Salam . I have Been a student of engineer since 2013. Never cross check his lectures b/C his references has been always from Bukhari and muslims. Was never agree with him on The issue of banu ummaiya though. Last sept i fought with my brother and one of my freind Who is aalim e deen then my brother advice me to lesson to ur lectures and Now alhamdulilah suma alhamdulilah i am crystal clear about The biggest fitna ummat e muslima is facing and thats engineer . Thank you so Much Hafiz saib . Allah khair o barkat Wali zindagi de aapko is fitno ke daur mai logo ko aise fraudio se bachane ke lei ❤️
@Esswhy112 жыл бұрын
Brother but inne toh agle wale part ka bola he nahi kuch ....Bukhari 2812 khud dekh lein aap ... Baaghi k baad usmai hai ki woh unhe jannat ki taraf bula raha hoga and jamaat usse jahannam ki taraf bula rhi hogi
@shakirratheriok18572 жыл бұрын
Bahi please listen this lecture carefully..... Allah aap ko sahi aqida per isteqamat aata fermaye... kzbin.info/www/bejne/aGSwYXWqd6yops0
@shakirratheriok18572 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/omeXqKCIm7qMbbc
@Shahbazali-gg2tu Жыл бұрын
@@Esswhy11 آپ انکے حضرت عمار پر تینوں episode سنیں آپکا یہ سوال بھی حل ہوجائے گا ویسے آسان لفظوں میں جواب دوں تو حضرت امیر معاویہ کے طرف کافی جید صحابہ بھی تھے کیا وہ دوزخ کی طرف بلا رہے تھے ؟؟ تو سمجھے معاملہ کریرٹیکل ہے سمجھے غور سے
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
bhai haq Agar Janna hai to 1st episode se sune to baat clear hogi ke ye lafz taqtuluhul fistula baghia ye izaafi hai imam bukhari ke baqaol barahe Agar manle is lafz ko ke ye hadees me hai izafi nahi to uske according ye lecture hai aap ilmi kitabi ho kar tahqeeq se bhaag rahe hai agar pehle episode se na dekha hoto Karam pehle episode se dekhe baat wazeh hojati allahuakbar kitna clear Kiya dr saheb ne allah bas apko hidayat de
@punjabpakistan5228 Жыл бұрын
Allama sahib us hadeea me aghe ye bhi likh he ke who groh jahnum ki rah me hoga iske bary bhi khch Anait farmaye
@fahadyousaf10082 жыл бұрын
100000 Ameer Muavia b Akhatayy ho jay tb b 1 Amaar ky barabar ni ho skty..
@samiullahpti41069 ай бұрын
LOL
@noorazam60678 ай бұрын
علمی کتابی بنو ناکہ جذباتی
@ejaxkhan50045 ай бұрын
@kamranahmed6446itna taqaqwar Tha Muawiya. Hume malum na tha
@Bioacon2 жыл бұрын
This will hit hard on @engineer mohammad ali Mirza. He is finish now. He is going to beat his bushed
@abdulbasit343107 ай бұрын
In sahib ya ye hisab hai kay aik hypothesis banaya aur phir usko sahi consider kar lia or us kay baad tamam cheezon ki interpretation isi hisab say kari kay hypothesis sahi consider kia jaye. Hafiz sahab ap bayan kiyun nhi kar rahay kay Hazrat abu saeed khudri (R.A) nay kis say suna, ma bta deta hon, unhon nay abu kitada (R.A) say suna. Musnad Ahmed 11853 or Mishkat ul Masabih 5878 bhi dekh lien. Mishkat ul Masabih 5878 حضرت ابوقتادہ ؓ سے روایت ہے کہ خندق کھودتے وقت رسول اللہ ﷺ نے عمار ؓ سے فرمایا ، آپ اس وقت ان کے سر پر ہاتھ پھیر رہے تھے اور فرما رہے تھے :’’ سمیہ کے بیٹے ! تجھے تکالیف کا سامنا ہو گا اور تجھے باغی گروہ شہید کرے گا ۔‘‘ رواہ مسلم ۔ Musnad Ahmed 11853 سیدنا ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: ایک ایسے آدمی نے مجھے بیان کیا جو مجھ سے بہتر اور افضل ہے،ان کی مراد سیدنا ابو قتادہ سلمی انصاری رضی اللہ عنہ ہیں، اس نے بیان کیا کہ سیدنا عمار بن یاسر رضی اللہ عنہ خندق کھود رہے تھے اور اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ان کے سر سے مٹی جھاڑتے ہوئے فرما رہے تھے: ہائے ابن سمیہ کی مصیبت،(اے عمار!) تجھے ایک باغی گروہ قتل کر ے گا۔
@tauseefahmed86142 жыл бұрын
حافظ صاحب اللہ کریم آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین یارب العالمین اور ہمیں مرزا ثانی جہلمی کی جہالت سے بچائے آمین یارب العالمین
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@m.adeel932 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/haXKlGRqi816bbs
@islam-peaceforhumanity47412 жыл бұрын
Love From AhleSunnat ( Barelvi )
@itsfact-28122 жыл бұрын
@Dar Suhaib٢٣٢ , tu Yazeed k ghar walo ki qabar Mai mat jaya kr
@jawadmehmood6117 Жыл бұрын
Koi jang karnay ajaye tou wo khalifa e waqt ka baaghi e ho ga na. Chahay is hadith mein sy kuch b matlab nikaal lia jaye.
@shariatmedia5576 Жыл бұрын
اسلام وعلیکم ۔ ڈاکٹر صاحب! میرا ایک سوال ہے کہ اگر حدیث عمار اور ابوالغادیہ کو سامنے رکھیں تو رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، يَقُولُ : إِذَا الْتَقَى الْمُسْلِمَانِ بِسَيْفَيْهِمَا ، فَالْقَاتِلُ وَالْمَقْتُولُ فِي النَّارِ اس روایت کی ضد سے دونوں کیسے بچیں گے براۓ مہربانی وضاحت فرما دیں شکریہ
@manzarniazi84359 күн бұрын
Brother kindly complete Hadees bayan kren..shukriya
@umarshafi97082 жыл бұрын
JazakAllah Khair doctor sahb ❤
@Asadullah-rn8se5 ай бұрын
حضرت جس لوگوں نے مرفوع سمجھتے کس دلیل پر ؟
@affanahmed50372 жыл бұрын
Asslam u Alikum. Dr Hafiz is main aap ny agla hissa discribe ni kia jo Muhammad ali mirza byan krty hain k "Ammar unhain jannat ki trf bula raha hoga or wo usy jahannum ki trf bula raha ho ga".
