Bhai love from kolkata❤ Main aapke video ka wait kar raha tha. Bahot achha hai.
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
thanks u 100 much bhai...love u
@ranayogesh83163 жыл бұрын
@@YourBikeMechanic sir Hero ke purane aur naye had me kyaa farrk hai uspe ek video banao please
@nurulalam78753 жыл бұрын
U
@GUJARAT_NA_GHODA2 жыл бұрын
Kitna price lagta he
@PmbashaBasha-su5qb3 ай бұрын
Bhai aapne bahut aachi jankari di hai 🎉🎉🎉🎉❤❤❤
@nirajraj22733 жыл бұрын
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
@tusharshah83043 жыл бұрын
bhai super or usefully jankari he
@ajazbaig9593 ай бұрын
Very nice kaushal ji thank you so much ❤❤❤❤❤
@gardensunsimpal12523 жыл бұрын
Kafi mahenat karte ho video banane ke liye nice information
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
thanks dear
@shubhamkatakwar33223 жыл бұрын
Sir aap k video se har din kuch nya shikneko meltha h
@professor67673 жыл бұрын
Badhiya hai👍👍👍👍👍👍👍👍
@aatifmalik57002 жыл бұрын
Bade bhai jaan aapki sari video acchi hoti aapke samjhane ka tareeka bhi sabse alg bhai sahab mujhe ye puchna h ki agr camshaft cut jaaye zyada to kya pick up problem aa sak
@rajeevkumarkumar9813 жыл бұрын
Super guru ji Thanks
@mustakimkhan7160 Жыл бұрын
Good sir ji 👌👌👌❤❤
@VISHALKUMAR-sg4jb3 жыл бұрын
Good Sir ji 🙏
@mukeshgoswami803 жыл бұрын
Good luck sir
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
good morning dear.....have a nice day
@vikrampandit73623 жыл бұрын
Very nice vido sir ji
@virendrachoudhary32853 жыл бұрын
Very good sir
@baljitkalsi-v7k4 ай бұрын
Brother meri r15v1m.2010 total 70000 k.m.chali hai engine company original hai ek mechanic ne petrol me lubricant daal diya tha 1 months gaddi theek chalti rhi ap starting problem aa gayi hai ab vo batate hai k aap ki gaddi ka compressor weak ho gaya hai bike ka engine hoga gaddi ki pickup theek hai 120k.m.tak bhagti hai kisi b tarah ka smoke nahi dikhati hai only start nahi ho rahi hai rockers or cams awaaz karti hai thoda thoda.plz bataye compressor kaise set kre plz reply kre Bhai yahan par koi b Yamaha ka professional mechanic nahi bs6 gaddi ka nahi maloom hai am from garhshankar disst Punjab plz reply kre Bhai nahi toh mera bahut nuksaan ho jayega plz reply ❤❤❤❤
@aanandparmar28113 жыл бұрын
Thanks sir ji
@Shakirkhan-qb2dh3 жыл бұрын
Nice 👌👌
@sukantakarmakar66073 жыл бұрын
Thank you sir
@simrangeetsinghcheema48843 жыл бұрын
Thanks 👍
@samserali61573 жыл бұрын
Nice video
@sajirulbikemechanic3 жыл бұрын
Goods information
@devrajmandal37643 жыл бұрын
Mast
@Ahir.Sanju57993 жыл бұрын
Nice information sir
@mohdshahrukh52353 жыл бұрын
Super
@ranayogesh83163 жыл бұрын
Sir hero ke puraa ne aur naye had me kyaa farrk hai uspe ek video banaiye please.
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
ok
@balluustaad3 жыл бұрын
Apki shop kaha par h
@BikeMechanicSatyadevNishad3 жыл бұрын
Good info, thank you sir ji, sir bike me D comressar ki koi timing hoti hai kya? Yadi hoti hai to batane ki kripa kare.
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
nahi bhai
@BikeMechanicSatyadevNishad3 жыл бұрын
@@YourBikeMechanic to sir back compressor ki prablum bike me kyo aati hai? Uske kya wajah hote hai?
