Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 1

  Рет қаралды 66,478

IRC TV

IRC TV

Күн бұрын

Пікірлер: 125
@smkhalidjamal
@smkhalidjamal Жыл бұрын
Apke bayan se me deoband se ahle hadith howa hun ALLAH APKO BHT BHT BHT JAZAYEKHER DYEN.ALLAH MUGHY MERI AULAD OR MERI NASAL KO TAUHEED PE CHALA ALLAH SE me hamesha dua karta hun.IK WAQT tha me bht mushkil me tha ALLAH NE KARAM KIA SAB ACHA HOGAYA PAR MUGHY KAUF REHTA HAI K ALLAH WAPIS NA LELEN .USKE LIYE KIA KARUN ALLAH MUGHY SHUKAR ADA KARNE WALA BANAYE OR APNE SHUKAR GAR BANDO ME SHAMIL RAKHE .
@truebeliever3948
@truebeliever3948 Ай бұрын
Beta, bohot Khushi HUEE, Sunnah ke mutabiq zindigi guzarni hai
@AtifSaifi-w1j
@AtifSaifi-w1j 3 ай бұрын
Aapka bayan sunkar sari tension dur Ho jaati hai, Alhamdulillah
@aamirkhan7921
@aamirkhan7921 Жыл бұрын
Allah aapko salamat rakhe aapke lectures Dil main utar jata hai sar
@RizwanAli-fj9xw
@RizwanAli-fj9xw Жыл бұрын
Faiz Bhai ke samjhane ka tareqa bhut hi bhetreen hota he.
@hashsham_khaleel_2926
@hashsham_khaleel_2926 Жыл бұрын
Very good and knowledgable Alhamdulillah
@arifahammad4514
@arifahammad4514 Жыл бұрын
Ma sha ALLAH ❤❤
@aamirkhan7921
@aamirkhan7921 Жыл бұрын
Hamare pita aur hamare Bibi ke liye dua karna sir hidayat ke liye jajakallah
@No90orr
@No90orr Жыл бұрын
Very Beautiful Lecture Sir, very praiseworthy for the human beings.
@arifgani5326
@arifgani5326 3 ай бұрын
Masha Allah Bahut khub ❤❤
@farheentabassum4731
@farheentabassum4731 Жыл бұрын
JazakAllahu khair
@Numltv
@Numltv Жыл бұрын
Great information
@rajatahir7212
@rajatahir7212 Жыл бұрын
جزاک اللّہ خیر
@mufaamshehzadimufaamshehza3201
@mufaamshehzadimufaamshehza3201 Жыл бұрын
Pardha har urat ky liye lazmi ha join family main rah kar pardha aur bi zaroori ha Allah pak humy tafiq dy Ameen
@rasheedansar5037
@rasheedansar5037 Жыл бұрын
Allah aap ko salamath rakhe
@adeebaadeeba5852
@adeebaadeeba5852 Жыл бұрын
Mashallah 👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👍
@AzadAnsari-iv6ik
@AzadAnsari-iv6ik Жыл бұрын
Thanks sar. Masah Allah
@merajpatel-n4j
@merajpatel-n4j 3 ай бұрын
Mashallah
@mdf345
@mdf345 Жыл бұрын
Bahut bahut shukriya timestamps ke liye
@mdaminamin5426
@mdaminamin5426 Жыл бұрын
Subhan Allah 💘
@onecreator1428
@onecreator1428 Жыл бұрын
Jazakallah 😊
@Mdrizwan-mu8re
@Mdrizwan-mu8re Жыл бұрын
Mashallah Mashaallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@heenaali3829
@heenaali3829 Жыл бұрын
Thnx
@syediqbalhussain4286
@syediqbalhussain4286 Жыл бұрын
King Cheraman Perumal who went to Makkah and meet Huzoor SAW accepted islam, order to make the first Masjid of india at Kudungalur, Thrissur District, Kerela State named as Cheraman Juma Masjid, still today in very good condition. King Cheraman Perumal while coming back to India died and burried somewhere near Omman
@zaiddurrani3648
@zaiddurrani3648 Жыл бұрын
3 saal pehle ka ye video hai bahut achha video hai
@mdaminamin5426
@mdaminamin5426 Жыл бұрын
Masha Allah 💘
@mdaminamin5426
@mdaminamin5426 Жыл бұрын
Beshak
@mdaminamin5426
@mdaminamin5426 Жыл бұрын
Walaikum assalam
@mdsajjadalam7984
@mdsajjadalam7984 Жыл бұрын
Assalamu Alaikum labour supply pr commition kaisa h haram ya halal
@airtech7492
@airtech7492 Жыл бұрын
Assalam walaikum Mera naam khalid hai mumbai se hu . Shukrane ka sajda kaise karte hai.