@Azir5652 жыл бұрын
Ap ko pata h apne zaroor sunna h
@MuhammadUsman-xk6ir2 жыл бұрын
پچھلے پارٹ دیکھو اس میں ہے
@Bioacon2 жыл бұрын
Us pa baat hogaayi hai. Ja key deikhlo. Us pa eik Ilmi behas hai. Check previous video.
@syedalisaeed20832 жыл бұрын
That part is not present in original text of Bukhari as per Hafiz Sahab’s research.
@gulzaibgulzaibkiani84513 ай бұрын
I'm totally deny of that vedio
@m.g.a17222 жыл бұрын
Masha allah hafiz zubair bhai. Bht asani sy aur clear andaz ma samjha dia
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@AmshahBaloch4 ай бұрын
اگر بات قصاص عثمان پر ہوتی تو جنگ جمل پر بھی یہی کچھ ہوتا مگر یہاں چاہت حکمرانی شروع ہوئی اور ضد ال رسول صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلم
@drmasifqureshiАй бұрын
ابن سبا اور اسکے حواری جو بعد میں شیعان علی کہلائےانہوں نے ابتدا میں حضرت عثمان کے خلاف باقاعدہ ایک سازش کے تحت ایک منفی بیانیہ بنایا اور پھیلایا جس کے نتیجے میں حضرت عثمان کو شہید کر دیا گیا اور پہلے سے بنائے گئے منصوبہ کے تحت وہی لوگ جو حضرت عثمان کو شہید کرنے والے تھے اب حضرت علی کے آگے پیچھے ہو گئے اور انہیں خلیفہ کے طور پر متعارف کروایا اور اس مقصد کے لیے دین کو ایک ڈھال کے طور پر استعمال کرتے ہوئے امامت علی کے تصور کو فروغ دیا گیا۔ اس طرح سے مقصد قلیل مدت میں حضرت علی کے ذریعے اقتدار میں حصہ لینا اور طویل مدت میں امت مسلمہ کو دو حصوں میں تقسیم کرنا تھا۔ ابن سبا اور اسکے کے حواری جو بعد میں شیعان علی کہلائےاس مقصد میں اپنے سازشی ذہن ، جھوٹ، منافقت اور ریشہ دوانیوں کی وجہ سے بڑی حد تک کامیاب رہے لیکن حضرت عائشہ اور حضرت امیر معاویہ کے دور اندیشانہ اقدامات کی وجہ سے ابن سبا اور شیعان کی سازش مکمل طور پر کامیاب نہ ہو سکی۔ حضرت عائشہ رضی اللہ اور حضرت معاویہ رضی اللہ کی جدوجہد حکمرانی کے حصول کے لیے نہ تھی بلکہ امامت کے غیر قرآنی عقیدہ کے نفاذ کے خلاف تھی۔ یہی وجہ ہے کہ انہوں نے قصاص عثمان کو بنیاد بنایا۔ واقعہ جمل کے حوالے سے روایات کا تدبر سے جائزہ لیں تو صاف معلوم ہوتا ہے کہ حضرت عائشہ رضی اللہ کی پیش قدمی مصالحت اور مسئلہ کے حل کے لیے تھی۔وہ اور انکی ہمنوا صحابہ یہ چاہتے تھے کہ وہ حضرت علی کو قائل کر سکیں کہ وہ ان شیعان کے اثر سے نکل آئیں کہ وہ لوگ آپ رضی اللہ کو صرف اپنے مقاصد کے لیے استعمال کر رہے ہیں اور اس مقصد کے لیے divine political authority کے تصور کی پرچار کر رہے ہیں۔ یہی وجہ ہے کہ جب ان شیعان کو پتا چلا کہ حضرت عائشہ رضی اللہ آ رہی ہیں اور بہت ممکن ہے کہ انکے اور حضرت علی کے درمیان معاملات صاف ہو جائیں جو کہ ان شیعان کے لیے قابل قبول نہ تھا اس لیے ان لوگوں نے سازش کے ذریعہ فساد برپا کر دیا۔ اسی طرح حضرت معاویہ کا اختلاف بھی علی رضی اللہ عنہ کے ساتھ یہی تھا کہ وہ شیعان جو عثمان کے خلاف جھوٹے پروپیگنڈا اور انکی شہادت میں ملوث ہیں اب وہی شیعان علی رضی اللہ عنہ کے دائیں بائیں کھڑے ہیں اور قرآن کے شورائی نظام حکومت کے برعکس ایک غیر قرآنی عقیدہ امامت کا پرچار کر رہے ہیں اور اس طرح سے ایک طرف شارٹ کٹ لگا کر سیاسی اقتدار میں حصہ کے طلب گار ہیں اور دوسری طرف امت مسلمہ کو عقیدہ امامت کے غیر قرآنی عقیدہ کے تحت دو حصوں میں تقسیم کرنے کے خواہاں ہیں۔ یہی وجہ ہے کہ جب سفین کے مقام پر معاویہ رضی اللہ نے علی رضی اللہ کو اس قضیہ کا فیصلہ قرآن کے مطابق کرنے کی پیشکش کی تو علی اس تحکیم پر راضی ہو گئے جو ان شیعان کے لیے قابل قبول نہ تھا کیونکہ قرآن تو امرھم شوری بینھم کی بات کرتا ہے۔ اس لیے ان شیعان میں سے کچھ غالی لوگ ان کے لشکر سے علیحدہ ہو گئے اور انہوں نے پھر علی کو شہید ہی کر دیا کیونکہ اب علی ان کے مقصد کے حصول کے لیے ان شیعان کے لیے بے معنی ہو چکے تھے بلکہ خطرناک ہو گئے تھے۔ وہ علی جنکو وہ منصوص من اللہ کے طور پر متعارف کرایا کرتے تھے اب خود ہی اس منصب سے دستبردار ہو رہے تھے۔ علی نے خود کو کبھی بھی منصوص من اللہ نہیں سمجھا ورنہ وہ تحکیم پر کیوں راضی ہوتے؟
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
