Рет қаралды 1,460
Welcome to Chai-break sessions, don't forget to bring your own chai!
Aaj jaane ki zidd na karo- A nazm written by Fayyaz Hashmi and originally sung by Farida Khanum.
Lyrics:
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Yun hi pehlu mein baithe raho
Yun hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Haaye marr jayenge
Hum toh lutt jayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Tum hi socho zara kyun na rokein tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tum ko apni qasam, jaane jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zidd na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyaan yehi hain jo aazaad hain
Chand ghadiyaan yehi hain jo aazaad hain
In ko kho kar, meri jaane jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd na karo
P.S. I do not claim any right to any part of it and it is not meant for any commercial interpretation whatsoever.
You can also find me here:
Soundcloud: / sarahmehdi
Facebook: / sarahmehdi2810
Instagram: @sarah__mehdi