Zabradast reel ha ya 4500 ki li thi 2018 me or sangra nikla tha phla is reel par 19kg ka
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Kya baat hai apki Avais bhai Mashallah Ek machli mai Pura Equipment ka lara bahar
@nadeemuddin90703 жыл бұрын
Masha Allah Faizan very nice video, jis tarha ki hamari boats hein un per sirf hand line fishing hi banti hey ye tu hamarey dostun ki bila shuba himmat hi hey key Areyh Tereyh beth kar Rod sey game kar letey hein lihaza esey tackles merey hisab sey start mein behtar rehtey hein
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Nadeem Bhai. Bilkul aesa hi hai banda machli khailay tackels ko bachaye ya apnay aap ko bachay
@junaida.siddiqui65493 жыл бұрын
Very nice faizan cheap and nice looking chinese equipment waaow, I hope these equipments lucky for you, god bless you and good luck for your next trip.
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Junaid Bhai, Machli too vvip lagi thi next day jo trip kya tha. Video insha'Allah Friday ko aayegi
@junaida.siddiqui65493 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors Zabardast ماشاءالله
@tfvibe3 жыл бұрын
Assalamualaikum meray pass bhee yahi reel hy bohat achi reel hy
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Walikum asalam, Mera experience bhi yehi hai
@tfvibe3 жыл бұрын
I am you big fan
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Brother
@AliJan-bq1ih9 ай бұрын
Asalam o alaikum Bhai breaded line spinning reel pe kine lb ki lagaen 7000 sres ki reel hai plz btaoye ga zaror
@fishnfunoutdoors9 ай бұрын
40-50 lb
@samiharoon42432 жыл бұрын
Assalam o alaikum WARAHMATULLAHI WABARAKA'ATAHO Can we use trolling reeling for beach casting (long casting) if yes than need recommendations. Thank you
@fishnfunoutdoors2 жыл бұрын
Walikum asalam, as per my knowledge we can use trolling reels only in bottom fishing. line will get tangled if you cast from it
@samiharoon42432 жыл бұрын
Further more please suggest rod and reel for far casting. Jazak Allah
@fishnfunoutdoors2 жыл бұрын
@@samiharoon4243 Penn battle 2 8000, any Chinese carbon fibre rod 12 feet or above
@samiharoon42432 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors jazak ALLAH bro
@karachifishing20233 жыл бұрын
Ye astola par zada acha use hogi chalen phir astola????
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Chalo lekin Pehlay tum fit hojao phir plan karain ge.
@muhammadshahidpatel49133 жыл бұрын
Good information
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Shahid bhai, aap har video pay comments kartay ho, Bohat Shukriya. Mai apsay milna chahta hun
@muhammadshahidpatel49133 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors Love you bro and take care
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Brother
@faizqureshifaizqureshi45272 жыл бұрын
Bhai trolling rod reel ka idea dy
@uzairkhan67213 жыл бұрын
Sir ap trolling reel istemal karna Bata den
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Ok next time insha'Allah
@tahamitaha53483 жыл бұрын
Assalam walaekum kia Hal hai tabiet thek hai sir hamy bhi lay chalo ham bhi apkay subscribers hain 🇱🇾🇲🇬🇱🇾🇲🇬🇲🇬🇱🇾🤭🤩😍😭😈👑💯😘👽👌🤭😭💪⚡
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Walikum asalam Allah Ka karam hai bohat behtar hai pehlay say. Chalo bhai
@kabootarbazi10942 жыл бұрын
fizan bhai ap malik bhai ke shop ke video bnaiy chaina rod,rel k price batay shukrya
@fishnfunoutdoors2 жыл бұрын
price batai hai video puri daikhain
@kabootarbazi10942 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors bhai new price to ye nh hogi hamlog jab jaty hato waha kuch aur price milti ha
@fishnfunoutdoors2 жыл бұрын
Dollar ka imapct to aayega
@nabeelrehman33523 жыл бұрын
Faizan bhai bottom ke liye rod kitne tak ki mil jay gi total reel ke sath
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Chinese setup parega 3000 tak jo kay Kemari say liay sahi rahay ga matlab choti machli aram say ajayegi
@nabeelrehman33523 жыл бұрын
Bhut shukriya bhai
@abuzar52823 жыл бұрын
Bhaii trolling ka season kb TK chalay gaa ?
