Ma shaa Allah Jazak Allahu khair Allah aap ko is ka ajar de. Aur bhi Qurani ilaz upload karte raho. Aameen
@khamoshi21086 жыл бұрын
asalam o alaikum Mufti shab agr yeh amal jo dosra apne btya hy wo patient khud na kr saky tu, kya wo amal patient ki beti ya beta kr sakty? plz guide me properly jazakAllah
@IslamicLifeNetwork6 жыл бұрын
Qur'an ke tilawat karne aur qur'an ki ayeton ke wird karne se sari musibaton ka hal mil jata hai . sir ye hai ki niyat sahi ho aur pakizgi ke saath rahe. amal patient ke liye liye koi padh sakta hai agar patient padh nahi sakta to. insha allah sifaa hogi