La Ilaha IIlallahu Muhammadur Rasool Allah Sallahu Alaihi wasallam
@Danish514able7 ай бұрын
Great bayan bilkul bila takalluf har cheez apne wazeh kerdi JazakAllah
@arrahman60456 ай бұрын
عدت جب تک مکمل نہیں کرتی اسوقت تک دوسرا نکاح ہی نہیں ہوگا عدت ختم ہونے سے پہلے دوسرا نکاح کرلےتی ہے تو زندگی بھر زنا کریگی دوسرے شوہر کا بچہ بھی حرام ہوگا
@myquest18566 ай бұрын
No matter how strong the court and institution of marriage in any society the only thing that sustain and cherish the relationship between a man and a women is The Taqwa of Allah(swt) ❤
@HomoErectus_887 ай бұрын
Aye musalman naujawan logo(n) aesa koi kaam na karo jise tumhe apne Waledain se chupana pade bas is baat ko khoob smjh lo aur har kaam ka accha ya bura hona define hojayega
@Faateh-the-Solotraveller7 ай бұрын
🙏🏼🙏🏼Ya Allah mere Pyare Rabb, please Hifsa Iqbal or tmaam bimaron ko mukamal shifa ata frmaen 🙏🏼🙏🏼Ameen الصلواۃ والسلام علیک یا رسول اللہ وعلیٰ آلک واصحابک یا حبیب اللہ
@Only_Islam_is_Truth313 Жыл бұрын
I invite everyone to listen holy Quran & Islamic speech from the India🇮🇳❤😊😊
@MuhammadKhalid-g8v7 ай бұрын
Zabrdast jawab .ye bat sahi hai jab nikah kay liyr kari ki marzi nahi chalay ge to aisay co ed mahool main us ko bilkul bhi nahi bhaejna chaye. Larki na idhar ki rahay na udhar ki
@Humayrafirdous4 ай бұрын
As'salamualaikum Aap sab mere liye dua kariye take mera nikkah mere mohbt se hojae🥺 Allah har sacchi mohbt ko nikkah tk pohanchaye! Ameennn ❤️
@IndianKitchen-fe7gk3 ай бұрын
Inshallah
@humairazunaira7 ай бұрын
Allaah paak hifazat kare 🙌🏻
@ZeeshanHaider339386 ай бұрын
Humaira ap kis city sy hain
@Muwahid9995 ай бұрын
@@ZeeshanHaider33938kya krna hai city jaan ke?
@abdullahnoor33207 ай бұрын
بہت اچھا کیاآپ نےکہ تفصیل سے سمجھادیا جزاک اللہ
@shahedi14075 ай бұрын
Shukriya mufti sahab
@fezanfezan74158 ай бұрын
مفتی ایسا بھی ہوتا ہے گھر والے لڑکی کو شادی کا کہتے ہیں اور وہ مان جاتی ہے اور لڑکا طلاق بھی دے دیتا ہے لیکن گھر والوں کو اس کا پتا نہیں ہوتا اور وہ شادی کی تاریخ رکھ دیتے ہیں اور ایدت بھی پوری نہیں ہوتی یہ بھی گنا
@archaudhary69226 ай бұрын
مفتی صاحب * ✅ مفتی ❌
@Mohamed-n5q7l5 ай бұрын
G iddet K duraan nikha hota Hai Nahi WO to pir Zena ho Ga
@shahidtanha6704 Жыл бұрын
Bahot acha byan
@MohdUsmaanAbbasiOfficial-uz1sn4 ай бұрын
Mashallha Very Nice Speech 💬 😂😂😂❤❤❤❤
@M.umar.shabber6 ай бұрын
She kha apne magar aj kal iman itna kamjor ho choka he ki koch samajh nhee ata
@muddassirahmed73999 ай бұрын
ام المؤمنین عائشہ رضی الله عنہا کہتی ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جس عورت نے اپنے ولی کی اجازت کے بغیر نکاح کیا تو اس کا نکاح باطل ہے، اس کا نکاح باطل ہے، اس کا نکاح باطل ہے
@AQIslamic2.07 ай бұрын
Wali SE Murad sirf rishte dar Nahi han
@aamirkhan8567 ай бұрын
@@AQIslamic2.0 please give reference of any hadith or narrative of ayimmah and muhaddithin
@aamirkhan8567 ай бұрын
It's true hadith ❤🎉 Jazakamullahu khaira 🎉❤
@AQIslamic2.07 ай бұрын
@@aamirkhan856 thik ha bhai
@AQIslamic2.07 ай бұрын
Bhai (mard or bawa orat) KO ijazat ha baghar wali Ka nikah Karna ki. Jab kh Jo Bhai ne hadees likhi ha sahai ha. Me apni bat se rajo karta Hun. Allah hamare ilm me izafa farmai.
