सकट चौथ तो हमेशा माघ महीने में ही पड़ती है खरमास में नहीं पड़ती है
@SharanSudhir3 сағат бұрын
बहन खरमास तो मकर संक्रांति से खत्म हो गया और माघ माह भी शुरू हो गया ।
@UshaShrivastav-iq9cx4 сағат бұрын
प्रणाम दीदी जी हम आपका सभी विडिओ देखती हू बहुत अच्छा लगता है सारी जानकारी अच्छी मिलती है हम भी प्रयाग राज से है लेकिन मुम्बई मे रहती हू
@seemagupta72726 сағат бұрын
Pranam didi 🙏🙏
@santoshsingh-qs5hf8 сағат бұрын
Aap bahut pyari lg rhi hai maa
@neelamjishuklaneelamjishuk43803 сағат бұрын
Didi pregnant mahilayen Sankat chauth Ka vrat kaise karen
@AsanZindagiСағат бұрын
din me flahar le kar vart kare nirahar na rahe
@Anshuthakur-v6d3 сағат бұрын
Prmana Mata ji🙏🙏
@harmansingh70553 сағат бұрын
Pranam 🙏
@amritatiwari43617 сағат бұрын
Pranam Mata ji.
@ranjanamishra72006 сағат бұрын
Jai shree Ganesh
@ranjanamishra72006 сағат бұрын
Jai mataji
@rajeshwaripandey44047 сағат бұрын
didi ji namaste 🙏
@nehakumarivishaakarma-no1tm7 сағат бұрын
Jai shree ram 🙏🙏🙏🙏🙏
@santoshsingh-qs5hf8 сағат бұрын
Mata ji pranam 🙏... Mera 13 ko morning main mahina aya 17 ko 5 day hoga kya main puja kr sqti hun baal kab dhu maa please btaiyega main isi video ka wait kr rhi thi
@chandrakalasingh6327Сағат бұрын
Kal thursday ko nahay khay kaise krungi
@AsanZindagi50 минут бұрын
satvik bhojn kariye rat 9 bje ke bad kuch na khaye
@MrsGupta8 сағат бұрын
🙏🙏🙏🙏👇
@monikasharma12974 сағат бұрын
Auntyji..puja me supari or mauli se ganesh ji bna k rkh skte h?jese friday ko hi nai supari p mauli lapet k ganesh ji bnale?
@AsanZindagi53 минут бұрын
ji ha aisa kar skte hai
@archanapandey17558 минут бұрын
Didi chauth ke saman ka matlab hamne poochha hai hamar yha gaur sopadi deepak bahut sal purana hai usi ki pooja hoti hai jo ki sasu maa ne hme diya tha ab mai gav me huto pooja kaise karu
@AsanZindagi45 минут бұрын
aap naya bna lijiye
@Hmmmgflyhddds-z6p3 сағат бұрын
Google ka sunrise or sunset ki time ko hum follow kar sakte hai??
@AsanZindagi52 минут бұрын
ji ha
@veenasingh5136 сағат бұрын
🙏🙏
@jyotikehari85816 сағат бұрын
Didi प्रणाम सकत pooja के उद्यापन बताइये plz
@AsanZindagi56 минут бұрын
subh aasirvad, vidhivat pandit ji ko bulakar udyapan kraiye agr pandit ji nhi milte to puja karke pandit ji ko or bachho ko daan kar dijiye saman
@shweta-abhishekjaiswalslif8950Сағат бұрын
Namaste aunty ji 🙏......muje ye puchna h ki meri saasu ma ye vrat rhti thi mere husband ke liye lekin pichle saal unki tabyat khrab thi dwa khana tha to aise hi chorna pada unko.....or mai jab pregnant thi to 3 month me kuch problem ho gi thi jiske liye m manta ki thi ki meri delivery ache se ho jaegi to Mai swa 5 kg til gud chdhaungi.....meri beti 2.5 saal ki ho gi h or is bar sab log bol rhe ki saasu ma ka vrat khandit ho gya to tum hi utha lo.....to aap hi btaiye ki muje ye vrat abhi krna chahiye ya sirf prasad chdha kar apni manta puri karu.....muje samajh ni aa rha plz 🙏🙏🙏
@shweta-abhishekjaiswalslif8950Сағат бұрын
Do din hi bache h plz reply jarur kijiyega aunty
@AsanZindagi47 минут бұрын
namaste, pahle aap apni manyta puri kariye agr sasu maa ka vart kar skte to uthaiye nhi to sasu maa ko vart ka udyapan krva dijiye
@shweta-abhishekjaiswalslif895032 минут бұрын
@@AsanZindagi mai utha skti hu vrat??.....agar uthati hu to wo mera vrat mana jaega ya unka?
@Hmmmgflyhddds-z6p3 сағат бұрын
Magh mahina me konsa time me snan karne ka niyam hai??.
@AsanZindagi52 минут бұрын
subh 7 se 9 ke bich me nha skte hai
@Hmmmgflyhddds-z6p29 минут бұрын
@AsanZindagi me magh vrat kar rhi hu to kab snan karna chahiye
@SnehBela2 сағат бұрын
Agar santan nai hai abi to sirf magh mahine wali kar sakte hain mannat man k ya fir 12 karni hai ?