mere pyare bhai aap sabse pehle imaan ki hifazat ke liye sahih mutala(research) kijiye allah ne kaha jannat me sirf imaan wala jasakta hai dosri baat Agar aap itna waqt na nikalsake to kamaskam is topic pe thoda sa detail study kare Matlab Jung e Jamal jis me hz ayesha hz ali (ra) dono ki ladai huwi usme start kis ne Kiya aur end kis ne baat wazeh hojaye gi hadees me hai ke sahaba maidane Jung me pahunchne ke baad aapsi baat cheet karke ek dosre group ke khaimo me sugai magar munafiqeen ne foran kuch sazish karke Jang phir start ki ab Agar ye mamle ya story ko sahih sanad se maujoood hone ki wajah se aap sahih mante hai to kya aap isme hz ayesha(ra) ko gunahgaar samjhe ge nauzobilla kyun ke wo haq se thoda dor the hz ali ra ke muqable me theek isi Tarah ek kya kai toliyan(groups) maujood the munafiqeen ke us Jung me jab hz ali ra aur hz muawiya ra ek dusre ke aamne samne the to wo jo munafiqeen ki told jis ne Jung ki aag bhadkayi usi ne hz ammar ra ko Shaheed karne wala tha raha masla abul ghadia ra ka pehli baat unse ye kaam hona sabit nai hai Agar Maan bhi liya jaye ke unhone qatal Kiya ro siway imam albani boht sare ulama ne kaha ke wo sulah hudaibiya wale sahabi hone ki wajah se bakhsh diye jayenge inshallah bas khulasa ye hai ke baaghi group se Murad wo munafiqeen hai jo hz ayesha ra ke bhi group me the hz muawiya aur hz ali ra ke bhi group me bhi sirf aag bhadkane keliye to lehaza wo group jahannam ki taraf bolraha hoga to is hadees ke mutabiq bilkul sahi hain allah hame hidayat de aur sabit qadmi Ata farmaye
@itsfact-2812 Жыл бұрын
@@abdulmuqeet1188 , tu munkirany zakat Sahaba ko rz Kaho bolo. kulan. Moavia baghi dosagh k taraf bulanay wala tha ye Bukhari 2812/447 or Musanad Ahmed 12347 sy sabit hai. inn jasay munkirany Hadith pervezi ka Hadith sy kia ly na dy na Jo Bukhari ko ghalat mantay hai tu phir inn topic py bolty hi q. Sahabi ka Naam hi Hadith Mai aya hai
@muhammadrizwanpvt9 ай бұрын
30:29 2812 - Muhammad ﷺ ne asa farmaya tha, Bait huvi thi ya nahi huvi thi eska koii laena daina nahi✌️🙏🏽
@AsgharAli-kw3ki Жыл бұрын
Hadees aagy bhi ha bhai ky wo giroh jahnum ki taraf bulaaega.
@muhammadjunaidjahangir39662 жыл бұрын
Hafiz sahab yani apki tehkeek k mutabiq Ap (S.A.W) ne yeh Alfaaz kbhi na bolay k ammar ko aik baaghi jamaat qatal kre gi pr sahaba ne in alfaaz ko apni trf se Ap (S.A.W) ki trf mansoob kea. Astaghfirullah esi tehkeek pr.
@hasnainsharif69495 ай бұрын
Wahzay baat ko mubham kerkay mazeed confusion phelaow .
@muhammadrizwanpvt9 ай бұрын
عَمَّارٌ يَدْعُوهُمْ إِلَى اللَّهِ ، وَيَدْعُونَهُ إِلَى النَّارِ what about this part
@bilalahmadmir9 Жыл бұрын
، وَيَدْعُونَهُ إِلَى النَّارِ . Is ka matlab samjaie jenab,ki ameer mauwiyi un ko jahanum kie taraf bulati hogi Mirza ali is right
@zeeshanahmad2902 Жыл бұрын
Hafiz sahab bhaut accha bole aur samjhye but jo anchor dusre hafiz sahab hai unka summary krne ka andaaz bhaut behtreen tha
@mirhootqureshiqureshi9562 жыл бұрын
سلام قبل از قاتل حضرت عثمان رضی الله عنه او شخص کون تا خط لهکه در مشکی کیا غلام حضرت عثمان غلام یک شتر همراهی کیا کون تا
@islamicmotivation1325 Жыл бұрын
Do website diya tha kahan h
@Muhammadisrar-cn5iy2 жыл бұрын
حافظ صاحب اگر پورے حدیث کو دیکا جاے تو باغی والے یہ معنی بنتے نہیں کیوں کہ وھاں دوژخ کی طرف بلانے کی بات بھی ھے ذرا وضاحت فرمایں
@majcfc92 жыл бұрын
us turq ki baat ni horahi balke unki baat horahi hai jisme dozakh walay alfaz mojood nahi
@israrkhan30422 жыл бұрын
Brother baqi videos dekh lo sari hadees smj a jye ge
@Bioacon2 жыл бұрын
Wazahat farma liya hai. Check previous video
@MI-qy8hw2 жыл бұрын
ام المومنین ام سلمہ رض سے روایت سلمہ والدہ خواجہ حسن بصری نے کی ہے۔ حسن بصری فرماتے ہیں کہ میری والدہ نے دو احادیث کو آپس میں گڈ مڈ کر دیا ہے ۔
@SameerShaikh-ov5ui2 жыл бұрын
Assalamualaikum aap dosre videos bhi dekh lijiye is topic ke Dr Hafeez Mohammad zubair sahab ke
@yasincomps2056 Жыл бұрын
Yeh searching aur ahadith and Quran ke liye aap Konsa website ya software istemal krte ho please 🙏 tell me ❤
@MuhammadAzamRehmat7 ай бұрын
Matlab jis ny bait nai ki wo bagi b ho to koi masla nahi?
