Mashallah classic recipe bahi. Allah ap ke rezak me barkat ata farmy ameen
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Ameen
@PakistanLover123Ай бұрын
Yummy.. excellent ❤
@shaziapatel45372 ай бұрын
Zaberdast
@gulfveloggingmom5302 ай бұрын
Zaburdust recipes
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam
@gulfveloggingmom5302 ай бұрын
@@yousufshahfoodsecret🤲🤲🤲🤲
@saimakiduniya54372 ай бұрын
Shandar ricepi MAA Sha Allah
@alinaqvi62032 ай бұрын
Very nice
@mohsinshahzad39942 ай бұрын
Farooq bhai zabardast yaar maza aaagya
@moazzampasha3792 ай бұрын
MashaAllah bhtreen❤ Chinese mein shashlik ke recipe zror share kren
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@knf3798Ай бұрын
MASHA ALLAH ..bht umda aisiii hi ghr k masaloun sy hi khanay taiyar krna sikhaen hmain humain bht khuch sekhny ko milta h apky khanay or sb sy badi baat k ap video m extra baat video ko lmbaa nh krty to the point baat krty hn dil khush hojata h wrna or video itni lmbiii krdaity hn bnda apni masrof life m nh daikh pataa ..or bht sari duaen apk ly apki nasloun k ly apky chnl ky JAZAK ALLAH❤
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Jazak Allah. Ameen
@NAK1222926 күн бұрын
Aapka samjhane ka tareeka bohot pasand aaya isliye aapke channel ko subscribe karne main dair nahi lagai
@yousufshahfoodsecret25 күн бұрын
Jazak Allah.
@sabaahad82232 ай бұрын
Zindabad farooq bhai
@aLoudSi1ence2 ай бұрын
میں نے نہاری کی فرمائش کی تھی سب سے پہلے۔ بہت بہت مہربانی
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Tabedaar
@aLoudSi1ence2 ай бұрын
@@yousufshahfoodsecret Yousuf bhai aap k channel per 3 garam masalay ki recipes hain. Kon se nihari k lye use karni hai? Aap us ko description mein mention ker den please. Aur peepli ka use kitna karna hai? Allah aap ko khush rakhay.
@SidraAli-ks9rm2 ай бұрын
Behtreen
@AbdulRazzaq-o9s2 ай бұрын
Aoa Bhai woh zbrdast
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam
@NaeemseyalOfficialАй бұрын
MASHALAH bohat zabardast farooq bhai ALLAH PAK. aap k karobar main ,zaiqon main or aap k channel main mazeed barkatein ata farmae Ameen
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Ameen
@syedalam85402 ай бұрын
Bhai, I watch all your recipes regularly and love them. I've a suggestion, if you tell us how many people can eat in a party and also in the restaurant setup, in your each and every recipe. جزاك اللهُ خيراً
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Jazak Allah. Insha Allah
@mrbaloch5699Ай бұрын
Measurement aap bilkol sahi dete hain. 👍
@mahawaheed5912 ай бұрын
Bhat alaw
@nationalfurnitureandinteri47632 ай бұрын
Very nice video brother ❤❤❤❤❤
@iqeditz562 ай бұрын
MASHAALLAH ❤️
@manikhan96632 ай бұрын
Mashallah
@shahidahmed73862 ай бұрын
Asalamoalaikum bhai Farooq aur Zain. Same as usual beautiful, fantastic, delicious Nihari recipe.👍
@Foodilicious-1242 ай бұрын
Sab c pehly bhai apko bohat mubarak ho 30k subscription ki اللہ apko 3 million par bhi ly k jai ameen suma ameen bht salam from Saudi Arabia 🇸🇦
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Jazak Allah. Ameen
@saimakanwal34192 ай бұрын
Thanks for sharing
@forthepeople05552 ай бұрын
MashaAllah
@munazzaumer6532 ай бұрын
Jazakallah Khairan Kasira 🌹 Aap nay Meri fermaish puri kerdi. Bohot he shandar nehari taiyar ki hay aap nay.
@manikhan96632 ай бұрын
Congratulations
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Jazak Allah
@CookingWithHabib20242 ай бұрын
It's so yummy 🤤🤤🤤🤤
@zulfansari90962 ай бұрын
Masha Allah. Thank you for sharing awesome recipes. I followed your Chicken Tikka recipe last Saturday and everyone loved it. Next, we will try this Nihari recipe In Sha Allah. A big THANK YOU from California.
