Aesa lg rha h cook whn ho rha or khushbu yhn arhi h.❤
@Iram_hanif017 ай бұрын
Mouth watering i will try soon inshallah ❤
@NasimaKhan-x4h25 күн бұрын
Assalam walekum main naseema aap ki recipe hamare family ko bahut pasand I
@RaziaAnees-b9p7 ай бұрын
Wah mazza aa gaya dekh Kar hi zarur try Karugi
@rajiaansari81797 ай бұрын
Main to apke alawa kisi aur ki recipe dkhti hi nhi hu bs apki hi follow krti hu
@laecifyy6 ай бұрын
mee too😊
@shahidkazi18917 ай бұрын
Inshaallah ham jaldi hi try karay gay❤
@zohakhan70817 ай бұрын
Masha Allah bhot shandar In Shaa Alalh zaroor try karungi
@osmanhossain6767 ай бұрын
i always love mutton kadhao gosht.
@TanveerKhan-bx3js5 ай бұрын
Bahot Acha laga Hmm ko Appi
@chandnibano16707 ай бұрын
Walekum asslam mashallah mouth watering recepy
@ravishnaqvi25397 ай бұрын
Kal try karungi inshallah
@shanayahussainfatima24427 ай бұрын
Ma'am apne btaya h to definitely bestest hogi 😊......
@Aish.Kitchen7 ай бұрын
Apki har ek recipe bahot shandar hoti hai jitni bhi mne try ki hai bht tareef hui hai 🥰 thank you
@farahkitchensecrets13947 ай бұрын
Wow superb ❤🎉thanks for sharing 👍
@daalchawal10537 ай бұрын
I try your recipie for I know that they will come out best
@alisid55487 ай бұрын
Assalamu alaikum rahmatullahi Wabarkatohu Lubna appi humko aapki recipe ki video bahut acchi lagi hai From Farheen Lucknow Uttar Pradesh India ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ 🍲🍲🍲🍲🍲🍲🍲 👍👍👍👍👍👍👍 🫕🫕🫕🫕🫕🫕🫕 💖💖💖💖💖💖💖 🥘🥘🥘🥘🥘🥘🥘
@FarheenKhan.077 ай бұрын
You should sell your own masala mixes. They’re always a hit and way better than store bought masalas
@harip4187 ай бұрын
Wow ur recipes r always yummy mam
@CookwithLubna7 ай бұрын
Thanks a lot
@afsanakhan38397 ай бұрын
❤❤❤👍👍👍
@anamansari72597 ай бұрын
@@CookwithLubnahamne kannauj me khaya tha naan ghosht😊wha ki shadiyo ki dish h😅
@salmanrafi23277 ай бұрын
Masha Allah. Ap hmesha hi itni lazeez recepi btati h.. Allah apse razi ho.. Dolly 4rm Aligarh. 😊
@FzaraCooking19877 ай бұрын
Waw bahut hi testy ❤❤❤
@anjumaara40146 ай бұрын
Mashallah Allah Lubna ji aap ki sab reacip bhut achi rhti h bhut bhut sukriya aap si achi Di's banani ka tarika
@CookwithLubna6 ай бұрын
Thank you
@ShabnamKhan-ck6mp7 ай бұрын
Assalam walikum mam ye dish bahot bahot bahot testy dikh rhi banakar dekhugi so yammy 👌👌👌👌👌👌🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤
@hassenbeea98317 ай бұрын
Mashaallah bohot achi pheli bar aisa recipes mila hai shukhria
@deeniwazaiformalumat7 ай бұрын
390 👍 Bismillah ,,, MashaAllah Good luck 🤞 This recipe Looks so delicious and tasty dish Thank you ,,, Allah bless you and your family stay safe stay happy,🎉🎉🎉✨❤️✨❤️✨❤️👏👍
@zaarakhan30877 ай бұрын
Walekumassalam Ye mere city ki receipe hai muje ye bahut pasand hai par ab waha se aa gaye to miss karti hu thank u so much reciepe ke liye ab bnaugi
@ghousiasultana72717 ай бұрын
Mast mast hai ji ..vl try ..in sha allah
@Aslamhusain-fc4eg7 ай бұрын
You are brilliant😋shef
@shahrukhsurti37156 ай бұрын
Didi bohot acha bnte ho aap❤
@CookwithLubna6 ай бұрын
Thank you
@alizeeshanzeeshan14127 ай бұрын
Again Amazing rcp❤
@NazAli-i4z7 ай бұрын
Masha Allah
@nabiazaidi7 ай бұрын
Wow mam amazing 🌷🌷❤️
@simmisimmi25227 ай бұрын
Mashaallah bhut achhi recipe h ❤❤❤❤
@foodzaikapakwan7 ай бұрын
Wow very nice
@LetsGoGreen7867 ай бұрын
LIKE DONE FOR YOU👍☕🎉 SO BEAUTIFUL FRIEND THANX FOR SHARING SUCH LOVELY VIDEO GOOD LUCK👍
@asiyakhan34197 ай бұрын
I will try inshallah in mutton appy from jhansi
@tabrezalam92477 ай бұрын
Mai to aap ki awaz sunne ke liye aap ki vido dekhti hu Mashaallah aap ki awaz bhut piyare h
@MohdSaleem-nb8bv7 ай бұрын
Me to🙋
@Kishwar_kakitchen7 ай бұрын
Excellent recipe looking yummy tasty
@MariyamKhan-tv9gu7 ай бұрын
Maine khaya h
@shaguftaparveen68297 ай бұрын
Masha'Allha
@AnasAkhtar-r4c7 ай бұрын
Thank for sharing the video
@sumanfarhan73956 ай бұрын
