Lehsun Ki lal Chutney | لہسن کی چٹنی | लहसुन की चटनी | Chutney Recipe || Chef Saadat

  Рет қаралды 42,749

Chef Saadat

Chef Saadat

Күн бұрын

To watch previous Meri Amma Kay Khanay Episode Click the link 👇
1. Aloo Gosht 👇
• New Season Starting fr...
2. Chakoor Paratha / Healthy paratha / Meetha Paratha 👇
• Chakoor Paratha / Heal...
Social Media Accounts:
Website
Link: www.chefsaadat...
Facebook - Chef Saadat
Link : / saadatsiddiq. .
Instagram - Chef.Saadat
Link: / chef.saadat
Email :
Id: info@chefsaadat.com
Music: Spring In My Step - Silent Partner • Spring In My Step - Si...
#CHEFSAADAT #FOODRECIPES

Пікірлер: 277
@nighatparveen8862
@nighatparveen8862 7 ай бұрын
اسلام علیکم ریسپی پسند ائی
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Shukrya
@itsdelicious4977
@itsdelicious4977 Жыл бұрын
Chef Jis kapray dhony k danday ka aap ny poocha hy usay asal main KitKa kehtay hain jo baad main kitta bana. دھوبی کا کتِا نہ گھر کا نا گھاٹ کا۔ to asal main woh kitta hy kutta nhi.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul yeh story mainai suni hoi hai
@pakistanipakistani4856
@pakistanipakistani4856 Жыл бұрын
Bhaiya thanks, I had been looking for this recepi my mother used to make this chutney on Sundays with Parathas. Please share more of your old family recepis.
@mysongs2733
@mysongs2733 Жыл бұрын
Hamarey haan abhi bhi word patra use hota hai we are from Delhi but our children are not used to of these words. But I love all old traditional things whether they are words or dishes.
@chefmum4096
@chefmum4096 11 ай бұрын
One of the utensils names were Kafgeer, doughee, karchaa, tashlaa, bintoyee. ان میں سے کچھ برتنوں کے نام یہ تھے۔ کفگیر، ڈوئی، کرچھا، تشلا، بِنٹوئی
@NasreenKhan-mc3kv
@NasreenKhan-mc3kv 10 ай бұрын
السلام علیکم سعادت صاحب آپ کی باتیں بہت اچھی لگتی ہیں میں انڈیا کے شہر ممبئی میں رہتی ہوں میرے آباواجداد آگرہ سے تھے آپکے کھانے ویسے ہی ہیں ہم نے سیگڑی پر الٹے کی روٹی بناتے تھے جبکہ گیس ہوتی تھی گھر میں کیوں کے ہماری دادی کو گیس پر پکی روٹی پسند نہیں تھی پٹھرے پر بیٹھ کر خوب مکی لگا کر آٹا گوندھا ہے پٹنی سے پیٹ کر کپڑے دھونا سب کیا ہے اللہ تعالی ہماری دادی کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے انہوں نے ہمیں کھانا پکانے کا سلیقہ سکھایا آپ کا شو دیکھ کر پرانی یادیں تازہ ہو جاتی ہیں اب میں ریٹائر ہو گی ہوں جاب سے لیکن کھانا خود ہی بناتی ہوں ہمیشہ خوش رہیں أباد رہیں
@ChefSaadat
@ChefSaadat 10 ай бұрын
Shukrya and pasand kurnai ka, bus aik choti se koshish hai ke hanarai khanai or riwayatai Zinda rahai Sakai hamari agayi wali nasal ke leye. Allah apko khush rukhai or apki dadi or tamam guzar janai walo ko aja at mai Ala muqam ata furmyai
@farahjabeen6328
@farahjabeen6328 Жыл бұрын
Wow chef purani yadein taza krdi . ye beaf pulao k sath bht ziada mazey ki lagti hy
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul yeh combination tu mai bhoul hi gya tha - thanks for reminding
@neelamshah4281
@neelamshah4281 4 ай бұрын
You talk too much yaar, just do the thing
@meharabbasi6543
@meharabbasi6543 Жыл бұрын
اماں کے ہاتھ کی اور چٹنیاں بھی بنانا سکھائیں ؟ روسٹڈ لہسن کی چٹنی ناریل کی چٹنی تل کی چٹنی خشخاش کی چٹنی مونگ پھلی کی چٹنی کھجور اور املی کی ٹافی جو سعودی عرب میں ملتی ہیے یا کھجور املی کی چٹنی ٹماٹر کی چٹنی
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Done hai
@jdkizambeel6161
