Aslam alqium sir plz mj bty kb khana best ha subha ma medcn lati bki sara din ma kb khana ha kon sa time plzzz bta data im wait plzzzz
@Zulqarnain-m1m4 күн бұрын
I like
@nazneenshaikh36986 ай бұрын
Mashaallah❤
@WeCareYourHealth6 ай бұрын
JazakaAllah 💗
@ummehabeeba69226 күн бұрын
Ciric alarji amla kase lee
@rubinanaz15575 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉
@adnanraza1652 Жыл бұрын
Assalamoalakum. Plz tell me is it beneficial in Eye Cataract? If yes, than how long use it would be benificial? Is Amla k murabba better to eat? Or in which form it would better?? Plz guide us. JazakAllah
@SyedRahmath-k6m3 ай бұрын
Mashallah ❤❤💐💐🇮🇳🇮🇳
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
JazakaAllah
@jasiashah906911 ай бұрын
Roz ,2 amla juice pi skhte h sir plx reply
@WeCareYourHealth10 ай бұрын
Aik he bhut hai
@gandhibuttar869029 күн бұрын
@@WeCareYourHealthsir kahli pet le sakte he kacha
@skhanlifestylesaloonnara50022 ай бұрын
جزاک اللہ
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Thanks
@IsmailKhan-my1yo Жыл бұрын
Amla ka powder ka sakty hai?
@ShabanaRehman-yn1fd Жыл бұрын
Sir mujhy stomach problem Hy 15 sal sy dill khrab HOTA hy mgr ulti bhi nhi ATI boht medicine Khai hen men me Kya koi ilaj Hy is cheez ka
@WeCareYourHealth Жыл бұрын
Aap ko fatty liver hai shayad
@Tulip16599 ай бұрын
Sir fatty liver kay liye kiya ilaj hai Harrar, Malay ka muraba también koi or tip dain plz
@Ahad_jutt809 ай бұрын
Sir ye amla subha nehar moun khaien ya pele pani pi ke khaien
@WeCareYourHealth9 ай бұрын
Subha nehar mu
@farhan-dv4ip3 ай бұрын
Mashallah
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Thanks 😊
@Hamidhamidiqbal-r1tАй бұрын
Aslamualikum sir kacha amla suba breakfast ky sat kha sakhta hon chota chota kar ky kya please reply
@WeCareYourHealthАй бұрын
Je Khali pait istamal kare pher 20 minutes baad nashta kare
@WeCareYourHealthАй бұрын
Je
@Pagalsahab02 Жыл бұрын
Amle ka mrba or achar use kr skte hen
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Je ha
@muhammadfaisalsiddique3142Ай бұрын
Amla ki taseer garam hai ya thndi, mosam ky hosab sy btay,kis mosam me khana chahiy ,kis mosam me ni,plz btay
@WeCareYourHealthАй бұрын
Amla har mosam Mai istamal Kiya jata hai
@amreenfatima3951 Жыл бұрын
Kya 5 gm subha sham kha sakte hai Jaldi bataein
@muhammadrehanfaiz2717 ай бұрын
😂
@MoshinSadiq-k1x17 күн бұрын
Hakeem sahab marya ball massla gar riahy hay ma amal ka morab astamal kar sakti how mujh keye mshwra daya maryh sawal ka jawab daya please reply dahy
@WeCareYourHealth6 күн бұрын
Je bilkul istamal kare fayade ho ga
@MoshinSadiq-k1x6 күн бұрын
Jazakal kharen
@fahminasami63519 ай бұрын
assalam o alaikum sir mjhefresh amla chahiye kanha sy mil sskta hai mere hair boht grey ho rhe hain. plzzz batin kanha say fresh amla mil sakt hai.kia ap sy hum buy krsakty hain?
@WeCareYourHealth9 ай бұрын
Ok mil jae ga
@UmairFaroq-oe1sv Жыл бұрын
Hakeem sahb 6 marbo ko mix kr k kha skty hai
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Je
@HamzaAli-p4g15 күн бұрын
Aslmoalikum bhi ya Khana kasay h kacha ya amla k mrrba Khana chahiay
@WeCareYourHealth6 күн бұрын
Muraba behter hai
@ruhbamwaris8170 Жыл бұрын
A.O.A Sir amala ka achar khaney mai ziyada faida ha amala ka maraba.... kindly reply plz
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Dono behter per murraba zada behter hai
@saqibwhy6042 ай бұрын
kya hum murabba aamla istimal ker skty hin?jo pinsar se milta he....
@WeCareYourHealthАй бұрын
Bilkul je kar sakte hai
@saqibwhy604Ай бұрын
@@WeCareYourHealth dose?
