Assalamu alaikum aapi Mai aapki har video dekhti hun aur banati bhi hun zarda bhi Maine aap hi se sikha hai sahi mejerment k saath aur Alhamdulillah Allah paak ka shukar h bahut hi achcha ban kar tayyiyar huwa iske liye Mai aapka tahe dil se shukar adaa karti hun aur apne Allah paak se ye duwa karti hun k aapke har nek hajaten puri farmaye aapko dono jahan ki khushiyan kaamyabiyan nasib farmaye hidayat ataa farmaye aafiyat wali zindagi ataa farmaye nafa mand ilm ataa farmaye hamesha khush rakhe achchi sehat ataa farmaye aur hamesha apne hifzon amaan me rakhe. Aameen Aap hamesha khush rahen aapi ye eik behen ki dil se duwa hai
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Aamin. Summa aamin..bahot shukriya Dear sister aapke pyare se comment ke liye. Bahot khushi hui jaan kar ke aap ko Zarda Bahot pasand aaya ..thanks dear sister . Stay connected
@chaitaligajankush227727 күн бұрын
Best video for 5kg biryani till now
@fahimgaming786922 жыл бұрын
This is very good. You have explained quantity very well... You are a great teacher.
@sufiyapathan9826 ай бұрын
Zabardast ..kitne logo ke liye he ye biriyani
@rafiyabegum10182 жыл бұрын
Mashallah Mashallah very nice maza aagaya 👍😋
@amenarehman89622 жыл бұрын
Asalamu alaikum, Masha allah, best recipe ❤️❤️👍👍😋😋
@shaikhsobiafatema72832 жыл бұрын
Ek ek point ache se clear kerne ka shukriya saba ji behtreen biryani recipe 👌👌👌👌👌😋😋😋
@sallubabaify6 ай бұрын
Mashallah Mashallah Mashallah Zabardast...😊🙌🏻🙏🏻
@syedsadiq47462 жыл бұрын
Helpful vlog Thanks for sharing this superb recipe. Allah bless you and Khush rahiy
@flavorfulpalate-wk2 жыл бұрын
Bawarchi ki haath ki Hyderabadi biryani bahut zabardast hoti hai. MashaAllah looks so delicious.
Jazakillah khair saba madam I always made biryani with your method bahot tasty banti hey 💖
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Achha.. Bahot khushi hui jaan kar ke aapko meri recipe pasand aati hain..
@ubaidbadrus65652 жыл бұрын
Your all recepies are awesome.... With very nice measurements n good explanation my dear....👍💖💯😋👌🤲🌟
@jakesyaseen84942 жыл бұрын
Masha Allah from Johannesburg South Africa 👍
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Thanks
@sammufero69342 жыл бұрын
Mashaallah zabardast Fish curry &fish ka khatta share kijiye na pls saba di
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Inshallah zaroor
@Fatemafashion112 жыл бұрын
Wow yummy recipe
@merlynoor41152 жыл бұрын
Wow yummy like it im eating food like that even arabic or indian food godbless new fren thanks ♥️♥️🙏🙏
@zaikaapnekitchenka2 жыл бұрын
Wow looking soooooo Delicious and amazing recipe sis. Every recipe is amazing fabulous adorable and awesome you are really excellent awesome dii. Keep Growing up and Stay Connected as always ♥️♥️😘
@firdausimtiaz35842 жыл бұрын
Mashaallah zabardast ❤️
@azmeerasogla1932 жыл бұрын
Nice Recipe super 👌 👍
@hanifpanchi5914 Жыл бұрын
Masha allha saba ji super
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks for the super 👌 comment
@mahuakitchen86382 жыл бұрын
Nice recipe👍 big like
@jhelumvlogswithme10562 жыл бұрын
MashAllah very nice yummy
@aslamshaikh51392 жыл бұрын
👌👍 zabardast hy 🌹 isi tarike se beef me bana sakte hy ❓
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Thoda different method hoga
@khalifaalill49792 жыл бұрын
mujhe hyd barger banana sikhaye
@Awaz-e-HIND2 жыл бұрын
Bhai sheekh partha with spicy chutney ka recipe lekar au na bhai 😍😍😍😍🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌶️🌶️🌶️🌶️😘😘🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤
@ajitpatel9106 Жыл бұрын
I'm watching this video from London UK. Another absolutely fantastic video. More of these videos PLEASE.