@sardarahmed3042 Жыл бұрын
Assalam u alaikum hafiz sahab me engineer ko dekhta rehta tha lekin Ab apko dekhne k bad pata laggaya ke engineer fitna he ❤ Allah apko lambi zindagi de
@NoNo-ci2el2 жыл бұрын
Baad main dusra mutalba jo ap nae btaia hai: wo kahan sae sabit hai ???
@mianzeeshan86832 жыл бұрын
Sir sary hadees ka hwala Urdu translation m b arabic k sath dia krain or aik what's app group b bnain
@ummehani70594 ай бұрын
Everything cleared..Alhamdulillah
@AbidBhatti-r5o5 ай бұрын
Dr zubair sab ma khud Quran pak ka terjma tafsir pherta hon aur different ulmah ki ? Hadees be pherta hon islami history aur bohat see islamic books read karta hon her aik ny the confusion increased ki hy aj bta dean kon sacha hy jis ko be sonty hen wo hi apny ap ko sacha kehta hy??
@athaskhan53822 жыл бұрын
السلام علیکم حافظ صاحب آپ کی اس ویڈیو پر بڑے اعتراض آ رہے ہیں لوگ کہہ رہے ہیں کہ آپ نہیں منطق لے کر آئے یعنی ہمارے پاس جو بخاری ہے اس کا مطلب یہ ہیں کے یہ اوریجنل نہیں ہے حافظ صاحب آپ جواب دیں
@ssb90332 жыл бұрын
Second part dozakh ki taraf bulane wala jo uske hisab se baghi ka kya matlab hona chahiye
@abdullahmuzaffar2483 Жыл бұрын
Ye mushrikeen e makkah k bare men hai
@yahyabatla7892 жыл бұрын
Jazak Allah khair Hafiz sahab. . .
@abulirfan2040 Жыл бұрын
Dr atif aap eng se bhi is topic par bat karen .hafiz sb gol mol jawab de rahe hain .
@hafizalihassan20702 жыл бұрын
Mashallah kafi acha mutala he Allah Tala apko mutakabbir hone se bachay or ilm me barkat ata farmay ameeeen
@itsfact-28122 жыл бұрын
Bukhari 447 or 2812 haq hai. nasbi Yazeedi munkir e Hadith ko expose daikh Xposed Yazeediyat & Nassbiyat channel mai
@fazalkakvi11972 жыл бұрын
Masha allah Mantiq ka baqia videos kab upload karenge sir
@Hassan-nr9zk2 жыл бұрын
very well explained for laymen.
@HySafi12 жыл бұрын
حافظ زبیر صاحب اللہ آپ کو جزا دے اور لمبی عمر دے (آمین)۔ آپ کی اور آپ جیسے دوسرے علمائے حق کی وجہ سے فتنہ جہلمی مرزا علی انجینئر کا رد ہو رہا ہے ۔ بے شک علی مرزا کے مقابلے آپ کی ویڈیوز کے ویوز تھوڑے ہیں لیکن کوئی بات نہیں حق والے ہمیشہ تعداد میں تھوڑے رہے ہیں ۔ اللہ آپ سب علمائے حق کی حفاظت فرمائے۔ آمین
@MuhammadJunaid-vf8if2 жыл бұрын
Yar agar baghiyah ka matlab waqai "chahat hai" to phr "kis cheez ki chaaht" ap idhar udhar kyun dhoond rahe hain jabke usi hadees ke agly alfaaz hain. " Ammar unhen jannat ki taraf bula raha hoga or wo jamat usy dozakh ki taraf bula rahi hogi"
@israrkhan30422 жыл бұрын
Brother pealy videos dekh lo smj a jye ge sb. Pori hadees..or agr ap ly kr ye beth jyn gy hadees ka Jo hissah ap bayan kr rhy hain.tu muvia ki jummat m sirf muvia ni ty balky bht saray sahaba b ty.tu phr Kya kro gy un sahaba ka
@MI-qy8hw2 жыл бұрын
حدیث کا دوسرا حصہ کسی اور حدیث کا حصہ ہے ۔ امام مسلم نے جو حدیث عمار لکھی ہے اس میں جنت جہنم کی طرف بلانے کا ذکر نہیں ہے۔ جلیل القدر تابعی خواجہ حسن بصری نے بھی کہا ہے کہ میری والدہ نے دو حدیثوں کو آپس میں گڈ مڈ کر دیا ہے ۔
@shayankhan-ex1cx2 жыл бұрын
Pagle smjh to le bhai bus msg krdiya 😁😁😂🤣😃😄
@muhammadsuleman23962 жыл бұрын
Mufti sb is Hadees ko pura bayan to Karen... Agr apki bat man li jaye k baghi haq sa zada chahna wala kon kehtay hain to agay Ya Ku kaha nabi SAW na k ammar unko jannat ki taraf bulaye GA aur wo usko aag ki taraf... Pura bayan Karen Ya arabic lughat MA phansa k rahe farrar na ikhtiar Karen..ap aik bht achay mufti hain ap asay nahe Kia Karen.
@wajidhussain21222 жыл бұрын
پچھلا لیکچر سنے اس میں یہ بات کی گئی ہے
@hamzahpandit26482 жыл бұрын
Assalamualaikum Hafiz sahab.. First of all i would like to say May Allah bless you and increase you in your knowledge. Secondly I see there's episode 56 directly after episode 17 Love from Kashmir to my Pakistani brothers 💖
@itsfact-28122 жыл бұрын
Bukhari 447 or 2812 haq hai. nasbi Yazeedi munkir e Hadith ko expose daikh Xposed Yazeediyat & Nassbiyat channel mai
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@cal2tawheed2 жыл бұрын
@@itsfact-2812 tum hara Qayamat Mai bas yehi 28120 hadith par hi test honay wala hai ?
