Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@aadilnerlikar22364 жыл бұрын
Mera ek sawal Hai bank me job karna bhi Meri majburi Hai abhi Tak may bartan dhoker gujara Kiya ab may bank may job karta hu to Kay wo bhi Haram Hai or Allah to har chij pe kadir Hai fir Allah ne hi muze job ata ki Hai jawab molana
@maheenshaikh68533 жыл бұрын
I believe in all depend on niyat.
@محمدفیض-ي5ن3 жыл бұрын
Bhai agar bartan dhokar guzara ho raha tha to aap wo hi karte raho na please
@sabahulhassan37643 жыл бұрын
@@محمدفیض-ي5ن to ghr me hi paisa rkho n
@dannyk47312 жыл бұрын
@@محمدفیض-ي5ن to tum kya chahte ho log tarqqi na kare or ye sector me dusri koum akr hame chaprasi ke layek bnade gulami Islam nhi sikhata
@zed-ed88883 жыл бұрын
Thatz y we need Islamic Banking... Inshallah One Day it Will Happen..
@esssimmy47113 жыл бұрын
The best answer that could be given honestly and simply as clear as crystal.
@sourabhverma5974 жыл бұрын
If all the people stop working in banks, how will you open the account there ?
@KingKhan-bi7kb3 жыл бұрын
If people will stop working then banking system will stop working and then there will be no evil system
@arbazayub90203 жыл бұрын
@ Sourabh Verma - if interest is removed. Then we can work
@mominkhan772 жыл бұрын
It will be helpful for all , if the bank stops working due to no employers then we can demand them not to work on interest based
@newsbyrahmat.2922 жыл бұрын
Boss pahale ye samjho banks me kaam krna haram kyo h. Sudhi bank me haram h. Mna h
@newsbyrahmat.2922 жыл бұрын
Duniya me Aur bhi bank h jo sudhi se nhi chalta usme AAP kaam kro
@drmushtaqahmed3834 жыл бұрын
If job in bank is haram,account is nessecity,no one will work in bank,who will tranfer your money,you are justifying yourself....give a mature reply....
@zeeshanrasool72144 жыл бұрын
Robots !! 😀😀😀 .........
@muhammadYousaf-bn4wl2 жыл бұрын
@@zeeshanrasool7214 robots also can't do work by itself
@aehrazhaque18068 ай бұрын
BRO, you are seeming mad, gair Muslims will always work in bank, they don't need Muslims, and also if it's Muslim population country, then we have option of Islamic banking. So your comment is baseless
@mrsaadullahable8 жыл бұрын
but sir ap k account k peso se wo lending krtey hain sood pe. ..tou ap tou zariya bn rahey hain un k soodi business ka.. pesa money transfer companies k zariye b jaa skta h... and zaroorat ka pesa ghr pe b rakha jaa skta h.. ALLAH hifazat krta h.. with all due respect to you :)
@Rizwan-lc9fx4 жыл бұрын
@@ehtesham848 acha to ye sab kam krne k liye bank me koi hona chahiye na kam krne k liye ab jo ye kam krega wo free m kre kya apka kam uski kamai na le wo ?.... Bank me job krna haram hai aur account kholna money transfer krna halal hua wah kya bat hai ab bank m apke paise ki hifazat krna and many more kam wo sab free m krenge ????
@AlHamdAssociates4 жыл бұрын
What about job ..aaj har job chahe IT ho bpo ho ya dusri ho wo bank account maangte hain to aap kaha se laye gaye islamic bank account isiliye isko majboori kehte hain bhai
@shahbarali28744 жыл бұрын
Fir aysa ku kaha jata hai ki muslims ko har field me hissa lena chahiye, or Banking sector ek accha carreer option hai Govt ñ private sector me. Or hum bank ko dusre nazariye se ku nahi dekh skte, Or hum bank me 10am to 6pm duty kar rahe hai ussi ki to salary le rahe hai, Or bank me transactions ho rahe hai, (selling- insurance, Mutual Funds, Savings,RD,FD etc.) Or bank koi zina ka adda thodi chala raha hai.
@AlHamdAssociates4 жыл бұрын
@@shahbarali2874 bhai mere movie banane me bhi badi mehnat karni padti hai har actor ko iske ilawa smuggling karne me bhi badi mehnat aur tension ka kaam hai to aap bataiye kya sirf mehnat ki bina per movie banana ya usme acting karna Ya smuggling karna jayez hai islam me ? Nahi na... to jab Allah aur Allah k rasool ne jis baat se mana kardiya usko ankh band karke qabool karlena chahiye usme argument karna sahi nahi...bank ki job haraam hai to bAs Haram hai...aap ulma se rujoo kijiye aur reason ko samajhye behtar hoga yahan youtube per koi sahi jawab nahi dega
@dannyk47312 жыл бұрын
@@shahbarali2874 sahi bat he bhai bank se kitni help hote he logo ki loan bhi dete logo ko koi insan kisi se pese mangta he to 1 month ka time se zyada nhi deta or bank walo ka time deti business k liye pesa deti he jinki help hoti he unse pucho kya kuch mila he inhe time pr agr asa hi he to har city me Islamic Bank kholne ko bole unhe or waha sare muslim ko rkho .kr to kuch nhi rahe koum k liye or alg alg field ko nishana bnana bhi thik nhi he phir sir 👍
@iftkharahmed78654 жыл бұрын
Apka account kholna agar majburi h, to majburi ka kaam krne k liye bank m insaan bethega ya zinn. To phir haraam kaise hua, please reply
@techniqalgyan67694 жыл бұрын
मजबूरी वह मानसिक स्थिति है जिसमे व्यक्ति घटना और परिस्थितियों को अपने अनुकूल नहीं पाता ,और अपने आप को बहुत लाचार पाता है। जिस व्यक्ति को अपने पर विश्वास नहीं होता और वह अपने को असहाय मानता है वह अपनी इस कमजोरी को मजबूरी नाम दे देता है । खाता खुलवाना मजबूरी नहीं है भाई जरूरत है मजबूरी तो तब होती है जब इंसान के आगे जिंदगी जीने के लिए कोई रास्ता ही नहीं बचता खाता खुलवाने के बाद ही वह जिंदगी जी सकता था तब होते मजबूरी लेकिन ऐसा तो कुछ नहीं खाते के बिना भी आसानी से जिंदगी की जा सकती है
