Sir amla koo baloon m use krne k lia alg se video banyan..... Or shampoo bnanee k bii tareek details see batyain❤
@ghufranaqureshi70243 ай бұрын
Aap rethaa 1oo rupees k kharid le amla 5o k or in ko 3 kilo pani me bhigo de suba jo bartan asp k istimal me naho us me dal ker darmiani anch per pka le jab pani adha reh jay to thanda kar k sprey botle me dal de or use kare agar jhag ziada chahey to reetha ki mikdar barha dey boht hi zabardast he ye shampoo daily use kare koi side efeect nhi
@ghufranaqureshi70243 ай бұрын
Pansari se amla le ker use piswa le or mehdi bhi piswale patey le ker dono ko use karey
@sakhisarwar10503 ай бұрын
Kya ye cheezain pansar say dry form may Leni hen shampoo Kay liye, please@@ghufranaqureshi7024
@usmanali-hk5pfАй бұрын
Bhaii white hair ko black krta hai dobara@@ghufranaqureshi7024
@naeemahmad59387 ай бұрын
Thank u sir
@semi5407 ай бұрын
mera favourite hy bht vitamin c sy bhrpporr
@SamrenNaz-rx6df7 ай бұрын
Aap Kahan se lete hen?
@utcmedit32618 күн бұрын
@@SamrenNaz-rx6dfsabzi mondi sy aj kal mil rhy
@ShahidaJabeen-d8r6 ай бұрын
Hm Amla KO mraby k elawa kis form use kr skty hn
@humairanayab71067 ай бұрын
It's not available in our nearby area...amla powder can be alternative to intake?
Main amla kha rahi hon is k fady bhe sun rahi hon .wesay amla k fdy tu zbrdast ap btarehyhn vlogmain😊
@noridar540420 күн бұрын
Doc kya amla kucha b kha sakty hain please zarour batay or apki sub videos lajawab hain or may is par amal b karti hou ❤❤❤
@Teamsherdil17 күн бұрын
@@noridar5404 I am hkeem yes you can take it latest example of Navajo Singh Sidhu s wife treatment video.
@amirkhalid79157 ай бұрын
It is used in muraba also I have eaten it .
@farooqsamad55212 ай бұрын
Ya konser markeet m milta ha please jawab dan
@zainee-lj2fl5 күн бұрын
veg market mandi se
@FajarBaloch-p8jАй бұрын
Karachi m fresh kahan sy mily ga?
@DrShahzadBasraАй бұрын
Me aj tk karachi nai giya
@Khan8118-j3jАй бұрын
Kisi bhi Bari vegetable shop me mil Jata he especially ajkal season he
@muradali25347 ай бұрын
Salam Dr . Hamary city ma fresh ni milta ..pansari se dry milta ha yeh ni pta k onho me dhop ma dry kiya ya saye ma ..kindly ap dry amla k oper video banaye ..k powder form ma kese le ..bary or bachy ..kis time le or kitna leyna chahye ..thnx umeed ha ap answer karen gy ..or video bhi share kare qk yeh bhot se logo ka issue ha ..
@dhoodarif48692 ай бұрын
AP kaha SE hoo humary ha tu milta hai
@muhammadwaseem10564 ай бұрын
Dr sb kindly btaye ga k kia ksi brand sy organic murraba milta hy ya nahi..
@DrShahzadBasra4 ай бұрын
Not in my knowledge
@muhammadwaseem10564 ай бұрын
@@DrShahzadBasra sir agr ap is pr bhi thori research kr dia krain to os sy be tahasha logon ka bhala ho jaya kry ga. Wese ma sha ALLAH apki videos bht he informative hoti hain aur ye apky liye sadqa jaariya hy. ALLAH apko mazeed nekiyon ki tofeeq ata farmaye. Ameen
@OkashaAli-k3w6 күн бұрын
Assalamo alaikum plz bata den aala Kahan se milega Karachi mn
@BiaSeooptimizer-ee7km4 ай бұрын
Sir Amala taza to nhi milta kia khoshk Amala istimal kia ja skta hy
@farawaseem41715 күн бұрын
Doctor sahab vaginal infection k bare m b btaye
@tahirkhan-ro8nz4 ай бұрын
Dr sahb monkey pox kay baray mai zarur guide karaen aur kia khorak khani chahiye ehriat kaisay karni chahiye
@noreenpervaiz62557 ай бұрын
Can kiddney disease per eat amlah
@nosheenbano19885 ай бұрын
Behtareen 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
@Nighatpakwan7 ай бұрын
Aslamoalikom. Dr Basra. Very informative post. Thanks a lot. I’ve a bush in my garden. It’s called “Gooseberries “ shape is same as amla. But it’s different and doesn’t have seeds. Taste is sour and sharp. But delicious. Does it also has same benefits?
