah
@noumanmajeed.1362 Жыл бұрын
Good job Sir
@zainalishah5211 Жыл бұрын
aoa dr sahiba spiromtry lungs test bcho ka khas kr 5 year kitna hona chahiay?normlly?
@farahsadiq3546 Жыл бұрын
I do practice in chughtai med center askari 11 6 till 8 pm except Sat and Sunday
@sikandarazam60045 ай бұрын
Mam general hospital me AP sy meeting ho saktee ha kea
@time4ameditation2356 ай бұрын
Nebulizer bht effective ha mene bht si medicine use ki but jb b asthma attack hota ya chest congestion to me phly Ventolin k 10 drops se nebulize krta ho phr clenil 2cc se to breathing issue reslove hojati ha ... Otherwise mene bht medicine use ki ha itna khas fark ni prta ..
@komalnaz57435 ай бұрын
kya ap k sath aiss hota hai k garmi me zada sans ka msla hota ho sans pholta ho or gusse me boht zada phulnay lage plz btae kyo k mere sath aj kal hora nai mujhe bhi Elarji astama hai
@SurprisedAirplaneWindow-to1jy5 ай бұрын
Doctor agr raat mn sans ka koi problem na ho r just din mn sans ruk ruk k ay tw us ka kia hal h.plz tell me
@ShahmeerAshir10 ай бұрын
Is condition mein steurides lazimi lena parta hai Doctor
@Devilgaming-ed8ev6 ай бұрын
Mujh perfume se bhot taklef hote ha ma Kya karon ma Rawalpindi se hon Kon se Dr appointment lon plz help mein
@sikandarazam60045 ай бұрын
Dr. Farah mam sy kesay mila ja skta ha
@sahibabibi55247 ай бұрын
Seretidediskus kesa ha dama kliye
@hadirsaleem1808 Жыл бұрын
Aoa khuda ap ko sait da plz sir g jo pani nose say na ay galy say ay plz video bany
@nawabbaloch51225 ай бұрын
Doctor sahiba mujy 9 sal see jild ki kharish sir see paero tk yani pory jism my kharish h deli rotin alirji k goliya karae hun mgr kohi faeda mahi
@AbdullahAbutalib-wx5gw Жыл бұрын
Sas wares gela hone Sas leni dhekkat hota❤
@QadeerAhmed-d4d2 ай бұрын
Miry bety ko zara c b thand lag jay to chist infecstion ho jata hai sans liny min mhuskil hoti hai montiget tablet sy 2 gahnty min aram a jta hai liken deily liny parti koi parmanit ilaaj plz?
@Nadeem-zw7zd Жыл бұрын
Mje smoke perfume taiz smel se elergy he wase kuch nai hota koi hal bata dain
@umairbashir876811 ай бұрын
Aoa mai jab raat ko bestar par late ta hun to meri naak ki sade band ho gati hai us say problem mai rehta hun ya subha ja uthta hun to chenkay shuru ho gati hai
@farahsadiq35467 ай бұрын
Any one can take appointment even on line
@sikandarazam60045 ай бұрын
Dr. Farah sadiq mam k number mill skty ha ya un k private clinic k address plz
@farahsadiq35465 ай бұрын
Yes U can meet me in m3 lgh
@ShahmeerAshir10 ай бұрын
Ghareeb insan aap jese Doctors ko aford nahin kar sakta aap logon ki fee etni ziada hoti hain
@AbdullahAbutalib-wx5gw Жыл бұрын
Apne subah ke hota aur raat ko vi pet fulzata hai aaj subah see preshan hun
@farahsadiq3546 Жыл бұрын
Thanks everyone
@shireenishtiaque8227 Жыл бұрын
👍
@zaheerAhmad-qh4zq Жыл бұрын
Ine doctor se Raabta kaise karen
@Giggle.patreons68693 Жыл бұрын
Mjy b asy he allergy ha cheenkay nazla zukam eyes or ear my kharish or galay my khrash khansi atee h to saans sy city jasi awaz ana start ho jati ha or saans lena mushkil ho jata ha 😢
@Giggle.patreons68693 Жыл бұрын
@DurgeshMane-nc1iqI am from Pakistan
@shafiqchoudhary91486 ай бұрын
Dry cough hoti ha
@zainalishah5211 Жыл бұрын
bcho m kis age tk alergic rahinits set ho jata hy proper medicine k baad?
@AffanKhan-vl3ig Жыл бұрын
Naak me tail daalein bache ko
@WasmiaQureshi94311 күн бұрын
Mujhy thyroid h us m bhi yehi msla hota h sans ka mushkil se lena mujyy kisi b qism ki elergy nh h mgr sans ka problem hota h 3 sal hogy bht madician khai hn mgr dr yehi bolty thk ho kuch nh hai khao piyo bs
@ashfaqahamd2705 Жыл бұрын
Mujhy bhi dmha ha. Watulin bhi acha ha. Bury...tim ma guli. Bhi muntiysil. Achi. Sas kly.daktr ny theekk bola subha. Bahut. Sas bnd hu. Jty ha
@Qudsiakhanum-v6n10 ай бұрын
kahan sy mangwai dawai ka name keya ha plez mujhy bhy batain ap ke bary mahrbani ho ge main is marz sy bahut pryshan hu
@alistaaralistaar8343 Жыл бұрын
Asslamoalaikum doctor sab kindly I need your little help sir I’m here in Saudi Arabia sir mujy yaha sans lany me bohat diswari hoti ha mostaly jub ma raat ko Ac ky nechy sota ho to mujy bohat zayda sans me masla hota ha our saat me resha bohat zayada ata ha jub Ac ke waja sy sans me tangi hoti ha our raat ko neend be nahi ati sari raat Khansi our resha ata ha mara masla ya ha ky yaha garmi bohat zayada ha Ac ky baghir soo nahi sakty ma bohat zayda pareshn please mari help kary ma Kia karo Jis sy mari zandagi ko sakoon mil jy Kia ap kA koi contact no ha please