@MuskanKhan-..5 ай бұрын
Jazak Allah khairan kasiran
@MoinHussain7 ай бұрын
Discription me no. H uspr sawal puch skte h aap. Log wahi pr likha bh h ki kse puchna hai
@ShoaibAly66 ай бұрын
Well said sir tariq
@kamilshaikh54037 ай бұрын
Allah Apne Jalaal se Aise logo se inteqaam le Ameen
@mohommadnaved5957 ай бұрын
👍👍👍
@zahidgotfam50417 ай бұрын
Aamin
@Berry7912 Жыл бұрын
Plz is topic or video bna lein Jo Inka social account handle kar rha unhy btaye k ye Jo samjh rahy Abdullah shah ghazi ki wajah se tofan nhi arha in pe video bna dein plz is topic par❤️🥺
@samsungbluemobile20477 ай бұрын
Astaghfirullah Allah kisi k liye nhi rukty na kisi ki khuwahish per Allah bht pak bht bardy hen unhy koi nhi apni Marzi se Kuch krwa skta to dor koi soch b nhi skta bs ye jahil badboo dar barelvi hen Jo mushrik or kufur krty hen
@MohdUsmaanAbbasiOfficial-uz1sn4 ай бұрын
औकात नही थी जमाने में हमारी कीमत लगा सके कमबख्त इश्क में क्या गिरे मुफ़्त में नीलाम हो गये ! 😂😂😂😂😅😅😅😢😢❤❤❤❤❤
@AsimKhan-dc6jo4 ай бұрын
Nice ❤❤❤❤❤
@muhammad41605 ай бұрын
Mufti sahb sub sy pehly ye bta dn k aurat ka wali k baghair nikah ho ga b ya nhi?
@samishahzad36157 ай бұрын
Beshak mufti Sahab ayetebaar sawal hi paida nahi hota hai key Phir baney ga ya ban jaye
@fathullahjamali7 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤
@saadbhatti55057 ай бұрын
Mufti sahab say full agree krta hun , par ub jb kay hugaya aur ulma kay nazdeek kuch soorat en asy hen jin par aurat khula lay skti hai , ub documents nae hen toh current mamlay mai baat kra hun documents ki shart deen nay nae rakhi bhut zarori hai yai sb ghr walun ka shamil hona par majboori hugae kutti awaam hai humari ub kehra hun documents farz nae toh agr wohi situations hen jo ulma samaj thay hen kay yahan larki ko haq hai khula ka toh jesay zubani nikkah wesay zubani khula , agr deen kay mutabik woh conditions hen larkay mai kay larki ko haq diya ulma nay kuch conditions par khula ka toh pher court q jo zabani hua toh zubani khula, baki tamam fiqh ki raeee len jiski baat quran o hadees say is matter par deen kay qareeb tar hai usko follow kren pehlay tafseer paren mukhtalaf ulma ki hadees b paren sahih pher saray fiqh b daikhlen , kisy aik ka hona lazmi hai toh wo Allah aur rasool , ahlay bait sahaba ka hai , kisy aik fiqh ka mureed hona kisy ayat ya hadees say nae sabit agr hai toh btaen apni islah krlun ya apki hujae toh yai teetar bateer ki misal banti he nae jb khud kehtay 4 imam haq hen toh har issue par 4 ko daikh kr apni pasand ka nae balkay jo quran hadees kay qareeb tar hai bhalay wo apko pasand nae usko manloo !...
@ilm102187 ай бұрын
Ladka aur ladki ne to chhup ke nikaah Kia hai na is case mein. Iska matlab ki ladki ka wali nahin tha. To Bina wali ke ye nikaah kaise hua Mufti saheb?aapne kaha ki ye sirf ghair munasib harkat hai. Jabki mujhe to ye ghair munasib bhi aur zina bhi donon Nazar aa raha hai. Waazeh kariye.
@ns_entertainment_india7 ай бұрын
Gair munasib to hai lekin zina hai nahi hai . Kiyuki hadish mai ye bhi aata hai .. Talaaq or Nikah . Hakikat mai bhi Hakikat hai . Or mazak mai bhi hakikat hai .
@healwithquran50326 ай бұрын
Wali ke baghair he loug court marriage karty hai na tou bus phir wo bhe valid houta hai to yeh bhe valid houta hai jab nikkah hai he larka or larki ki marzi say to phir ? Warna mufti sahab isko zarur haram kehty ya zinah kehty agar yeh valid na houta
@ProXGaming1368 ай бұрын
Wali k bghair nikah jaiz nahin larki k leyay, or 2 gawah islam main zarori ha.
