Bill kol sahi farmaya aapne bahut hi tafsel se samjaya mind blowing wakiya No anniversary celebration No Birthday party No miladunnabi No Warsi No chalis-ma No teeza No dusmi No bisma all sirk sedha jahannam 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
@FerosShaikh-g2v11 ай бұрын
allah aapko sabar aur. himammat se nawaze
@mahboobkhanislamicjankari94234 жыл бұрын
Assalamu alykum wah rahmatullah Mere abbu ka intekhal hogaya 10.10.2020 ko sab logo se guzarish hai magfirat ki Dua Kare amen sumah aaamen ya rabbil alamen
@AimanbinteAzam4 жыл бұрын
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته Allah shifa den apky Walid Saheb ko Ameen
@mahboobkhanislamicjankari94234 жыл бұрын
@@AimanbinteAzam Assalamu alykum wah rahmatullah Mere abbu ka intekhal hogaya 10.10.2020 ko Sab logo se guzarish hai magfirat ki dua kare
@mariyashaikh17553 жыл бұрын
Jazak Allah khair faiz bhai bht kuch sikha hai apse.. Allah apki saari jayez duao ko kabul kare aur apke raaste asan kare. Ameen.
@naturebirdshobby74422 жыл бұрын
ماشاء الله Faiz syed bhai🤲🏻Allah mazeed taraqqi de Apko or apke elm mey,Ameen 💚🇵🇰💚❤🇹🇷❤
@hafsailyas53526 жыл бұрын
Bht Achi Bat Ki Hai .kisi ko samjny k liya bht achy ans mily hain is video say .
@easycookingfood1925 жыл бұрын
Aj meri dawt thi birthday ki lekin m ab us dawt m nhi jaungi
@worldduniya72745 жыл бұрын
duwa kro k teri barat v naa awe..bs sunnat tareeke se nikah ho jaay
@allah-hu-akbar18594 жыл бұрын
Masha Allah sister☺
@tufailkhan12054 жыл бұрын
Allah jannat mein tumhare liye mahal banaye
@RazaAlwani4 жыл бұрын
Daawat*
@shibushibu9164 жыл бұрын
Acche baat Hm bhi Sudra gaye g
@shaiksuhail35704 жыл бұрын
Ya allah make every one to understand and digest the islamic message in oir mind and heart and to follow amennnnnnn
@wazidkhanwazidkhan63663 жыл бұрын
Ftttttn. Llo
@shereennikhat22477 жыл бұрын
MashaAllah ! Great lecture, May Allah ( SWT) guide our ummah n all such celebration & protect us which is forbidden in islam
@FerosShaikh-g2v11 ай бұрын
👌👌👌👌👌👌👌👌👌
@sarasyedahmed35794 жыл бұрын
I also wanted to see the end part of this video
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
BIDAAT KYA HAI ??? Aur Musalmano meh Aaj Deen ki shakal iktiyar kari hui hai aur Jahanam uski Jagha haii. Khalil ur Rehman, abu zaid zameer, faiz sayed kzbin.info/aero/PLFvP_UrQ2Jh9st8eyMAsxP8dbCc-HxqUL Comment kar ke bataein. Samaj aaya ya Nahi toh pouche.
@kausarunnisa075 жыл бұрын
Alhamdulillah. Explaining with example. Super
@zeshanaliawan36435 жыл бұрын
Jazak Allah ...too good information
@sanjidaislam18608 жыл бұрын
Alhamdullilah. And thank you a lot as I have got the right guidance on this topic
@muhammadtalhaehsan7204 Жыл бұрын
JzaakAllah khair
@ummedeenariya5416 жыл бұрын
Masha Allah excellent and right speech👍
@mahaboobmahaboob98945 жыл бұрын
Tank you
@qayumqureshi10 жыл бұрын
Very good information regarding birthday Jazak Allah shaik faiz syed
Koi boltay hay ki cake nahi katana hay...lakin khana banakay khalaysaktay sub ko dawat daykay or jo din birthday hay uskay dusray din manatay birthday tw islam may jayaz hay.
@jackryder67322 жыл бұрын
Well explained. In fact, this didn't come from Christianity, but rather pageant religion who worshiped moon Gods, satanic worshipers, and Pharoah celebrated this in big
@unlimitedfun6436 жыл бұрын
Faiz Bhai Apne birthday ke din sukrane ke taur pa Roza Rakh sakte h kya aur namaz padh sakte h kya?
@shahanasiddiqui95774 жыл бұрын
Faiz us ki birthday par roota hai . Maatam karat hai.
