Arabicum ko to nahi But obesum ko kr skte After pruning apply fungicide paste nd monsoon ki barish me na rkhe
@AjayPandey-tr7inАй бұрын
Nice ma'am
@gaurangasaha7300Ай бұрын
Ma'am aap ne Jo plant stand banwaya Tha kuch din pehle, kya aap uska dimensions/measurement de sakte hai?
@Swtaksh1012Ай бұрын
Arabicam ki seedlings 4 month ki hai to sunlight me rakh sakte hai kya... Plant to 6ote hai abhi to koy problem nahi aayega na
@ReenabhushanАй бұрын
Haan rkh skte
@Swtaksh1012Ай бұрын
@@Reenabhushan barish aayegi to koy dikkat nahi hogi naa
@ReenabhushanАй бұрын
@akshvilleger1012 barish me abhi nahi rakhe,aapne sunlight ka puchha tha
@Swtaksh1012Ай бұрын
@@Reenabhushan thik hai... Thank you
@Swtaksh1012Ай бұрын
@@Reenabhushan plant ki growth ho nahi rahi hai to kya kar sakte hai... 2 mahine ke baad growth bahot kam huvi hai
@RamKumar-xg1wiАй бұрын
Madam ji aap ka Arabicum ka collection bahut healthy and compact beautiful hai. Arabicum ki seedlings jo 4 se 8 months ke ho. Yadi sale me lagati hai to hame batana.
@Jaishreematajisahajyoga.Ай бұрын
Mam aap seeds bhi sell krte ho ??
@snehapurohit8892Ай бұрын
Are you from Indore?? How to order??
@ReenabhushanАй бұрын
Watsapp me 9102658882
@ranjder-jl9gdАй бұрын
Arabicum ki price
@deeptijariwala1508Ай бұрын
Arabicum seedlings sell karo to let me inform please
@pramilasharma4052Ай бұрын
नमस्ते मैम बहुत बढ़िया मेरे यहां तो बारिश हो रही है
@RamKumar-xg1wiАй бұрын
@@pramilasharma4052 madam ji, jab aap ka reply kar raha hun. Es samay Lucknow mein joro ki Varsha ho rahi hai.
@ravneetsingh2201Ай бұрын
Online order kaise kre mam aapse plants???? Bakset n nursery pots online site ka koi link bta skte ho aap?
@ReenabhushanАй бұрын
9102658882
@saeedkhangarden9969Ай бұрын
Aap mam price bhi bola kare
@ChaudharyJalsingh.2004Ай бұрын
Mam mene pahle ki video me bhi bataya tha aepko mere saare plant ki leaves bahut healthy he ek bhi nhi giri rainy season me But me abhi dekh raha hu saare plants ki bud gir rahi he flower banne se pahle Kya daalu please reply
@ManishaSingh-ju3xtАй бұрын
Micronutrients ka spre kre..Reena ji n hi bataya tha
@ReenabhushanАй бұрын
Sir do’nt worry leaf nd buds dono aayengi Npk 0.52.34 ke sath 1wk bad micronutrients v spraye kr de same quantity
@ChaudharyJalsingh.2004Ай бұрын
@@ManishaSingh-ju3xt abhi varshat continue he Micronutrients,npk bageraah varshat ke baad use karunga Thanks for suggestion🙂💐💐
@ChaudharyJalsingh.2004Ай бұрын
Ha mam vo hi soch raha hu thodi varshat kam ho to 🙏💐🙂