@jdkizambeel6161 11 ай бұрын
سعادت بھائی آپ اچھے کھانوں کی طرح اچھی یادیں بھی سطح آب پر لے آتے ہیں اور جس طرح آپ اپنی امی کو یاد کرتے ہیں تو میں بھی اپنی امی کو یاد کرکے دکھی ہوجاتا ہوں۔ ابھی حال ہی میں آپ ک چینل دیکھنا شروع کیا ہے اور آپ کا سادہ انداز دیکھ کر آپ سے دوستی کرنے کو دل چاہتا ہے۔ میں خود بھی اچھے کھانے بنا لیتا ہوں مگر آپ کا انداز اور دیگر معلومات بہت اچھی لگتی ہیں اور پرانی مرادآبادی چیزیں یاد آ رہی ہیں مثلا پتوڑے لہسن کی چٹنی۔ 90 فیصد لوگوں کو تو پتوڑوں کا پتہ بھی نہیں ہوگا کیا امیزنگ اسنیک ہے۔ میں تو کینیڈا میں رہتا ہوں اور آپ سے کافی کچھ سیکھ رہا ہوں آپ دلچسپ اور بہت ہی محبتی انسان لگتے ہیں۔ خوش رہو میرے دوست تمہارے واسطے دل سے مکاں کوئی نہیں بہتر جو آنکھوں میں تمہیں رکھوں تو ڈرتا ہوں نظر ہوگی جاوید عفی عنی
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Mash Allah or Shukrya in achai alfazo ka bus dua kurai Allah aise hi apni riwayaton ko Zinda kurnai ka moqa dai . 🙏
@adilaahmed1
@adilaahmed1 Жыл бұрын
❤️such a genuine gentleman - with a sense of humour ❤
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
🙏
@وسیم-غ1ف
@وسیم-غ1ف Жыл бұрын
سب سے زیادہ مزہ باسی روٹی کے ساتھ آتا ہے اس چٹنی کا❤❤❤❤❤
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul sahi kha
@itsdelicious4977
@itsdelicious4977 Жыл бұрын
Or Jo isay bhoon k khaya jae basi roti say to phir. Fine fine ki chez hy isky aagay
@shehnazkhan9948
@shehnazkhan9948 11 ай бұрын
Vidio thodi chhoti banaya karo or bhi log dekhe ge 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Or logo ke leye KZbin shorts hai woh log woh dekhai
@saminaali3485
@saminaali3485 Жыл бұрын
Chef Sadaat do you have a recipe of green lahsan chutney? My mother in law made it in winter, she never shared this recipe. Thanks
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Yes and IA will try as soon as we get some winter as the green lehsun only comes in winter
@zaitoonbano8779
@zaitoonbano8779 7 ай бұрын
سعادت بھائی نظر اتارنے کے لیے سورۂ فلق اور سورۂ الناس سات مرتبہ پڑھ کر دم کردیں
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Insh Allah
@abeerkhan6308
@abeerkhan6308 Жыл бұрын
Patra. Small wooden stool low height. We used to sit on patra and eat nashta in nani kitchen
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul
@ayeshaasim7209
@ayeshaasim7209 11 ай бұрын
پٹرا وہ جو چھوٹے پایاں کی چھوٹی سی چوکی ہوتی ہے جو باورچی خانے یا غسل خانے میں بیٹھنے کے کام آتی تھی۔ اور جو کپڑے دھونے کے لئے ہوتا ہے اسے غالبا کتکہ کہتے ہیں۔
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Bilkul sahi
@zaitoonbano8779
@zaitoonbano8779 7 ай бұрын
مجھے اس طرح کی چٹنی بہت مزےدار لگتی ہے
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
🙏
@shahidmanzar4239
@shahidmanzar4239 7 ай бұрын
Saadat Bhai pasanday kabi banana.mari Amma banaty thi. Jo hum eat with boil rice and roti too. Delicious taste.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Bilkul IA
@MuhammadShahbazMS
@MuhammadShahbazMS 11 ай бұрын
جس کے ساتھ کپڑے دھوئے جاتے تھے اس کتا (katta) کہتے ہیں۔ ک کے اوپر زبر۔ اسی کے بارے میں محاورہ ہے "دھوبی کا کتا نہ گھر کا نہ گھاٹ کا"۔
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Jee suna hai phele mahewara Dhobbi ka katta ghar ka na ghat ka tha phir change hoi ke kutta hu gya lol
@MuhammadShahbazMS
@MuhammadShahbazMS 11 ай бұрын
@@ChefSaadat exactly! Ustad g, tusi pohanch gaye o.