@abdulanaskhan8218
@abdulanaskhan8218 Жыл бұрын
Kya Nabi s.a.w. bhi aalam e barzakh m hain jazakallah khair
@jalalkhan4454
@jalalkhan4454 2 ай бұрын
Assalam alaikum Faiz Bhai mera aap se ye sawal hai maine knowledge na hone ki wajah se janab a syeda bibi ki bahut sari mannat maan li. mannat mange hue kafi saal ho gya maine use pura bhi nahi kiya to kya aab mujhe har mannat ka alag alag kaffara dena ho ga ya ek kaffara. meri bahut jyada mannt hai.
@adibking9972
@adibking9972 Жыл бұрын
Kya Muslim gurudwara me Jo langar banta h wo kha sakte h kya.
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Ye sawal aap IRC call number karke puche yaha comments me faiz bhai jawab nhi dete!
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Yeh sawal mufti tariq masood ko watts app karo
@nabeelaakther875
@nabeelaakther875 Жыл бұрын
Assalamualaikum faiz Bhai kya aurat ko haiz ya janabat me bath room me dua padh kar hi ghusl karna zaroori hai kya ye sunnat se sabit hai
@jhakasssworld4690
@jhakasssworld4690 Жыл бұрын
Assalam alaikum. Kya ghar me papaya ka tree nh lagana chahiye kisi ne hm se kaha papaya ka tree nh lagate??
@murtuja81
@murtuja81 Жыл бұрын
Assalamu alaikum faiz bhai Ramzan me log masjid me aur galiyon me bar bar time bolte ise gair muslim ko b taklif hoti , to kya aisa Krna chahiye?
@seekknowledgeofislam9040
@seekknowledgeofislam9040 Жыл бұрын
Assalam o Alaiqum bhai who re called Syed
@tabassumfatma1214
@tabassumfatma1214 Жыл бұрын
assalamualaikum faiz bhai namaz me pant ko mor kar padna ka kya hai
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
Padh skte hai Bhai behtar hai ki salwar hi pehne
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Behen Ispar Faiz bhai ka short video bhi hai aap wo dekh sakte ho inshort maamla ye samajhlo mardo ke liye ye Haram hai mere paas 3 se zyada sahih Hadiths hai where it's forbidden to fold clothes in Namaz! Toh isme Pant bhi aagayi! Aap faiz bhai ke naam se search Karo aapko mill jayegi video unki!
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Kar sakty ho
@aamirkhan7921
@aamirkhan7921 Жыл бұрын
Sar mujhe sahi raste par chalna hai magar mere pita ji nahi maante bhut samjha cuka hoon mere Bibi bhi nahi manti majar par jati hai main kya karoo
@primenewsindia12789
@primenewsindia12789 Жыл бұрын
Liza nam ladki ko rhak sakte hai kya
@raunakkhatoon1723
@raunakkhatoon1723 Жыл бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Kya farj namaj ke sajdo me dua kr sakte h
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Nai
@mohdraheem8265
@mohdraheem8265 Жыл бұрын
@IRC TV Assalam alaikum Maine december 30 ko Umrah kiya tha alhumdulilla, magar maine ehram me underwear bi pehna hua tha kyunki muje malum nahi tha, maine phir 2 din baad ek aur umrah kiya. Kya mujhe kaffara dena hoga? Please muje iske taluq se quran aur hadees ki roshni me batae. jazakallah.