@itsfact-28122 жыл бұрын
@@cal2tawheed , aby jahil nasbi munkir e Hadith. qyamat Mai pora den hi test hoga na k selective. Qur'an Mai hai k poray k poray Islam Deen Mai dakhil ho
@itsfact-28122 жыл бұрын
@@cal2tawheed , Bukhari 2812/447 Musanad Ahmed 12347 haq hai. nasbi munkir e Hadith or baghi or dosagh k taraf bulanay walay group ko time qyamat tak hai.
@h.socractanzalaa81262 жыл бұрын
آگر یہ یزید کے دور میں ہوتے تو اس آدمی سے زیادہ امیر کوئی نہی ہوتا جس حساب سے دفاع کرتا یزید انکو بہت نواز تھا ۔ ویسے آج بھی اچھے خاصے ہے۔ یزید کی اولاد کو خوش کر رہے ہیں کُچھ نہ کُچھ تو ملت ہی ہوگا ۔۔
@noumanmuzaffar90452 жыл бұрын
Banu umayyah pesay bohot detay thay. Or sab say zayda pesay imam hassan ko detay thay.
@h.socractanzalaa81262 жыл бұрын
@@noumanmuzaffar9045 بنو امیہ کی اوقات نہی کی نبی کے اہلِ بیت کو پیسے دے وہ انکا وظیفہ تھا جو حضرت ابو بکر عمر عثمان دیتے تھے اسلئے ورنہ بنو اُمیہ کی اتنی حیثیت ۔ یزید کی کو defent کرنے والے یزید کے ساتھ اٹھائے جائے ۔۔ امین
@Shahbazali-gg2tu Жыл бұрын
علم کی دنیا میں جذبات نہیں چلتے
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
@@h.socractanzalaa8126 to aapke isi baat se un ki khilafat sabit hui warna Agar wo razi na hote inki khilafat se to kyu lete kya nauzobilla aap me un pyare ahle bait se bhi zyada ghairat aagayi hai bhai ye imaan ka masla hai Agar allah se dar ke puri study kre to acha warna wo jahannum allah ne banaye aur qabr ke gadhe me bhi kuch kam sakhtiya hai allah aapki meri hifazat farmaye
@awaisarshad591510 ай бұрын
@@noumanmuzaffar9045beta khums ahle bait ka haq ha bannu ummayad agar khums k mamla mein koi begharti karte tu mukamal expose ho jata or imam hassan ki tu puri ummat makroz ha jannat k malik hn woh un ki nani hazrat khadija k paiso se islam ki bunyad pari Allah ka deen pehla apna intial time mein
شیخ الاسلام نے "الفتاویٰ" (35/76) میں فرمایا: "جہاں تک اس حدیث کا تعلق ہے جس میں عمار کو فاسق گروہ کے ہاتھوں قتل کیا گیا تھا، اس حدیث کو علماء کی ایک جماعت نے تنقید کا نشانہ بنایا تھا، لیکن اسے مسلم نے اپنی "صحیح" میں روایت کیا ہے اور یہ بخاری کے بعض نسخوں میں موجود ہے۔
@farhatchishti.8314 Жыл бұрын
Baagh mean garden Baaghi mean maira baagh. 8 Saal mudersay mein Kiya Kiya ,M.A Arabic hi ttheek hai.
@myslant8 ай бұрын
Hafiz sb hadees sirf baghi tk nai he agy bhi bhi he jis ye he k ammar bin yasir janat ki trf dawat dy gy jub k wo jamat jahnam ki trf is k bary main bhi kuch taba azami ker lty
@malikjee98092 жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب آپ مسلک کے اعتبار سے کونسے منہج سے تعلق رکھتے ھیں پلیز ریپلائی
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
waise to ye ahle hadees the magar ab
@shahidbashirshah70433 ай бұрын
Ye wo ha jo Yahoody howtay thay (Nabi seww) Kay zamanay walay tourrait/zaboor Kay Thorrey paisay laiker ayayat ka ghalt tarjimah ur tashreeh kertay thay
@abdullahmuzaffar2483 Жыл бұрын
this was amazing keep it up hafiz sahb
@zeeshanworld1234 Жыл бұрын
Yar jo muhaqiq sahi smjhty hain woh puri riwayat ko sahi smjhty hain na, agy k alfaz bhi to hain k woh un ko jahanum ki trf bula rhy hongy is sy kia baghi ka maqsad clear nahi hota.
@masterzee70462 жыл бұрын
MashaAllah keep it up
@zeeshan673 Жыл бұрын
Isn't it the answer of Ammar (RA) enough to tell you to fill all of the gaps if you have any confusion. what kind of baaghi he understood when he replied to prophet (SAW)? What was his reply to prophet SAW?
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
mere pyare bhai aap saber pehle imaan ki hifazat ke liye sahih mutala(research) kijiye allah ne kaha jannat me sirf imaan wala jasakta hai dosri baat Agar aap itna waqt na nikalsake to kamaskam is topic pe thoda sa detail study kare Matlab Jung e Jamal jis me hz ayesha hz ali (ra) dono ki ladai huwi usme start kis ne Kiya aur end kis ne baat wazeh hojaye gi hadees me hai ke sahaba maidane Jung me pahunchne ke baad aapsi baat cheet karke ek dosre group ke khaimo me sugai magar munafiqeen ne foran kuch sazish karke Jang phir start ki ab Agar ye mamle ya story ko sahih sanad se maujoood hone ki wajah se aap sahih mante hai to kya aap isme hz ayesha(ra) ko gunahgaar samjhe ge nauzobilla kyun ke wo haq se thoda dor the hz ali ra ke muqable me theek isi Tarah ek kya kai toliyan(groups) maujood the munafiqeen ke us Jung me jab hz ali ra aur hz muawiya ra ek dusre ke aamne samne the to wo jo munafiqeen ki told jis ne Jung ki aag bhadkayi usi ne hz ammar ra ko Shaheed karne wala tha raha masla abul ghadia ra ka pehli baat unse ye kaam hona sabit nai hai Agar Maan bhi liya jaye ke unhone qatal Kiya ro siway imam albani boht sare ulama ne kaha ke wo sulah hudaibiya wale sahabi hone ki wajah se bakhsh diye jayenge inshallah bas khulasa ye hai ke baaghi group se Murad wo munafiqeen hai jo hz ayesha ra ke bhi group me the hz muawiya aur hz ali ra ke bhi group me bhi sirf aag bhadkane keliye to lehaza wo group jahannam ki taraf bolraha hoga to is hadees ke mutabiq bilkul sahi hain allah hame hidayat de aur sabit qadmi Ata farmaye
@minhaajmirza9702 Жыл бұрын
Dr sahab yeh bhi toh likha hai ammar Yasir unko haq k taraf dawat de rahe ho Gaye toh yeh baaghi woh baghi mai faraq hai na
@farhanazahid83112 ай бұрын
گریٹ
@noorazam60678 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت عمدہ شیخ جزاک اللہ خیرا شیخ
@abdulbasit343107 ай бұрын
Assalamoalikum ابو سید خدری رضی اللہ عنہ نے حدیث عمار رضی اللہ عنہ کس سے سنی تھی؟
@mohsinmyrs2 жыл бұрын
But did they actually take qisas for which they fought so ferociously ..