@VlogToHoga-cf1ptАй бұрын
Apse jari boti mangani ha asgnsha ...shatwri aahoka kis trha mangwae
@WeCareYourHealthАй бұрын
App what's up number per rabta kare 03212304299
@laelmny2 ай бұрын
Kia tirphala rat ko 1/2 tsp lanay say maiday main gas ya koi aur maska hosakta hai Amla ka powder acha ha ka murabba
@WeCareYourHealthАй бұрын
Nahe koi masla nahe Dono thek hai
@Hooreiman3 ай бұрын
Sir powder ki form Ma ley skty hain?
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Yes
@saifkhan98129 ай бұрын
is ka powder kesy bnaa h?
@WeCareYourHealth9 ай бұрын
Ye raw form milta hai jenab aap ko nahe mile tu mujhe se mangwa leje ga
@hinarani38545 ай бұрын
@@WeCareYourHealth Ma na khbi nh dhka market ma
@princehamdaan363728 күн бұрын
Sar bacchon Ko Khila sakte kya
@WeCareYourHealth27 күн бұрын
Je bilkul
@UmairFaroq-oe1sv Жыл бұрын
Hakeem sahb meri age 28 wazn 90 kg hight 6foot.wazn km krny kay lye diet plan bta dy ta k 70 kg ho jay
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Aap what's up number per rabta kare
@Hannan.abdullah49 ай бұрын
Colitis ke patients kha sakte hain ya nhi
@WeCareYourHealth9 ай бұрын
Har ka murraba b saat le
@tariqkhan585512 күн бұрын
Manaka Kismish k ek qisam hy.
@WeCareYourHealth11 күн бұрын
Yes
@rania00277 ай бұрын
Sir amla ko honey k sath use ker skte hai night main kion k shitavari powder bhi use kerti hn morning main with yogurt k sath ....plz advice yeah sahi tariqa hai
@WeCareYourHealth7 ай бұрын
Honey k saat behter hai
@rania00277 ай бұрын
@@WeCareYourHealth thx sir
@hussainaudaipurwala9242 ай бұрын
Asslmun alaykum dr shab mere hair bhot jarte ha sir ka middll ma skin dikti ha pl tell amla kese use karu
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Aap ka masla zada hai aap what's up number per rabta kare
@mahreenhussain-c9qАй бұрын
Kabaz aur appendix Kay dard m amla Khana kasa hai......??? Plz bta dyn ..
@WeCareYourHealthАй бұрын
Nahe sahe
@mahreenhussain-c9qАй бұрын
@WeCareYourHealth Kun nahi khaa sakty amla....means Kun sahi nai hai
@salvashiningstar.5898 ай бұрын
Ye btaen eska season konsa hy jisma ye fresh mily
@WeCareYourHealth8 ай бұрын
July se September tak
@farahnaz62296 ай бұрын
دسمبر میں
@eaglegirl439511 ай бұрын
Ye Pakistan me mileaga kahan se, agr ap yeh bhi bta dain to boht meherbani hogi.
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Aap is number per rabta kar le 03212304299
@mudassarjoyia67910 ай бұрын
Mary pas ha mil jay ga
@eaglegirl439510 ай бұрын
@@WeCareYourHealthg shukriya.
@loveislife-kw5zo3 ай бұрын
JazakAllah Hakeem sab amla pawder istmal ker sakte he ?
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Je bilkul
@gandhibuttar869029 күн бұрын
Sir kahli pet ammla kha sakte he
@WeCareYourHealth29 күн бұрын
Yes
@riffatabid6982 ай бұрын
Aoa jin ko loose motion aty hn aur hlki hlki pait drd kabhi kabhi ho wo amla use kesy krn kia wo amla ka murabba kha sakty hn daily nihar mon
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Yes le sakte hai
@Nilofar-m3p19 күн бұрын
Assalam walekum par amla thandi me use karne se body mai zyada pain hota hai
@WeCareYourHealth19 күн бұрын
No
@junaid9523Ай бұрын
Inshallah
@lifestylevlog49614 күн бұрын
Bhai damag ka leya amla ka murba theek hai
@WeCareYourHealth6 күн бұрын
Sahe hai per gajar zada behter hai
@rania00276 ай бұрын
Sir amla powder ko open kerne k bad fridge main rakh skte hai.