@itsdelicious4977
@itsdelicious4977 Жыл бұрын
Pathda پٹھڑا yeh stool type chez hoti thi lakri ki bani Ab to plastic by ly li yeh iski jaga. Plastic stools.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul
@maryamstudiofoodexpert
@maryamstudiofoodexpert Жыл бұрын
Maire link ka name lelein plz chenal ka
@raly6077
@raly6077 Жыл бұрын
Jis me AP chatni kot rakhy ho Is ko Gujrati me kahty HN kondi mutaro
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Kondi mataro Nice
@PankajDoharey
@PankajDoharey 11 ай бұрын
Sir Kapde dhone wala Bat numa cheez ko yaha "Dhoka" kehte hain. Kapde dhone ke liye.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Zubardust
@FaridaNaz-dl2nd
@FaridaNaz-dl2nd 6 ай бұрын
Is ko kuchla kehte han 😅
@zebaaliya3369
@zebaaliya3369 Жыл бұрын
Hum Aligarh wale asp se acchi urdu bolte n likhte hn
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Agar ap log achi nahi bolai gai tu or kon bolai ga lol
@zebaaliya3369
@zebaaliya3369 Жыл бұрын
Jazakallah
@MsAmbeee
@MsAmbeee 8 ай бұрын
May I know which oil you have used sir?? Can we use olive oil??
@ChefSaadat
@ChefSaadat 8 ай бұрын
We used mustard oil but sure you can use any oil, it’s just the flavor of mustard oil adds lots of flavor
@alkatirkey7568
@alkatirkey7568 11 ай бұрын
Hindi May kapda dhone ka choto sa bat ko mogari kaha jata hai, bachapan may पिटाई हो jati thi
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Nice 👍
@zasha9877
@zasha9877 Жыл бұрын
Its not humour plz mr saadat app ki biwi theek kehti hein app kaam kiya karein baateim kam kiya karein video lambi aur boring ho jati hey 5minute ka kaam 15 minute meikertey hein
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Ap ke leye hum nai shorts bunayai hai ap woh enjoy kurai under 1 min
@lot8974
@lot8974 7 ай бұрын
Hum to is ko chuttni hee kehte hain lekin bihari isko "kuccha" bhi kehte hain ,khichri, cholon k chawal or besan ko roti is k baghair khana buht bara jurm hai 😊❤
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Bilkul Aisa hi hai
@shamimhasan5634
@shamimhasan5634 Жыл бұрын
بہت اعلی👍👌👌🇺🇸
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Shukrya
@lot8974
@lot8974 7 ай бұрын
Woh balla Kapray dhone ka batta kehlata tha or pathra neeche bethne k liye istamal hota tha jo mukammal lakri se bana hota tha.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
🙏
@kashifahmedahmed8373
@kashifahmedahmed8373 9 ай бұрын
How to peel dasi lehsan garlic sir can you share
@ChefSaadat
@ChefSaadat 8 ай бұрын
Same as regular Lehsan
@itsdelicious4977
@itsdelicious4977 Жыл бұрын
Dehli walo ki kia baat hy. Main to abhi bhi apny bachon say yeh saray alfas bolti hon jab hum na rahain gy to kon boltay ga insay
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Yeh tu Afsos hai
@ashoksharma-iu9dv
@ashoksharma-iu9dv 4 ай бұрын
Why don't you use oil in place of water while grinding. If you sarson oil , you can get kick.
@tasneemkausar2821
@tasneemkausar2821 11 ай бұрын
آپ چٹنی بنتی دکھا ئیں آپ تو اپنی باتیں بتا رہے ہیں
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Chatni ke leye shorts dekhai
@shehnazbeg7655
@shehnazbeg7655 11 ай бұрын
جس پر بیڑھتے ہیں
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Yes
@seemaimran9845
@seemaimran9845 8 ай бұрын
Chatpatti chutney chat patti bateyn 👍🏻👍🏻👍🏻💖💞
@ChefSaadat
@ChefSaadat 8 ай бұрын
🙏
@munazzaumer653
@munazzaumer653 Жыл бұрын
Saadat Bhai baji k gher entry band hojaeygi😂
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Haha
@shamrozkhan2615
@shamrozkhan2615 Жыл бұрын
اسے تاپہ کھتے ھیں
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Nice
@tabindausman1552
@tabindausman1552 Жыл бұрын
I greatly appreciate your efforts and Kindness! You make cooking so much fun. Thank you!!