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Jazak Allah
@abdulwasaykhan55192 ай бұрын
Jazakallah bhai buhat hi aala lagrahi hai , bhai plz chicken nihari ki recipe banaye ,
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@XxNormalCatxX2 ай бұрын
Bohat mubbarak ho sir apko 30k 👍 or sir nehari to bohat hi asan hai jo apne banaye MashAllah hum to bus shan k masale se banate the ya phir bus liyaqtabad ki jumma nehari hai wo hi bus test main achi lagti hai apki nehari ki shakal b jumma nehari jesi lag rahi hai to sir test wesa hoga muje to bohat maze ki lag rahi hai zaberdast sir Nice 👍 MashAllah nazer na lage apko
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Jazak Allah
@KureshiAkshabanu2 ай бұрын
Bhut khub😊 allah aap ko or kamyab kare aamin
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Ameen
@knowledgeseekers23898 күн бұрын
👍
@nayababdulmajeed2 ай бұрын
Jazakallah bhai ap ny list 1kg update kr di
@GulKhan-hv5db2 ай бұрын
wow
@abdulghani98922 ай бұрын
bhai kuch chines recipes bhe share kary, jazak Allah
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@farhankala2982 ай бұрын
Sir dall chawal ki recpi btainn❤❤❤
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@Manha11-132 ай бұрын
Bohat bohat shukriya
@aliduggal58802 ай бұрын
Sir, kindly share zafrani Kewra receipe
@FoziaAkram-x1j2 ай бұрын
❤🎉🎉🎉🎉
@anitaimran71922 ай бұрын
Zabardast sabit masoor polav plz
@MalikHabibspiritualhelper2 ай бұрын
السَّلَامُ عَلَيْكُمْ۔ ماشاء اللہ بہت بہترین نہاری بنائی ہے آپ نے۔ 2 تجاویز ہیں اس سے انشاء اللہ مزید بہترین زائقہ آئے گا۔ ایک تو پیاز فرائی کر کے نکال لیں اور کوٹ کر آخر میں نہاری پر ڈالیں۔ اور آٹا ملانے سے پہلے تری نکال لیا کریں آٹا گھی کو جزب کر کے نہاری کو بغیر تری کے کر دیتا ہے اور آخر میں کچھ تری نہاری والے پتیلے میں ڈال دیا کریں اور کچھ کو پلیٹ تیار کر کے اس پر ڈال دیا کریں۔ جزاك اللهُ
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam. Jazak Allah
@SurName-n6q2 ай бұрын
well done thanks
@kiranejaz1095Ай бұрын
Bhai bary k payo ki recipe plz btain
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Insha Allah
@roomanaanjum16822 ай бұрын
Asallam o alaikum farooq bhai hot nd sour soup b sikhaiay ga
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam.insha Allah
@aliabdullah54672 ай бұрын
❤❤❤
@shahzaibsami3496Ай бұрын
Garam masala recipe btaden
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Garam masala recipe channel pay mujood hay . Bbq garam masala. Our garam masala. Jo hum tamam khano mein istaymal karty hay
@AbdulSamad-ci5toАй бұрын
گرم مصالحے کے اجزا بھی بتائں
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Garam masala recipe channel pay mujood hay . Bbq garam masala. Our garam masala. Jo hum tamam khano mein istaymal karty hay
@heena26352 ай бұрын
Bhai bahut bahut shukriya grams mein sari chijen batane ka please chicken nihari ki recipe bhi share kar dijiye Badi meherbani Hogi
@shaziapatel45372 ай бұрын
Mashaallah, Wesey bhaie ziyada mazeydar konsi plate hoti hey Yani ziyada konsi log pasand kertey hey yani bigti hey, Zarur batayey please?
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Nalli ziyada khai jati hy
@user-jmw24jmw2 ай бұрын
Bhai aap chicken nihari bhi bnaye ga
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@saimanasir38722 ай бұрын
ap ki shop kaha h mashaAllah ap k khany bht zyda achy hoty h
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Liaquatabad. Wathsapp 03153396733 Farooq ghouri
@arqamshaikh20542 ай бұрын
Table spoon mai bhi bata dain please
@inzahali9159Ай бұрын
Bhai 2kg ki b nihari banana sekhayen
@yousufshahfoodsecretАй бұрын
Ik kg recipe discription mein mujood hay
@SyedashaguftaShakilSyeda2 ай бұрын
Assalam u Alaikum recipe boht achchy hay mujhy ya pochna hay k Ap ny aata dal kr cover krky 4 ghanty pkaya to Bhai agar ham ghar pr bnye aata lgy ga to nhy pan may or beech may khol kr Chala nhy skte
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam. Nihari dum mein tyyar hoti hay . Recipe follow karay . Our flame ko bilqul zero karay . insha Allah nhi jalay gi . Our mazedaar tyaar hogi
@nayababdulmajeed2 ай бұрын
Assalamalykum bhai kasay hu ap Ap ki mashallah recipe ha ap ny apny comment box may 1 kg Nihari ka detail lika ha is may ap shyad bol gaye ha Zeera , ginger garlic paste ka likhna plz again send karay
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Walaikum assalam. Jazak Allah. Updated
@birdslover34532 ай бұрын
Farooq Bhai 10 kg beef korme ki resipe de mujhy bana hai
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
5 kg beef korma recipe channel py mujood hy . Osko duble karlay
@birdslover34532 ай бұрын
Bhai AP ne Jo qalandari pulao banaya hai is ki choti 1 kg wali recipe shere kare na bhot maze ka lag Raha hai ye
@humerameraj61172 ай бұрын
Please kofta sikhaye
@yousufshahfoodsecret2 ай бұрын
Insha Allah
@humerameraj61172 ай бұрын
@@yousufshahfoodsecret 💐
@timetowakeup12 ай бұрын
zabardast. yar bula lia karo bhai hum subscribers ko taste karnay. hum reviews bhi dey dia karay gay...