@AsadUllah-bw3eh7 ай бұрын
Bhai Zina se to behtr ha
@Quranisrelief5 ай бұрын
Wali agr zbrdsti kry phr bhaag kr bhi nikah koi kr ly tu behtr hai ...
@faryalsiddiqui34383 ай бұрын
Wali zaroori nai hai
@DanishBaig.6 ай бұрын
Maulana Tariq Jameel jaisa seedha seedha rehna accha hai, Masail ke liye appne area ke Muzadid Alimo se rabta karna or unse masla puchna or usska Hal sunna.... Specially abhi ke generation ke liye KZbin pe appne topic pe koi bhi masla dekhna shai nahi hai. Zab hame kuch Janna hota or ham KZbin pe search kartey hai to wha same Dard kisi or ka hota, na jane usski Life me kis waja se usse aaisa masla aaya ho or ham masle ka hal janne ke bad aaisa lagta hai ke yehi Hamara bhi masla or ham aaise ussme involve hojate ke bas phir yahi shai hai or hame zaroor issi ko follow karna chahiye.
@atiyaparveen49147 ай бұрын
Assalam walikum haara Maine and meri childhood friend hi ek room me ijab e qubool kiya hi proper dua meher ke saat khutbah - al- hajah jisse kehte hi kya hamare nikha valid hi maine iski bare me ishtekhara kiya toh mujhe alhamdulillah dream me bashaira hua haa hota gi nikha bolke please aap bataye ke kya ye nikha valid hi please
@zohahashim26897 ай бұрын
Mera aik sawal he plss mje jawab dyien mai nikkah krna chati hun mgr mje thori guidelines chaien
@MohdTauqeer-d2p7 ай бұрын
Kesi guidelines cahiye please reply for me I have a salutations for you
@zohahashim26897 ай бұрын
@@MohdTauqeer-d2p G id he apki koi?
@officegst6 ай бұрын
kya guideline chahiye aapko boliye
@MohdTauqeer-d2p6 ай бұрын
Dear age ho gayi jald nikah karo sirt deko surat nahi
@sadiqainyousufi7 ай бұрын
sawal... kiya walli ki ijazet k baghair nikkah hosakta hy...? plz detail answer chahye...
@sharqasaleem8625 ай бұрын
Fiqa hanfi me nhe ho skta,agar ap ehl e hadis hain to ho skta hy
@sharqasaleem8625 ай бұрын
@Non-656 me ny khud mufti sahb ky aik biyan me suna tha
@myquest18566 ай бұрын
One thing I can't understand is how the nikah was validated without the consent of the girl's father(Wali) as she said that she did nikah without her parents knowing about it
@Muwahid9995 ай бұрын
Hanafis consider marriage without Wali as valid.
@mdalihassan97037 ай бұрын
Imam sahab yhi yani ke nikah ek bht vital issue bnta ja rha hai aaj ke daur me opposite gender ki trf attraction teenage se hi aana shuru ho jata hai nd in india where i live marriage age for girl is 18 nd boy is 21 according to constitution Same topic nd a small question aaap se gujarish hai aap iska jawab denge mujhe So agr ek wali ho 2 gawah ho mahar ho aur koi time jaise kuch hai bhi nhi aasa hai ki abhi ye nikah km logo tk pata hai aur ek waqt ke baad sbko bta diya jaye to
@amazingtoolsvs6 ай бұрын
Phli ka hty dsri shdi krni is hawaly sa Jo pk qanon mn Jo ajazt nama ka concept ha jokh shriat ka ult ha prr Kya krna chahia guide krn???????????????
@riazalimemon95637 ай бұрын
امرأةٍ نُكحتْ بغيرِ إذنِ وليِّها ؛ فنكاحُها باطلٌ, فنكاحُها باطلٌ, فنكاحُها باطلٌ فإنْ دخل بها ؛ فلها المهرُ بما استحلَّ منْ فرجِها, فإنِ اشتجَروا ؛ فالسُّلطانُ وليُّ من لا وليَّ لهُ الراوي : عائشة أم المؤمنين | المحدث : الألباني | المصدر : هداية الرواة | الصفحة أو الرقم
@FayazKhan-wn4bc6 ай бұрын
Assalam o alaikum Mufti sab Mufti sb parents Sy chupky nikah ho jata h girls k lye ..! Mai NY tho suna h nae hoti.. Kindly hadees aor Islam ki kia hukam hai.
