bhai yeh sb kr liya other department name mein kya likhna hota hai please reply
@SWAYAMDIVYANG Жыл бұрын
Ye option kha par AA Raha h
@ramtiwaripratapgarhgroup5857 Жыл бұрын
Saras ki validity kitne din ke liye hoti
@ramtiwaripratapgarhgroup5857 Жыл бұрын
Is called ki validity kitne din ke liye hoti
@gyaanramka75742 жыл бұрын
Shri Sariya Jo SDM Court se disability parmanent card Jo banta hai vah Dekhne Mein Kaisa Hota Hai
@Viveksingh-to1dz2 жыл бұрын
isme koi age limitations bhi h kya
@NadeemKhan-yj4ur2 жыл бұрын
Download kese kare
@MasoodZafar8242 жыл бұрын
Mere pass UDID card hai,or main bihar residence hun, to kiya main apply kar sakta hun.?
@SWAYAMDIVYANG2 жыл бұрын
Aap delhi me rehte ho
@Viveksingh-to1dz2 жыл бұрын
kya ye sirf delhi me jo starting se rahte hai unka hi banega
@randomvideos4199 Жыл бұрын
Me Jharkhad se hu or mera pwd certificate jharkhand se bna hua h or mere pas uidi card bhi orr me delhi me rehta hu mere adres proof bhi h yha ka to kya bam jayega mera
@SWAYAMDIVYANG Жыл бұрын
Yes
@randomvideos4199 Жыл бұрын
@@SWAYAMDIVYANG kya kya document dena hota hai iske liye
@goldmine85182 жыл бұрын
Bhai Mera bana howa par kho Gaya ha kya karu
@nikkimahtofan42703 жыл бұрын
Mai Jharkhand se but delhi mai rahta to kya ban jayega
@SWAYAMDIVYANG3 жыл бұрын
Ban jayega par apke pass sabhi documents hone chahiye apply karne ke liye Video achha laga ho to like kare aur channel ko subscribe kare
@ramswaroopsharma5342 жыл бұрын
Sir card date expire ho gaya hai...uske liye keya prosisig h...
@mohdshabab403 жыл бұрын
Sir ji hm Scooty ke liye liye kaise apply kar sakte h. Delhi se plz rep
@NeerajPal-vp6ji9 ай бұрын
Scooty koi nahi deta
@neerajchoudhary21412 жыл бұрын
Khab tak ata hai sir yeh card
@AvanElectritionАй бұрын
Sir Permanent Identity Card Disabled Person. Ke kya kya benefits hai btaiye please 🙏
@RAHUL-mk8rv3 жыл бұрын
Bakbash video, only delhi balo k liye h, mene form fill kya tha, but nhi ho rha h
@SWAYAMDIVYANG3 жыл бұрын
Ha ye only delhi walo ke liye hai aur kya fill nahi ho raha hai tumse, agar kisi ko DTC ka bus pass banwana hai to use yeh banwana hi padega, ye video logo ki help ke liye hai taki unhe DTC bus pass banane me jo process hai wo pta chale