Homeopathic or allopathic medicine lene ke bich kitna time ka difference hona chahiye?
@upendrashanbhag6006 ай бұрын
THANKS DR. MADAM FOR BEST INFORMATION.
@santoshhande6 ай бұрын
It's my pleasure
@chetanmehta45387 ай бұрын
Mam Pranam, Aapke sabhi vedeo bahut knowledgeable hote hai. Mai aksar dekhta hu aur yahi karan hai ki meri taklif ko details mai jo ki homeopathy treatment ke liye jaroori hote hai aapki seva mai bhej raha hu. Mam meri age 60yr., Hight 5'-11",Weight 66kg.. muze x-ray mai osteophyte disc reduction upper C3 to C7 and Lower S1, L5 with deficiency of Vit. D3. Other each and all other test/report are normal. Uprise cap. 60K. Vit.D. weekly le raha hu. Stiffness & Khinchav of Top & Back side of head, neck, both shoulder, back, waist & heavyness of stomach. Sleep Late. Semi-Solid Motion daily partially & uncomplete /unstisfactory every morning 2time around 7am and 9am to 11am with must straining & more time with helpless of mind and body with irritation& discomfort / uneasyness at the time of motion. After all the day uniffeffectual disire continuously in mind & body aur afternoon & evening mai motion ke liye jane par some time uncomplete thoda motion aur some time only Gas pass hoti hai vah bhi must straining aur more time with tention. Disease increase by- Sitting, Extremely cold & hot, winter, rainy, claudy whether. Heavy, fatty, spicy, sour food. Mental & Physical work/exertion. Anger,contradiction on genuine matter. Disease Relief by- Khulkar preshar ke sath jab motion complete clear hone par but kabhi bhi complete nahi hote. Early morning Rest in Sun Light with alternate position with some exercise & body Stretching opposite direction. Gentle Stretching with Hard preshar opposite direction by Physiotherapist. Walking in some dry warm whether with some open air. Light & normal food regular in time. After Sleeping, motion, eating, bathing body aur mind mai fresh nahi lagta aur energy bhi khulkar mahsus nahi hoti. Jesa uper mention kiya hai ki motion ek normal person ko daily hona chahiye vah hota tau hai but ek bar mai khulkar preshar ke sath kabhi bhi nahi hota aur every time incomplete ki feeling bani rahti hai. Koi bat ho jati hai tao vah mind se jaldi nikalti bhi nahi hai. Body mai head,face aur baki jagah par sweat (pasina) aata hai but jab se ye taklif hui hai tab se dono pero mai pindli se lekar niche foot aur foot finger tak mai kabhi bhi pasina nahi aat chahe shoes moje pahno ya phir koi bhi whether ho pasina es jagah par nahi aata. Aksar eating ke samay ear ke pichhe neck par pasina aata hai even winter mai bhi 2-3 drop. Night mai 1- 2 bar pani ki pyas lagti hai. Pani ki pyas aur eating normal hai. Urine white normal hai but usme zag aate hai. Lekin urine aur baki other test are normal. Stiffness aur khinchav ki vjah se body posture ko bar bar kabhi right, kabhi left, aur upper karke khinchkar adjust karna padta hai. Mai apne routine work jese eating, bathing wash room ye sabhi tau independently kar leta hu par irritation bahut hota hai slowness ki vajah se. Mam vistar purvak meri taklif ko aapki seva mai bhej raha hu. Kripya Suitable homeopathy medicine ka Marg-Darshan karne ki kripa kare. Mam Aapko Tahe Dil Se Bahut Bahut Dhanyawad.