Kaha se buy kare exide luminous ki battery daksakte
@varinderthalwal182611 ай бұрын
Thanks for good video. Mera swaal hai ki, kya sirf tds level hi ek condition hai jo ye batata hai ki distilled water fit hai battery me dalne ke liye ya nahi? Mere area me exide ka distilled water nahi mil raha hai, but local distilled water jo mujhe idher mila , uska tds level 0 hai, kya mai local distilled kar sakta hu? Maine ek chart dekha jisme exide distilled water aur local water ka comparison diya hai, usme aur bhi fields hai , jaise ki (ph, conductivity, hardness , calcium, magnesium) etc? Kya baki fields important nahi hai distilled water select karne ke liye?
@shreesuman149311 ай бұрын
Bahoot hi badiya video hai very informative video 👍 Meri taraf se 1 like aur subscribe😊 Sir ji ek sawal tha ki E rikshaw battery ka pani suk gaya tha ab isme acid mix pani dal sakte hai kiya please reply me🙏
@TechnicalBaba-Ji11 ай бұрын
Agar Pani Suk Jata Hai To Battery Ka Acid Jyada Gadda Ho Jata Hai Jo Battery Ki Plate Ko Kharab Karne Ka Kam Karta Hai Usme Sirf Pani Dalna Chahiye Me Aap Ko Ek Example deta hun Ek Gilase Pani Me 2 Chamch Chinni Dal Do Fhir Usko Aag Par Rakh Do Pani Bhafh Ban Kar Ud Jayega To Pani Jyada Mitha Ho Jayega Ager Usme Hum Chinni Wala Pani Dal Denge To Mitha Aur Jayada Ho Jayega Ese Hi Acid Wala Pani Dalne Se Acid Ki Gravity Jayda Ho Jayegi Jo Battery Ko Bahut Jaldi Kharab Kar Degi.
@ajaykumarjangir4511 ай бұрын
bahut badiya.. thank you.
@TechnicalBaba-Ji11 ай бұрын
Thanks.
@PadmaPanipatar Жыл бұрын
Thank you babaji informative video banane ke liye 🙏
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks
@sonusingh-zr6xw Жыл бұрын
Agar local inverter battery distilled water brand use karein with TDS < 5 ppm, toh battery ki life jaldi khatam ho jayegi kya?
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
5 Parts per million Bahut Chota unit hota hai Battery Ko Koi Farak Nahi Padega Thanks For Comment.
@sonusingh-zr6xw Жыл бұрын
Agar inverter ki battery mein distilled water overfill ho gaya hai toh syringe se thoda nikal sakte hai kya?
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Agar Panni jayada Dal Diya Hai To Us Cell Par Nishan Laga Ke Nikal Kar Rakh Lo Jab Dobara Pani Dalne Ki Jarurat Padi To Usi Cell Me Dal Do Logic Kisi Aur Vedio Me Bta Dunga.
@prashantkrar2925 Жыл бұрын
Sir jee thank you tussii great ho. Useful information. ❤
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks and welcome
@sumitkumar3628 Жыл бұрын
बहुत सुंदर बहुत खुब
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks.
@premramram727711 ай бұрын
Very nice information sir ji
@TechnicalBaba-Ji11 ай бұрын
Thank you.
@ramanandprasad11859 ай бұрын
Bike battery me koun sa water dalen
@kishorkumargupta1668 Жыл бұрын
Bahut badhiya
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Ok Thanks.
@HarishChandra-zz6bb Жыл бұрын
Sir ji e rickshaw me bhi excide ka pani use kr sakta hai.
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Ager E Ricksha Ki Battery Me Pani Dalta Hai To Yahi Pani Badia Hai Aur Ye Pani Kissi Bhi Battery Me Dal Sakte Hai.
@karunakarshetty51066 Жыл бұрын
Nice video
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks
@kamleshprasad7101 Жыл бұрын
Thank you for make it video
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
It's my pleasure
@chandanroy2177 Жыл бұрын
Super knowlege 🙏
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks for liking
@debasishganguly31 Жыл бұрын
Thanks a lot 🌼
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Always welcome
@kishorkumargupta1668 Жыл бұрын
Yapar m kon sa Pani dalna chahiye bataye
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
(Yapar) Me Samja Nahi Aap Kya Puchna Chahte Ho.
@JaiShriRam...108 Жыл бұрын
Kya pani ko ubal kar or normal kane ke baad daal sakte hai kya ?
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Ubalne ke bad kitano mar jayege TDS kam nahi hoga.Pani ke ander jo salt hote he jese sora,namak bo to jab hum pani ko ubale ge jo bhaf banegi usko cantrol karke thada karo to bat banegi. matlab distilled water.
@abhijeetrajpoot14018 ай бұрын
👌👌👍👍
@sameertirkey1047 Жыл бұрын
Paji aap kaun sa ilaka se hai
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Haryana
@V98000 Жыл бұрын
बाबा जी की जय हो 😊😊
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Thanks.
@hirasinghrawate2450 Жыл бұрын
Exide ka pani achha.hai
@TechnicalBaba-Ji Жыл бұрын
Me Battery Me Exide Pani Hi Dalta Hu.
@msb.mithu.11 ай бұрын
@@TechnicalBaba-Jikaha le luminous v gard battery Dal sakte