Bundlbaz movie me ek hi gaana sunne layak hai jise Rafi Sahab or Lata ji ne gaaya jo aaj bhi superhit hai kya baat hai Rafi Sahab ki ❤❤❤❤❤❤❤
@rizwanqureshi3613 ай бұрын
Aapke vichar se purn roop se sahmat hu
@nasirzaman95543 ай бұрын
Wahi toh m v soch raha hun k R D Burman sahi kaise the jaise k video banane waale ne kaha. Sirf Rafi saheb ka gana hi ko hmlog jaante h na toh Budalbaaz film ko na hi is film k dusre gaano ko.
@nasirzaman95543 ай бұрын
Aplog kuch v bakte hn k 69 k baad rafi saheb ko kaam nhi mil raha tha m toh sainkdon gaane bata sakta hun Md Rafi saheb ne 70 k dasak m gaaye aur wo sab k sab hit the.
@RajinderSingh-tq7qb3 ай бұрын
Sahi kaha aapne 69,- se 80 ke dour me to Rafi Sahab ne saare record tode hai isi dour me unko National award bhi Mila kisi ko safai Dene ki zarurat nhi hai Rafi Sahab ke fans ko
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@RajinderSingh-tq7qb bundalbaaz movie ka koi bhi songs jyada popular nahi ho paya ♥️♥️
@abdulkaderkapasi67373 ай бұрын
Rafi Sahab ke liye koi bhi gaana mushkil nahi tha. Ye gaana sunne ko bahut badhiya lagta hai.👍
@RajinderSingh-tq7qb3 ай бұрын
Rafi Sahab ke aage to sab fail hai wo ek melody singer or unko shanshy tranum isi liye kaha jata hai ❤❤❤❤❤❤
@nisarpatel51093 ай бұрын
Rafi sahab jaisa koi singer nahi ga sakta.
@jamshediqbal743 ай бұрын
Rafi Sahab ka har gana nayaab hai ❤
@sunilgtandon43053 ай бұрын
Mohammed Rafi the only name who sang tooooooo hard songs for all heroes
@redstar12873 ай бұрын
No one remember Film Bundalbaz, s other songs except Rafi Lata duet Naghma Hamara...
@ranjitsingha41173 ай бұрын
Rafi Saab aur Lata maa ka gaya huwa gana bahut hi aussa laga....
@RafiqulIslam-rd1oe3 ай бұрын
Rafi Saab is always been the emperor of singing world.. Koi unke aas paas bhi nahi hai aur na hi kabhi ho sakta hai..🌿🍁🌿
@MirzarajjakBeg3 ай бұрын
Is film me rafi saheb vala hi song hit hai
@vijaylaxmi65573 ай бұрын
One n Only Rafi Rafi Rafi
@hussainashraf36713 ай бұрын
Rafi sahab ka kabhi bura dour nhi chala ...rafi sahab haj karne ke baad khud gana chhod diye the ....❤
@auroraticroshan1814 ай бұрын
लेकिन इस फ़िल्म का सबसे उमदा और कर्णप्रिय गीत, मेरे हिसाब से है - नग़मा हमारा.....।
@shrinivaaspillai63274 ай бұрын
Salute to Kishore Kumar sahab showing so much respect to Mohammed Rafi sahab by even if he sings all the songs no problem.So there was no jealousy in the heart of this great fabulous singer Kishore Kumar sahab.Two greatest legends of playback singing RIP legends.
@beenakalia86553 ай бұрын
Rafi Saheb ka hi hit hai
@joychakravorty23804 ай бұрын
Kishore Da , multi talented the., Actor , composer,producer, unparalleled singer the, lyrics writer, story writer, dancer. Rafi jee ki baat v nirali thee , gajab ke artist.
@alinaqawi3 ай бұрын
Rafi sahab was the greatest.