@aneessaudagar517
@aneessaudagar517 Жыл бұрын
Sir mai malum krna chahti hu k,, Arsh,, naam rakh sakte hai kya maine mere bete ka rakha hai magar wo bahot bimar rahta hai😭😭, kya ye naam rakhna galat hai?? Sir plz reply
@omi_pro_max
@omi_pro_max Жыл бұрын
Meri behan islamic naam rakhein par naam ka bimari sy kuch lena dena nhi hai .. sadqa dein uska dua krein
@shefawaheed2094
@shefawaheed2094 Жыл бұрын
Assalamualaikum. 27 november ko nikah huwa tha mera 28 december ko mai sasural gayi hu rehne ke liye...waha jane ke 2 din baad hi mjhse kitchen me itna kaam kerwane lage ki mai bimar ho gayi...takleef batane per bhi koi nahi sunta...shohar bhi nahi....mai wahan takleef me bhi kaam kerti rahi....ab ghar a gayi hu....mere shohar ko bhi takleef batane per bhi koi farq nhi padta.....mujhe koi aisa wazifa bataye ki meri zindagi asaan ho jaye....or atleast mera shohar to meri takleef samajhne lage...
@soyebkhan5918
@soyebkhan5918 11 ай бұрын
Apse sawal kaise puch sakte h ?
@IRCTV
@IRCTV 11 ай бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@subayahkhatibi7105
@subayahkhatibi7105 Жыл бұрын
Surah yaseen beemari m Pani m dam karke pdh kar Pani pi sakte h kya
@irshadali4332
@irshadali4332 Жыл бұрын
Narrated `Aisha: Abu Bakr came riding his horse from his dwelling place in As-Sunh. He got down from it, entered the Mosque and did not speak with anybody till he came to me and went direct to the Prophet, who was covered with a marked blanket. Abu Bakr uncovered his face. He knelt down and kissed him and then started weeping and said, "My father and my mother be sacrificed for you, O Allah's Prophet! Allah will not combine two deaths on you. You have died the death which was written for you." Narrated Abu Salama from Ibn `Abbas : Abu Bakr came out and `Umar , was addressing the people, and Abu Bakr told him to sit down but `Umar refused. Abu Bakr again told him to sit down but `Umar again refused. Then Abu Bakr recited the Tashah-hud (i.e. none has the right to be worshipped but Allah and Muhammad is Allah's Messenger (ﷺ)) and the people attended to Abu Bakr and left `Umar. Abu Bakr said, "Amma ba'du, whoever amongst you worshipped Muhammad, then Muhammad is dead, but whoever worshipped Allah, Allah is alive and will never die. Allah said: 'Muhammad is no more than an Apostle and indeed (many) Apostles have passed away before him ..(up to the) grateful.' " (3.144) (The narrator added, "By Allah, it was as if the people never knew that Allah had revealed this verse before till Abu Bakr recited it and then whoever heard it, started reciting it.") SAHIH BUKHARI 1241 , 1242.
@mohitazim8272
@mohitazim8272 Жыл бұрын
Assalam walekum I have question about regarding the Surah Hajj : where Allah (Swt) says when All mother will forget her breast feeding baby and pregnent women will miscarriage thier babies what happened with these babies in the day of judgment ?
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
After 40days in the womb allah puts soul in the baby then killing that baby is a straight murder. Allah will surely forgive that baby because he was innocent Baaki allah knows best
@ayat6139
@ayat6139 Жыл бұрын
@@sahilshah329 not 40 days but after 120 days that is 4 months..baki wallahu aalam
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
@@ayat6139 yes yes jazakallah khair for correcting me may allah reward you
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Surah Hajj ki Konsi Ayah Bol rahe ho aap? Aap toh Qayamat ke din ki Hadiths Quote kar rahe ho!? Aur akhri sawal kya Hai ke Bachcho ka Qayamat ke din kya hoga? Mtlb Hisab kitab ya Jannat Jahannam?