@MirzaHassan-sg5zx8 ай бұрын
Asalam o alaikum molana sahab do gawaho ki mojudgi me kya massages py nikkah ho sakta hai kya is bary me zaror bataiye ga
@angraphicdesigner7 ай бұрын
Call per to ho jati h mene dekha h . Baki massage ka mujhe bhi Janna h😅
@merajahmed24884 ай бұрын
R nikah krna chata h par koi nikah k liye tayar ni h phir kiya karen
@salimmansoori78087 ай бұрын
hlo mufti sahAb assalam waLekum
@mohdraiyaan6293 ай бұрын
Assalam walekum Mari shadi ho wa 9 sal ho gya. Mara 3 bhca h. 4. Sal se mera husband mein problem hai dawai bhi kha rahe hain koi fayda nahin hota to kiye kar na chaya Mari Umar 28 h. Hasband ki umar 37. H
@awii7866 ай бұрын
Mufti sahab ye nikkah wali k baghair hua hai… is it still valid nikah?
@loinbala12197 ай бұрын
Haan bhai ajkal ki universities mai bohat kuch ho rha hai education k ilawa har cheez hoti hai aur ye so called educated shadi se pehle moo kala krwa chuke hoty hain.
@saadtariq43167 ай бұрын
Baghair wakeel ke court mai nikah kesay ho sakta hai ???
@All_in_one_writes Жыл бұрын
اسلام علیکم محترم مفتی طارق مسعود صاحب میرا سوال ہے کہ ایک شہر میں لڑکی ہو اور دوسرے شہر میں لڑکا تو کیا نکاح کیا جاسکتا ہے ۔ سادہ یا پھر ویڈیو کال پر ۔؟
@dwccddvkj7 ай бұрын
Apni limit ma rahun to koi masla ni bnta
@samishahzad36157 ай бұрын
Mufti Sahab behtreen Kaha hai aur Haram kari se bachne key Liye ki hai shadi tu bas khatum Phir Kiya Raha beach me Tamam Life uss insaan ke Saath hi guzarey jis se uss waqt Haram Kari se bachne key Liye shadi ki hai aur ishq muhabbat hoyi hai tu hi jildi shadi ki hai na Haram Kari tu Aik bahana hai Beach me mufti Sahab
@rah_edeen5778 Жыл бұрын
Sawal kaise puche aapka nom watsapp par show hi nhi ho raha h
@UmairKhan-em8wp7 ай бұрын
Main to sir nikah karna chahta hun lakin sir nahe ho raha Pakistan main nikah
@khalidraza33086 ай бұрын
گرل فرینڈ ور بواۓ فرینڈ کے معاملے میں نقصان صرف لڑکی کا ہوتا ہے ۔۔لڑکے کا نہیں ۔اسلۓ لڑکی کی نگرانی ضروری ہے۔۔۔۔۔
@nazeerpasha20756 ай бұрын
لڑکے کی کیوں نہیں ؟ لڑکی کنواری رہے اور لڑکا کنوارہ نہ رہے ؟ ❓
@drmohammadramzan4254 Жыл бұрын
Lykin kaya WALI ky bagaire NIKAH ho jata hy.....???
@zahranisa4718 Жыл бұрын
Agar ladki adult ho toh aur samajhdari se ikhtiyar karni hai..Hanafi Fiqh mei jayaz hai..Zina se behtareen kaam hai
@patnamtaiba93337 ай бұрын
@@zahranisa4718mtlb?
@Abdul.Hadi.1117 ай бұрын
Nhi
@Hajras_Heena9 күн бұрын
Wali ke bgair nikah krna jyz hain! Hanafiyat mein jyz karar diya gya hai
@ibahazeq17 ай бұрын
Maulana sahab kya aisa nikah jayez hoga jismi ladhki ke wali raazi to door maujood hi na ho?
@kitty5and55 ай бұрын
Nahi. Hadees mein hai ke larki ke baap ki marzi na ho to larki ka nikkah invalid hai.
@MegaRahul327 ай бұрын
bagair wali ke nikah kaise hoga....
@riazalimemon95637 ай бұрын
Wali ke baghair nikah nahi (hadees)
@aayatnaaz19607 ай бұрын
Asalamualaikum Mai India se hu Mere abba ki fufi ki beti abba ki bahan lgi Wo mere se shadi Krna chahti h Meri fufi lagti hai Kya ye shariyat me jayaz hai ya nhi
@aayatnaaz19606 ай бұрын
Whatsap number give me
@aqdas6 ай бұрын
Mufti sahab, wali ke bagher nikah kaise jaiz ho gya?