@japtechgroupcctv20869 жыл бұрын
Mashallah brother faiz all explainations are very simple in particularly for the people who speak urdu in particular like hyderabad and maharashtra regions.. May Allah give him more knowledge and power to deliver such good lectures.. May Allah also safe his organization and his volunters..Ameeen.. Your brother in Islam Syed Zaheer Ahmed Hyderabad..TS
@samsb87814 жыл бұрын
Kesi baat krte hai Account kholna majburi hai To ek muslman bank mein nokri majburi ke teht hi kre ga na Khushi se toh nhi Agr Account khulwana majburi hai Toh bank Kia jin ya angels se chilaye ge
@mohsinkhan10586 жыл бұрын
Maine ek aur aalim se suna he ke bank ke sare job haram nahi hote.. wahi job jo direct interest len den me involve ho jaise karj ki wasuli wala job.. ye haram he.. agar koi bank me chowkidari kare ya koi bank me technical kam kare jaise customer care ye halal he.. Allah behtar janta he
@dannyk47312 жыл бұрын
Bhai me loan department me hu customer service me file login krta hu jisko requirement he loan ki but wasooli krna mera kam nhi sirf login krna document l
@ArmanKhan-fu9hf3 жыл бұрын
Bank mein account kholna aur usme paisa rakhna aur us bank ka facility use karna kia halal hoga???????..........agar bologe majburi me karna parta hain ....to bina bank ka account khol ke bhi admi jee sakta hai....paisa ghar me rakho ya kahi istemal karo ....allah dia hai allah hifajat karega ......agar uo chori hoga to bhi thora loss jhel lo ...uska fal apko jannat mein milega ......bank mai paisa rakhna majburi nei hai....apka dia hua paisa sei bank haram ka business karta hai......to main culprit to api ho.......us paise ko kahi aur istemal karo....agar bara businees hain aur uo bank ke bina nei chal skta to apna business 6ota karlo taki bank ki jarurat na pare thik usi tarah ye maulana log bolta hai bank ki job 6or deke koi aur 6ota mota job karle ya kahi par majduri karle ya kirane ki dukan khol le usi tarah bank me account bhi na khole ................agar so called majburi ka nam deke account kholnai hai aur bank ka facitilty use karnai hai to uske lie us bank me staff lagega apka uo kam karne ke lie .....ab agar bologe kafir log karega uo kam to uo haram kam karne ke lie kia allhtala us kafir se hisab nei mangega......for example chor ko chori karneme help karna haram hai to kafir agar chori karega ya chor ko help karega to usko uska saja milega ya nei milega jahannam mei??????.........Jab tumpe ayega to majburi hai aur dusro pe to haram hai...wah bhai wah...dont be hypocrite brother. Us tarike se dekho ge to pura finance sector sood pe chalta hai aur sood pei profit kamata hai to pura finance sector mei koi bhi job haram hoga ,pura gold sector ,jwellary sector me kam karna haram hoga kiu ki jwellary to koi burkha ke upar nei pehnta,usko pahenne ke lie body parts show hota, mini skart ya short kapre ka business nei karsakta ....pura film industry haram hai.....is tarike se dekhoge 90% jobs haram hoga....ajke dinpe koi a66a stable job milna itna muskilhai aur ye maulana log har ek jaga ake maximum jobs ko haram kar de rahe halaki wo jobs apne ap me haram nei hota ,organisation hota .....kal ake koi muslim doctor bolega ie patient ka operation nei karunga kiuki ye chor tha iska operation karunga to ye thik hoke kal phir chori karega.ISLAM ME BOLA GAYA HAI KI ANE WALE DIN ME AISA LOG HONGE JO HAR CHIS KO HARAM BOLENGE AUR ISLAM ME YE BHI BOLA GAYA MOULANA YA ALEM LOGOKO LIE LOGO KE LIE ISLAM KO MUSKIL MAT KARNA.
@nighatch21273 жыл бұрын
Mltb ap majbori my bank use kr skty wo tek hy par waha ka banker tek nhe
@amalfatima1070 Жыл бұрын
Mera dil dimagh n nhi smjhi ye baat k majbori m insan sb kuch krskta h bht sari majbrian hain aj k dour m tu.
@nighatch21273 жыл бұрын
Please ak bat py rahy my be soodi nizam k khylaf ho par koi y q nhe khta k phir soodi nizam soodi bank he khtam hony chahy
@nighatch21273 жыл бұрын
I didn't understand the logic ap k ly majbori tek hy like you have to send the money to bank tek If you go to the bank and banker is not available how you send the money Aur agr wo waha hy to you are saying k you are doing a wrong job
@mohdtaha56287 жыл бұрын
earnings from KZbin is halal or harm
@akhtar17927 жыл бұрын
mohd taha valid point bro
@ehtesham8487 жыл бұрын
acha kam kro to halal r youtube me nanga nacho to haram. itna samaj nahi ata h tumlog jahil ko
@truelyindian37607 жыл бұрын
You tube videos ke comments mai reply karna halal hai ya haram hai HARAM HARAM Alla tala mulla rasgulla tume hidayat de inshalla vatalla
@darkheart20756 жыл бұрын
relax yar........sab logon ko ik line main rakh ky jahal ka label laga diya........kuch ky dimgh slow kam karty hain.....LOL
@theahmedfahad6 жыл бұрын
Truely Indian Allah tala teku pehley aqqal dey ....badmey teku haram hallal ki taufeeq dey
@ShaikhIrfan376 жыл бұрын
Khud youtube mein money earn karke bank mein paise transfer kar rahe hai. Bank mein paise bhejne ke liye 'job karne wale' hi toh transfer karte hai aapke earnings ko.