Masha Allah mazedaar sister humeral haldi or lehsan kaye sath uskaye chilkaye ko sath piss kar phir choktaye hain
@rizwanaseta33727 ай бұрын
mam lagan sikh kabab ki recipe share kijiye pls apki recipe easy and taste badhiy hota he jab bhi hum try krte he
@ayeshanasersiddiqua66867 ай бұрын
wow recipe ❤❤
@MehrinFoods7 ай бұрын
Hmesha best❤
@ambreennaushad79877 ай бұрын
Mam aapki recipe bht acchi hoti , aapki recipe se mjhe bht help milti h, me bhi firozabad se hi hu
@CookwithLubna7 ай бұрын
Thank you 😊
@Noorzoya20307 ай бұрын
❤ very delicious
@SalmeraAzmi7 ай бұрын
Walaikumussalam Khairiyat se hain na Aapi? Zabardast recipe Kya shandar Lg Raha h Dil ko jo Apna Bana le wo haseen Andaz h🥰
Me bhi aarhi hou khane ke liye wese nan me leker aao ya wo bhi aap hi dogi😋😋😋mera fevret he
@CookwithLubna7 ай бұрын
❤️
@arishahusain48546 ай бұрын
Kanpur ki shadiyo me kadhao gosht zarur banta hai
@ZainabAli-ym3go7 ай бұрын
Assalamualaikum w. W. Lubna appi rasgulla ki recipe share kijiye plz meko banana hai vo plzzzzzzzzz request uhhh
@Heenakicooking2137 ай бұрын
nice recipe
@sheebaansari1407 ай бұрын
Mama summer's m nonveg skip krke kuch light Manu bataiye plz
@saniaparveen48307 ай бұрын
Assalamu alaikum❤❤
@EZZYBUY7 ай бұрын
I am from Firozabad mujhe to pata hi nhi tha ki Firozabad ka nan gosht itna famous hai 😊
@AnjaliKumari-jh2vd7 ай бұрын
KFC ke sath me khane ke liye chatni ka recipe batye plz
@nitinpal96307 ай бұрын
Any recipie of white chole and paneer tikka Just request thank you
@CookwithLubna7 ай бұрын
Will try
@nitinpal96307 ай бұрын
Thanks and regards
@HunsnaShah-pv8kr7 ай бұрын
Wah
@sahibaksp44207 ай бұрын
Turkish chicken ki recipe share kijiye please
@lubnasaeedsaeed86867 ай бұрын
Meri Naani Firozabad ki thi wo tasty banaya karti thi iron ki kadhai me
@FarheenTaj-i2q7 ай бұрын
Asslamualaikum appi MashaAllah appi soo yummy In Sha Allah zaroor try karungi main bas aapki hi recipe follow karti hoon per appi Jo shadi wala salan hota h wo kala sa dark colour ka hota h wo colour kaise aayega
@CookwithLubna7 ай бұрын
Walekum assalam dear! Brown onion se
@Mairamalik-k8s7 ай бұрын
Yummy 😋
@sushamaphadke93015 ай бұрын
नमक ऑर हलदिका पाणी बानाकर तेलमे क्यो दला जाता है? Konsa special effect aata hai?
@zohazaheer70917 ай бұрын
In place of sandalwood powder what will be used?
@vidiyacharanyadav81137 ай бұрын
Namaste didi
@afsanakhan38397 ай бұрын
❤❤❤
@mariyamoin21587 ай бұрын
Kya sarso ke tel ki jagah refined oil use kr skte hai.
@MasoomaNaqvi-m2v7 ай бұрын
Assalam o alaikum Appi aapne zeera ka use nhi Kiya
@uzmanoreen85167 ай бұрын
Assalaam alaikum Mustard oil main salted water aap ne kyuon dala
@MehrozShaikh-m9v7 ай бұрын
Dahi skip kar sakte hai kya bahut khatta hojayega kya
@humaahsan79944 ай бұрын
👌🇵🇰❤️
@ItsMe-x6k7 ай бұрын
Lubna baji zyada mehmano ke liye bhi baaana batey 20 ya 50 logon ke liye sabji ya pulao biryani bagera ki recipe
@MehrozShaikh-m9v7 ай бұрын
Isme dahi ko skip kar sakte hai kya pls reply
@ridashaikh79637 ай бұрын
please give me mint boondi raita recipe I have also told you in last video
@qamaejahan66637 ай бұрын
Appi ham ismy sandal powder nhe dalyngy❤👍
@tanumehndiartist36067 ай бұрын
Assalamualaikum.... Ma'am sandal powder nhi mile to kya daale....?? 😢 Kya skip kr skte hain isey
@CookwithLubna7 ай бұрын
Walekumasslam! Yes skip it
@MujahidSuhail-ns2gv7 ай бұрын
🤭🤭😇
@merajalam6096 ай бұрын
Asalam alaikum mam edible sandalwood powder kahi nahi mil raha jaisa apna batye hai
@CookwithLubna6 ай бұрын
Walekum assalam. To skip kar dijiye
@Husain17897 ай бұрын
Where are you from 😊
@ilmanakhan18532 ай бұрын
Rifnd tel me bna skte h kya
@CookwithLubna2 ай бұрын
Ji
@beingcreative0077 ай бұрын
Allahabad me bhi ye dish mostly banti hai Rural areas me.. Aur ye Salan basi kahne me aur mza aata hai😅😅 Shadi se aya khana rkh k kahte hai hm sb