@rajendraPrasadhela3 ай бұрын
Sab gaane kishor da nahi gaa sakte the lekin rafi sahab koi bhi geet bade sahaj gaa dete the
@Kapil.rider.vlog.07.3 ай бұрын
Waah... Sahi kaha
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@rajendraPrasadhela dost movie 1974 , Gaadi bula rahi hai, aakhri dao 1975 dilogue kyu nahi gaya rafi sahab 😭😂🙊
@rajendraPrasadhela3 ай бұрын
@@srikantshaw4926 nafrat ki duniya Madhuban mein radhika O duniya ke rakhwale Gaa sakte hai kishor da chalo ye to classical song hai jo kishor da ke bas ki baat nahi Gum uthane ke liye Dono ne kiya tha Kehna ek deewana Teri Utne High scale ke song gaa sakte the
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@rajendraPrasadhela abe pehle ye bata jo do song mene bataya rafi sahab trained singer they bade bade ustadon se unhone music sikha tha jabki kishore da classically untrained they tab bhi 70s,80 mein lead playback singers they ♥️👌
@rajendraPrasadhela3 ай бұрын
@@srikantshaw4926 are kishor da khud unko guru manate the wo khud kehte the Jo wo kar sakte hai wo main nahi kar sakta aur bhagwan sab ek samay deta hai iska matlab ye nahi ki kishor da rafi sahab se bhi bade singer hai main bhi kishor da ka fan hoon iska matlab ye nahi ki jabardasti chandi ko sona to nahi kah sakta as a singer Rafi sahab thode jyada jankaar the
@ManojChaudhary-p2f4 ай бұрын
Kishore da was self made champion of Indian film industry Nobody can challenge him in field of popularity
@sunilgtandon43053 ай бұрын
Mohd Rafi sang many songs for Kishore Kumar he was a versatile singer even Kishore da accepted this
@zubairkhan26223 ай бұрын
Rafi sahab ki tarah koi singer nahi gaa pata tha sab normal singing karte the
@vijayparmar3233 ай бұрын
Without study dont comment please kishore kumar actor the producer free me kishore da se gavana chahte the isliye baki jo jhoomru ga sakta hain us ke liye duniya ka koi song muskil nahi wo intelligent the Rafi sir singer the wo her filmki puri encyclopedia the koi kam aisa nahi tha jo unhone nahi kiya tha film me@sunilgtandon4305
@zubairkhan26223 ай бұрын
@@ManojChaudhary-p2f kishor Kumar ne us samay bhi geet gaye hai aur unki limit har music director janta the kishor kumar ke gane us samay aakho me kya jii rupahla badal Badal me kya ji kisi ka aachal Aachal me kya ji azab si halchal Mana janab ne pukara jah kya mera sath bhi gawara nahi muft me banke chal diye tan ke wallah jawab tumahara nahi Ak ladki bheegi bhagi si soti rato me jagi si mili ak ajnabi se koi aage na peeche Tum ho kaho ye koi baat hai Gane achche hai lakin isi tarah ke gane wo gaa rahe the Ye song unke baad wale gano se jyada achche hai
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@zubairkhan2622 andhbhakt zubair 💨😭
@zameermalnas8973 ай бұрын
Bundalbaaz tum ho boss rafi sahab ko taarif ki zarurat nahi RAFI SAHAB ki taarif khud KISHOR DA MUKESH G MANNA DA LATA DIDI AUR BAHOT SINGERS HAI JO KARTE AAP KYA UNKO SIKHAYENGE
@salmanshivani72763 ай бұрын
Rafi sahab ko na kiski producer na studio ki Zarurat thi agar woh film mein gaana chod dete tuo mehfil or shows mein gaate phir or naam kama lete sabse important unki awaz thi singer tuo bohut hain
@AshokGupta-vd2mq3 ай бұрын
Kishor Da is a great singer
@abdulaleemshaikhshaikh87073 ай бұрын
Janab MOHD rafi sshaab jab phir gaaye tho nayaa ithihaas banaadiye Bahoth saarey achche singers they lekin super duper superb singer one nd only janaab MOHD Rafi sahaab
@rahulkumarrahul32303 ай бұрын
Jo log kishorkumar ke gane stage par gate the,wo rafisahahab ke gane gane lag gaye hai.lekin rafisahahab ke gane difficult hote hai.sur se hat jate hai log.