@nadeemalvi83567 жыл бұрын
Jo log bank job ko haraam kehte hain kya un logon ne koi aisa system banaya k bina soodi bankon k ummat k maali masale hal ho sakein. NAHI jabki aajki 20% world population muslim hai
@guidencetoall85076 жыл бұрын
Nadeem Alvi jine nahi banaya yahi hamare leaders ko unke Allah sawal karege aur hamse hamare amal ki... Par ye khane se hamari zimmedari to khatam nahi ho jati Aur haram halal to nahi ho jyega To appki bat se mai ye samju ki agar koi kurbi ki dukan nhai hai aapke mulk mai to app ghatke ka gosht bhi kha loge bec u don't find halal meat You will find the answer in the hadeeth of Jaabir, may Allaah be pleased with him, who said: "The Messenger of Allaah cursed the one who consumes riba (interest or usury), the one who gives it, the one who writes it down and the one who witnesses it. He said: 'All of them are equal in sin.'" (Reported by Muslim, may Allaah have mercy on him, in his Saheeh, no. 1598)
@manaparigi47875 жыл бұрын
We can work in Accounting, CA jobs Interest transaction we have to write and work is it allow in Islam
@bilalarif98697 жыл бұрын
People worked in electricity departments are haram because due to electricity internet working and other people looked porn....similarly people who worked in internet department are also haram.
@guidencetoall85076 жыл бұрын
Bilal Arif if you don't want to understand no one can help u bro better read below hadith . allah hydiath de You will find the answer in the hadeeth of Jaabir, may Allaah be pleased with him, who said: "The Messenger of Allaah cursed the one who consumes riba (interest or usury), the one who gives it, the one who writes it down and the one who witnesses it. He said: 'All of them are equal in sin.'" (Reported by Muslim, may Allaah have mercy on him, in his Saheeh, no. 1598)
@rahmathsyed1617 жыл бұрын
Theek hai toh ab main kahan job karun?? 1) Govt job - saare govt ke business mein interest involve hota hai aur liqour benefits , saare budget ek jagah milaya jaata hai aur baad mein usko salary alot kiya jaata hai. 2) private companies - All the companies , industries get involve in this interest system, either they take loans aur invest their money in any field to get interest. Koi bhi isi company , Factory aisi bataaye joh bank loan na li ho aur uske paise mein interest na mili ho , companies insurance bhi karvaate hain aur kya nahi. Kyun sirf bank job ko hi target kiya jaata hai??? Alternatives toh bataao jisme interest ka paisa bagair mile, employees ko salary di jaarahi ho
@guidencetoall85076 жыл бұрын
Rahmath Syed bhai pura video to suno..directly involve hona haram hai not indirectly. Appki kamai aap kaise aur kaha kamate ho ye appki zimmedari hai par company upper level pe kya kar rahi hai ye appki zimmedari nahi hai. Banking se problem nahi hai interest based baking se hai...read below hadith You will find the answer in the hadeeth of Jaabir, may Allaah be pleased with him, who said: "The Messenger of Allaah cursed the one who consumes riba (interest or usury), the one who gives it, the one who writes it down and the one who witnesses it. He said: 'All of them are equal in sin.'" (Reported by Muslim, may Allaah have mercy on him, in his Saheeh, no. 1598)
@dannyk47312 жыл бұрын
@@guidencetoall8507 wohi to Qur'an me Sood ka zikr he na k bank ka mtlb agr koi insan kisi ko pesa deta he or return me interest k sath lera he to wo garam but agr koi duty krrha or bank kisi ko pesa deke interest lerhi he to bank ka fault he bank leri he na k employee lerha he bhai employee sirf duty ka pesa lerha he jese koi squirt bechrha he to Islam me squirt bhi jaiz nhi na k fit kapde to wo bechne wala bhi haram he phir
@s.iftekharahmed72965 жыл бұрын
sahi hai lakin e.g dekho bhai manlo ghar k karib ek hotel hai jis mei sharab milti hai aur hotel ne skilm rakhi k 1000 k khane pe 1 sharab k boltal free thik usi tarha jaise bank k saving account pe interest agar hamre ghar mehaman aye or hume khana lena ho aur ek hi hotel hai woh ye hi aur agar hum khana 1000 k uper lete hai khana to hala hai lakin sharab haram to hum khana le sakte hai or sharab na le jaise saving pe interest ya khana le k sharab phekde jaise interst sadka karde yaha sawal majburi ka hai jaise hotel se khana lena majburi hai waise bank mei account kholna majburi hai
@zeptazuno5 жыл бұрын
s.iftekhar Ahmed bhai kaafi ilm h
@hinaamreen59582 жыл бұрын
Main bank me job nahi karti...paisa bazaar me job karti hoon jo personal loan other loan and credit cards deta hai mera prosses personal loan me hai customer ko loan k liye agree Krna use loan dilana on call..meri job sahi hai ya nahi?
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@saleemalmas46843 жыл бұрын
Assalamualykkkum, agar ek gareeb musalman ke paas auto rickshaw driving license hai, lekin uskepas rickshaw lenekeliye paisa nahi tha. Usne har musalmanomse help keliye poocha. Lekin koi help nahi mila, uska bada famili ko sambalnekeliye unko rickshaw lena zarooribi tha.. Finaly usne bankse loan liya rickshaw gareedha uske familiko achitharaf sambaltha raha.. Is it haram he did? Saleem
@zainashaikh93632 ай бұрын
Exactly mai badi parishani thi humare Indian mein aisa koi bank nhi or saving account current account ka opertion hai par normal loog saving hi khol sakta hai kyu ki current business walo ke liye toh mera open hai or seriously bata rahi aj sey pahley mujhe ilm hi nhi tha ki savings pey intrest bhi lgta hai toh ek baat bataye please jo 2ya 3 saal pahley open hua usey abhi tak kharach or bhi zarurt mein istemal kiya paisa toh uski pakd toh nhi hoga kyu ki mujhe bilkul nhi ilm tha uski mai dil sey maaf maangi taoba ki Allah toh maaf krne Wala hai or ha aj kya intrest nikl kar dena chahiye ab sey jab mujhe ilm hogya hai ??????????