@DrShahzadBasra7 ай бұрын
Not sure what is that
@sheebaehsan348625 күн бұрын
sir ji mile g kahan se
@YsmAnsari2 ай бұрын
Achar Kase bnyee Roz Pani chnge kre plzzz tell m
@SaimaGull-v9n2 ай бұрын
Khansinair ashtma inpatient kh skty hIn
@DrFarhatHashmiBayan6 ай бұрын
Dry amla kese use krein please advise
@DrShahzadBasra6 ай бұрын
Just dissolve in water and drink
@tauqeersts6 ай бұрын
Dr. Shb Amla k moraba khana tek haa?
@ShahidaJabeen-d8r6 ай бұрын
Kia hm bazar c dry Amla ly Kr us k powder form m use kr skty hn
@ShamimZireen2 ай бұрын
Sub ACHA h but AP yeah bhe zaror batya karyn k is k side effects Kya Hain or ken logo ko nahe Khana chahy
@mahnoorumer76172 ай бұрын
Lahore mein kahan mile ga please koi btaae
@rananaveed65947 ай бұрын
Sir amla ka ichar per video bana da sukeria ❤️
@DrShahzadBasra7 ай бұрын
Explain to Kiya method
@AdilHussain-e7c7 ай бұрын
Dr Sahb Gurde ke phatre ka btaen thanks
@zaibindaraheel96177 ай бұрын
AOA sir amla ka murabba stomach ke pain k liye kha sakty hai ?
@مقصدِحیات-س1ب7 ай бұрын
Can we use it in IBS?
@Sineenzara6 ай бұрын
Yes amla powder is best for ibs
@moonakhan25385 ай бұрын
Amla powder btain
@paromughalmughal71276 ай бұрын
Aoa sir ap dry amla k faidy b btyn ...ku k har kisi ko fresh ni mil sakty
@sadafislam69817 ай бұрын
Assalam o alikum Sir amla powder me ne mangwaya wo bht karwa tah me kah he nhe pa rhe kse kahen
@abidzaman-x9p7 ай бұрын
Dr sab terpalla ke bare me video banao ke us ke fayde he ke nahi
@2talhaaemaansaliha4 ай бұрын
Please, Amlaa ka shampoo bananay ka tareeqa batain.
@How.Is.Multan5 ай бұрын
Yeh milta kahan se hai sir
@SamKhan-vd7xjАй бұрын
Fatty liver patient use krskty hn?or agr use kr skty hn to istymaal ka tariqa Kya hai?
@specialrecipes1117 ай бұрын
Very informative ❤
@sameeraejaz15552 ай бұрын
Kindly share amla recipes
@faizrasool73017 ай бұрын
زبردست جناب
@ShakilKhan-zf1fhАй бұрын
کیا قبض کے حالات میں اس کا مربہ استعمال کر سکتے ھیں۔
@naheedanjum96397 ай бұрын
Kis jaga say Mily ga Karachi may mujhy kabhi nahi Mila murabba tu easily mil jata hy fruit nahi milta kindly Bata den
@basitGamerz3457 ай бұрын
Punjab sy to easily mil jata ha
@rahilashamin47517 ай бұрын
Gulshan e Iqbal Sunday Bazaar se me ne last Sunday bye Kiya h.
@makhdoomasad42937 ай бұрын
Kis trah kg mila hai@@rahilashamin4751
@Rehnumai-14 ай бұрын
Lahore ma fresh kaha sy mily ga?
@RoseFlower-jp2erАй бұрын
Market main kb dastiyab hota hy
@storysinurdu17 ай бұрын
Assalam alikum sir ap amla ki products bhi launch kren plz or amlay ka murabba bhi kio k achi quality nhi milti ap par trust hay islye apse befikr hokr purchase krsktehn
@fatimasaleem31363 ай бұрын
Medy ki jalan waly kha skty hn isko
@gamingtime83557 ай бұрын
Dr, sahib plz ye batayen ye mila kahan hai? Mujhe to apni zi dagi mein kabhi nahi dekha, plz ap ye bhi online den. Thanks
@mahach98024 ай бұрын
Assalamualaikum sir kindly isko use kesay karain samjh nahi ae isay kacha khana chahey ya powder?
@DrShahzadBasra4 ай бұрын
Both
@muzaffarahmadkazmi5994 күн бұрын
اسلام علیکم ڈاکٹر صاحب خشک املہ اور جوس بھی بہتر ہےکیا
@maryamnoor10094 ай бұрын
Amla ka session kab ata hai
@HummerahKhan4 ай бұрын
Ye amly ky pody kis city MN hn
@tariqmahmood16254 ай бұрын
جٹ دی سرداری جیو بسرا صاحب
@faisalazeem49787 ай бұрын
Mohtram pehly check kr liya krain, Amla market me Dec se January tak available hota he.
@talatranarana88747 ай бұрын
Right
@imranfazal63297 ай бұрын
Bilkul sahi kaha
@faisalazeem49787 ай бұрын
@Khan-ip3oy murabba season me bana laity hain, preserve lga k khrab ni hota pura saal
@qamarusman19842 ай бұрын
Oct se
@Binte_hawa197 ай бұрын
Lekin sir ye Kahan se milta hy? Ye fruits shop PE nazar nhi ata hy. Kindly btaein Karachi mn Kahan available hy?