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Ok ..thanks
@antonyjosephine4942 жыл бұрын
Amazing recipe...
@nolenl15032 жыл бұрын
Yummy always creative god give you health and wellness Thanks for the best chef in the world Thanks for all recipes 😋❤️😍😋😘👍❤️❤️
@qadarchaus68372 жыл бұрын
Mahalla zabardast mam🥰🥰🥰
@nabaatfatima27062 жыл бұрын
Assalamualaikum Bohat Bohat Shukriya 🌹Ye kitne logo ke liye kafi hoti h?
@pradnyabhatt77302 жыл бұрын
Superb vdo... Thank you very much dear.. 👍😊
@Legender_1233 ай бұрын
Mam aap offline classes karaati hai.plz reply
@imaantaj72372 жыл бұрын
Super se uper😋😋😋😋
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Thanks dear imaan..thank you very much
@mirabidali47332 жыл бұрын
ur the best
@Abuanabiyacooking22 Жыл бұрын
Best biryani recipe
@Islamic_life662 жыл бұрын
Assalamualaikum di khairiyath ap k har dishes bhuth bhuth zabardasth hote hai ap ka tahe dil shukriya di ap k video k wajha se meri bhuth help hoti hai Alhamdulillah bhuth tasty bante hai jo b try karte hum aur allah ap saheth tandrusti umar daraz kare meri jitni b tareef hoti pakwan ki uska 50% ap ko jata hai di once again thank you so much diiiiii love you forever 😍😍😍😍👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻🥰🥰🥰
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Thanks..bahot khushi hui ke aapko meri recipe pasand aati hain..shukriya bohot bahot
@ahfazhussain17 Жыл бұрын
Walikum assalam
@amarhassan8967 Жыл бұрын
😊❤🎉
@podilasreenivasulu4653 Жыл бұрын
Good Morning Madam 🙏 Good Biryani Recipe 👍 And Soooooooooper Good Explain 🌷🍎 This is Director Vasu 🎥
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thank you so much for your beautiful comment..stay connected
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Bahot khushi hui ke aapko meri recipe pasand aati hain
@podilasreenivasulu4653 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 And Thyankys For Your great really 👍 Really Really Clearly Good Explain 🌷And do this type of new recipe Videos 👌 From the movie Director Vasu 🎥🎧
@AyeshaMustafaninjago2 жыл бұрын
Asslamalikum, Saba Baji want recipe of chicken tikka masala
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok inshallah
@mohammedishaq25102 жыл бұрын
juciy Mandi k recipe plz. with mutton.
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok inshallah
@samashoaib91972 жыл бұрын
Ma sha Allah . 5 kg biryani kitne logo ke liye .yeh bhi bataiye .
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
40 logon ke liye
@idea2261Ай бұрын
@@sabasbestclasses5470ok bye
@aasikitchen6917 Жыл бұрын
Tahts great😊
@shabnumfarooqui1225 Жыл бұрын
Biryanii queen😍😍
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks for the lovely comment
@shabnumfarooqui1225 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 thats u r 😍👍
@noorzerdi32342 жыл бұрын
Masha Allah zabardast .Allah aap ko salamat rakkha.baji 5kg kitna logon ka liyah sufficient hoti hai roti aur chicken kae salan ka saat
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
40 log
@idea2261Ай бұрын
@@sabasbestclasses5470 ok bye
@shahedmasood37902 жыл бұрын
Assalaamu alaikum thank u for this very very easy and best biryani ...ek or Badi request hai mam k beef ki biryani me agr Papaya na ho galaane k lye to hm log kya use kre Jisse k beef ka gosht boht achche se gal jaaye..plz mam kuch tips bataaye humble request
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok zaroor
@shahedmasood37902 жыл бұрын
Thank u so much mam it's means a lot
@sunitrocks0072 ай бұрын
Powder biryani masala use nahi kiye ?
