Proud to be Passion Pro BS6 owner, the 110cc beast always
@AnshikaSingh-g3 ай бұрын
Oye hoye hero ❤
@technicalvireshpatidar27503 ай бұрын
Pahle to 25 -30 kg weight. Badhao passion pro ka uska weight , freedom ke weight ke barabar karo. Fir. Race lagao , hero ki bike ki. Aukat nahi hai ki bajaj ki bike ko race aur mileage me. Takkar de sake , by the way nice video. Freedom ne bahut achcha. Performance kiya hai
@rupvlgs3 ай бұрын
Ye kya baat Hui , me kisi v bike k side nehi hu lekin ab haar bike ka weight same kese hoga ye bhala koi baat Hui passion me weight kam hai isme to uski koi galti nehi hai na to Bajaj ko hi bolo apni bike k weight kam karne ko .
@technicalvireshpatidar27503 ай бұрын
@@rupvlgs bajaj weight kam nahi. Kar sakta kyoki bajaj apni bike me under square engine deta hai. Jiska torqe. Bahut jyda hota hai lightweight bike. Us torqe ko jhel nahi pati he aage. Se khadi ho jati he ekdum se clutch choudne par. Isliye bajaj heavyweight bikes banata hai Aur freedom me to special premium chechies par banaya hai isliye uska weight to jyda hi he , kyoki uske cng tank ka weight hi 16 kg hai
@@technicalvireshpatidar2750 to Bajaj woh sab use karega aur log bolenge ki dusre bikes ka weight badhao 😂 ye to galat hai , hari to hari .
@satwakibhattacharya20753 ай бұрын
Haan to fir passion pro ko v 125cc hona chahiye beta, tab aukat barabari ki hoga as per your saying.....
@CodPlusGtaGamer3 ай бұрын
😡Bro aap comment ka jawab nahin de rahe hain Mera question pahle se hi yah tha ki 1(Q) Bajaj freedom ka cylinder ka kya dam hai? 2 (Q) by default cylinder mein kuchh kharabi Ho Gaya hai to kya yah company ki taraf se free mein theek ho jaega ya FIR paisa dena hi padega ? Sirf yah do question tha dekhte hain aap padhte hain ya nahin
@anilchouhan67483 ай бұрын
सुपर स्प्लेंडर sp.rase
@abhishekaarya88493 ай бұрын
Super splender x tec125 vs shine sp 125 drag race karo bhai
@yeshuandroidgameplay23503 ай бұрын
Bhai freedom ko petrol mode pr karke bhagao fir 100 jitegi😂
@Nirbhay2953 ай бұрын
Power of 110 passion pro me❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮
@RushiJoshi-m8k3 ай бұрын
Freedom cng❤❤
@gourimajumder29213 ай бұрын
CNG bike is boom hai 😊😊😊
@debjyotigupta48132 ай бұрын
Ek to petrol pe chalti hai upar se frdom se hulka hai aur passion ka wheel 18 inch ka, yeh saab uske jeetne ki bajah hai.
@technicalvireshpatidar27503 ай бұрын
Is passion. Ka mukabla. CT 110 x se karo. Isko 2 minutes me hara degi , Freedom heavyweight bike hai 149 kg ki. Usko racing ke liye design nahi. Kiya. Gaya hai
@dkrvlogs25113 ай бұрын
Ct 110 ho ya cd110 ya ho tvs redeon 110 sbko kha chuki 😂 hai passion pro. 110 cc mai koi nahi hai passion pro ko hrane wala 😂
@technicalvireshpatidar27503 ай бұрын
@@dkrvlogs2511 achcha aisa he to fir. Ek race ka video lao. CT 110x aur passion pro ka Bhai bajaj apni bike me under square engine deta hai. Aur hero apni bike me square engine Isliye hero ki bike. Bajaj. Ki bike se race me. Nahi jit sakti. Kyoki. Hero ki. Bike ki crank shaft ka round chota hota hai Aur bajaj ki bike ke engine ka round bada. Hota he isliye bajaj ki bike top end me race. Jit. Jati hai
@dkrvlogs25113 ай бұрын
@@technicalvireshpatidar2750 result samne hai bhai Aur pta nahi kyu tumhri jal gyi hai Tumhe khush hona chaiye Dono apne desh ke brand hero and bajaj Dono brand badiya bikes bnate hai
@technicalvireshpatidar27503 ай бұрын
@@dkrvlogs2511 bhai koi. Jalan nahi he. Mujhe hero se , even me khud hf deluxe chalata hu aur mere papa ke pas bhi hf deluxe hi he , But. Meri bachpan se favourite company bajaj hi rahi hai , aur mujhe garv hai. Hero. Aur. Bajaj. Par 👍👍👍
@dkrvlogs25113 ай бұрын
@@technicalvireshpatidar2750 yahi toh baat hai bhai koi bhi haare ya jeete jeet toh apni honi hai bhai Jai hind
@harshitRajani-e4j3 ай бұрын
125 is faster than 110 cc
@rahulmandor82753 ай бұрын
mast maja aaya 😂
@Khanayesha22283 ай бұрын
Cheating karna koi suraj se sikhe sala jua khelke sport super bike kharid kar uchal ra hai r15 or gurilla ka saat race kya bolra isse accha tum splendor lelo wah suraj bhai jhoot bolna koi tumse sikhe 😂😂😂