@syedwaqasahmed39675 жыл бұрын
Bank men A/c kholwanay ke liye bank men mulazmat karnay wale ki bhi zaroorat hai.. jab A/c khonlnay wala kaam nahi karega cuatomer ko facilitate kon karega kyonke customer ko entertain banker karega ya aalim karega ke kya xhahiye hoga A/c kholwanay ke liye??
@crochetbyannu47046 жыл бұрын
Aslam o alikum main online bussines shuru krna chah ri hun ek website k through wo log money trasection bank k through hi krty hain to mra account khulwana jaiz hoga? Wo kamai halal hogi? Sood to nhi hoga us main? Plz ans as soon as psbl
@ramshasyeda39145 жыл бұрын
Mujhay apse ikhtilaf hai kyu k agar bank mai job krna haram hai to account khulwana b haram hua kyu k jo koi account mai paise dalta hai usi se ye banking bussiness chalta hai to starting krne wale to hum hi hain..or dosri bat agar account khulwana jaiz hai to bank job b jaiz hui kyu k jaisa apne kaha k majbori hai to phr yeh b to majobri hui k is paise to transfer krne k lye logo ki zarort to kyu k jinnat ya koi or to chala nai skta yeh nizam..to kya ye majbori nai..plz answer krien dono bato ka..or jo koi agree krta hai plz comment kare
@imranyusuf6145 жыл бұрын
Sahi Kaha ATM ki service chaiye inko wo haram Nahi hai job haram ho Gaya sood haram hai Islam me job Nahi
@almadinatuitionacademynewc47394 жыл бұрын
محترم اگر بینک کی ملازمت قطعاً حرام ہے تو پھر بینک چلائے گا کون ، اور پھر اگر بینک چلانے والا کوئ بھی نہیں ہوگا تو پھر بینک موجود کیسے رہے گا ، جس کے ذریعے آ پ پیسے بھیج رہے ہیں ،اس کو چلانے والا کوئی تو بندہ ہوگا ؟؟ یا پھر اس کو جنات چلائیں گے ؟؟ 😛😛 تو یقیناً بینک چلانے کے لیے بندے رکھنا ضروری ہے ، اتنا یک طرفہ فتویٰ نہ دیں جناب ۔ ۔ @IRC TV
@MubarakAli-mx5xb2 жыл бұрын
koi kaam me join honge to accout open karo salary account me ayegi to majburi se account open karna padta he. ab ke dour me koi bhi companies paise haat me nahi deti account me hi bhejti he
@mobilesoftwaresolutionatoz20044 жыл бұрын
Sir ager koi insaan account kolega Band kar dee to Bank band hoo jaye Aur bank me haram nokri karne wale nokri chor kar koi dusri nokir kar lege Isliye sabi musl ulamaa ek fatwa de ke bank me account kolna haram hai aur bank me raka hoo pasie bhi haram ho jayega Kyu ager paise bank me jama hoga hii nai to bank wale Sood bhi nai dege
@imranghazi26023 жыл бұрын
Wah faiz bhai wah apne liye halal dusro ke liye haram apne ki majburi apke bank me jo pasie jama hota hai bank usse hi business krta hai hai bina account ke marega ni insan daily kamayie daily khayie
@muhammedyousaf0911 жыл бұрын
bhai bank ke earning he haram hai or phir us say salaries pay hoti hain to job kaisay halal hai or shariat me interest dainay wala ,lainay wala or us ka hisab rukhnay wala sub barabar k gunahgar hain
@asultana50805 жыл бұрын
Well said. Right answer
@mohddanish-qf8ru5 жыл бұрын
Bank interest pr hi kaam krte h
@mohddanish-qf8ru5 жыл бұрын
Bank interest pr work krte h pl lo to inerest do others loan lo to interest do hr cheaz inetrest aur whi interest ka paisa as a salary lakho employes ko de ja rhe h ha employee use mehnat se kma rhe h pr mehnat se kmane ka ye matlab nhi h ki hram cheaz ko mehnat se kmaoo to wo hlal ho jayegi Mai khud bank me job kr chuka hu
@maalam71575 жыл бұрын
Bhai us hisab se rent ka paisa bhi haram ka hua usme to koi mehnat bhi nahi karna parta hai aur mahine ka paisa a jata hai
@dannyk47312 жыл бұрын
@@mohddanish-qf8ru so bhai bank me sare account band krdo bank me pesa rkhna halal or pese dena kese halal hua
@drnishatsultanasheikhprinc36074 жыл бұрын
Asslmu alaikum wr wb...Sir account kholna majburi hai to uske lye b bank koi na koi hoga hi na bank ko samhalne wala?
@sairamaryam67366 жыл бұрын
account ki waja sy hi bank chalta ha na ky banking job sy wo to rebort bitha kr kam krva ly gy bat ye ha keh sood ko jarh sy hi khatm hona chahy
@Rizwan-lc9fx4 жыл бұрын
Bank me job krna haram hai aur account kholna money transfer krna halal hua wah kya bat hai ab bank m apke paise ki hifazat krna and many more kam wo sab free m krenge ????
@afaqsaeed97065 жыл бұрын
O bhai agar bank me koi job nae kre ga to phr bank ko jin chalae ge kya mere bhai bank ko chalane ke liye bhe to bnde chahe account kis ke pas ap ja ke khulwae ge koi jin betha ho ga wha pe ap ka account kholne ke liye insan he ho ga or ab ke nazar me wo haram kama rha ha thora soche is bare me
@khanisrar-call_me_israr77313 жыл бұрын
Bagair Staff ke Aapka Paisa Account me Bhi Nahi Reh sakta Staff hi Nahi Hoga To Nizaam kse Chalega ❓🙄
@abdullahnadeemqureshi32855 жыл бұрын
Agar account kholna majboori hai to jo banda saray accounts ko supervise karta hai ya jab aap bank jatay hain paisay nikalnay kai liay jo banda paisai nikal kai deta hai us ki job kesay haram hoi..? Bank ki job haram hai to phir bank ki chokidari kon karay ga..? Khula chor dain kia..?