@tajuddinaziz6935
@tajuddinaziz6935 Жыл бұрын
Meri14sal ki beti hai maiuski buri addat ko badal na chati hu meri madat kijiye
@livinganotherday585
@livinganotherday585 Жыл бұрын
Are lip stains halal to use?? Does it let water go throw for wudu??
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Call karke puche inke IRC me! Sawalat! Aise Comments par IRC ya Faiz bhai jawab nhi dete!
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Yes. Because they are a stain.
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
@@razamughal4582 Can You please explain something that how it is Halal Directly?? Are you a Mufti Alim who knows Islam Teachings and As well as Cosmetics??
@NasreenHublikar
@NasreenHublikar Жыл бұрын
Mere abba ki tabiyat thik nahi horahi hai kya karu dawa BHI kuch asar nhi kar rahi hai Asia kyu horaha hai kya ye Allah ki azmaish hai jawab dijiye sir .dua me yaad rkhiye sir
@latifawasay3155
@latifawasay3155 Жыл бұрын
Mujhe kisi ne poucha ke ap etne Allah wale kaisa Ben gaye.. tu pls ap Mujhe bata sakte ke es ka best jawab Kiya hu sakta hai
@Islamic786-w4n
@Islamic786-w4n Жыл бұрын
Assalamu alikum
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
Walaikum assalam wa Rahmatullahi wa barakatuhu
@mufaamshehzadimufaamshehza3201
@mufaamshehzadimufaamshehza3201 Жыл бұрын
Walikum slam
@Islamic786-w4n
@Islamic786-w4n Жыл бұрын
@@mufaamshehzadimufaamshehza3201 walekum assalam kaha kare
@shirinzaker4726
@shirinzaker4726 Жыл бұрын
Assalamu allekuim bhai...biwi ko government job hai...aur husband nhi krne de rhe to kya krna chahiye
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
Aurat job na kare wahi behtar hai Allah ne ye kaam mard par farz kiya hai baaki Allah behtar jaante hain🤗
@shahednawab8370
@shahednawab8370 Жыл бұрын
Shadi se pehle shohar ko pta tha is job ka aur pta tha to wo us waqt kya kaha tha etc aise sawal kisi ulama se puchey to behtar hai aise comment me sahi jawab nhi milega shaik abu rizwan muhammadi bohat ache ulama hai unse raabta krey..
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Inke IRC me Call karke Sawal Puche yaha Faiz bhai jawab comments me nhi dete!
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Husband ki bat maan ni hogi, khas kar agar woh ghar k karchy chala raha hain toh. Baat na maan ny ka islam ne option nai diya. Waisy bhi jo aurat sara din kam kar k ghar akar dobara ghar k kam nhi kary toh woh sirf aur sirf doh taqy ki nauqrani hain.
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
@AbuAnonymous zun mureed baapo ki betiya a marti hain. Islam ki tum bat kar rahi ho toh YEH NAI PATA k shohur ka huqam chalega ghar meh??
@SamsungGalaxy-rk7ru
@SamsungGalaxy-rk7ru Жыл бұрын
Assalamalaikum bhai. Aapke kisi lecture video mai aapne kaha tha ke koi agar koi kisi ko gaali deta hai toh wo Gali arsh pe jaati hai aur ussi shak ke maa baap pe lagti hai jisne gaali di. Yeh hadith ka number chahiye.
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Ye gaali ki Hadiths nhi Kufr Ya Badd Dua Ka Maamla hai kuch! Ye Hadiths hai but mujhe Tohda tehqeeq karni padegi dhundke Dene ke liye tohda phele pardha hua tha!