@aounmuhammad10296 ай бұрын
Bilkul wali ka hna lazmi hy
@adeelhassan2831 Жыл бұрын
🎉🎉❤
@Mubashirakhanam-c7b8 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab.... Mujhe ek shakhs psnd hai or mai uske bgair reh nhi paa rhi... Or mujhe haram se bchna h to kya nikah krna jaayz hai
@Uncle4uplayz8 ай бұрын
Hm jaiz ha 😞
@angraphicdesigner7 ай бұрын
Lekin gawah or papa ko permission to chahiye na ?
@Traveller109-f3e7 ай бұрын
Na kro esa kam pir bad mai pachtao gi jab konwari nahi rho gi tab
@angraphicdesigner7 ай бұрын
@@Traveller109-f3e kitna bhi keh lo koi ykeen nhi kerta h (Mera bnda esa nhi h )😫
@Traveller109-f3e7 ай бұрын
@@angraphicdesigner acha bas future mai to jo hoga apke sat wo btarhi hon or apki apni marzi hai
@rahilonline52789 ай бұрын
Eyse nikha nahen hota Hadees mein nikha aur zina mein ye hi farq ha ke zana khufia hota ha aur nikha ka ilan hota ha
@nazeerpasha20756 ай бұрын
جی ہاں ، اسی لۓ عربوں میں د ف بجایا جاتا تھا اور ولیمہ کی ضیافت ہوا کرتی تھی ۔ خفیہ نکاح اور بغیر سرپرست / ولی کی اجا زت کے کنواری لڑکی کا نکاح نہیں ہو سکتا ۔ احناف اس کی اجازت دیتے ہیں ، جو بالکل غلط ہے
@RabiahKhalid-sn6dy7 ай бұрын
mufti meri aik frnd h us ny 3,4saal phly verbaly nikah kr liya tha aik lrkay sy written is liey nai kiya k decuments mn married show ho jay ga bt gwah mojood thy ab wo chahti h k talaaq lun magr lrka deta nai plzz btaen iska koi hal h kis trah tlaaq hogi plzz btaen???
@hazeephotography13127 ай бұрын
Ni ho sakti talaq jab tak shohar khud talaq na dein!
@mianhassanali66597 ай бұрын
Ho skti hai talaq, gawah mojood hein ? Court k through ho skti hai... I'm a lawyer
@hazeephotography13127 ай бұрын
@@mianhassanali6659 arey bhai duniya k qanoon ma hojati ha lekin shariyat k qanoon ma ni hoti deen ma shohar jub tak ni dega talaq tab tak ni hogi!
@AhmadiyyaFacts6 ай бұрын
اس کی تشریف لال کریں
@tayabafayaz24566 ай бұрын
Chup kr nikha kiya khawand boht bra zalim zulum ki intyha kr deee jab larki NY talak mangi TU shohr nahi dy Raha na rakhta Hy TU phir kiya kry kia larki zana kr k guzara kry plz reply
@JourneyStories-v8k7 ай бұрын
Agar biwi hi kharab nikle to zindagi sachme haram hojayegi😂
@sanakhan-ru1yy5 ай бұрын
Hazrat please phaar aur ukhar lay k alfaz lstamaal na kaa kren.
@muddassirahmed73999 ай бұрын
Aishah narrated that: The Messenger of Allah said: Whichever woman married without the permission of her Wali her marriage is invalid, her marriage is invalid, her marriage is invalid. If he entered into her, then the Mahr is for her in lieu of what he enjoyed from her private part. If they disagree, then the Sultan is the Wali for one who has no Wali.
@nazeerpasha20756 ай бұрын
عربوں میں نکاح کے بعد د ف بجایا جاتا تھا اور ولیمہ کی ضیافت ہوا کرتی تھی ۔ تاکہ سب کو اطلاع ہو۔ خفیہ نکاح اور بغیر سرپرست / ولی کی اجا زت کے کنواری لڑکی کا نکاح نہیں ہو سکتا ۔ احناف اس کی اجازت دیتے ہیں ، جو بالکل غلط ہے
@xian72876 ай бұрын
Please naujawan nasal se guzarish hai kay shadi ka tamasha na banayen.Nikkah kay ma'amley mei apne andar larka bhi aur larki bhi sanjeedgi paida karen aur ta umer apni shadi ko khush usloobi kay sath lay kar chalen jo sahi tareeqa kar hai aur zina se bachen. Aur hukumat-e-Pakistan se guzarish hai kay hamari naujawan nasal tabah-o-barbaad ho chuki hai jo kay is mulk ki reer ki haddi thi.Khudara!Rabb-ul-Aalameen kay lye nihayat hi sakhti kay sath alag alag gathering karen males aur females ki aur males aur females kay colleges,schools aur universities alag alag karen.Aur qaum se shadeed sakhti kay sath “NASHA” khatam karen kyunk ye bhi is naujawan nasal ko kha chuka hai.Jis qaum mei haram kari aam ho jaye wo qaum buri tarha tabah-o-barbaad ho jati hai.