@khalidrubina98077 жыл бұрын
asslamalaikum Bhai Kya heera gold main Paisa invest ker sakty ya?
@bilalganie16924 жыл бұрын
Wah Kya bewakoofyun Wala Jawaab ha. Tumhara bank mein Account khoolna majboore ha, joh ki good pa chalta ha. But aik beechara gareeb ko job karna haraam ha, jab ki woh service ki salary leta ha. Bewakoof moolwe agar bank mein job karna hi Haram ha toh a count Kon kholaga
@MMA_BEASTHUB4 жыл бұрын
Apka paisa jab banks loan dene mein use karega toh usme aap bhi shamil honge ..Aur jab bank apko interest dega wobhi haram hi hein ap usko consume kare ya na kare
@MrShahenshah111 жыл бұрын
No chance for Negative Bankers to use this money in all kind of “ArRiba” businesses. No credit cards, (Yea, government may give “Qard-e-Hasana” without any profit (if they can, and if they want). Then these facilities will remain the same, and the “Haraaam” will vanish. InshaAllah (WaAllah O Aalam) Wa AstaghfiRULLAH (And He is the Most Merciful) And if I try to define the “Majboori” (Compulsion), above mentioned, then see the example in Quran when it is discussed about the “Pig”, that is, even being impermissible it is legal in “Majboori” Compulsion. So if there is really a “Majboori” like thereof (and ALLÂH Knows best), then it is the matter between that man and Allâh. (And Allâh is oft-Merciful to His men). But, if it is a fabricated “Majboori”, still Allâh Knows best. And it is a matter between man and his God.
@safianaaz62253 жыл бұрын
Sir mera bhot eham sawal please answer dijiye swal ye hai ke jab humari job khatm ho jay or job khatm hone ke bad ho pansion milti hai wo lena sahi hai ya galt please answer dijiye
@tanbirmohsin96992 жыл бұрын
Bankers are hard worker and without proper banking the whole system will collapse.Many Banks suffer from NPA so if it is not interest,it is the amount we get for our investment.
@ismailuddin87386 жыл бұрын
Yeah toh baat india ki hai Saudia arabia Pakistan Afghanistan ya phir dusre muslim countries apne waha ke conventional banks jo maximum number mein hai toh usko kaise chaleye jabki waha muslim population rehti hai toh Kya waha bhi Muslims ka bank mein job karna haram hunga ya phir waha ke banks ko bandh karde
@Rani17-x2j7 жыл бұрын
jab bank me insan kam hi nahi karega to apke IRC ke a/c me kahase or keise anyenge peise
@ehtesham8487 жыл бұрын
jahil log bank me jo krege jese k tumlog. r tmlog jahanami ho
@ShaikhIrfan376 жыл бұрын
Absolutely!!
@javeedsk67856 жыл бұрын
Neelam india me islamic bank nhi hai iska matlab dusri country me nhi hai . Foren country me bhi islamic bank hai. To india ki gov nhi chati islamic bank ho
@Fortune88956 жыл бұрын
nik san i donno why u people.. infringe in our videos... this is for muslims,let dem enact into their own one .. u go and follow ur own ones .. (purpose sort) peace everywhere .. i heard many pundit Scholors.they also tell us many good and bad things.. may be it posses the thing which u dont like.. but u have to follow..
@hellobolo96725 жыл бұрын
Bank kafiro Ka hai to usme kafir kam krege
@MMA_BEASTHUB4 жыл бұрын
Zanab agar Bank mein account kholna aur Bank ke through payment karna apka Necessitates hein aur jaij hein tog joh bank employee apka salary/Deposit/payments/transactions bagera manage karega wo kaise haram huwa? Apka jarurat uski bina jab fulfill nehin ho payega toh uska JOB kiase haram huwa? And Public sectors bank mein jo ki jada tar stakes Government ki hoti hein waha par employees ko payment National incomes se di jati hein jo banks invest karta hein ..Na ki interest money se jo sirf ek negligible amount hota hein ..Apke jarurat ki hisap se Loan lena jaij hein aur jo Loan ko process karega wo najaij wah...Only Allah Knows the Best
@GhulamHussain-bu1ic7 жыл бұрын
Sir ak khaas sawal ka jawab lazmi dena kya internet sy paisay kamana sood hai
@mohsinsheikh25474 жыл бұрын
Sukriya app ki video bohot achchi
@arfeenwaniakhan81304 жыл бұрын
Islamic Bank me job ya internship krskty hyn? Plz btayn
@IRCTV4 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Fabi Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@ArifKhan-bu8yh3 жыл бұрын
Islamic Bank me dono kr sakte h.
@talhawaheed99984 жыл бұрын
I have applied for banking associate exam should i go for it now or step back
@NadeemKhan-yc1fg2 жыл бұрын
Step back
@dannyk47312 жыл бұрын
@@NadeemKhan-yc1fg to bhaibtu job fede bank se behtar use
@NadeemKhan-yc1fg2 жыл бұрын
@@dannyk4731 inshaallah❤
@dannyk47312 жыл бұрын
Btade usse behtar job
@littlemrzoe70865 жыл бұрын
Mera aek sawal hae agar koi aurat bewa ho aur yateem bhi to kya apne bacche ke parwarish ke liye vo bank me job kar sakti hae sirf tab tak jab tak use kahie aur job na mile ?
@manukhan34432 жыл бұрын
Agar Bank ma job krna haram hai To account kholaNa kasa halal hai Usko account ko maintain to bank ka employee krta hai Agar BANK Employee nhi hoga to account kholaNa kasa possible hai
@Ameenpeace9 жыл бұрын
Account konsa ? Saving or Current ? Dr. Zakir naik ne bola Saving A/c Haram Hai, Please is par roshni dale....