@ImtazKhan-jn8xj3 ай бұрын
Main kishor Kumar ke gane zeda suntahun likin Rafi lata is king in film industry in ke barre me galat mat buleye
@RajibNandi-j5w3 ай бұрын
Sweetest male voice of Bollywood = Mohd. Rafi. The greatest voice modulation male singer of India= Kishore Kumar. One is Lord Shiva and other is Lord Vishnu. Anyone who try to creat difference between their works they're not music lovers and all channels have to stop to make difference between them to show that kind of videos.
@irfansiddiqui62633 ай бұрын
Rafisahab was the legendary singer ruled 4 decades of the film industry, he is uncomfortable.
@rafeeqahmed78483 ай бұрын
The best song of the movie
@Explorerut3 ай бұрын
The other 3 songs seemed typical BANDALBAAZ! 😅 Rafi=Melodious!👌🏼👍🏼
@drfhussain15593 ай бұрын
Rafi sahab aise anokhe singer is india me paida huwae ki hum lucky hai, dhanya hai, jiski aisy bemisal ki lagta Ishwar khud insan ke gle se ga rha , unki tulna pta nhi kishore kumar se karte hai , jinke liye Rafi ne khud kyi gane gaye ,vo singer ke roop me autar the, Rafi 70 ke dashak me haj karke gana na gane ka faisla liya ,vo gane kishore kumar ko mile , Rajesh khana superstar rato rat Aradhana ke bangye gadi chal pdy aur Musician R.D Burman ki tikdi bhid gyi Fir age Amitabh Bachan ki entry moti awaz aur suit kar gyi.aur kishore kumar ki luckly demand badhti gyi , maze ki gayaki simple si thi, quality wise Rafi the voice of God ke samne door door tak stand karte ye bat khud kishore kumar ko pta thi ki bus chal gya hu luck hai
@drfhussain15593 ай бұрын
Stand nhi karte
@abdulaleemshaikhshaikh87073 ай бұрын
Janab MUHAMMAD RAFI sahaab ke singing safar me dip aaya tha lekin burey din nahee guzray Jaankari dena hai tho achchese de warna na de
@deepakswaraj11373 ай бұрын
Thank you so much, you are right here.
@TariqKhusrou3 ай бұрын
No comparison between Rafi and Kishore.
@johndsouza613 ай бұрын
Sirji, Yeh Reshmi Zulfein, is sung by Rafi Sahab....not Kishore da
@filmyvrittant3 ай бұрын
तो किसने बोला कि किशोर दा ने गाया है
@MusicLover-jz5dp3 ай бұрын
Baki songs to jaise bade super hit huye iss movie ke .......
@ramkumarghosh46532 ай бұрын
Kishore da genius
@wareshansary73653 ай бұрын
Rafi saab is 100 and kishore kumar is60
@drjatindersinghthapar3 ай бұрын
Another Rafi will never be born again
@kaleemkhan13963 ай бұрын
रफी साहब नम्बर 1 गायक
@devotional_of_music3 ай бұрын
Super,,, Super,,, hai
@udayrai60653 ай бұрын
No one best kishor da
@vijaylaxmi65573 ай бұрын
Rafi Saab ka kya mukabla kishor k के Sath achha nahi lagta jab Rafi ka mukabla kisi se bhi kiya jata hai
@009shubham3 ай бұрын
With all due respect to Kishore da , yeh Rafi sahab ne jo gaana gaya hai yeh hamesha ki tereh behtareen gaya hai , sirf nazriya ka fark hai . Both Rafi sahab and Kishore da were great singers, no comparison between them , both were equally good in own terms. So better to enjoy their songs instead of saying one is greater than other.