@vallabhpatel22763 жыл бұрын
👍👍👍👌👌👌💐
@mdjishan38013 жыл бұрын
सऊड के बिसय में vidos बनाये
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
bahut jald banauga bhai
@alkeshgajjar5102 жыл бұрын
प्लीज एक्टिवा का दाईलनसर केसे क्लीन करना है।और वो अंदर से केसा होता है वो बताइए।
@YourBikeMechanic2 жыл бұрын
Comment samajh me nahi aaya hai bhai agr aap silencer ki baat kar rahe hai ise gas cutter se clean karwa lena gas cutter wala iske under gas ki fire se iske under ka oil aur total carbon jala dega jisse ye saf ho jayega bhai ok
@sadiquemotorbikemechanic28054 ай бұрын
स्प्रिंग टूटा हुआ है कंप्रेशर में दिक्कत आयेगी क्या sir
@sadiquemotorbikemechanic28054 ай бұрын
जवाब नहीं दिए
@dikeshsahu55923 жыл бұрын
Ok
@baljitkalsi-v7k4 ай бұрын
Am waiting for your reply
@beant60263 жыл бұрын
Sir compressor release ja leek hone se bike mei starting problem v aati hai? d compressor toh vacuum pressor ko leek kar teh , Sir d compressor khrab ho toh os ka kise pata kar sakte hai
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
bhai pahli baat d compressor kabhi kharab nahi hota hai vo sirf spring tutne ke karn sound karne lagta hai..aur rahi bike ke engine ko ya dusre engine ko aasani se start karne ke liye hi iska use kiya jata hai...taki engine ke round ek dum ban sake jab engine ko start kar sake ok
@beant60263 жыл бұрын
@@YourBikeMechanic thik hai bhai ❤️❤️❤️
@vikashrana8583 жыл бұрын
Kha se ho aap
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
bilaspur haryana se hu bhai ji
@anthonysumudu2 ай бұрын
Bro please tell me summary about d compressor I didn't hindi
@AmirKhan-lx9co Жыл бұрын
D compresser ka first wala Bairing loose Rahega to kya Awaaz aaega kya
@dikeshsahu55923 жыл бұрын
Activa old model me bhi d compressor hai pattiwala. tappit set karate samay d compressor ka timing milana padata hai kya
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
bhai tapit ko milane ka sabka alg alg tarika hota hai..kuch mechanic timing ke hisab se tapit ki setting karte hai...aur kuch jaha par compressor ban jata hai tab tapit ki setting karte hai...ok .......
@dikeshsahu55923 жыл бұрын
Activa old me Man Lo timing chain dal rahe hai to d compressor ka timing Milana padta hai kya
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
iska timing se kuch lena dena nahi hota hai,,,,ok
@narendraekka45353 жыл бұрын
Luna me bhi hota tha
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
ok
@nabinjangra877 Жыл бұрын
Wall Laga Liya guide seat Bana laiye camshaft nay lagaye uske bad se compressor nahin a raha hai kya hua hai bhaiya
@Ddm_Techno.shorts Жыл бұрын
Sir mere pass ek samasya hai activa 125 me kick se start hoti hai aur self se nahi aur picup bhi nahi le rahi hai kya kare please...
@Haradhan-Maity6 ай бұрын
Luna main d compresaor tha...
@kishormanthan88632 жыл бұрын
Sar ak activa stating prblem dia hi O kick me strat hora hi lekin self me nehni hora hi self me b carent ara hi Kay karun
@kishormanthan88632 жыл бұрын
Sar riplay me
@YourBikeMechanic2 жыл бұрын
Bhai ji self motor check karo aur iska relay check karo bhai ji tab batana ok
@nehamunda3653 жыл бұрын
Sir Mera meastro edge Scotty starting problem hai
@dikeshsahu55923 жыл бұрын
Sir ji OK ka kya matalab hai
@YourBikeMechanic3 жыл бұрын
bhai tapit ko milane ka sabka alg alg tarika hota hai..kuch mechanic timing ke hisab se tapit ki setting karte hai...aur kuch jaha par compressor ban jata hai tab tapit ki setting karte hai...ok .......
@mohammedjunaid58304 ай бұрын
Sir mere scooter ka compressor ka lock sound kar raha hai kese solve kare
@magicianashok6011 Жыл бұрын
Gujrati me chakli bolte hei,
@yashmodifier91172 жыл бұрын
Bhai meri scooty ko agar jyada tej chala do toh uski slow speed kam ho jaati h
@yashmodifier91172 жыл бұрын
Koi solution btaoo?
@YourBikeMechanic2 жыл бұрын
valve clearance aur compression check karao bhai aur tab baad me carburettor ki sahi tunning karao problem solve ho jayegi ok
@kusumsahu55332 жыл бұрын
Wic...
@pradipkumar-zr1fx2 жыл бұрын
175 c,c rajdoot. D com , kiu nahi dia
@YourBikeMechanic2 жыл бұрын
Bhai ji aaj se 20 sal baad kya kya badlav honge kya apne kabhi socha hai to vo technology old aur d compressor aaj ki technology hai aur rajdoot 2 strock bike hai aur jo engine 4 strock hota hai usme d compressor ka use kiya jata hai bhai ji ok