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
My pleasure 😊
@cookingwithrehmana6639
@cookingwithrehmana6639 Жыл бұрын
Kapry dhouny waly ko thaapa kehty thy
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Thappa - thanks for helping me
@lot8974
@lot8974 7 ай бұрын
Mere dil ki baat krdi aaj , z ko j s ko sh ph ko fa wala masla 😊❤
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
🙏
@veenagautam6477
@veenagautam6477 3 ай бұрын
Kapde thone k liye THAPKI use hoti thi M I Right chef 😂😂👍
@aokitabsunain5511
@aokitabsunain5511 11 ай бұрын
Petra bawarchi khanay may bath per khana khatay thay.😊
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Bilkul
@arishaali-pirzada-qt6qs
@arishaali-pirzada-qt6qs 4 ай бұрын
Aapki videos dekh kar karachi ki yaad aa jati hay fellow Happy Homer Nazimabad nanihal ammi kay puranay khanay beautiful
@RR-fh2do
@RR-fh2do Жыл бұрын
For clothes it’s called patka
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Thanks
@Ameen11437
@Ameen11437 5 ай бұрын
250 gram Leshan ho tu Kini quality Kashmiri mirch Ki ho gi Sadat bhai
@shaheenjavaid2727
@shaheenjavaid2727 18 күн бұрын
Excellent sharing MashaAllah 👍🏻💚🇵🇰
@sabachaudhary8920
@sabachaudhary8920 11 ай бұрын
Sadat bhai app basically kahan se hain up india
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Allahabad
@shaheenjavaid2727
@shaheenjavaid2727 18 күн бұрын
Ham guess kersakte hein ke ap apni amaan ko kitna miss kerte honge 😌😌💜💚💜❤️💜💚
@surayyaaftab2827
@surayyaaftab2827 Жыл бұрын
Besan ki roti ho jae asli ghee lga k dahi k saath
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul
@saadmirza3516
@saadmirza3516 11 ай бұрын
Patra kehte hr kapry dhoony wale dandy ko
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Lol nahi yeh choral sa stool hota tha
@RAHILARAZA-wx6yp
@RAHILARAZA-wx6yp 11 ай бұрын
Pattra ham bhi istimal karty hy kapry thoty my
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Yes
@Ameen11437
@Ameen11437 5 ай бұрын
125 gm lashan Ki Chatney talhar mirch Kashmiri mirch K Kya ratio ho ga for a month ak Mahina K liya preserve
@fouziatariq7420
@fouziatariq7420 Жыл бұрын
Patra bailun .......roti bananay k liye kapray dhonay k liye dabri
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Ha Patra
@ayshabibi542
@ayshabibi542 4 ай бұрын
Hamarey india Gujrat mei Dabri kehtey hein sahi bola AAP ney Pakistan mei dhoka kehtey hein Hr State Aur ciry ki language different hei Sb ki alag boli hei 😊☺️
@hmfoodstation3109
@hmfoodstation3109 Жыл бұрын
Me apka show netional ka Pakistan dekhte thi
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Shukrya
@shamimaamir5586
@shamimaamir5586 Жыл бұрын
Saadat bhai from where your amma is belong?
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Allahabad
@shamimaamir5586
@shamimaamir5586 Жыл бұрын
@@ChefSaadat thanks
@samree1976
@samree1976 Жыл бұрын
Your reactions on Bazar ki chutney 😂
@pakistanipakistani4856
@pakistanipakistani4856 Жыл бұрын
Thanks for reminding of the Puttra used once in clothes washing.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Any time!