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Mill Gaya! Hadith Abu al-Darda’ RadiAllahuAnhu Reported the Messenger of Allah (ﷺ) as saying : when a man cures anything, the curse goes up to heaven and the gates of heaven are locked against it. Then it comes down to the earth and its gates are locked against it. Then it goes right and left, and if it finds no place of entrance it returns to the thing which was cursed, and if it finds no place of entrance it returns to the thing which was cursed, and if it deserves what was said (it enters it), otherwise it returns to the one who uttered it. Hasan (Al-Albani) Sunan Abu Dawud 4905 Hadith Narrated Abdullah ibn Abbas RadiAllahuAnhu: A man cursed the wind. The narrator Muslim's version has: The wind snatched away a man's cloak during the time of the Prophet (ﷺ) and he cursed it. The Prophet (ﷺ) said: Do not curse it, for it is under command, and if anyone curses a thing undeservedly, the curse returns upon him. Sahih (Al-Albani) Sunan Abu Dawud 4908
@studywithsilence286
@studywithsilence286 Жыл бұрын
Aap ki awaz kabhi tez aur kabhi bahut kam aati hai kyonki AAP jab Mike se edhar udhar kar ke Bolte hai isliye aap ki awaz kabhi tez aur kabhi kam aati hai aap seedhe Mike ke samne khare hokar takreer Kiya kare
@mharis1067
@mharis1067 Жыл бұрын
faiz bhai banjh krne walay operations jaiz nhi hain. Aurat bhi ese operations health issues ki wjah se hi krwa sakti hy. Islam ghurbat ke dar se family plan ko promote nhi krta sirf condoms wghera ke istemal ki daleel milti hy. Any operation which permanently makes male/female unable is not usually allowed other than in case of serious reasons.
@quransunnath6326
@quransunnath6326 4 ай бұрын
Why the begining audio is so bad
@mahiraajju4161
@mahiraajju4161 Жыл бұрын
Sir meri bhn pregnant h or uske sasural Wale gnda tawiz wagaira phnne ko kah re h lekin use ni phnna h ,to usne ladai jhhgda na ho isliye jo sasural walo ne bandha tha use hata k kewl dikhawe k liye black dhhaga same same phn liya h to is bare me baiye plzz, jazakAllah
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Yeh na ho k us meh kala jadoo ho aur us ko hi nuqsan ho jaye
@nadeemshah3325
@nadeemshah3325 Жыл бұрын
Bhai please🙏 add hatao bhut zyada adds aarhe
@sayyubzehen4108
@sayyubzehen4108 Жыл бұрын
Namaz ma ka ak salaam phare skataa haa
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
Haaa farz ek salam hai aur sunnat 2
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
@@sahilshah329 kaise?? Ek Salam?
@aayshaanjum474
@aayshaanjum474 Жыл бұрын
Assalamualaikum.... Main ye janna chahti hu ki kya sajde me tasbih 3 ya 5 baar hi padhna chahiye .... Ya jab tak ruh ko sukun ho tab tak sajde me reh sakte hai namaj me.
@hafsajahan543
@hafsajahan543 Жыл бұрын
Odd numbers mai padna chahiye Haan jitni dair chahe rehsakte ap sajde mai Jazakallahu khair
@aayshaanjum474
@aayshaanjum474 Жыл бұрын
Sukriya....
@mohammedsaberali8724
@mohammedsaberali8724 Жыл бұрын
Aaj ke zamaane mein log Muslims ko boycott kar rahein hain is mamle mein koi bayan dijiyega
@mohitazim8272
@mohitazim8272 Жыл бұрын
What if I pass gas while doing the wadhu ?
@syedazhar7383
@syedazhar7383 Жыл бұрын
Phir tum dubara wadhu karo.
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Wapas Shuruwat se Repeat kare Bismillah karke!
@Mohammadabuzar155
@Mohammadabuzar155 Жыл бұрын
Assalamaleikum Mere shohar raat ko do teen baje tak mobile chalate h aur subah ko der se jagte hain aur agar main jagati hun tau mujhe bura kehte hai aur fir kaza namaz padhte hain meri ek beti 12years aur dusri 8years ki hain wo 7baje school jati hain rickshaw se maine ek din apne shohar ko betiyon ko rickshaw tak chod ane ko kaha to mere shohar ne mere bachchon ko bahut galat kosa jisse mera dil bahut dukha hai mera dil nahi chah raha hai mere shohar se baat kerne ka main time par khana banati kapde dhoti hun main apne shohar k saare kaam karti hun main aur mere bachche koi farmayish bhi nahi karte hai jo mere shohar jo bhi laate hai hum chupchap kha lete hai mere liya kya hu kam hai
@uzmafirdaush9057
@uzmafirdaush9057 Жыл бұрын
Assalamu alaikum Kya aurat ki namaz aur mard ki namaz me diffrence h koi kuchh bolta h koi kuchh kiski sune bhoot problem ho rhi ?