@yasiyasi92897 жыл бұрын
MashaAllah nice information
@imytgaming30413 жыл бұрын
aaap kaha rethe hoo
@yasirkazmi98964 жыл бұрын
A good explanation
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw Giyarvi ka khana aur Fathiha karne ka sawab kzbin.info/www/bejne/f5zCm6Z5mrCcgpo.
@mehakyusuf71003 жыл бұрын
Asslam o alaikum Mere ghr mai mnaate hai log mai nhi manaati hu..Lekin wo bulate hai Nhi jao toh ghr mai jhagde paida ho jaate hai..joint family hai Kya karu ?
@SAK-y6j6 жыл бұрын
Can you show a single hadith which prohibit it
@shahnazbano80685 жыл бұрын
teacher's day celebration in islam ..... please is pr ik video banayen.... Jazak Allah
@sayyuss31746 жыл бұрын
Mashaallha .. may Allah guide all ummmah in right path .........
@hishamsiddiqui2515 жыл бұрын
Jazak allah khair
@kaamkibaaten79416 жыл бұрын
Aaj kal market m ayse saman ki aamtor se khareed w frokht ho rhi jinme haram ya makrooh shay ki milawat hoti hai chahe wo shay khane peene se muta'aliq ho ya perfume dressing wagaira se unki wazahat kr dijiye taaki hame usse bachne m aasaani ho...
@akasabbasi17275 жыл бұрын
Masha Allah 💕
@sarwathusainfansclub7946 Жыл бұрын
Hawala bhi diye kaise mana hai
@imytgaming30413 жыл бұрын
you are so so so so good 🤲👍👍👍👍
@ilyasmomin56503 жыл бұрын
Har ek videos deka par sab sahi hai.. Par WhatsApp status ya instagram status may photos Daal k birthday wish bahot log karte hain, aur normal birthday wish karna kaisa hai? Kyu wish kar sakte hai par cake kaat nahi sakte waise sunne may aaya hai..?
@Saramubeen-kz3em5 жыл бұрын
Aslkm Faiz bhai Mashallah jazak allah
@sajjadhusainkhan68748 жыл бұрын
very good information
@bluesapphire75854 жыл бұрын
My question is that some ppl leave sunnah while praying so is it possible to leave the sunnah or its must to perform it
@ibnOrfi3 жыл бұрын
As far as my knowledge, if you leave Sunnah you won't be sinful . If you leave fard then you're sinful . But by leaving Sunnah you're leaving a lot of reward which could be urs
@Abu_Prodigy1472 жыл бұрын
@@ibnOrfi that's true knowledge you are giving .. great work .. keep it up 👍
@ibnOrfi2 жыл бұрын
@@Abu_Prodigy147 jazakallahu khyran
@mirzashahista79915 жыл бұрын
Mufti akmal sahab ne kaha birthday manana gunah ni he.It's confusing me what should I do or what shouldnot do.
@mirzashahista79915 жыл бұрын
@@oliatunhabiba8627 thank you somuch for your reply inshallah I will not do that thing which is haram
@aftab-shaikh3 жыл бұрын
@@oliatunhabiba8627 jazakallah khairan
@noorjahannaaz73312 жыл бұрын
Masha Allah very nice 👍
@ThisisRaqeeb3 жыл бұрын
Kya hum baccho ki zidd per ek do din pehle dawat de sakte h ya cake khela or Khaa sakte h sirf baccho ki zidd uska maqsad birthday na ho
@captainbarbosa13492 жыл бұрын
Nabhi ne to car bhi nhi chalayi mobile bhi nhi chalaya fir kya karee??
@mohammedarif60584 жыл бұрын
Jazaak Allah
@fiorfior92055 жыл бұрын
Sahab agar zaroorat poori ho gayi to jitna chahiye tha utna kamaliye to agar glass aadhi Khali hai to bhari bhi to hai ye nhi dekho ge
@yakshantechnology5 жыл бұрын
Sir mai jha office mai kam krta huu or jis society May reh ta hu wha ger muslim hai or wo log invite krtay hai to kiya unkay ghr bhi khana khana ya birthday party mai jana hram hai. Regards, Yakshan Technology
@akibali88893 жыл бұрын
Ma SHAA ALLAH, jazak ALLAH
@dr.abdullahshahqadri40542 жыл бұрын
Iski taqreer sunna waqt zaye karna hai....
@khansana94504 жыл бұрын
You are absolutely right 👍💯😊
@Hamzakhan-sb5pw4 жыл бұрын
Alhamdulillah
@shadmanansari42086 жыл бұрын
Mashallah
@asmafatima6386 жыл бұрын
Bilkul Sahi Faiz Bhai.Aisa hi hota hai.Maahol Ka asar bohot padhta hai.
