No video

Butter milk machine run when we round in Hindi -छाछ मशीन घुमाने पर चलती है। Full guide in Hindi

  Рет қаралды 39,427

Jeenwal Experiment

Jeenwal Experiment

3 жыл бұрын

Chhachh machine ghumane par chalti hai kaise theek Karen.
Is video mein aap Jaan payenge ki chhachh machine ghumane par chalti hai to kaise theek Karen,
butter milk machine ghumane per chalti hai kaise theek Karen
Butter milk machine round karane per chalti hai kaise theek Karen.
Is video mein aap Jaan payenge ki Jo hamari buttermilk machine apne aap nahin ghumti hai to isliye theek karne ke liye ye humne is video mein Puri tarah se acche se thik karke samjhaya hai aur is video ko dekhne ke bad doston aap apni buttermilk machine ko ghar per hi thik kar sakte ho Bina koi paise kharch kiye.
Chhat machine ko ghar par kaise thik kar sakte hain

Пікірлер: 64
@sanjaytaakhisar
@sanjaytaakhisar 2 жыл бұрын
Bahut badia bhai...👍🙏
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Thanks 👍
@shivayearningtricks1121
@shivayearningtricks1121 3 жыл бұрын
Thank you bhai
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
Thanks bro👍
@dharmjeetpal9877
@dharmjeetpal9877 9 ай бұрын
Nice bhai ❤
@navalbairwa2405
@navalbairwa2405 3 жыл бұрын
Achche se samjh aya h
@vijayjeenwal3220
@vijayjeenwal3220 3 жыл бұрын
Nice video
@vijendarjeenwal3214
@vijendarjeenwal3214 2 жыл бұрын
Bahut accha video hai
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
thanks 👍
@rameshkawade7574
@rameshkawade7574 5 ай бұрын
Speed control and auto reverse forward
@SunilKumar-hc9ro
@SunilKumar-hc9ro 3 жыл бұрын
Thanks bhai 😀
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
welcome sir👍👍👍
@vbb2227
@vbb2227 2 жыл бұрын
Very nice video
@jeetmathsclasses
@jeetmathsclasses 3 жыл бұрын
Bhai condencer bhi shi h fir bhi ghumane pr hi ghum rhi h
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
sir aap ki machine jaam nhi h to, aap ki machine ki winding week ho gayi hai isliye vah new capacitor hone ke bad bhi ghumane per chal rahi hai to aapko uski winding karane ho gai.
@jeetmathsclasses
@jeetmathsclasses 3 жыл бұрын
@@JeenwalExperiment thnx sir
@ashoksinhchauhan7989
@ashoksinhchauhan7989 2 жыл бұрын
Sir capesiter badal ne ke bad bhi nahi gumta he to kya kare plz Ripley Sir hath she gumane she dono taraf gumta he to kya kare Usme kya problem hoga to sir
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Sir, aapki Madani machine ki winding andar se short ho gai hai isliye vah donon taraf hath se ghumane per ghoom rahi hai , kyunki vah load nahin le Rahi Iska solution yahi hai ki aap apni Madani machine ki rewinding karva Lo...
@ashoksinhchauhan7989
@ashoksinhchauhan7989 2 жыл бұрын
Sir bodi short bhi nahi to kya kare plz Uske bush ki vajah she ho shkta he aesha plz Ripley
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Aapki motor jaam nahin hai free ghoom rahi hai aur uska capacitor bhi theek hai aur motor chalne per load nahin le Rahi to use motor ki jo andar ki running aur starting winding Hoti hai vah aapas mein short ho gane per ye problem ho jati h
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Ye problem rewinding karva ne per hi theek ho sakti hai
@ashoksinhchauhan7989
@ashoksinhchauhan7989 2 жыл бұрын
Tnx sir
@bhagwatidangi7852
@bhagwatidangi7852 Жыл бұрын
Good
@Gamer_free_fire76
@Gamer_free_fire76 20 күн бұрын
3.15 mfd ka lga. De to chalegi kya bhaiya
@golujeenwal3218
@golujeenwal3218 3 жыл бұрын
Nice
@bhullar759
@bhullar759 2 жыл бұрын
Bai meri motor da capacitor v new la dita bearing v sahi e fr v push kre bina ni chldi
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Sar ji aap ki motor ka capacitor, bearing ,connection sab kuchh theek hai aur fir bhi push kre bina ni chal rahi hai to aap ki motor ki winding week ho gai hai. Sar ji aapko motor ki winding badwani hogi.
@ramchanderbairwa5055
@ramchanderbairwa5055 3 жыл бұрын
Mast h
@viveklodhi2007
@viveklodhi2007 Жыл бұрын
Same problem
@udaythakur5499
@udaythakur5499 Жыл бұрын
Bhai capisitar to ho rha hai charge per fir bhi same problem hai kya kru
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Sir, aapki Madani machine ki winding andar se short ho gai hai isliye vah donon taraf hath se ghumane per ghoom rahi hai , kyunki vah load nahin le Rahi Iska solution yahi hai ki aap apni Madani machine ki rewinding karva Lo...
@udaythakur5499
@udaythakur5499 Жыл бұрын
@@JeenwalExperiment ok
@kaptansinghtomer7972
@kaptansinghtomer7972 Жыл бұрын
Capistor change karne ke baad bhi same problem hai Bhai Ji
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Agar aapke machine ka capacity theek hai aur bearing bhi theek hai to aapki machine ki winding kya hai kamjor ho gai hai isliye isko winding karao to ye problem theek ho jayegi
@sandeepsharma-tb8jn
@sandeepsharma-tb8jn 2 жыл бұрын
Bahi mari mashin daka laga kar chalti ha aur garam bahut jyda hoti ha aur 2 kg dudh sa upar nahi bulti ha
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