@ayat6139
@ayat6139 Жыл бұрын
Koi Fark nai... Muhammad sallallahu alayhe wasallam ne farmaya hai vaise namaz padhiye jaise AP ne mujy padhte huve daikha hai..baki AP Hadith b daikh sakte..
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Behen Koi Farq nhi hai! Siwaye kuch cheezo ke jaise pheli cheez Mard Takne ke niche Kapda nhi phen sakte kisi bhi haalat me kyuki humare liye haram hai, but ye Aurto ke liye zaroori hai ke woh Dhake poore body ko Achese Allah ki ibadat se phele! 2nd cheez Haiz o nifaas ke maamle me Aurte namaz nhi Pardh sakti but mardo ke liye ye kanoon nhi hai! 3rd cheez Aurto ko Aap Muhammad ﷺ ne ijazat rakhi hai masjid me pardhne ki but Sunnah me yeh bhi hai ke aurte agar ghar me pardhege toh afzal hai but mardo ke liye farz namaze jamat ke saath laazim hai be wajuhat jamat nhi chorda ja sakta! Baaki namaz ke Adaygi Rukn Sab Waise hi karna hai jaise Aap Muhammad ﷺ Farmaye ke namaz aise pardho jaise mujhe pardhta dekhte ho! Isme Aap Muhammad ﷺ ne koi farak nhi kiya na Salaf (Sahaba-Tabieen-atTabieen) ne. Ye aaj ke Firqo me bhatakne waalo ne apna Shaitan khel khela hai aur kuch nhi! Jitna abhi yaad tha bata diya behen baaki aapka aur kuch sawal hoga toh puchlena!
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Farq nai hain. Bas aurat ne simat k namaz parni hain hayya k mutabiq.
@ayat6139
@ayat6139 Жыл бұрын
@@razamughal4582 masturat ka matlb he hota h parda krne vali..jb insan parde mai namAz padhe phr ye simmat k Kahan se aaye ga🤦‍♀️our religion is very simple ..don't make it complicated for anyone..we just have to follow Quran and Sunnah...baki Allah maaf karne valy h vahi behtr jante h... jazakallah
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
@@ayat6139 aurat namaz SIMAT k parti hain. Paindoo.
@hanukhan5704
@hanukhan5704 Жыл бұрын
Assalam alaikum sir me bht preshan Hn me susral walo k sath ni rhna chahti q k SAAS susar ne devar wgera ki zimedari bh Dali Hoi h koi parda wgera ni h me ne HR trh se adjust hne ki koshsh ki h lakin HR chez me duniya duniya k osol or MERI trbyt deni hai Jin bton se MERe shohr ki ijazat h wo SAAS susar ko buri lgti Hn is trh phr me larai jhagra hta h alg ktchn bh ni krne dete
@sahilshah329
@sahilshah329 Жыл бұрын
Tahajjud padhe aur allah ki madad dekhe ki kese aati hai🤗 Allah beshak sabr krne waalu ke saat hai
@Yasmeenkids.
@Yasmeenkids. Жыл бұрын
Sabar kare meri bahan Sabar aur Allah se dua vah har kuchh Badal sakte allah subhan allah tala se dua Sajde mein meri bahan
@syedaarzina7724
@syedaarzina7724 Жыл бұрын
Hnn...sas vo loog ko kon smjha sakte.. vo smjhte hi nhi...
