Very nice story 👍🥀🧒🌹💃🌹💋❣️🌹❣️💃❣️🌹❣️💋❣️🌹❣️💞Love u love you ❣️🌹❣️Good ❣️🌹❣️💞❣️🌹❣️💐💐💐👌👌👌
@KHVoice-kh2 ай бұрын
Thanks
@Astrader7842 ай бұрын
@@saminaaman9637 poiytf
@shaistashah49052 ай бұрын
Happy end I love it
@arsalaanbhat20012 ай бұрын
Nic
@AlizaFatimaKazmi-hk6odАй бұрын
Beginning mai mujhay ye story interesting lagi lekin baad mai bekaar! Agar shohar itne saalon tk change nahi hua toh kya zaroorat hai esay insaan ke peeche apni life barbaad karne ki? Koi akhiri mard toh nahi tha ye Mustafa. Esi stories se youth ko ye impact parta hai ke shohar jitna marzi zulm kyun nah karay, apne usske sath hi rehna hai! Aur dosri cheez jo mujhay sb se zada bakwas lagi wo hai heroine ki suicide. Kya wahiyaat harkat hai behen? Kisi bhi ordinary person ke liye kon Allah ko naraz karta hai?
@Riddles17650Ай бұрын
@@AlizaFatimaKazmi-hk6od Allah KO yeh log itna maanty hoty tou Allah k hukam ki nafarmani na karty. Allah ne bata deya ha k shadi mei larka larki dono ki marzi honi chahiye agar aik bhi raazi na ho tou maat kro shadi. Forced marriage islam mei haram ha magar log dharally se krty hein phir kehty hein k nikah mei barkat Hoti ha ye khud he dil mor deita ha. Jbk mjy samj ni ati k JB aik kama Apne Kiya he Allah k hukam ki nafarmani kr k ha usme Khair kaisy ayegi
@AlizaFatimaKazmi-hk6odАй бұрын
@Riddles17650 Bilkul. Dekhein baat ye hai ke aj kaal nah bold novels jin mai koi engaging plotting nahi hoti, bss romance hi romance hota hai wahiyaat sa wo baray trend mai hain. Ab har writer esay novel likhne laga hai, particularly hamaray online writers. Inn ko bss forced marriage, rude hero, cruel hero, age difference based novels likhne hote hain jin mai koi lesson nahi hota. Kehne ko Muslim hain lekin iss qadr bold novels likhte hain ke hadh nahi. 😭
@FarahYasir-bn9tm2 ай бұрын
Istrhan k topic pe boht stories likhy ja chuki hn koi unique story likhen😊
@KHVoice-kh2 ай бұрын
Acha
@shafiqaperveen86362 ай бұрын
Nice
@funshorts2172Ай бұрын
Fazool story ese mard kisi ko b deserve ni karte
@syedkhadir41852 ай бұрын
Interesting story 🎉🎉🎉 😊😊😊
@KHVoice-kh2 ай бұрын
Thanks
@shamamehmood8352 ай бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️
@KHVoice-kh2 ай бұрын
💓
@shehlaanjum1765Ай бұрын
Kyun orat ko itna gira Hoya dekhata Hain her he novel ma mard Ahsan karta hai shadi nebha ka wah lagta hai west ki orat Sahi karate hai mard ka Sath bewafai karka
@farhatafza91092 ай бұрын
Kar Meri chahat qabool novel name
@KHVoice-kh2 ай бұрын
Kia
@MunibaNaeem-b3mАй бұрын
Ya to bilkul bakwas ha ending bohat Gandi thi mustufa NY do larkiyon ki Zindagi barbad ki
@Jia-17262 ай бұрын
Intahai fazool kahani ha Ma mard hota too appani muhabbat ko kabhi na chorta , bayshak dosari biwi bana laitta