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Abhi kahatm hogya hai. Ab March mai hoga start or june tak hoga
@kashifaliarshad4440 Жыл бұрын
BHAI ROD KITNA WEIGHT SUPPORT KAR SAKTI HAI FISH KA??
@fishnfunoutdoors Жыл бұрын
30 to 40 lb
@ayeshazaheer6193 жыл бұрын
AoA. May islamabad sey ho muja koi acha fishing shop ka contact no dey. Jin ka pas acha fishing rod and reels mil jayn. Islamabad Rawalpini may both acha fishing rod reels nei milty. Please help.
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Walikum asalam, Karachi mai Pakistan anglers Hub, Mahigeer Watersports Near Jackson Market. Adil Fishing store, Mahigeer Fishing Store Kemari. yeh 4 shops meri recommended hain. Google pay First 2 shops ki location and contact details available hai.
@ayeshazaheer6193 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors thinks 2 shops ke may contact no. Dek lata ho. Baki 2 contact no app send kar dey. Is help ka both both thanks. Islamabd may koi kam ho to zurur bataya ga.
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Aap muje Facebook pay message kardain link description mai hai. Apko sab shops kay contact number send kar deta hun. aap mere reference say contact kar lena. Comments main agar contact number share kya to KZbin spam mai daal deta hai. Wese 2 shops or online store kay contact number description mai bhi likhay huay hain. Us say bhi kam hojaega apka. Bohat Shukriya apka Islamabad kay hawalay say koi kam hua to zaroor yad rakhunga
@umairrana99233 жыл бұрын
If possible use top shot of mono on braid.
@kashananwer43693 жыл бұрын
First 🥇
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
You won my heart 💓, Thanks Brother
@farhanaleem92993 жыл бұрын
Tabyat kesi ha aapki ab?
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Allah ka karam hai bohat behtar hai
@SSHK2373 жыл бұрын
Congratulations Faizan, wish you the very best for your upcoming trips! Why you are keep saying 'ell-bee-ess' (lbs,) instead of Pounds? :D I am feeling so happy for you that you are entering the most fascinating phase of Big Game Fishing! All the very best!!! 💖
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Thanks Kazmi Shb, ahahahaaha, you got me it was a typical Karachiiet accent. Thanks for your support and prayers I have caught a mackerel as well on same reel rod you will see great action in upcoming videos.
@SSHK2373 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors 💖
@hamzamughal20063 жыл бұрын
Kaisi tabbiyat hai bhai
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Allah ka karam hai bohat behtar hai
@sosweetcute0073 жыл бұрын
assalam alaikum 6:48 500 hai 5000 nai word ,.,.,.,.,.,.
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Yes you're right
@23723023 жыл бұрын
ye asif aziz ka contact miljaega
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Description mai likha hua hai
@faizqureshifaizqureshi45272 жыл бұрын
Ab kitne ka milega
@fishnfunoutdoors2 жыл бұрын
double hogai hai price dollar ki waja say
@hussainazam612 Жыл бұрын
hello bhi
@RakahKnipav-ji3dq Жыл бұрын
Hii
@faseehkhan26923 жыл бұрын
Chaloga st murgabi marna han faizan bhai 😉
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Chalo bhai, Naik kaam mai dair kesi
@faseehkhan26923 жыл бұрын
@@fishnfunoutdoors kb chalna ha ya batao ap decide krlo ma ready hun 👍
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
Muje to idea nahi hai kb or kahan hota hai murghabi ka shikaar aap btao kb jana hai
@faseehkhan26923 жыл бұрын
Number share krein apna ap ma rabta krta hun ap sa
@fishnfunoutdoors3 жыл бұрын
muje Facebook pay message kardain link description mai hai