@mohsinmyrs2 жыл бұрын
@@DrHafizMuhammadZubair okay, but they were in such a hurry to do it, why not let Hazrath Ali radiyallahu anhu to take his position and do the needful . Was the qisas just an excuse is the question.
@syedalisaeed20832 жыл бұрын
Hafiz sahab, if more than 70 culprits were killed and Qisas was taken then why didn’t he give Baiyyah to Hazrat Ali after that ?
@syedalisaeed20832 жыл бұрын
Secondly, in Islam what is the ruling for a Baaghi in its Urdu sense who rebels against a rightly guided Caliph and on what basis ?
@syedalisaeed20832 жыл бұрын
Third, was the Zakat from Shaam being collected and deposited in the bait ul maal in the capital ( Kufa )under control of the rightly guided caliph Hazrat Ali, the way it used to during the time of Hazrat Abu Bakr ?
@ummehani70594 ай бұрын
Boht zabardast..
@remembrancetv69012 жыл бұрын
Plz improve the voice quality. Allah aap ko jazaikhair de.. . ماشااللہ
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@muhammadrizwanpvt9 ай бұрын
14:53 😂😂😂😂
@naimshaikh65982 жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM SHEIKH 🌹...
@mohammadarifshaikh31949 ай бұрын
MashaAllah you have good knowledge is it really necessary to bring up in Eng. Mohammad Ali's name. Then the credit goes to him for raising the topic otherwise you would not have made your video. So why are you spoiling your efforts?
@razikhan3875 Жыл бұрын
Mr Hafiz u r try to become neutral type scholar but don't say Alaihda Rehma with Imam Ahmad Raza Khan why??
@minhaajmirza9702 Жыл бұрын
The Prophet (ﷺ) passed by `Ammar and removed the dust off his head and said, "May Allah be merciful to `Ammar. He will be killed by a rebellious aggressive group. `Ammar will invite them to (obey) Allah and they will invite him to the (Hell) fire." Pure hadees yeh hy dr sahab abhi kya khayal ammar yasir jannat ke taraf bula rahe ho gay
@mlogs12922 жыл бұрын
Assalamualaikum Sir, I hope you are well. Please respond to the points below: 1: You only emphasize on the beginning part of the narration, focusing on the translation of "Baghi". The latter part of the narration clearly mentions that Ammar will be inviting that group towards Allah Pak while that "baghi" group will be inviting Ammar towards jahannam. This jahannam part is reason enough for the readers to believe that the group who was rebelling against khalifa-tur-Rasool Ali (A.S.) is going towards jahannam hence is on "batil". What do you think of this? 2: Do you consider this narration to be sahih? If not, why?
@mlogs12922 жыл бұрын
@@DrHafizMuhammadZubair Assalamualaikum Sir. I saw all three episodes. Please respond to the questions below: 1: Bukhari 2812: In Hadith-e-Ammar, I understand that you have established that Abu Saeed Khudri says that he heard from someone else (didn't hear from the Prophet himself) that the Prophet said that Ammar will be killed by a baghi groh which is why Imam Bukhari omitted this part from this hadith. Since Abu Saeed Khudri is propagating this information ahead, it implies that he believes it to be true. Do you claim that what Abu Saeed Khudri had heard from some other sahabi (mursal-e-sahabi) was not true? 2: Musnad Ahmed, Narration 6929: Do you deny that this hadith is sahih? If not, please translate this complete hadith and comment on it. 3: Musnad Ahmed, Narration 17778: While commenting on this narration, you skipped the part which talks about the response of Muawiyah upon hearing about the death of Ammar Ibn Yasir. Please talk about that. Also please specify if you deny the sehat of this hadith or not. 4: Musnad Ahmed, Narration 17778: You say that the words where it is written that Amr Bin Al Aas says that he heard the Prophet saying that Ammar will be killed by a baghi groh cannot be true because Amr Bin Al Aas was not with the prophet in 1 Hijri neither in 5 Hijri. However, since a sahabi is claiming that he heard from the Prophet, it is possible that the Prophet must have spoken this same statement on another occasion where Amr Bin Al Aas was listening. Do you disagree? Please elaborate why or why not. 5: Ijtehad of Ammar Bin Yasir that the opponents of Ali were batil: Do you disagree with this ijtehad of Ammar Bin Yaris? Please comment. If more convenient for you, please respond on my email address: syedmuhammadmuslim@gmail.com I would be grateful.
@MuhammadArifDaud2 жыл бұрын
Plz reply Hafiz Sahib for complete answer by explaining complete hadith not half part !!!!!!!!!!!!