@SharukhShaikh-un1tv
@SharukhShaikh-un1tv Жыл бұрын
Arre Behna, Aapne Nikah Se phele koi baat ya Tehqeeq nhi ki thi kya?? Ke Bas Chehra dekha Aur Qubul hai Qubul hai Kehdiya yehi Fizul si baate Hajam nhi hoti! Ab Khudke pair par kulhadi maare ho Bina Tehqeeq aur baat kiye toh jhelna aap hi jaise logo ko hai! Waise nhi jhelne ka bhi raasta hai jo Halal hoke bhi Allah Subhanahuwatala ke karib Na Pasand hai wo Talaq ya Khula hai! Aap Apne shohar se ek baar baat kare achese bhetkar aur apne Amma Abba se baat kare Aapko agar aapke Sahi Huqooq nhi mil rahe Quran Sunnah par nhi chalne mill Raha hai toh Final Decision aap Sabse Mashwara karke Quran Sunnah ke Mutabiq Alag Hone Ka Faisla le aur alag hojaye agar nhi sudharne waale ya Aisa hi haal Rehga toh jaise aap bata rahe hai! Mere hisaab se agar nhi jam rahi toh Alag hojaye but aapki Marzi aur Allahu Alam!👍
@mufaamshehzadimufaamshehza3201
@mufaamshehzadimufaamshehza3201 Жыл бұрын
Watch my video for join family pardha
@abdulshoaibkhan4592
@abdulshoaibkhan4592 Жыл бұрын
Assalam aalikum mera Sawal yah Hai ki Mera beta Kama ke sari kamai Mujhe lakar deta hai toh , Sahebe nisaab mai hun yah mera beta
@SamiUllah-eg5fy
@SamiUllah-eg5fy Жыл бұрын
FAIZ Sahab Thoda Zorke Bolo bhai Kai Jagah to aapki awaaz SamaJh hi nahi aati aap khud bolte ho or khud hi Sunte ho
@FizaKhan-ls2ts
@FizaKhan-ls2ts Жыл бұрын
Assalamu alaykum. Faiz Bhai Allah ne kafiro ko daulat ku di. Jab k Muslim itne gareeb h.
@favoritememes7537
@favoritememes7537 Жыл бұрын
Ola hu okbor boom
@FizaKhan-ls2ts
@FizaKhan-ls2ts Жыл бұрын
Assalamu alaykum.. Allah ne kafir ko kyu itna nawaza
@IRCTV
@IRCTV Жыл бұрын
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Fiza Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@razamughal4582
@razamughal4582 Жыл бұрын
Kaunsy kaffir?
@asslamkhan6614
@asslamkhan6614 Жыл бұрын
Aap ko dr israr Ahmed ko dr Zakir Naik ko Gumrah bol rahe hain o aapko Aisa Kyon bol rahe hain ? kya aap Din Ka Kam Nahin kar rahe ? jo aapko Aisa Bole unhen sunna chahie ya nahin? Din jaane wali Jagah Denge to Kaisa
@IRCTV
@IRCTV Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Asslam Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@Islamic786-w4n
@Islamic786-w4n Жыл бұрын
Assalamu alikum
Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 2
1:45:00
نصيحتي للحكومة السورية الجديدة
12:21
عمر عبد الكافي
Рет қаралды 68 М.
小丑女COCO的审判。#天使 #小丑 #超人不会飞
00:53
超人不会飞
Рет қаралды 16 МЛН
СИНИЙ ИНЕЙ УЖЕ ВЫШЕЛ!❄️
01:01
DO$HIK
Рет қаралды 3,2 МЛН
Une nouvelle voiture pour Noël 🥹
00:28
Nicocapone
Рет қаралды 8 МЛН
Noman Ali Khan Ki Na Maloom Kahani! - "Main Aik Atheist Tha!" Towards Eternity
39:42
Towards Eternity - اردو हिंदी
Рет қаралды 58 М.
The Miracle of Trusting Allah - Mufti Menk | Islamic Lectures
20:04
Spiritual Wazaif
Рет қаралды 1,3 М.
Madaris Registration! Karray Sawalat | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
1:16:49
Mufti Tariq Masood Speeches
Рет қаралды 182 М.
Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 24
1:42:07
Jannat Ki Nematein (Subhan ALLAH) | Mufti Tariq Masood
35:05
Tariq Masood Exclusive
Рет қаралды 253 М.
Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 15
1:27:07
小丑女COCO的审判。#天使 #小丑 #超人不会飞
00:53
超人不会飞
Рет қаралды 16 МЛН