sar aapki ki machine main agar bearing ,capacitor or connection theek hai to aap ki machine ki winding week ho gai hai. vah load nahin le rahi hai isliye vah garm Ho jaati hai. is problem mein starting aur running Koyal aapas main fault Ho jaati hai isliye machine acche se run nahin kar paati sar aap winding karva Lo machine theek ho jayegi.
@murarisingh3460
@murarisingh3460 2 жыл бұрын
Bhaiya back side mein Dhire chal rahi hai Iske kya Karan hai
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Hello sir , aapki machine ka capacitor bilkul theek hai Aur Ek Taraf sahi se chal rahi hai to... Aap ki machine ki back side wali winding Koyal Garma kar week ho gai hai isliye yah back side Mein Dhire chal rahi hai to isko Jab Tak Chal Rahi Hai Jab tak chalne do FIR bad Mein winding Karva lena...
@rajivbidwai4636
@rajivbidwai4636 3 жыл бұрын
Kaha pe hame ya machine mil sakti hai or price kya ha uska
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
Electronics shop pe mil jayegi price 700 se 1000 rupaye Tak mil jayegi..
@PlayStore-ev4sm
@PlayStore-ev4sm Жыл бұрын
Bhai agar capacitor bhi thik ho ,aur wire bhi saare sahi ho fir bhi chal nahi rahi ho to
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Switch ko bhi check kar lena vah theek hai ya nahin agar switch theek ho to fir motor andar se shot ho gai hai to uske liye usko shop per hi jakar repair karvana hoga.
@topupclips6978
@topupclips6978 2 жыл бұрын
Sir moter ghoom to rahi h lekin छाछ मे dalne par nahi ghumti
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Sir, sorry reply deri se karne ke liye Sir, apki motor bilkul free ghoom rahi hai aur capacitor bhi theek hai to aapki motor ki winding week ho gai hai to uski winding Karva Lo yah problem theek ho jayegi....
@CutypieYasmeenVlog615
@CutypieYasmeenVlog615 Жыл бұрын
Same problam meri bhi
@user-xm2nb6cf2b
@user-xm2nb6cf2b 3 ай бұрын
Are yaar batan to on kr capestr to laga diya battan on kr pahele
@SilentLoverblog
@SilentLoverblog Жыл бұрын
Meri machine Bar bar brtan se Gir rhi h pls help
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Aapki machine ki jo ghumne wali le Gaye usmein band ho gaya hai isliye, Jo aapki machine ki leg hai uske donon nut khol kar usko sapat mein se halka sa ghuma kar wapas donon natonko kas de use hi theek ho jayegi
@sandeepkumarbugwan8503
@sandeepkumarbugwan8503 3 жыл бұрын
Mere paas be aise he mashine h,,,kya kru,,,or mera to capester be theek h
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
Sir aap ki machine ke bering aur capacitor theek hai aur aap ki machine chalte samay garam ho rahi hai yah load nahin le rhi to aap ki machine ki winding kharab ho gayi hai. To aap apni motor ki winding banva lo aapki problem theek ho jayegi.
@pawanpandit4781
@pawanpandit4781 2 жыл бұрын
Dhaka Dene par chalti h capester b change kr diya h
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Sir aap ki machine ke bering aur capacitor theek hai aur aap ki machine chalte samay garam ho rahi hai yah load nahin le rhi to aap ki machine ki winding kharab ho gayi hai. To aap apni motor ki winding banva lo aapki problem theek ho jayegi.
@hansrajmeghwal2187
@hansrajmeghwal2187 Жыл бұрын
हमारी मशीन टाइट चलती है
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Machine ke bering ko petrol se saaf karke Girish dal do sahi ho jayegi
@sandeepupadhyay3285
@sandeepupadhyay3285 2 жыл бұрын
Jaam ho Jane par kya kare
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Yah do prakar ki hoti hai 1. Bearing wali e jismein dono bearing ke upar plate lagi hoti hai usko khol kar bearing ko petrol se saaf karke Girish bhar dena hai. 2. Aur dusri bus wali hoti hai jismein bus main oil Sukh jata hai to usmein hamen motorbike ka naya oil donon bus me daal dena hai.
@Jai_Singh_Rathore7773
@Jai_Singh_Rathore7773 Жыл бұрын
Bhai esse se bhi thik nhi ho rahi h,ye problem,
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment Жыл бұрын
Sir, aapki Madani machine ki winding andar se short ho gai hai isliye vah donon taraf hath se ghumane per ghoom rahi hai , kyunki vah load nahin le Rahi Iska solution yahi hai ki aap apni Madani machine ki rewinding karva Lo...
@charnsinghsaini8888
@charnsinghsaini8888 3 жыл бұрын
Nahi chalti
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 3 жыл бұрын
Same problem hogi to jarur chalegi
@rosmovies001
@rosmovies001 Жыл бұрын
Bekar
@vijendarjeenwal3214
@vijendarjeenwal3214 2 жыл бұрын
Nice video
@JeenwalExperiment
@JeenwalExperiment 2 жыл бұрын
Thanks
@aadershelectricalandmlmnet5902
@aadershelectricalandmlmnet5902 3 жыл бұрын
Nice
لااا! هذه البرتقالة مزعجة جدًا #قصير
00:15
One More Arabic
Рет қаралды 50 МЛН
小丑把天使丢游泳池里#short #angel #clown
00:15
Super Beauty team
Рет қаралды 33 МЛН
Excellent welding technique using spark plugs and 12V battery
12:01
Power bank module kaise kharab hote hai ||
4:03
electric boy
Рет қаралды 11 М.
Make it for Defense
10:25
DIY Crossbow
Рет қаралды 11 МЛН