@worldsbestengineering79612 жыл бұрын
@@mlogs1292 Sahaba ikraam ki jamaat batil wah bhai wah Allah tujhe hidayat de
@Crickett_With_Ali2 жыл бұрын
@@MuhammadArifDaud teen parts hain teeno dekho puri hadees ko bayan kia hai
@Crickett_With_Ali2 жыл бұрын
@@MuhammadArifDaud any teen parts hain video k sary dekh 🤌🤌
@ZahidAslamZahidAslam-xc1mn4 ай бұрын
جب خلیفہ کو تسلیم ہی نہی کیا بعیت نہی کی مطالبہ بنتا ہی نہی تھا خلیفہ تسلیم کرتے تو قصاص کا مطالبہ بھی کر سکتے
@rahehaqofficial22382 жыл бұрын
Ammar ko ek baghi jama'at qatl karegi. Yeh hadees khasais e Ali mein Abu saeed khudri ne Abu qatadah se rivayat ki hai aur yeh hadees sahi hai
@masterzee70462 жыл бұрын
Keep it up ماشاء اللہ
@breaksilence492 Жыл бұрын
میرے پاس عربی انگلش کی لبنان سے چھپی ہوئی ڈکشنری ہے المورد، Al-Mawrid .اس میں بھی بغیہ کا ترجمہ، رغبت، غایہ، wish desire , aim, aspiration کیا ہے
@subhanabdullah-974 ай бұрын
❤❤❤
@salmanlakho63992 жыл бұрын
Aj ehsas hota h jb Rasool Allah logon ko deen smjhte thy to wo q man nh late thy, jb aj kal k Musalman sari zindgi deen parhte h per h per akhon se hadith dekh ker bi nh mante logic ye dete h k grammar sahe nh, afsos k Sahabi ki fazeelat sab jante h per Rasool Allah k khadan ki fazeelat jante hue bi mante nh, deen sikhane wale se mobt sab krte h per deen se koi nh krta 5 time namaz time per nh parhte Dunia me jannat or dozakh ka fesla krte h in ki fisal us andhe shaks ki trha h jis k smne sb prove rkh do per wo nh manega q k wo dekh nh skta 😭
@lonewolf40532 жыл бұрын
Ahle ilm ka nam le ke apni tashreehat! Kiya bat hai hafiz sab 😏
@worldsbestengineering79612 жыл бұрын
Lo bhai bhagode ka follower yaha bhi aagaya
@lonewolf40532 жыл бұрын
@@worldsbestengineering7961 Aurton wali batein na kar! Apne nasbi se puch jo infradi jhagre ki ahadees khalifa rashid ke khelaf la raha.
@worldsbestengineering79612 жыл бұрын
@@lonewolf4053 Re bhagode pichle saari videos mein yahi sab discuss kiye hai Waise nasbi tum ho jo sahaba ikraam ke khilaaf bak rahe ho
@lonewolf40532 жыл бұрын
@@worldsbestengineering7961 Hazrat Mawayiah R.A ki galti highlight karna nasbiyat hai ye kis kitab mein nam batana zara. Or un Aima karam r.a ko bhi nasbiyat ke title se nawaz!
@worldsbestengineering79612 жыл бұрын
@@lonewolf4053 Re bhagode puri ummat ka ijma hai jo sahaba ikraam ke beech huwa woh sirf sahaba ikraam tak khatam hum unke khilaaf apni zubaane band rakhe ge toh tu kaunse Aima ki baat kar raha hai
@muhammadhuzaim74256 ай бұрын
You missed the "Ammar will invite them to (obey) Allah and they will invite him to the (Hell) fire." part: "(During the construction of the mosque of the Prophet) we carried the adobe of the mosque, one brick at a time while `Ammar used to carry two at a time. The Prophet (ﷺ) passed by `Ammar and removed the dust off his head and said, "May Allah be merciful to `Ammar. He will be killed by a rebellious aggressive group. `Ammar will invite them to (obey) Allah and they will invite him to the (Hell) fire."
@AmshahBaloch4 ай бұрын
باغی کا مطلب حق سے تجاوز ہوا یہاں
@mugeera80362 жыл бұрын
Molana aap behtar nhi behtareen andaj me explain krte ho ..allah taala aapko salamat rakhe ..lekin ali mirza ki jillat no kre lekn uski izzat bhi mt kre..like ali mirza sahab..
@malikishaq-je1qy Жыл бұрын
Jo log agar magar chun chrah karte hain dar asal yahi log munkir e hadees hain kameeny log.
@mdkayumz Жыл бұрын
Means baagi k maane wo chahat jo Allah k khilaf ho ....
@khateebalam54072 жыл бұрын
Masha Allah
@hajiarslan7988 Жыл бұрын
ماشاءاللہ ❤️
@imranyaseen92132 жыл бұрын
Allah bless you Dr sab
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@ejaxkhan50045 ай бұрын
Aise lag rha ha jesy atta tarar mariam nawaz ki defence kr rha ha. Ya ek time pe mqm altaf bhai k bayan k matlab hume btati thi
@y.s.9810 Жыл бұрын
Assalamu alaikum , Baghi ka matlab agar yehi tha jo is video mai bataya gaya hai,to bhi mtlb yehi hai ke wo haq se zda maang rhe the,mtlb galat demand kar rhe the,,aur khalifa e waqt ke khilaf hogae.isse zada aur kya chahye janne ke lye galat kon sahi kon. .