@basumanas3 ай бұрын
E gana only and only for kishore keliya tha.
@sandeepkumararya4593 ай бұрын
Kishore Kumar ❤❤ jaisa mahan gayak koi nahin tha
@micromaxmobilr32473 ай бұрын
Dard ka badshah MUKESH
@thegautamdutt3 ай бұрын
Ye kahan se aa gaye
@darshanshah91364 ай бұрын
"Anhonee ko honi karde", gaana Kishore Da, Mahendra Kapoor aur Shailendra Singh ne gaaya hai
@aafaqkhan74384 ай бұрын
You are right
@vinklegoyal40163 ай бұрын
Kishore aur Rafi sahab lagbhag film industry mein ek sath hi aaye.Rafi sahab Ko kamyabi jaldi mili jabki kishore da Ko 19 years ke baad aradhana film se.1969 mein aradhana ka music s.d.burman ka tha aur two songs Rafi sahab ne gaye the.S.D.Burman ki tabiyat kharab hone ki vajah se baaki ke geet r.d ne kishore da se gawye the kyunki Rafi sahab bhi haz Ko chale gaye the.R.D ne music ka credit khud Ko nahi liya tha par music kishore ke songs ke liye r.d ne hi diya tha.Iss Film ka har geet behatar hai par kishore kumar raaton raat star ban gaye the.Rafi sahab haz ke baad geet nahi gaana chahte the par unko Kai music director ne samjhaya aur wo Maan gaye.Madan mohan ne Laila majnu ke geet Rafi sahab se gawye jabki Rishi Kapoor chahte the kishore kumar gaye.Film ke pruducer ne bhi madam mohan se request Kiya tha kishore ke liye par madan mohan nahi maane aur jab Film release huyi tab har geet superhit.1969 se 1975 Tak Rafi sahab Ko Kam geet mile.1976 se 1980 Tak ka har geet Rafi sahab ka Uttam qwality ka raha.Rafi sahab Kai tarah se ga sakte the unki awaaz har star ke liye alag andaz mein Hoti thi ye art sirf Rafi sahab mein tha.Rafi sahab ne Desh bhakti, bhajan, qwallies, Najam, romantic,sad songs etc geet gaye jabki kishore kumar sirf romantic aur sad songs ke liye Jana jayega.Har singer best hai par agar qwality ki baat karte Ho tab Rafi sahab ka kisi ke sath koi comparison nahi Ho sakta.1976 se pehle Rafi sahab ka andaz gane ka dusra tha par 1976 ke baad bilkul different.Swarg nark, swayamber, dostana, parvarish, kudrat,do Premi,nasib,dharmkanta,katilon ke katil,professer pyare Lal, kaliya, Shan,yarana, dostana,khuda gawah,amar Akbar Anthony, Abdullah, Desh Premi etc inn films mein Jahan bhi Rafi kishor ka Jo bhi geet milega wo Rafi ka hi best milega kuchh mein sirf Rafi sahab ke hi geet milenge Jo films mention ki hai.Asha, bagawat, pratigya, Ram balram etc ke geet sunke dekhna.Overall performance dekhi jati hai.Dono ke cariyer ka period dekho jyada geet kisne gaye.Kishor kumar ki ek bhi bhent gayi ho mata ki batana.koi teen Desh bhakti ke superhit songs batana Jo kishore ne gaye ho.10 geet classical batana Jo kishore ne gaye ho.nodoubt kishore kumar was unique and perfect singer but Rafi sahab ka comparison kishore se kaise.Agar Mana Dey ke songs ki qwality dekhoge tab kaha ja