@MuhammadRamzan-kj4mm7 ай бұрын
Automatically nikah kessay toot ta hai molana sahab
@aounmuhammad10296 ай бұрын
Mutta may totta hy aik limit ky bd
@KalsoomAkhtarRania5 ай бұрын
Plz mujy nafli nikha ka bra ma bta da plz urgent plz
@kiranjivani51746 ай бұрын
Wali ki ijazat ke bagair kaisa nikah
@hussainak89144 ай бұрын
Exactly It was narrated that Abu Moosa said: The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There is no marriage without a guardian.” (Narrated by al-Tirmidhi, 1101; Abu Dawood, 2085; Ibn Maajah, 1881. Classed as saheeh by Shaykh al-Albaani (may Allaah have mercy on him) in Saheeh al-Tirmidhi, 1/318)
@Essa_bhai7 ай бұрын
Mufti sahab plzz iska lazmi jawab dijiya Ga lzmi ma boht dar sa iska jawab dhoodh rai hu kai asa ho sakhta ha hamna haram sa bachna ka liya halal kintrf ay nikah kiya but nikah kisi molvi ka through ni kiya sirf ak dusara ka aps ma puxha ka or nikah kar liya mna ya jna ka liya ka Allah razi ha ya ni nikah huwa ya ni istakhra bi kiya ir mujy iskhara ka akhri din rat ka wakht safhaad rang ki koi chez mzr ai to mna usa samjha ka Allah ki trf sa ha nichani ir kabool ho gya ha lakine mujy abi bi tanions hiti ha ka agr ma huwa ho to kai ho ga....hamna koi asi harkat ni ki na kuch kiya sirf nikah kiya taka hamara aps ma bhtana hata ka bat krna bi haram ma na jay halal ho.. Iska jawab lzmi dijiya gaapp
@abdulrehmanumer11186 ай бұрын
Pehly to hadees mn he wali ke beghair nikah Nahi he orat ka , wo batil he , lekin kabhi agr Zina ki condition Nazar aarhi he to Zina se bachne kelye majbooran 2 gawahon ke mojoodgi me nikah Kya ja sakta he , lekin ye inthai majboori ko soorat he or 2 gawah hona farz he agr gawah Nahin hn to nikah kabhi nahi hosakta , Zina hogi Pehly to waldain ko razi kerne ki kosish karen lekin agr nahi Hote razi , or Apne ooper control bhi nahi or Zina ka khadsha he to 2 gawah leke nikah kerlen or waldain nahi to koi qareebi rushtedar mard , Bhai ya chacha , ya mamoo wagerah agr itmad mn ajai to wo hi lelen to behtreen hojaiga
عربوں میں نکاح کے بعد د ف بجایا جاتا تھا اور ولیمہ کی ضیافت ہوا کرتی تھی ۔ تاکہ سب کو اطلاع ہو۔ خفیہ نکاح اور بغیر سرپرست / ولی کی اجا زت کے کنواری لڑکی کا نکاح نہیں ہو سکتا ۔ احناف اس کی اجازت دیتے ہیں ، جو بالکل غلط ہے
@mohammednouman7067 Жыл бұрын
Ye open q ny horha
@mrmalik56216 ай бұрын
Waqti nikah krna jaiz he ya nhi
@mrmalik56216 ай бұрын
@Muftisahibbeyan. WhatsApp number kha he
@taslimshaikh8653 Жыл бұрын
Maidane hashr me kya biwi shohar ek dosre ko pahchanege wazahat kar dijiye
@ZeeshanHaider339386 ай бұрын
Ap kis city sy hain
@mahaboobali22607 ай бұрын
wali k baghyar nikah kaise hua ? jab k wali ladki ka baap ya rishtedaar hona hai
@ALIkhalid-dk1yb6 ай бұрын
jab tak is education system ka bycott ni kia jae ga isi tarah izzatain lutti rahian gi
@oneall27857 ай бұрын
Bauhat Barhiya. wese market me buhut kuch chal raha hai.