@AsanZindagi51 минут бұрын
abhi magh mahine wali kar sakte hain
@SnehBela35 минут бұрын
Ok 🙏🙏
@Cutie.boy.5557 сағат бұрын
👍👍🙏🙏🙏🙏🥰🥰🤞🤞
@archanapandey1758 сағат бұрын
Didi shiv Parvati ki photo pr gydahal ka ful Lal chadha sakte hai
@AsanZindagiСағат бұрын
parvati maa ko cadhaye
@archanapandey17557 минут бұрын
Lekin photo me shiv ji hai to chadhaye ki nhi@@AsanZindagi
@archanapandey17556 минут бұрын
Photo me shiv ji hai to chadhaye ki nhi
@monikasharma12974 сағат бұрын
Auntyji agar kal thursday ko tambe ka lauta khride to phli bar 17 ko vrat vale din use kr skte h jal dene me surye bhagwan ko?
@AsanZindagi53 минут бұрын
ji ha
@monikasharma12976 минут бұрын
Ji dhnywad auntyji...auntyji vese tambe ka lota Puja me use krte usko kharidne ka koi vishesh din ya vaar hota h kya?
@monikasharma12974 сағат бұрын
Nmstey auntty..aunty hmara puja ka tambe ka lauta foot gya h jal niklta usme se..nya kb le skte h?
@AsanZindagi54 минут бұрын
namaste, 16 january ko le skte hai
@ruhaaniraate98375 сағат бұрын
Mata ji kya is Saal vart na rakh ke agle saal rakh sakti hu kyoki is saal halat ese h ki vart nhi rakh sakti hu
@AsanZindagi56 минут бұрын
ji ha aap aisa kar skti hai
@BijendraYadav-z9l5 сағат бұрын
Aunty ji mare sasur ji ke death hua tha two months ho Gaya hai brata kar sakte hai
@AsanZindagi55 минут бұрын
ji ha vart kar skte hai
@vlogswithmahi55778 сағат бұрын
Naya vart kab suru kr skte gurubar ka
@AsanZindagiСағат бұрын
16 january
@LokeshKumar-v9q3 сағат бұрын
Aunty sakat chauth Wale din apna hair dho sakte hain ya nahin please reply me
@AsanZindagi53 минут бұрын
ji ha
@monikasharma12977 сағат бұрын
Shringar ka saman jo phli bar vrat kr ri h unhi ko chdhana h auntyji?hm b vrat krte aarhe h apne bete k liye...phli bar nhi h..hm b chdha skte h shringar ka saman?
@AsanZindagiСағат бұрын
aap shringar ka saman cadha skte hai
@archanapandey1758 сағат бұрын
Didi parnam 🙏 Mai gav me Sasu maa ke pass hu pooja ka Saman ji sasu maa di hai lucknow me hai to mai kaise karu kuchh btaiye please
@AsanZindagiСағат бұрын
subh aasirvad, aap dusra saman kharid lijiye
@KritiSingh-rb2jo8 сағат бұрын
Aunty Thursday (guruwar) ka vrat kab se shuru Kar skte hai please btaye.
@AsanZindagiСағат бұрын
16 january se vart kar skte hai
@aavritirealvlogbeauty8 сағат бұрын
Maa ji pranam 🙏
@ushamishra67208 сағат бұрын
हमारे यहां संकट चौथ का ब्रत बस बारह बजे तक करते हैं
@himanshisingh23967 сағат бұрын
Pranam aunty ji, aunty mujhe ek beti h,lekin mere yaha jinko beta hua h bs wo hi iss vart ko rhti h,to kya mai is vart ko rh skti hu
@AsanZindagiСағат бұрын
subh aasirvad, aap vart kar skti hai
@niteshkashyap95166 сағат бұрын
Vrat m kya khate h usi din 10 laddu
@AsanZindagi59 минут бұрын
pure din kuch nhi khate hai puja ke bad flahar kar skte hai
@aavritirealvlogbeauty8 сағат бұрын
Ma ji Mera 12 ko sham me aaya hai 17 ko 6 din hua rahega kya Pooja shuru kar sakte hai
@AsanZindagiСағат бұрын
puja kar skte hai
@Ankitashrivastava17328 сағат бұрын
मैम मेरा 14 को पीरियड आया था तो क्या मैं ये व्रत कर सकती हु
@satyayogeshwarisoni80278 сағат бұрын
Vrat kr shkte hai puja aap Apne husband ya ghr ke kisi sadashya se krva shakti hai aur aapko puja Krna hi hai to panch gavya pikakr koi bhi puja havan kr shakti hai
@AsanZindagiСағат бұрын
aap vart kariye puja na kariye
@kuhelidas96Сағат бұрын
Namaste aunty🙏🙏🙏🙏 Ji mera pati agar kam per jaaye aur 3 ghante bad wapas Ghar Aaye aur mere bacche agar tution jaaye to 3 ghante bad Ghar wapas Aaye to aunty ji please bataiye 🙏🙏🙏🙏mere pati aur bacche 3 ghanta bad bahar se Ghar Aaye to Kya yah 3 ghanta ashubh hota Hai