Mujhe phle ki sari galtiyan ki Allah se maafi mangi h... Nadani me hui Ab smjh aaya wo sab glt tha maine sab glt kaam chhod diye Namaz padhri hun.... Phr bhi mujhe jhuta kaha jara h bas meri phle ki gltiyon ko dekhkr Main kya krun
@anjumkhan93405 жыл бұрын
Agar aapki galti abhi abhi ki ho to aapko to sabar karna hi padega.. aur aapne muafi mang li ho Allah se aur fir bhi aapko sab jhuta ilzam laga rahe he to ye jan lo ke Allah sab ko dekhta he aapko bhi aur unsab ko bhi aur sabke dilo ko bhi.. hazrat mariyam(a.s.) ka waqiya to aapko pata hogana jinki gharane ki unke zamane ke log qasme khate the vohi log baad me unhe satate the aur galat kehte the.. to aapko un badi hastiyo se sikhna hoga ke sabar kise kehte he aap galat nahi ho to aapki sachchayi ki dalil farishte dete he... Aapko sabar karna hoga aur Allah par pura pura bharosa bhi karna hoga.. Allah unsab ko waqt aane par sahi jawab zarur dega.. Allah hamsab ko nek aamal karne ki tofik aur aafiyat wali zundagi ata farmaye aamin.. Allah tala se aafiyat manga karo...
@naeematariq96675 жыл бұрын
Qaber ki dua ju salialla wa sallam ny hazrat hazrat ayesha ko batai thi
@SyedaDilshadWaquar5 жыл бұрын
Maine bht jhut bole h phle.... Mgr aaj kisi bat ko lekr main sach bolri hun.. Mgr mere pe jhuta ilzaam lagaya jara mere bare bht glt glt baatein ki jaari h... Main kya kru... Kaise sabit krun?? Please meri madad kriye main kya krun 😭😭😭
@anjumkhan93405 жыл бұрын
Allah se aafiyat manga karo...
@kainatali36335 жыл бұрын
Aap ko kuch sabit karne ki zarrorat nahi agar aap pehle nadani me galati kar chuki ho par ab iman lane ke baad thik ho giye ho to koi problem nahi kyonki iska azhar apko Allah (S. A.W) degein aap ko kisi ko kuch proof karne ki zarrorat nahi hai bus ab aap sahi rastein par chalo aur allah par bharosa rakho aur apne gunnaho ki mafi maanga karo thats it inshaallah apko Allah zarur maaf karegein aur jo log aapko bura bolrahe hain woh ek din app ko accha bolegein par iman aur allah ka saath kabhi mat chorna. and one more question Kya aap allah par imaan rakhti hai?