@abdulmuqeet1188 Жыл бұрын
mere pyare bhai aap saber pehle imaan ki hifazat ke liye sahih mutala(research) kijiye allah ne kaha jannat me sirf imaan wala jasakta hai dosri baat Agar aap itna waqt na nikalsake to kamaskam is topic pe thoda sa detail study kare Matlab Jung e Jamal jis me hz ayesha hz ali (ra) dono ki ladai huwi usme start kis ne Kiya aur end kis ne baat wazeh hojaye gi hadees me hai ke sahaba maidane Jung me pahunchne ke baad aapsi baat cheet karke ek dosre group ke khaimo me sugai magar munafiqeen ne foran kuch sazish karke Jang phir start ki ab Agar ye mamle ya story ko sahih sanad se maujoood hone ki wajah se aap sahih mante hai to kya aap isme hz ayesha(ra) ko gunahgaar samjhe ge nauzobilla kyun ke wo haq se thoda dor the hz ali ra ke muqable me theek isi Tarah ek kya kai toliyan(groups) maujood the munafiqeen ke us Jung me jab hz ali ra aur hz muawiya ra ek dusre ke aamne samne the to wo jo munafiqeen ki told jis ne Jung ki aag bhadkayi usi ne hz ammar ra ko Shaheed karne wala tha raha masla abul ghadia ra ka pehli baat unse ye kaam hona sabit nai hai Agar Maan bhi liya jaye ke unhone qatal Kiya ro siway imam albani boht sare ulama ne kaha ke wo sulah hudaibiya wale sahabi hone ki wajah se bakhsh diye jayenge inshallah bas khulasa ye hai ke baaghi group se Murad wo munafiqeen hai jo hz ayesha ra ke bhi group me the hz muawiya aur hz ali ra ke bhi group me bhi sirf aag bhadkane keliye to lehaza wo group jahannam ki taraf bolraha hoga to is hadees ke mutabiq bilkul sahi hain allah hame hidayat de aur sabit qadmi Ata farmaye
@shakirratheriok18572 жыл бұрын
Kuy lagoon ko doller ki khatir galat baat khe rehe hoo
@BLACKLOVERS.786 Жыл бұрын
Dr. Hafiz sahab Allah aapko reham kare ..mujhe nhi pata kay aap salafi aalim hai aapke topic aksar qitabo sunnat ke andar hote hai
@MI-qy8hw2 жыл бұрын
حافظ آپ واقعی علم میں اضافہ کرنے والے عالم دین ہیں مگر آپ کو چوروں کی حمایت نہیں کرنا چاہیے جو کہ اسلام کے خلاف ہے۔
@remembrancetv69012 жыл бұрын
Chooroo se murad?
@itsfact-28122 жыл бұрын
baghi k alfaz Bukhari 447 Mai bhi hai. wasay dosagh k taraf bulanay wala group ziada bari baat hai. Bukhari 447 or 2812 haq hai.
@shabbarshah1785 Жыл бұрын
ڈاکڑ صاحب آپ کی اچھی کوشش ہے ابوسفیان کے بیٹے معاویہ کو بچانے کی جس کی ماں ہندہ جس نے حضرت حمزہ کی لاش کا مسلہ کیا اور آپ ع کاجگر چبایا۔یزید ابو سفیان کا پوتا معاویہ کا بیٹا ہے جس نے واقعہ کربلا کیا اور کیا خوب اجر رسالت دیا۔الللہ اپ کو ابوسفیان اس کےبیٹے معاویہ اور اس کے بیٹے یزید کے ساتھ محشور کرے۔
@noorazam6067 Жыл бұрын
Dr hafiz Muhammad zubair researcher hafizahullah is my favorite scholar ❤
@bukhariofficialbyanat37532 жыл бұрын
Mashallah
@khadimhussain24482 жыл бұрын
Ap zati rai mein Ghum ghuma kar rahy hein
@shayankhan-ex1cx2 жыл бұрын
Hota gai beta jb ilmi bat upar se guzar jaye to phr ye ho hota hai
@syedhuzaifa786 Жыл бұрын
Bhagora has been run 😂
@Abdullah_2442 Жыл бұрын
😂❤❤
@ZakiuddinAhmedDr Жыл бұрын
I am surprised that you selectively n conveniently didn’t mention the remaining part of the Hadith Obviously you chose not to mention it as it goes against your explanation I request Everyone to ask the speakers about the remaining part of the Hadith and also think why they didn’t mention it
@sabirakram9232 жыл бұрын
سبحان اللہ
@realfarhan662 жыл бұрын
O bhai bs krday jhotta difa karna... damage has been done...
@muhammadsalman63432 жыл бұрын
Dalail sunne ki himmat rakho, engineer ki tarha apni mn Mani tashreehat
@sumamaai24802 жыл бұрын
زبیر بھاٸ کربلا کو ایک دفع تفصیل سے دیکھ لیں سب چیزیں حل ہوجاٸیں گی
@beingjaan66012 жыл бұрын
I have been listening to engineer for 8- 9 years. I supported him all through his journey but had some doubts. 1: an islamic scholar needs to be humble, should consider himself as a student of ilm not like" dunya ke hr topic pe meri recoded video maujood hai etc" . Arrogance 2. Rafiziat and nasabiat prevails when u start potraying aslafs political disagreements and issues like it is something related to our aqeedah and we have to answer it in akhira ( u can, off course, if u r striving and fighting for khilafah and u need to Clarify how islamic political system works). Engineer has nothing to do with this " pm ko meri advice " etc 3rd and last point ( which måde me to stop listening to him anymore (shocked and surprised) Someone asks engineer about importance of linguistics " shajar pehle pe darakht ko bolte hai or aaj b 🤔 O bhai ..... acha hai angrezo ko urdu nahi aati aur aapko english warna... Learning a nations history,culture traditions has just one door , thats language .. I dont know how to explain it to u. Even å 14 year old guy know that when u visit a relative who is living 200 km away from u , speaking same language can have prøverbs , expressions , Even simple sentences can have a different meaning for u. Am not knowledgeable on deen but will give u one example from quran . Suraj e kahf: story og zulqarnain , read the ayah of sun setting down and be ilmi kitabi , either deny quran or realize the importance of linguistics. Allah SWT pehle muje aur phir aap sabko Hidayat de ameen
@Abdullah_2442 Жыл бұрын
Bro tune ek saal pehle hi haq baat comment krdi thi ❤
@shahidbashirshah70433 ай бұрын
Us hadees say aghay bi bat karrain na kh baghee dozakh ki tarraf bulla rahain ho hongay. Ghalt matlib nikkal raha
@sajidmuhammad58162 жыл бұрын
Don't waste your time. The damage has been done ✅
@umarbashir41732 жыл бұрын
Yes, the damage has been done to your eemaan by eng. mirza
@wasimzaib78782 жыл бұрын
Mola Ali ke dushmano per lanattttttttttttt beshumarrr mola ali ke dushmano per lanatttttt lakh lakh lanattttttttttt beshumar
@ZahidKhan-dq8hx Жыл бұрын
Dono mil ker lasce bana rahy hain
@ShahidMehmood-qs1on Жыл бұрын
Hafiz sab please apna number de den ALLAH K LY PLEASE