@mahaboobmahaboob98945 жыл бұрын
Shukriya aaptu ny banya
@khalilqadri773 жыл бұрын
Jazakallah khair bhai
@jakas-tc3ov6 жыл бұрын
Mashallah Barak allah
@mohdahtesham74645 жыл бұрын
Assalamualaikum Mujhe Janna tha birthday celebration kis hadees me Mana kia gya h kisi ko jwb Dena h eske regarding???
@hirarizwan83895 жыл бұрын
Walaikum Assalam Aap yeh bataye k kis hadees sd bday manana sabit hay? Kya hamaray Nabi saw ne manai, ya kisi sahaba ne? Jab unho ne nhi manai aur un k baad hum koi aisa amal khud se nikal lain to woh biddat may aata hay, chahay kitna hi acha amal kyu na ho... Aap poo h rahay hIn kis hadees may mana hay to aap bata dain k kis hadees may mananay ka hukum Diya gaya hay?
@uvaisahmadofficial64213 жыл бұрын
Meri dawat aayi hain friend ka birthday Hain 12 September ka but me jaunga nhi
@RehanAli-th9iw4 жыл бұрын
Shabe kadar ka khana kaise hram hua Jra bta sakte ho aap
@noorulain13913 жыл бұрын
Kya Dua de skte hai...??
@SaifKhan-ji2dn5 жыл бұрын
Nabi a.s.peer ke din roza rakhte te. Kisi ne poocha tu farmaya ke isi din meri veladat hovi
@aslaveofallah94225 жыл бұрын
Toh roza rakho dawatein Kyun celebration Kis baat ka qurban jaun nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam par jaise roza aur eid ka celebration kabhi ek saath nhi hota vaise hi apni viladat k din roza rakh kr apne ye saabit kr diya k viladat par celebration nhi ho skta
BIDAAT KYA HAI ??? Aur Musalmano meh Aaj Deen ki shakal iktiyar kari hui hai aur Jahanam uski Jagha haii. Khalil ur Rehman, abu zaid zameer, faiz sayed kzbin.info/aero/PLFvP_UrQ2Jh9st8eyMAsxP8dbCc-HxqUL Comment kar ke bataein. Samaj aaya ya Nahi toh pouche.
@behappy32772 жыл бұрын
Good examples
@afzalashaheen59176 жыл бұрын
Mash Allah
@zohraimranzohraimran1174 жыл бұрын
very nice 👌 faiz Bhai
@tauqeeransari76975 жыл бұрын
MasaahAllah ya Allah es gande amal se bacha imaan walo ko Aameen
@mirahmer83414 жыл бұрын
Why people celebrate Miladun Nabi that too with full enjoyment, fire crackers, like a Eid why ? If celebrating birthday is Haram ?
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
BIDAAT KYA HAI ??? Aur Musalmano meh Aaj Deen ki shakal iktiyar kari hui hai aur Jahanam uski Jagha haii. Khalil ur Rehman, abu zaid zameer, faiz sayed kzbin.info/aero/PLFvP_UrQ2Jh9st8eyMAsxP8dbCc-HxqUL Comment kar ke bataein. Samaj aaya ya Nahi toh pouche.
@tufailkhan12054 жыл бұрын
From now and onwards, I will not celebrate my birthday
@abdulmotlibchoudhury60957 жыл бұрын
Masalaalah
@monsurali44807 жыл бұрын
mashallha ok
@blacklover29054 жыл бұрын
Jazakallah
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw Giyarvi ka khana aur Fathiha karne ka sawab kzbin.info/www/bejne/f5zCm6Z5mrCcgpo.
@husenshaikh44166 жыл бұрын
ap hmesha isi tarha whaite kapde q nhi phente masha allah ap bhot khubsurt lgte bho👌👌
@creativeideas0123 жыл бұрын
Sheikh bhale he ho lekin insaan bhi hain aur insaan ko badlaao pasand hota hai khaaskr libaas me Na he RasoolAllah SallAllahu alaihi wa sallam ne hamesha bilkul saada libaas pehna Jo tohfe me unko dya gaya wo bhi pehna
@azazkhan82066 жыл бұрын
masha Allah
@mdayeshaparveen93474 жыл бұрын
Sahi bole faiz bhai
@RajuKumar-zj6sf4 жыл бұрын
Teacher day bolna kaisa h
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Koi dikat nahi hai.video dekhe jane bidaat kya hoti hai.