@shahidmanzar4239
@shahidmanzar4239 7 ай бұрын
Patra used in kitchen
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Jee
@farhanashaheen2399
@farhanashaheen2399 11 ай бұрын
Bohat Zabardasttttttttttttt
@ChefSaadat
@ChefSaadat 10 ай бұрын
Shukrya
@veenagautam6477
@veenagautam6477 3 ай бұрын
Ek lakdi ki choki jiss pr baith kr masala peesle the or kapde bhi dhote the kitchen k sare kaam uss pr baith kr kiya jata tha Maa ka yahi kaam hota tha 😂😂 thk bataya naa😂😂
@FaridaNaz-dl2nd
@FaridaNaz-dl2nd 6 ай бұрын
Hm behar sharef k rehny waly hn babo😊
@sarwatsiddiqui8318
@sarwatsiddiqui8318 Жыл бұрын
All time favorite chutney,hamari ammi kapray dhonay k bat ko moogri bolti thin she is from UP
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Hmm nice
@madhulikasaxena4668
@madhulikasaxena4668 11 ай бұрын
Thaapi.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Hmm 🤔 good
@rizwanashah6523
@rizwanashah6523 11 ай бұрын
Mum used to make it with Basin ki Roti.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Bilkul that’s the best combo
@itx_meeqat_m
@itx_meeqat_m 11 ай бұрын
sir chutney recipes must must share kia kijeye 🌹 wow very tasty chutney recipe thanks for sharing 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲💐
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Sure I will
@pervezhafeez4730
@pervezhafeez4730 Жыл бұрын
Where u get this sil bata ???? I want this
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bazar se
@pervezhafeez4730
@pervezhafeez4730 Жыл бұрын
@@ChefSaadat i know you buy from Barse but in USA where I get this
@faizabhutto4325
@faizabhutto4325 6 ай бұрын
Pulao ke sath zeere wale chawalon ke sath
@UsaidSajid-f1w
@UsaidSajid-f1w Жыл бұрын
Patra per beth k nahaty hn
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Lol Jee
@sohailansarimransari815
@sohailansarimransari815 10 ай бұрын
Best recipe
@ChefSaadat
@ChefSaadat 10 ай бұрын
Thanks a lot
@snowqueen2327
@snowqueen2327 Жыл бұрын
Thankyou chef Saadat for Revival of our old traditional recipes.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
It's my pleasure
@arshibareen5267
@arshibareen5267 Жыл бұрын
Asslamalekum i am from Calgary i love ur recipe sometimes i feel like its my grandma touch today u make my dadda called lal mirch ka kuchla we eat with khechri amd with basen ki rotti. JazakAllah
@shehlaabid6559
@shehlaabid6559 Жыл бұрын
Seat
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Yes
@munazzaumer653
@munazzaumer653 Жыл бұрын
Saadat Bhai hum Dehli walay lehson Lal mich ki sil battay ki chatni Saadi biryani,besoni parathay or khichri k Sath bohot shoq se khaty Hain.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bilkul aisa hi hai
@azrasyed8348
@azrasyed8348 Жыл бұрын
With khichri
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Nice
@sadafjalil8940
@sadafjalil8940 11 ай бұрын
Jee patra maloom hy
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Great 👍
@ummehamza7805
@ummehamza7805 Жыл бұрын
1 ptraa hota hy, 1 peerhi b hoti thi chokor baan ya nivaar se buni hui. Ptra lkri ka tqreebn zmeen se 6 inch uooncha hota thaa.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Jee kya dila diya peerihi nevarh wali
@neelambubby
@neelambubby 11 ай бұрын
Thapi
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Yes 🙌
@ShafqatyasminMansoor
@ShafqatyasminMansoor Жыл бұрын
I like that you are showing how to make lehsun ki lal chutney i am shafqat yasmin from Denmark
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Tuanks and welcome
@zohairkaleem6981
@zohairkaleem6981 Жыл бұрын
Hamaray ghur m ya khichri k sath khai jati thi ar khichri ziyada pani daal k bnatay thay bilkul garhi hoti thi uskay sath aloo ka bhirta ar piyaz k bhagar ar sath tomatoes ki chutni hoti thi shef saadut apko daal pethi bnani ati h jis m atay ki choti choti si balls bna k dal k pakatay h
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Dal pethi nahi
@khurramkhan5517
@khurramkhan5517 Жыл бұрын
Sir mere nani lehsan' k oper Waly hissy mean us k patton ka Kuchla banate thi agar aap bana den 😔😔😔😔
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Woh sardi mai atai hai agar yAd raha tu zarror bana dai gai
@djkirmani7984
@djkirmani7984 Жыл бұрын
Is chutney ko kehtey hee hain “Lassan ki Chutney” tail mey bhee banti hai or beghair tail k bhee mey bhuni hui as cooked in karwa tail and best served with besan ki roti ! Asal Chutney Roti --mouth watering !