@Varshini1991Ай бұрын
I have same doubt
@podilasreenivasulu4653 Жыл бұрын
Thyanks For Your great reply 🙏 And nice explain with perfect megerments 👍 this is Movie Director Vasu 🎥🎧 And this is the best Explain Recipe Video was never KZbin 👍
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Glad to know that..thanks
@PakKashifVlog Жыл бұрын
Kiya is k sath reta or salad lena k sath zada maza ata hai ya ase khane se zada lutf ata hai
@sayeedakareemu14922 жыл бұрын
Walkmasalm warhamatulla wabarkhthu, ma'am juazi ka halwa, badam ka halwa, plz batye
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok
@ajstyle88497 ай бұрын
Baaji Aap kaha se ho
@syedmohammed42982 жыл бұрын
Saba ji gulab chai banana bataye
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok inshallah
@abdullatifbinabdulrahmanab9521 Жыл бұрын
Thank you...Malaysia
@sajidapatel4485 Жыл бұрын
Send mutton biryani recipe mam
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Already uploaded
@learnartandcraftwithus11 ай бұрын
2 kg ka correct measurement bataye plz
@muskanshaikh35752 жыл бұрын
Mutton maharaja ki recipe batao na please
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Ok
@mdshaker71282 жыл бұрын
Assalamualakum apke cooking classes hai kya
@farzsyed67808 ай бұрын
Assalam alaikum wrb, Saba didi, ye mawa 200 grm kya hai. Kis cheez ka paste bana hai ye mawa.
@sabasbestclasses54708 ай бұрын
Mawa means khawa
@mamuburgerhouze47242 жыл бұрын
Ye total double masale Dale app
@Qureshii_172 жыл бұрын
Aslkm khryt mam mashallah 👍👍👍👍👍
@sagarbavalekar Жыл бұрын
Vinegar ka kuch roll hai?
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Vinegar se chicken mein smell nahi aati
@Bismillah.07506 ай бұрын
I want to make 2kgs chicken biryani Can you plz mesg me How much ingredients I should use
@sabasbestclasses54706 ай бұрын
2kg chicken biryani Video already uploaded in my channel Link 🖇 kzbin.info/www/bejne/b5TKlYOdpqyGa68si=N-zVscZSjNeVko1n
@marutiramgana22 Жыл бұрын
1 kg ki liye bhi bata dijiye
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Ok
@aneesfatima85162 жыл бұрын
Dum biryani k bagone ku jo ata lagaye hain.... Us ko bhi pakaya jata hai.... Khare sutriyon ki tarah. Ap us ki recipe bhi batayen to meherbani hogi madam
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Mai ne uski recipe pehle hi upload ki hai mere channel par dekhiye
@MuhammadUmar-fi7pm Жыл бұрын
Mam agar chicken yakhni pakana nahi chahe to waise hi use karsakte kiya
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Yes
@MuhammadUmar-fi7pm Жыл бұрын
Mam rice soft to nahi honge na please bataye
@MuhammadUmar-fi7pm Жыл бұрын
Mujhe Eid ka dinner banana hai or yahi quantity ki banana hai biryani
@azizamtul7592 жыл бұрын
Thanks a lot.