@arvindarvind18087 жыл бұрын
Mohammad Ameen (Financial Accountant) lol 😂
@truelyindian37606 жыл бұрын
Kisi type ka account mat banao bhai Haram hai Bank mai job karna bhi haram hai, mat karo Varna Allah mullah jang karega
@uzmadawood30266 жыл бұрын
Sir aghr bank mai account khola hai tu vo khud khuly ga kia bank without bankers k ks tra chlty hai iss ka javab dy do plzzz
@rizwanmuhammad50476 жыл бұрын
Sir mujy yai btae bank sai jo gari laty hy sood hy k iu k izafi paisay hram hai mager un bank k charges karaya .bill r salary bnti hai t es ko dakha jae t phor b haram hai
@nasirzaman35836 жыл бұрын
Agar bank m job haram ha to majboori m kholy gy accounts kn chly ga.plz answ this
@MS_Glam184 жыл бұрын
Jab bank m job karna haram h to app btaiye sir hmko k duniya k sare log bank m km na kre to app paisa bank m rakhiyega Kahn ya transfer kaise kijiyega plss ans me
@mobilesoftwaresolutionatoz20044 жыл бұрын
Ager majboor me pasie bank me rakna haram nai hai To majboor me bank se pasie lena kase haram hai ye bataye sir
@syedwaqasahmed39674 жыл бұрын
Baat samajhne ki yeh hai aj ke zamanay men bank ke baghair ya A/c kholwanay ke baghair koi kam nahi chalsakta. A/c banda tabhe khulwayega na jab A/c kholnay ke liye bank men banda mojood hoga. Jab bank men koi kam nahi karega to log A/c kahan khulwayenge. Paisa rakha hai logon.ne leken us paisay ko manage bhi to employees ki dekh bhaal karenge ya koi teesra banda karega
@jannat1469 жыл бұрын
bank to trannsactions pe bhi charge kate hai jaise paise bhejna,DD kadne ke liye,exam fees ke liye,account handling charges to ye kaisa harram hai.aak keh sakte hai ke kya is me se hi ye log paisa de rahe hai phir bhi ye bhi to inka paise ka zarya hai
@rizwanmuhammad50476 жыл бұрын
Kuch khty hy k sb sai paisy lai kr kisi ak fard k dai t hram nae jbkai ak hbndai sai bhot sa paisa lai t haram hai
@SaifKhan-pl3xh6 жыл бұрын
Bina account bhi insan jinda reh sakta hai koi bhi majboori nahi hai aur agar koi bat batate hai to sath mein quran aur hadish bataya kariye apna dimag chalane ki jaroorat nahi hai apne fayede k liye kisi bhi cheez ko majboori batana sahi nahi hai
@sadafshaikh431 Жыл бұрын
Japanese food items jaise Mirin, sake vinegar bejchne wali company me kaam krna halaal ya haram
@mahidalman43263 жыл бұрын
Meri aik bat samajh nhi ai aap keh rahe Hy k bank me account kholna jaiz Hy majboori me q k aap ko paisa bhejna Hy tijarat k lye to koi jeeb me Rakh kr nhi le kr jae ga . Dosri taraf aap keh rahe Hy k bank me job karna haram Hy to mere bhai ye Jo aap Ka paisa idhar se udhar kon le kr jae ga
@kauseranjumkauser Жыл бұрын
Faiz sahb is jawab jaldi dae tq sir Pl
@zeeshananwer80763 жыл бұрын
Agar tamam log Bank job ko haram Keh kar chorr dein to account kaun kholega or apki account kholnay ki majboori poori kese hogi??? Is Ka jawab to dijye Bhai... Uncomplete baat kiun Karte Hain??
@gausulaazam28454 жыл бұрын
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُکیا بنیک میں اکاؤنٹ نمبر پے جو روپے سرکار کی طرف سے اتے ہیں وہ روپیہ لینا حلال ہے یا حرام اپ سے گزاش ہیکہ ہمیں اسکی صحیح اطلع دے دے
@sakiiirzen36127 жыл бұрын
phle bndde se suna h ki haram hai mai ek bank employee hu yr ab kru dekb ta hu bat kha tk shi h
@todayentertainment73482 жыл бұрын
Sir bank main job NI kren Gy to .phir b to pesa rkho Gy ghat Kahan rkho Gy.... Bank main hi q rkhty
@RehanShaikh-uu2zz6 жыл бұрын
Plz make video on Islamic banking system...
@mintus19474 жыл бұрын
Toh phir hum kya kare bhai ....main quran Hadis par sawal nehi kar raha ho .....mera allah janta hai main allah se dua karta ho ki mujhe is kam se nijat de ....mere upar is kam ki wajah se bohot karz Chad gaya hai ....mera Allah behtar janta hai ....par main avi us mukam pe khada ho kuch ho nehi raha hai ....dil main ghabrahat ho rahi hai ....bura kam kiya jata hai phir afsos hota hai .....kal ek bura kam mein fyda dekh kar v chod dia ...uswaqt bohot sokon mila ....par avi fajr pardne ke bad ....man main aur ghabrahat soro ho gayi ....phir maine thoda relax karne ke liye thoda sa ekdom thoda sa ganja phooka nasha nehi hua pure hosh mein hi tha just brain ko control main laya ....yaa allah mujhe kuch samajh nehi aah raha he . ..kisisko bol v nehi sakta....(isiliye yaa Allah aap se likh kar bat kar raha ho ) yaa allah lagta hai main pagal ho jaonga main bohot pareshan ho allah ....hath main v ek paisa nehi hai ....chal raho ( aap chala rahe hai ) yaa allah phir v bohot insecurity feel ho rahi hai ....yaa allah koyi samajhe yaa naa samjhe aap toh apne bando ko behtar Jante hai ....main kya kar raha ho mujhe khud ko v nehi pata ......yaa allah main e suna hai ki aap 70 maao se zyda pyar kar te hai .....app behtar Jante hai ....yaa allah bohot takleef ho rahi hai ....is dard ok thoda kam kar dijiye ....ya allah Rehman r Rahim hai .....allah mujhe is dal dal se nikaliye ....yaa allah ab yeh dard sheen nehi hota ....ap se iltaza hai ...is darko rhoda kam kar dijiye ...hozor(s)(pbuh) durod ho malik meri araz sun lo malik .....brain ko thodi taqat do yeh sab handle kar sake ameen
@sayedquadri13388 жыл бұрын
We have to understand the basic logic or fundamental behind it. Its in ahadeeth that whoever takes or gives the interest he shall be waging war against allah swt and rasool saw..So definitely if i fear of this situation i would never think of working for an unislamic bank. And in todays world none can say that they work in bank out of some MAJBOORI. If you have that capability or qualification there are lot many other options which were not there 15-20years back. Further, Account opening has become must even for government documentation purpose and day to day life e.g. in situation like after demonitisation in India. Finally, everything depends on ones NIYYAH. If you have good intention in your heart and act accordingly then one statement is enough "DENEWALA TO ALLAH HAI!! " Everyone has to decide what is important, limited duniya( even with Bank job) or unlimited aakhirah!!