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
True
@Hassan_rana_88
@Hassan_rana_88 Жыл бұрын
zabrdast.... mazeed chuttania b sekhaay
@shahidmanzar4239
@shahidmanzar4239 7 ай бұрын
I loved that chutney Yummy wow with Dal Chawal🤙
@ChefSaadat
@ChefSaadat 7 ай бұрын
Thanks a lot 😊
@ummehamza7805
@ummehamza7805 Жыл бұрын
Aap jo apni ghreloo baatyn walda k zamany ki krty hyn , hmary yahan ka b tqreebn wesa hi mahol thaa. Bht si baatyn yaad aa jaati hyn.
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Achi Yadai aik naimat hai
@anummushtaque8944
@anummushtaque8944 Жыл бұрын
GHazal hussani😂
@qudsianeelofar
@qudsianeelofar Жыл бұрын
Humary ghr mn besan ki roti sy khai jati thee ab bht din huye nhi bnai kiun k bachhon ko mirchein lgti hn
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Mayonnaise mila ke isko light kur lai for bacha party
@hassanmalik9472
@hassanmalik9472 11 ай бұрын
Bhut saal pehlay Aap ka tv program sa egg boil krna seekha tha superb aaj tk best tareeqa hy egg boil ka warna main hamesha pan jalapeño date thee really thanks
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Bhout bhout Shukrya complement ka
@farahnazabrarabrar9980
@farahnazabrarabrar9980 11 ай бұрын
Zabrdast 👍, patra hamesha Bari eid pr bohat Kam aata, niche Beth kr Kam krne k liye,
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Bilkul
@sachalsachalsarmast7466
@sachalsachalsarmast7466 11 ай бұрын
Thappi
@sadiabarkat1057
@sadiabarkat1057 Жыл бұрын
🤤 MashaAllah boht achi bni ha
@HaseebKhan-mh1yv
@HaseebKhan-mh1yv Жыл бұрын
looking great inshallah will try it my father use to love lehsun and lal mirch chatni but sarsoon ka oil is a twist need to try sure will be ok pls prepare bhindi masala we have bengali restaurant they prepare it in sarsoon ka oil it tastes amazing with your expertise we can get the right ingredients and taste thanks for sharing this recipe
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Will try IA but all the vegetables and fish taste much better in sarso ka tail
@Taimoor_khawar
@Taimoor_khawar 11 ай бұрын
I saw your show rawaiton ke lazzat on a r y zook ap ka andaz acha ha!
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
Thanks 🙏
@seemikhan5202
@seemikhan5202 Жыл бұрын
Aallaaaaaa❤
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Thanks 🙏
@nighatraza5419
@nighatraza5419 Жыл бұрын
Bohat zabardast with your funny commentary 😂
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Thanks for liking
@saberashaikh295
@saberashaikh295 Жыл бұрын
Assalamualikum w r b bhai aap muje meri mummy ki yad dila dete ho
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Bus dua kurai hamarai haq mai or tamam waldin ke magfarat ke leye - Allah apna karam rukhai hum sub pe Ameen
@Ameen11437
@Ameen11437 5 ай бұрын
Quantity
@lazzat_khana
@lazzat_khana 8 ай бұрын
Mashaallah ap ko khundwian vhi sikhani chahiy jzakallah
@ChefSaadat
@ChefSaadat 8 ай бұрын
Bilkul
@craftwithmeeee
@craftwithmeeee 11 ай бұрын
Bhot mazeee ki chtni. Zabr dast 👌🥰🎉🎉
@ChefSaadat
@ChefSaadat 11 ай бұрын
🙏
@rubinakausar8004
@rubinakausar8004 6 ай бұрын
Buhat khob
@Mahvash
@Mahvash Жыл бұрын
Isy dhop ma rkhna ya ni?or preserve k lyay vinegar dalna?
@ChefSaadat
@ChefSaadat Жыл бұрын
Nahi fridge mai rukhai bus
ОТОМСТИЛ МАМЕ ЗА ЧИПСЫ🤯#shorts
00:44
INNA SERG
Рет қаралды 4,7 МЛН
Minecraft Creeper Family is back! #minecraft #funny #memes
00:26
From Small To Giant Pop Corn #katebrush #funny #shorts
00:17
Kate Brush
Рет қаралды 71 МЛН
Moin Akhter with Nauman Ijaz and his wife Rabia | HD | Dhanak TV USA
26:24
|Tomato Chatni |Barbecue Chutney |Tamatar ki chatni bnane ka tareeka |
8:09
Farah kitchen Secrets
Рет қаралды 690 М.
ОТОМСТИЛ МАМЕ ЗА ЧИПСЫ🤯#shorts
00:44
INNA SERG
Рет қаралды 4,7 МЛН