@i_ezahshafique89717 ай бұрын
Wali ke zinda hoty huy esa nikkah kesy ho jata hai? Aik aur baat adalat se kesy khula le gi apny pichly dino iski wazahat di hai aur ab is video m thori bt m tbadeeli hai , wazahat ye ho sakti hai k adalat notice pe khula is trhn de gi jab shohar usko chorny py razamand ho ga warna wo usk nikah m hi rahy gi chahy pakistan ke qanoon k mutabiq wo khula srf adalt se bgher shor ki razamandagi ke le le...
@sohailsk78826 ай бұрын
Hamal kya hota hai? Please koi batayega
@muzammilraja94406 ай бұрын
getting pregnant
@Ahjsayaji7 ай бұрын
Pakistan m islamic rule kyu nhi lgwate Maulana
@junaidshaikh83547 ай бұрын
Par continue karlo nikah
@muhammadataurrahmankhair72187 ай бұрын
Mufti Saahab.Ukhaadana is lafz kaa istemal na karen.meri darkhawst
@AkhunzadaRashid3 ай бұрын
Kese ye nikah jaiz ho geya ? How allah tu kehta nikah karna es liye nai karna ke maze le kar chor dena yaha be yehe baat ho rae hai ke abi hum nekah karte hai bad maze lete hai bad ma chor de ga
@IslamicRevertofficial7 ай бұрын
Mufti Sahab kya aurat ki us ke wali ki ijazat ke bagair Shaadi jaiz h
@faryalsiddiqui34383 ай бұрын
Jaiz hai
@IslamicRevertofficial3 ай бұрын
@@faryalsiddiqui3438 plz provide reference for your statement
@irshadansari01937 ай бұрын
Bina baap ki izazat k ladki ka nikah ho sakta hai ?
@nazeerpasha20756 ай бұрын
بالکل نہیں ۔
@umerhayat15906 ай бұрын
Mufti sahb hum university students haein. Ap nhe jante. Maa baap bacho ke shadya nhe krvate.
@al-wassiuulaleem95005 ай бұрын
Bhai zulm kre tbi 3:34
@MehariqraIqra7 ай бұрын
Agr nikkah ky bd parents agree na ho or gr wla zbrdsti divorce krwa dy to kia yh divorce ho jti h yh ni jis ma lrka or lrki is bt pr Razi na ho
@healwithquran50326 ай бұрын
Bhuzdil mard houga to dedayga divorce warna apna rasta alag karleiga yeh do logon ki zindagi ka muamla ha iska Allah na right dia ha choose karne ka phir dont leave her now yeh karne sa pelay to ghar walo say pucha nae ab himmat karke support karein
@alsalamyahyakhan7 ай бұрын
Daga de kana
@NasirRaza-io7cq7 ай бұрын
Mufti sb. Kiya sirf sawhar ko haq ha k bewi ko rakhhe na rakhe biwi agar nahi rahna chati sahar rakhana chahta hai tu kiya biwi ko haq nahi k wo khola le pl. Rip.
@Ballu123457 ай бұрын
Insan se kya karne ka Nikkah Ke Liye Mujahid bano aur bindas Nikkah karo
@reddavel53657 ай бұрын
Sr Mera nikah b isi trah howa h... Ab lrke ki fmly ni man ri.. Wo khud b thk se bat ni krta... Na tlaq de ra.. Mje koi hl btaen
@angraphicdesigner7 ай бұрын
Esa bhi hota h . Kya wo ladka jawan nhi h ?