@fatimasultana9880 Жыл бұрын
7kg chicken biryani ka ingredients bataiye please aap sahi me best hai
@ramlath958 Жыл бұрын
Mam mutton ko bhi aise kar sakthe he kya aur aap ke hisaab se 100people ko kitna rice chaaiye plz bataaiena
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Mutton biryani ke bahot saare methods mere channel per hain. 100 logon ke liye 12 kg rice lagega
@ramlath958 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 ok thnk u dea ha mein abhi dekha muje bahut help hua aap ye video daalkar thnk u soo much muje ek aur request he aapse aap chkn chilli revipi banna sakthe he kya for 100pepole
@gopalreddy196010 күн бұрын
4:11 where is biryani masaka (garam masala) is not required
@sabasbestclasses547010 күн бұрын
Agar aap chahe to biryani masala add kar sakte hai or garam masala hum ne sabit hi dala hai akhni me 😊✨️
@sajidasalma98992 жыл бұрын
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu Saba ji Mashallah Mashallah tabarak Allah buhuth acche recipe hai app ki biryani recipes app k sab b ek se ek buhuth acche hain app t younger generation k inspiration hain Allah Subhan o Tala app k sehath de aur lambi umar de Aameen summa ameen ya RabulAlameen Jazakallahu khairan for sharing sister
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Thanks dear sajida Thank you for your support and love..stay connected dear
@RageeLaxmi-pp4pw11 ай бұрын
Supe
@skak.boss59462 жыл бұрын
Super
@nadiyakhan84232 жыл бұрын
Assalamualaikum i have requested for shikampur recipe still waiting for your gratitude towards my request.. please 😊
@nakabsyad3869 Жыл бұрын
Mava konsa lena h ,,😢
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Pheeka
@sohelquraishi47952 жыл бұрын
Walekum assalam
@nazimabegum44022 ай бұрын
5:22
@shajahanbegum2277 Жыл бұрын
Assalamualaikum baji 5 kg rice ki biryani kitne log ki hoti boliye ji jazakallah qaer
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
40 logon ke liye
@habeebtiangel40362 жыл бұрын
Msha allah. Nice 👍👍👍 laikin lal mirchi bhut kam hai 5 kilo chawal ku..
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Hari mirch zyada dali hai iss liye..
@habeebtiangel40362 жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 ok
@sarritamagar4973 Жыл бұрын
vinegar kyu daala tha maam
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Vinegar ki wajah se Chicken ki smell nahi aati
@Bangla_indianfood172 жыл бұрын
Aap ka baat korna ki andaj bohoth jobordosth hi,
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
thanks
@kahkashan49542 жыл бұрын
Mam aap please btaiye 2kg pyaaz mein kitna piece pyaz lena hoga ... mujhe 5 kilo ka briyani bnana hai isliye pooch rhi hun mam please 🙏 btaiye ...
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Size par depend karta hai agar medium size ki pyaz hai to 5 kg ke liye 25 piyaz
@khalifaalill49792 жыл бұрын
aslamillkum baji
@MuskanMahek-ym5yf Жыл бұрын
Kitne logo ko bas hojati baji ye biryani 5 kilo ki ye bhi bataye tu achha rahta na mashallah bahut khoob achi bani aap ki biryani ❤❤😊😊
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
40 logo ke Liye sufficient rahegi
@saiprasad8001 Жыл бұрын
When equal quantity rice and chicken recipe is given, there is no doubt. But when the chicken quantity is lesser or more than rice quantity, are the ingredients to be taken according to the chicken or for the rice? Eg in this case the ingredients are for the 7kg chicken? and if we decide to go with 7kg rice the ingredients remain the same or should they be scaled up from 5kg rice to the 7kg?
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Qty of Ingredients will be changed according to the qty of both rice and chicken
@saadiabahnan7153 Жыл бұрын
Asw saba baji ye 5 kg ke Biryani me Kitne log kha sakte hai
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
40 log
@rosey1845 Жыл бұрын
Ye kitne members ke liye mam?
@mrinmoyroy8286 Жыл бұрын
Kitne log kha saktein hein??
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
40 log
@ayeshamoin91662 жыл бұрын
Asalamualikum madam isme khova q dale aap boliye
@sabasbestclasses54702 жыл бұрын
Us se biryani ka test badh jata haiiiu..
@Sami-wq9is5 ай бұрын
1kg ki dam biryani ki correct mejorment bata sakti hai
@sabasbestclasses54705 ай бұрын
1 kg biryani video already uploaded in my channel with perfect measurement 😊 Link 🖇 kzbin.info/www/bejne/bZycloZorc1rmacsi=44-Kg_B-pYC9MxVJ