Kuchh panel vendor Gumrah kar rahe hain ki panch plate lagaen 6 Pluto per overload ho jaega AVN subsidy panch Pluto per 73000 mil rahi hai jisse consumer ka bhi nuksan ho raha hai kripya isko bhi uthaen dhanyvad Pande ji
@PurushotamPandeyАй бұрын
Bilkul Bhai
@brijgoenka6905Ай бұрын
Bhai short me bola karo... Zabardasti ka itna bada video bana daala...
@bekarchele-kq2gv29 күн бұрын
Sir West Bengal subsidy nehi de raha h.. Wbscdcl electricity.. Kya karu
@ashishgupta4098Ай бұрын
Sir vinder topcon panal. Nahi kar raha hai instal 540 watt ka panal instal kar raha hai
@dhaniramdukkad2646Ай бұрын
Bohat bhari nuksan ho jayega tumhara agar purhosttam bhai ki mane to. Or agar adani ka topcon nahi lagaya to samjho nuksan hi nuksan. Baki thoda pad likh leta to vendor bolte usko vinder nahi. Social media se intelligent nahi bana jata mera bhai.
@rajkumarkushwah3004Ай бұрын
लंबी चलेगी WEF बालो को सीधा फ़ायदा होता है
@technologyking6204Ай бұрын
Anaya green energy company ksa he
@smhb06himanshunanhe5028 күн бұрын
Bhai Vikram Company ke solar panel kaise hai
@hdpsonsАй бұрын
बिजली कनेक्शन मेरे पिता जी के नाम से है वो स्वर्गवासी हो चुके हैं। मैं कैसे पीएम सूर्य घर योजना का सबसीडी प्राप्त कर सकता हूं? प्लीज हेल्प।
@rabinarayanmishra5051Ай бұрын
Discom ke pass Jake apna nam pitaji ke badleme kuch security deposit karke karwalena iske sath vi gharka load badh saktahe ek maina ke andar.....
@PurushotamPandeyАй бұрын
Bilkul aap apne bijili office me application daliye Name update ka Yha se change ho jayega Koi aur help chahiye to you can connect on our WhatsApp at 8527083738
@AyushKumar-ue8xcАй бұрын
Can you show or tell adani topcon 10kw plant production
@dhaniramdukkad2646Ай бұрын
Sabka 19 20 hi hota he almost. Ye sab youtuber apni dukan chala rahe bas. Mere pass 60kw ka total plant he experience se keh raha hu. Ye sab youtuber bas tuchia banate .
@KanwarBrar1Ай бұрын
'Off' grid hybrid solar available hain kya bhai?? Agar hain to... Panel aur inverter kaun sa ley ye bata do....
@karamvir8994Ай бұрын
Sir subsidy approved hone ke kitne din me aa jayegi ? 21 Nov 2024 ko approve huyi thi
@sssd1627Ай бұрын
mera 15 oct 2024 ko hua tha aaj tak nahi aaya he.....iska koi fix time nahi hai.....luck accha hua toh jaldi aajayega
@rajatsehgal7004Ай бұрын
Within 10 days.
@anantagarwal5866Ай бұрын
@@karamvir8994 Around 30 days after redeeming subsidy..
@maneeshmaurya223Ай бұрын
Mera bhi 20day h gay nhi aya
@karamvir899425 күн бұрын
@maneeshmaurya223 kya ab aa gyi subsidy
@PradeepKumar-qq1mzАй бұрын
Thik hai
@SanjayKumar-k4yАй бұрын
Purushotam sar namaskar Sarkar ka yah faisla to achcha jarur hai per subsidy ki rakam customer ke khate mein Na Aakar vendor ke khate mein jaaye do aur achcha hota aur customer ko Keval Bina subsidy ke Jo rakam hai vah Dena pade to solar panel bahut hi teji se lagenge kyunki sabhi middle class ke pass ek lakh rupaye ek sath dena Mumkin nahin hai isliye behtar hoga ki Sarkar is per vichar Karen aur subsidy ki rakam vendor ke khate mein dalen