@najmamuneeb14967 жыл бұрын
👍
@sabihakhan88207 жыл бұрын
Not majburi job apni jgh h n Islam seen apni jgh aur waise b bank me job krna koi glt kasm to ni. Iska bayan ekdum galat baat bolre h .m not agree with him
@truelyindian37606 жыл бұрын
Tum logo ko unlimited aakirath mile Is liye bank job chhod dijiye & bank accounts bhi close kar dijiye
@ArmanKhan-fu9hf3 жыл бұрын
Bank mein account kholna aur usme paisa rakhna aur us bank ka facility use karna kia halal hoga???????..........agar bologe majburi me karna parta hain ....to bina bank ka account khol ke bhi admi jee sakta hai....paisa ghar me rakho ya kahi istemal karo ....allah dia hai allah hifajat karega ......agar uo chori hoga to bhi thora loss jhel lo ...uska fal apko jannat mein milega ......bank mai paisa rakhna majburi nei hai......us paise ko kahi aur istemal karo....agar bara businees hain aur uo bank ke bina nei chal skta to apna business 6ota karlo taki bank ki jarurat na pare thik usi tarah ye maulana log bolta hai bank ki job 6or deke koi aur 6ota mota job karle ya kahi par majduri karle ya kirane ki dukan khol le usi tarah bank me account bhi na khole ................agar so called majburi ka nam deke account kholnai hai aur bank ka facitilty use karnai hai to uske lie us bank me staff lagega apka uo kam karne ke lie .....ab agar bologe kafir log karega uo kam to uo haram kam karne ke lie kia allhtala us kafir se hisab nei mangega......for example chor ko chori karneme help karna haram hai to kafir agar chori karega ya chor ko help karega to usko uska saja milega ya nei milega jahannam mei??????.........Jab tumpe ayega to majburi hai aur dusro pe to haram hai...wah bhai wah...dont be hypocrite brother. Us tarike se dekho ge to pura finance sector sood pe chalta hai aur sood pei profit kamata hai to pura finance sector mei koi bhi job haram hoga ,pura gold sector ,jwellary sector me kam karna haram hoga kiu ki jwellary to koi burkha ke upar nei pehnta,usko pahenne ke lie body parts show hota, mini skart ya short kapre ka business nei karsakta ....pura film industry haram hai.....is tarike se dekhoge 90% jobs haram hoga....ajke dinpe koi a66a stable job milna itna muskilhai aur ye maulana log har ek jaga ake maximum jobs ko haram kar de rahe halaki wo jobs apne ap me haram nei hota ,organisation hota .....kal ake koi muslim doctor bolega ie patient ka operation nei karunga kiuki ye chor tha iska operation karunga to ye thik hoke kal phir chori karega.ISLAM ME BOLA GAYA HAI KI ANE WALE DIN ME AISA LOG HONGE JO HAR CHIS KO HARAM BOLENGE AUR ISLAM ME YE BHI BOLA GAYA MOULANA YA ALEM LOGOKO LIE LOGO KE LIE ISLAM KO MUSKIL MAT KARNA.
@ruhullakhumaini96342 жыл бұрын
Arfat Bhai assalamualaikum.hadeeth no bolsaktay ho?
@todayentertainment73482 жыл бұрын
Sub job Chor den k job hram ha...to Kesy money transfer krogy
@vaseemkhan13797 жыл бұрын
moulvi bhai...agar bank mein koie kaam nahi karega tou account kholeyga koun?? farishta aakar account kholega
@dreamias11224 жыл бұрын
Yu tube pr aise vidyo bnana v Haram h mobile chlana v Haram h dekha Jaye to Muslim k lye kdm kdm pr hram aur hlal h bt ye kha ki bat Hui ki bnk me job krna hram tb Muslim ko paise ki bat krna v hram h kuch v aise hi log hote h Jo Muslim youth ko aage bdhne nhi dete wrna aaj Muslim bcche v acche khase mkam pr hote... SB se imp politics jitni corrupt line h usse bdhkr koi v line currupt nhi tb hmare jitne v Muslim neta bne h sbko bolo ki ye hram h
@fraasifkhan40827 жыл бұрын
assalamolekum faiz bhai apne kaha k paise ek jagah se dusre jagah bhejne k liye account ki jarurat hoti h to fir kisi v system ko chalane ke liye workers ki v to jarurat hoti h ..to bina bank me job kiye ye kese ho skta h
@ehtesham8487 жыл бұрын
FR AASIF KHAN ek sawal h. apko koi bole ap sarab pio mein apko 1lakh dunga. r ek bole ap juice pio me apko 500rs dunga to ap kiya chuse kroge. darab jahannam h. r juice jannat ye samj lo.