@WeCareYourHealth6 ай бұрын
Aap Bahar rahkee no issues bas air tiet bottle or Chand din baad dhoop Laga de
@rania00275 ай бұрын
Aoa sir maine amla powder ko room temprature pe rakha ..us main black chota sa keera lg gaya hai kia krn ab ...kia woh zaya hu gaya hai...ya use chan k use ker skti hn
@WeCareYourHealth5 ай бұрын
Nahe istamal kare or air tiet jar Mai rahkee dhoop se Bache or gilla chamacha se
@yasmeenkhan20233 ай бұрын
BP wali istemal kar sakte hain ya nahin aanwala please bataiye
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Kar sakte hai
@durood-e-pakkifazilat43892 ай бұрын
Mujhe balgami khansi hai ise kaise use karen
@kafeelahmad32762 ай бұрын
Mujhe yeh bataye jhaiya kaise jayengi chare ki
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Aap what's up number per rabta kare
@Haleemasadia-fj3gh2 ай бұрын
Kia amla trifla powder me b ya vala nuqsan deta ha KUKA Mera mehda weak ha
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Nahe je us Mai nahe de ga q k badri haar shamil hai
@Pagalsahab02 Жыл бұрын
Isko kese use kren
@WeCareYourHealth11 ай бұрын
Subha nehar mu istamal kar le
@mariamehboob85853 ай бұрын
Hakeem sahab ibs ka koi asan elaj to bata den parhez b bata den ibs k bare me pori video bana den plz
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Ok je inshallah
@ZaryabHashim-vb7oy4 ай бұрын
constipation piles k mareez b ly saky hai kia
@WeCareYourHealth3 ай бұрын
Haar ka muraba istamal kare saat mai
@VlogToHoga-cf1ptАй бұрын
Amla powder jo milta ha woh use ker sakre ha
@WeCareYourHealthАй бұрын
Je bilkul
@SalmanKhan-zd8nh5 ай бұрын
Kidney ka problem hai unku khala sakte hai kiya? Mere abbu hard prashant hai 68age hai unki unko dee sakte kiya?
@WeCareYourHealth5 ай бұрын
Je de sakte hai per daily nahe
@MdImtyazImtyaz-p5d14 күн бұрын
Ok
@WeCareYourHealth6 күн бұрын
Thanks
@farhatnajam4362 Жыл бұрын
Amly ki miqdar ketni ho
@raeesmustafa7628 ай бұрын
Asalam alikum sir .. AMLA demag ke khushki k liya bhe istemal kiya ja sakta hai ya nhn ?
@WeCareYourHealth8 ай бұрын
Le sakte hai
@raeesmustafa7628 ай бұрын
@@WeCareYourHealth thank you sir
@Amirali-o2o5v7 ай бұрын
Amla ka power bana k istamal kar sakte hai
@WeCareYourHealth7 ай бұрын
Je bilkul
@mtalhamtalha43948 ай бұрын
Sir amle ke muraba se daymi nazla zukam jo under jam jai uske liye sai ha q ke mere ball tezi se sufaid ho raje hain
@WeCareYourHealth8 ай бұрын
Saat Mai haar ka muraba b le
@faisalhameed21982 ай бұрын
munaqqa tou baray angoor ki kishmish ko kehtay hain
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Yes my dear
@MobeenRaja-et6ig22 күн бұрын
Amla Kahan se milta h
@GhulamMuhammad-h5h8 ай бұрын
kabz or pait men gas hy to kia grmion men rozana amla ka murabba use kr skty hen
@WeCareYourHealth8 ай бұрын
Kar sakte hai saat Mai har ka muraba b istamal kar le
@KiranKhan-yl1vw6 ай бұрын
Sir ji mko hrb kia peelu ko bolte hn?
@WeCareYourHealth6 ай бұрын
Yes dear
@ayatmirza4583 Жыл бұрын
Amla ka murraba agr use kren to us k b faidy hon gy na ye sb
@SiyaRani-y4g2 ай бұрын
kcha amla sindh m kis trf milta h
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
Pansar store se
@anniememon18656 ай бұрын
Or agr amla powder bana kr pani k sath Len to
@WeCareYourHealth6 ай бұрын
Je le sakte hai
@syedaparveen7746 ай бұрын
sir amla fatty liver mai faida karta hai
@waqarakram932517 күн бұрын
Weight Bethany k Liye Kya khain
@WeCareYourHealth17 күн бұрын
Je ok inshallah
@KhadijaRehman-t5cАй бұрын
Hakeem sb Amla ka use kub krna chahyeh khali pait ya kisi bhi time.
@WeCareYourHealthАй бұрын
Khali pait
@PhoneMart-i8l7 ай бұрын
Sir garm elako ma b ye estmal kr skty ha agr Sath ma hareer ka marba mela ly to phr Kesy estmal kary
@WeCareYourHealth7 ай бұрын
Kar sakte hai subha nehar mu istamal kare
@MaryamZaki-z3i2 ай бұрын
Amla kis mosam main milta h
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
September
@Boyskingjin2 ай бұрын
2saal 2 month ki beti hai meri how can I use for her
@ShowkatAhmadmir-n2w2 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@WeCareYourHealth2 ай бұрын
JazakaAllah
@MZubair786-y5i20 күн бұрын
Shogr waly b kha skty hn murba
@WeCareYourHealth18 күн бұрын
Dho kar istamal kar le
@Subhan-pro-gamer-w7p24 күн бұрын
Aap reply b dete ho ❤
@WeCareYourHealth24 күн бұрын
Yes
@durood-e-pakkifazilat43892 ай бұрын
3 saal purana amla shikakai hai kya use karsakte hain please reply