Sir digilocker par apaar I'd delete nahi Ho rahi Kase delete Karen please batyea
@GyanHub52 күн бұрын
Video dekha aapne
@GyanHub52 күн бұрын
इसमें process बताई है
@HimanshuKumar135753 күн бұрын
Hlo sir college wale ek link deke form bhrwe the usme reg no,session,adhar no, phoneno,college name dalene ko bola gya tha aur bherne ke baad jab 4 to5 hours ke baad digilocker me login kiya toh apaar id mila h . But mai nhi cahata hu ki mera apaar id ho or koi credit score mentain ho mera mai iska permission government ko nhi dena caheta hu to abb mai is apaar id ko permanent delete ker skta hu or apna concent wapas le skta h u kya plz reply maine college me koi ofline form nhi diya h koi parent ka signature nhi manga gya h
@GyanHub53 күн бұрын
First Without parents signature on consent form APAAR ID NHI BANANI HAI YE LEGAL BHI NHI HAI AAP APAAR KI HELPLINE PAR APNI SHIKAYAT KAR SAKATE HAIN UNASE DELETE KI BHI BOL SAKATE HAIN, YA APAAR KI WEBSITE PAR APNI PROBLEM KA TICKET RAISE KAR SAKATE HAIN
@GyanHub53 күн бұрын
Please support 🙏
@HimanshuKumar135752 күн бұрын
Sir maine ticket raise Kiya h but I get no reply @@GyanHub5
@mdamaankhankhan93307 күн бұрын
Sir kendriya vidyalay sangathan me name change karwane means surname add karwane ke lia regional centre me kya kya document chaheye
@GyanHub57 күн бұрын
Regional center se documents confirm kar lijiye kya kya demanded hain
@GyanHub53 күн бұрын
Please support 🙏
@learnabtak81244 күн бұрын
Sir apaar id permanent delete ho skta hai not only from digi locker permanently
@GyanHub54 күн бұрын
Iske liye apaar ki website par apni complaint ticket raise karake karani hogi ya helpline par bat karake kahani hogi
@learnabtak81244 күн бұрын
@GyanHub5 agar delete hogya baat krk fr dubara ban sakta hai naya apaar id ya same he rhega fr
@GyanHub54 күн бұрын
Dobara ban sakata hai ya nhi ye reply apko apki complaint me hi mil jayega
@KatyayniThawait15 күн бұрын
Mene aapar id ko delete Kiya digilocker se ab firse bannu toh kya no change hoga
@GyanHub515 күн бұрын
No change in number
@GyanHub53 күн бұрын
Thanks and please support 🙏
@parmanandpatel9113 күн бұрын
क्या अपार आई मे बच्चे का PEN नंबर चेंज कर सकते हैं
@GyanHub513 күн бұрын
No
@Gmrtips16 күн бұрын
Sir ek baat bataye Udice portal par Bana hua apar id Agar aap Digilocker se remove karte hai to Dubara udise par re ganrate ka option aata hai kya
@GyanHub516 күн бұрын
No , try again in digi locker for fetch again
@mdamaankhankhan933017 күн бұрын
Sir answer de kya hum aparr id ko delete kar new apar id bana sakte h
@GyanHub517 күн бұрын
APAAR ID jab aap digilocker delete karenge, to dobara banane ke liye digilocker hi search document me jakar अपार search kijiye aur process jo bhi aaye use follow kijiye Academic Bank Card karake aayega us process ko poora kare apaar fetch hogi dobara
@GyanHub517 күн бұрын
Ji
@mdamaankhankhan933017 күн бұрын
Par appar id udise se bane h
@GyanHub517 күн бұрын
@mdamaankhankhan9330 Same hi hoti hai but after delete regeneration on digi locker Aap APAAR helpline bhi use kar sakate hain 8am to 8pm
@GyanHub517 күн бұрын
Me koshish karata hu jald se jald iska video post Karu for clear process
@Gmrtips16 күн бұрын
Sir 11th ka student ka Hun Aur Mene Galti Se Digilocker app se khud apar id bana liya Me chahta hun usay remove kar School se banau please help
@GyanHub516 күн бұрын
New Case First aap Digi locker se apaar id card download kar le , ek copy save rahe apke pass Fir uske digi locker me apàar id delete kar de Usake bad school level se try karake banaye Yadi ban jaye to good Yadi nhi ban paye to digi locker me search document me apàar search kar academic bank credits me details fill kar bana lena fir se
@Gmrtips16 күн бұрын
@@GyanHub5 ok mene kar diya hai
@mdamaankhankhan933016 күн бұрын
Sir udise se regenarate karne par apaar no wo hi rahega ya change ho jaaega
@GyanHub515 күн бұрын
Please use my Instagram messages box for more discussion
@mdamaankhankhan933016 күн бұрын
Sir apaar delete karne ke bad udise portal se regenerate kare to dusra no milaga kya sir?
@GyanHub516 күн бұрын
Waha generate hi likha aayega ek bar generate ke bad
@mdamaankhankhan933017 күн бұрын
Delete karne ke bad dubara appar generate karne par already have appar id aesa message aa raha h