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw Giyarvi ka khana aur Fathiha karne ka sawab kzbin.info/www/bejne/f5zCm6Z5mrCcgpo.
@KK-tp2eu4 жыл бұрын
Sehi bt h😍
@sarwathusainfansclub7946 Жыл бұрын
Kya nabi ne youtube istemal kiya ya phir aapki tarah ghadi pahni kya is tarah ki topi pahni kya mike video ka istemal kiya iski sharai hasiyat kya hai
@Prince-Ibrahim8 жыл бұрын
great inshallah
@fazlurrahman24794 жыл бұрын
Masha Allah SubhanAllah
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw
@sayyedumair36163 жыл бұрын
Ji aap alaihissalaam har peer ko roza rakhte the.aur peer aapki wiladat ka din hai so plz logo ko gumrah na karen aur salgirah se murad saal gira nahi hai so ...plz right guidance de
@naushadali11223 жыл бұрын
Well explained!!!
@zseditz21364 жыл бұрын
Hamare nbi ne to car bhi nhi chalai to iska ye mtlb nhi na ki car chalana haram h Quran me kahin me mention nhi h ki birthday manana galat h
@fawazayub14032 жыл бұрын
Phroan kuda declare Kiya tha us din pehla birthday phroan ka manaya gaya tha ye birthday ka origin hai Christian kanahi hai
@rabiabegum62657 жыл бұрын
Kya khana khana birthday ki or invite hona dawat may sahi hay ya galat
@safa73606 жыл бұрын
Galat hai
@ImranShaikh-dc3wt5 жыл бұрын
But aap to deewali ki pooriya to jayz kahte hai To phir subraat ka halwa kaise haram ho gaya Jis halwe pe quran padha gaya ho woh haram kaise ho gaya.
@faisalindian2 жыл бұрын
Imran bhai baat woh nahi hai agar sharab pe quraan par lenge to kya woh halal ho jayega, baat ye hai ki shabebarat hum din ke taluq se karte hai aur halwa bhi hum nabi se jor kar banate hain jo kahin koi quraan ya hadees se sabit nahi hota aur deen me kami aur besi ki jagah nahi hai aur usi ko bidaat kahte hai. Haan waise halwa khane me koi problem nahi hai.
@ImranShaikh-dc3wt2 жыл бұрын
@@faisalindian To diwali ki mithaai ko quraan ki kaun si aayat se jaayz sabit kiya aap logo ne
@Ai113072 жыл бұрын
Roja rakh sakte hai bacche k salgirah p uski khusi k liye
@nobitakevideos59254 жыл бұрын
Mujhe nahi lagta Quran ya hadees me kahin likha hai k ye jayez nahi hai.
@hayar61954 жыл бұрын
to kya quraan ya hadees me manane ka hukum diya gya hai??
@safanaaz74714 жыл бұрын
Intna bayan sunne ke baad bi samj nahi ara kya brithday mana na gunna hai 😡
@nobitakevideos59254 жыл бұрын
Nai, Gunah kaise hai mujhe samaj nahi araha. Agar mera b'day mai kisi yateem ko khana khilake kisi gareeb ki madad karke manau to isme burai kya hai?? Gunah to tb hoga jb mai DJ alcohol etc use karun.
@safanaaz74714 жыл бұрын
Aap ek kam karo apko itni kushi hai na tu rooza rak le
@safanaaz74714 жыл бұрын
Garibo ko khana is bare me hame kuch malum nahi isliye ham kuch bol nahi sakte us bare me
@mohammadafzal45477 жыл бұрын
Masallah
@azizkhan80022 жыл бұрын
100% Pesa haram bola apne agar 50% ya 100% se Kam hua to tab bhi haram hi hoga ?
@waqarshaikh41244 жыл бұрын
Sorry sir mene apko glt smjha mujhe maaf krna
@mohdfarooq59642 жыл бұрын
Birthday Manaa Jaiyaz Nahi Bol Ney Wale Phelay Yeh Batah Jub Quran Aur Hadees May Kahi Manaa Nahi Toh Tum Kaun Hoo Manaa Karney Wale???
@muhmmadyasirjameel69074 жыл бұрын
Qubani ka meat khana bhi haram hai kyuki uski nisbat gairullah ki taraf hai jaise ye meri ammi ka naam ka hai ye mere abbu ke naam ka hai۔۔۔۔۔jis chiz ko Allah ne haram nahi kiya molvi sahab ne haram kar diya۔۔۔itna bada masla bata diya par na koi Quran ki ayat padhi or na hi koi hadees mai sirf Quran or hadees ki maanta hu kisi molvi sahab ki baat nahi maanta
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw Giyarvi ka khana aur Fathiha karne ka sawab kzbin.info/www/bejne/f5zCm6Z5mrCcgpo.