@fitkhanmotivation7 ай бұрын
Dur fittay muh jo aese mard per bharosa kia
@fitkhanmotivation7 ай бұрын
@@angraphicdesignerharamda ho ga girls haramiyo piche hi lagi rehti
@possiblesupport10297 ай бұрын
Haram kaam krne ka yehi natija hai Ab behtar hai uske sath hi rahe Jitna ho ske utna achhha sulook uske sath kre ache se rhe chahe wo gussa bhi kre Aise kroge to shyd uske Dil me apke liye firse mohbbat paida ho jaye Inshallah is trah ap apni married life achese guzaar skte ho
@jazamirza66377 ай бұрын
ghar me sab ko bata do uske bhi aur khudke bhi ki usne ap se nikah kar liya .. phir chahe achha ho ya bura Allah pe chhor do inshallah achha hi hoga@@angraphicdesigner
@OnlineHappyShoppingHub8 ай бұрын
Ma khud shadi krna chahti hon k zana k dar Sy or hum ny phly b sex kiya ha to as liy socha k nihka kr liy court married to Ghar Waly Mary nhi man rhy k larky Waly saraki Hein to hum ny socha k kab tak guhnna kry gy to court married kr lyty Hein or phir Ghar walon ko many gy or na many to khy gy k nihka kiya howa ha to yai sahi kr rhy hum ???? Kindly btyeee gaaaa
@bilalahmad9248 ай бұрын
Allah hidayat de bhn ko
@bilalahmad9248 ай бұрын
Bhna ap is side pa na jaien shadi k bad husband wife ma bht si narazgi b hoti ha or gar kisi point pa husband ne apko badkar kh dia to ap khud ko sambhal nai pao gi, ku k ap k haq ma na parents hain to dunia to mushkil waqt ma wesy hi sath chor dati ha, Esi situation ma apko suicide etc is k ilawa koi rasta nazar nai ae ga Zina ho gya ha nadani ma it's ok allah se mafi mangien or kisi or se nikah kar k apni life ko age barhaien Apki soch achi lagi is lia itna bara paragraph likha par gya Warna aj k dur ma zina k bad islam ki hadud to yad hi nahi rehti Allah se mafi mangien, allah maff karne wala ha Jazakallah
@angraphicdesigner7 ай бұрын
Abhi masla hal hua sis
@i_ezahshafique89717 ай бұрын
Gawah e gunnah se gunah sareeee o jaya hai , ask mufti sahab via contact nmbr or email
@haroonnasirhashmi81787 ай бұрын
Vali k baghair nikkah tu hota nhi ,....
@zebamusarrat80564 ай бұрын
Lekin baz marad hazarat aise bhi hote hai jo bibiyon pe zulm krte hai aur zamane ko dikhate hai wo kitne achche se rakhte hai apni bibi ko… aur agar aurat tang aa kr khula lena chahe ya talaq mange to wo na de… uss cases me kya krna chahiye
@aishamehreen89057 ай бұрын
Ap ny yah to bataya k ager shohr rakhna chata to biwi khula nhi ly sakti ...yah kia baat hui ..ager biwi nhi rehna chahti husband k sath ...or wo talaq nhi dy raha ..to wo to khula ly gi na
@mianhassanali66597 ай бұрын
Ye gudda guddi ka khail nai hai k jab dil chaha sath raho jab na chahy chor do.... Talaq ka Haq mard k pass hai na k Aurat k paas.... Aur khula bhi talaq hi hoti hai bs farq ye hota hai k talaq mard khud apni marzi sy deta hai, aur khula mein aurat mutaalba krti hai talaq ka aur phr mard talaq deta hai.... Aesa nai k khula apny paas sy hi judge dede kisi ki bi biwi ko.... Ye galat concept hai
@aishamehreen89056 ай бұрын
@Muftisahbmufti number kia hy sir ?
@aishamehreen89056 ай бұрын
@@mianhassanali6659 g han yahi bol rhi k khail nhi hy ..kisi ki zindagi ka sawal hy ...sari zindagi roty rahny sy behtr hy koi aqal mandi ka faisla kia jay ...
@aishamehreen89056 ай бұрын
@Muftisahbmufti sir number plz???
@aishamehreen89056 ай бұрын
@Muftisahbmufti ak sath batayn number ya 3...digit kiun bata rhy
@Alidreamer.1027 ай бұрын
Thanks for 938 subscribers 🌟 Support from Pakistan plz😥
@THEONE-x16 ай бұрын
1:52 jab ladki ka wali hi razi nahi to kaha nikah hua, yeh zina mei aayega, kyu ki nikah ke liye wali ka razi hona shart hai, Ladki bageir wali ke nikah nahi kar sakti
@nazeerpasha20756 ай бұрын
احناف میں ولی / سر پرست کی اجازت ضروری نہیں ہے
@SAMI74able7 ай бұрын
Aurat kuch kar bhi sakti hai ya ni?
@zai3526 ай бұрын
Shadi ke bad nhi
@salmanabbasi46037 ай бұрын
Aik cheez samagh nahi aai, larki khula nahi lay skte pr chup kr nikah kr skte hy, chup kr nikah ki logic samagh say bahir hy, nikah ka Matlab hi yea hy kia ailaan kr do ky yea larka larki rishta azeaaj main aa gae hain , yea logic ky chup kr nikah kr Lia jaiz or pr koi larki khud say say khula nahi lay skte ?
@Rizwankhan-ip8rt6 ай бұрын
Nikah k lye Jo sharait ha unhi k mutabiq nikah Kya jae to nikah munaqid ho jata ha yani gawahan ki mojudgi itna elaan kafi ha Deen k mutabiq baqi ap ki samajh me ae na ae Deen aqal k tabe nahi aqal Deen k tabe ha