@tamkinraza35107 жыл бұрын
maulan sahab aap samjhe nhi......yar paise ko transfer k liye koi to chahiye use kahan se paise dogey
@guidencetoall85076 жыл бұрын
FR AASIF KHAN Walakumsalam bhai , beshak bank ko chalane ke liye system ki jarurat hai aur system ko chalane ke liye logo ki, par agar vo system haram mai muftila hai to momin ko uska hissa banne ki jarurat nahi...agar without interest based koi bank system hai to usme kare na kam . Baki ye hamare eman pe hai ki hum apni duniya ki asani ke badle akhirat ko mushkil bana le
@mohdislam62784 жыл бұрын
Bank me account kholna haram ko support karna nahi hai?
@nadeemgulzar48374 жыл бұрын
Matlab Faiz bhai ap ATM se paisa nikalay gay wo paisa halal hai. Magar jo apkay paisay ko sambaltay hai, un ki job haraam hai. Wah
@arbazayub90203 жыл бұрын
Nadeem Bhai, sharab ke dukaan me kaam kroge ?
@namanqureshi66562 жыл бұрын
Current account cholna sude Nahin hota kaeyao k us py ezafa nhi lagta
@successfuleducation66547 жыл бұрын
Sir kya agar humare paas khud ka ghar nahi hai aur hum rent pr rehte hai kisi gair muslim ke room me to kya use sood ka paise rent ke taour pr diye jaskte hai..... Plz replye me sir
@ummerkhan76185 жыл бұрын
accont kasa kholaa jaha ager koi nokri nahe kryga bank maa. molana sab ap apna damagh sa jawab dayta han yaa quran hadees sa sabat krty han.
@wweraw56836 жыл бұрын
Sir agar koi insan illigle rehta kisse dosry country me aur wo monthly lakh ropy kamaye tu wo kiya haram hoga ya nhin wo illigle reh kar kamaye krta please reply karyega
@GalaxyRNC5 жыл бұрын
We can have current accounts...we should not open savings account
@sirajdasthagir2742 Жыл бұрын
Aapka paisa be bank wala biyaz baneyka , kharme rakna
@mahadawais32679 жыл бұрын
current account say mean jitnay Passsa apkay bank ma ha apko wohi miliy ga us pay extra profit nahi mily ga
@24kTechProduction6 жыл бұрын
islamic banking mai bhi yahi sub kuch hai sirf names change keya howay han.black ko white kernay k leya.further account kholna majbori hai tu bank mai insan ho gay tu account kholay ga bhai.ager robots bitha dain tu robots bhi tu insan hi banain gay.ajj kul duniya ka her kaam bank k through ho raha hai.passport k leya bhi bank.school fee bhi bank.bijli pani gas k bill bhi bank.her cheez bank.bhi waqut k sath kafi cheezain badul gai han. bank mai sood ka kaam kernay wala aur laynay wala tu harrm hai per bank mai mai kafi departments hai her banda sood wala nahi. baki ALLAH hi behtur janta hai aur us ka rasool sal lal la ho alahi wasulm.
@MuhammadShafiq-dy7bt5 жыл бұрын
Good information
@shahbarali28744 жыл бұрын
Fir aysa ku kaha jata hai ki muslims ko har field me hissa lena chahiye, or Banking sector ek accha carreer option hai Govt ñ private sector me. Or hum bank ko dusre nazariye se ku nahi dekh skte, Or hum bank me 10am to 6pm duty kar rahe hai ussi ki to salary le rahe hai, Or bank me transactions ho rahe hai, (selling- insurance, Mutual Funds, Savings,RD,FD etc.) Or bank koi zina ka adda thodi chala raha hai.
@Hoorain-gz1qk7 жыл бұрын
I m a teacher and teach such a Child his Father Income base on sood ... So my question is about my income because i m teaching hs Child. My pay is harem ?
@mintus19474 жыл бұрын
Halal Haram declare karne ka haq sirf allah ko hai
@SaifulIslam-ox2qo5 жыл бұрын
Agr kisi ko bank k bagair koi job nhi milay aur uski income ka koi aur zariya na ho to kya uski job halaal hai
@ik63284 жыл бұрын
Bank me job karna kaise or kyo haram he tafseel se bayan kare apki ye baat smjh nahi aayi ye haram kaise hua ek insan jo bank me job kar raha he wo kaam kar raha he mehmat kar raha he or uski use tankhwa mil rahi he isme haram kya he batayenge
@darkheart20756 жыл бұрын
Assalam o Alaikum! Bhai jan jo log commerce ki field sy talaq rakhty hain.....or un ko pata nai tha bank main job krana haram hai jab unhon ny admission liya..............or ab wo bank main hi job kar sakty hain......un ky pas or koi rasta nai......tu phr be bank main job karna haram hova????? PLEASE REPLY
@guidencetoall85076 жыл бұрын
Muhammad Qamar uz Zaman bhai mere kitne dost hai jo commerce baground ke hai aur it company mai job kar rahe hai..software courses kar ke...filed chunna appke hat mai hai
@jameelwarsi84955 жыл бұрын
@@guidencetoall8507 software company v bank se interest pe loan leti hai
@syedmohammed8843 жыл бұрын
Use current account instead of saving account bhai
@muafun27657 жыл бұрын
aor agr account kholna jayz ha to account wo log hi kholty hn jo bank ma job krty hn koi frista ya jinn ni kholty ?? iss bat ka jawab ha ap ka pass to please day??
@syedabid90415 жыл бұрын
Assalamualikum Kya job karne ke liye dusre country (non islamic law wali) jaa sakte Jaisa Canada Dubai Please answer
@Aatapisis4 жыл бұрын
Yes
@rameezahmed66123 жыл бұрын
Account kholna kesi majboori h
@sirajdasthagir2742 Жыл бұрын
Apka account khoun karenka?
@jeeyakhan13365 жыл бұрын
agar banks nai hoten tu log account kaise banwaten acount se money kaise transfer hoten etc etc