@nadskhan62505 жыл бұрын
Happy birthday🎂
@SaifGuru6 жыл бұрын
True
@muqadasmunawar1089.14 жыл бұрын
gd
@basicknowledgeofislam30094 жыл бұрын
Bidaat kya hai ???? kzbin.info/www/bejne/famVkKWZoat2htU Aur ye sab BIDAAT NAHI HAI . kzbin.info/www/bejne/pKDTp6yjhrGnbw Giyarvi ka khana aur Fathiha karne ka sawab kzbin.info/www/bejne/f5zCm6Z5mrCcgpo.
@mikailislam67902 жыл бұрын
Funny that everyone comments in English but the guy in the video speaks not English
@muhammadmazherali82378 жыл бұрын
really great lecture...
@shaikhkausar63684 жыл бұрын
Birthday wish karna jayz hai ya nahi plz reply
@safanaaz74714 жыл бұрын
Wish nahi karna chahiye galat hai
@islametawheedmsg57076 жыл бұрын
Birthday par roza rakh sakte h?
@shaziashareef44806 жыл бұрын
Bilkul
@faiyazahmad20942 жыл бұрын
Hakikat ki shariyat Ladka and ladkiyon ki
@faisalindian2 жыл бұрын
Dear sir, We don't celebrate birthday as Amaal or as sunnat aur farz so bidaat is not relevant here. No2 we don't celebrate birthday in the memory of cristmas. So there is no question of following yahudi nasara. No3 Is there is authentic hadees where it is prohibited? Or barred by the Prophet SWA? No4 where there is no instruction about anything it's become personal choice but doing any act or deed prohibited in that day like drinking alcohol, dancing, singing is wrong. But having a get together into lunch or dinner is not wrong. If you had any relevant dalil where it is prohibited by Allah or its Messenger then please provide. Yes I do agree birthday or anniversary of any dead person is lead to shirk so it is haraam.
@wqr4945 жыл бұрын
sir kia y darust ni k shariyat m wo cheez mana hoti hai jiska yaan tu Quran m yaan Hadith m btaya gaya ho k wo ghalat ha, mere sath mere bachay nay aik saal guzara m bohat khush hun mgy Allah ke naimat ka ehsas ha aik saal bad uske birthday walay din m apnay dost ehbab or gareebon m khaana daita hun iss m ghalat kia ha, prove with Hadith or Aayat not your logics, Thanks
@hirarizwan83895 жыл бұрын
Nabi pak sallallahu alaihe wassallam ka amal bhi batanay k lye kaafi hay k kya sahi hay aur kya ghalat.. Bday ka amal na hamaray Nabi saw ne kia na kisi sahaba ne... Agar acha hota to woh bhi kia krtay aur hum bhi krtay... Kabhi bday walay din yeh sochain k aik poora saal guzar gaya aur mene kia kiya, kitnay naik amal kiye ya Allah subhan o talah ki kitni nafarmani ki ya phr Allah subhan o talah ki muhabbat hasil ki... Bacho ki mana rahay hain to pooray aik saal k arsay may us bacho ko kitna Allah talah se qareeb kia... Sochnay ki baatain hain... Khushi k lye koi din khaas nhi... Kisi bhi din aap logo ko jama karain, khana khilyain... Acha amal hay... Bday k naam se khas krdena kya zaruri hay?
@nufca87615 жыл бұрын
Aap ney kaha saalgirah manana shariat mein jaaiz nahi... pls Quran, hadees ya sunnat ka reference den jis sey saabit ho keh Allah or us k Nabi Sallallhu Alaihi Wasallam ney is sey mana farmaya hai. Saalgirah ka khana kaisey haram hua wazahat karen.
@hayar61954 жыл бұрын
to plz aap bhi ye bataden na ki ke kaunsi hadees me likha hua hai ki birthday manana jayez h
@nufca87614 жыл бұрын
@@hayar6195 Ahaadees mein jo mana kia jaata hai wo daleel hoti hai or jo mana nahi wo mustahab hai. Agar aisey dekhen gey to hazaron kaam jo ham roz kartey hain wo ahadees main nahi hain kionk wo mustahab hain ye jaiz.
@safanaaz74714 жыл бұрын
Jab brithday hi haram hai tu uska khana kaise kahaya jasakta hai kya log hai itna bi nahi samjhte