sakta hai ye singer Rafi sahab ki Takar ka hai.Mukesh , kishore aur Mana Dey ne loha Mana hai Rafi sahab ka aur ek baat aur bata du kishore kumar, Laxmi Kant pyare Lal bahut bade fans the Rafi sahab ke. Manmohan Desai bahut bade fans the Rafi sahab ke.kabhi ek geet Sunna parda hai parda ek line kishore kumar ne gayi hai.iss gane ki story padna.Manmohan Desai ki himmat bhi nahi thi kishore Da se request kar pata ek line kishore Da se gawane ki Rafi sahab ki request par gaya tha.Kishor ke geet Rafi sahab Ko jarur mile hai par Rafi sahab ke geet kishore Ko nahi mile hai as per my knowledge.Nafrat ki duniya Ko chhod kar kishore ki vajaye Rafi Ko Diya Gaya tha laxmikant ki himmat bhi nahi thi par jab kishore da Ko pata chala ki laxmikant jaisa chahte hain vaisa nahi ban paya tab ISS geet Ko Film se hatane ke faisle Ko galat kaha tha kishore Da ne.Kishor Da ne Rafi sahab se ye geet gawane ki permission Di thi laxmikant pyarelal ko.hai to bahut kuchh par
@srikantshaw49263 ай бұрын
Andhbhakt jab pata nahi hai to kyu comments karta hai, parda hai parda ka qawwali mein ek line kishore da ne nahi amit kumar ne gaya tha ha aur gaadi bula rahi hai,dost movie 1974, jhoothe sang pyar kiya, aakhri dao 1975 ka songs rafi sahab ko gaana tha lekin ye song mila kishore da ko aur ha ek movie saranga 1961, saranga teri yaad mein ye song pehle rafi ko hi mila tha lekin music director ko pasand nahi aaya phir mukesh ji se pura song gwaya gaya aur jo tu bol raha hai deshbhakt, bhajan semi classical, qawwali kishore da ne nahi gaya hai tera paas koi proof hai to bata 😂😢😮
@realityground.47143 ай бұрын
@@srikantshaw4926HMV के रिकॉर्ड पर सारंगा फ़िल्म के दोनों वर्जन मुकेश, रफी की आवाज में रिलीज हुई थी।और फिर saranga मूवी में "पिया कैसे मिलूं तुझसे" गाना रफी ने ही गाया था। ऐसा कई बार होता था कि किसी एक गायक से पहले गाना रिकॉर्ड कर लिया जाता था परंतु फिल्म में सिचुएशन बदल जाती थी, कहानी का कुछ हिस्सा बदल जाता था, कई बार पहले जिससे गवाया वो गायक समय अभाव के कारण गा नहीं पाता था। इसमें अंधभक्ति की क्या बात है भाई वो अपनी बात लिखेगा तुम अपनी लिखो।तुम्हारे कॉमेंट में भी अंधभक्ति की बू आ रही है😂😂 अब रही बात देशभक्ति की तो उसमें किशोर कुमार कहीं नहीं ठहरते रफी के सामने।और तुम बताओ कि किशोर कुमार ने देशभक्ति, क्लासिकल में कितनी सफलता अर्जित की। अधिकतर क्लासिकल सॉन्ग आए मन्ना डे के हिस्से में। मन्ना डे जैसे महान गायक को दरकिनार कर दिया गया इस फिल्म इंडस्ट्री ने। बेहद अच्छा म्यूजिक देने के बाद भी सी अर्जुन, जयदेव, रामलाल, दत्ताराम जैसे म्यूजिक डायरेक्टर दुष्चक्र में फंसे और उन्हें फिल्में नहीं मिली। तुलनात्मक रूप से अध्ययन करें तो ये पाओगे कि शंकर जयकिशन, मदन मोहन, नौशाद, रवि, लक्ष्मी प्यारे, कल्याणजी आनंदजी, एसडी बर्मन, एन दत्ता, हुस्न लाल भगतराम, सी रामचंद्र, चित्रगुप्त आदि संगीतकारों ने रफी का एक तरफा फिल्मों में उपयोग किया क्या वो सारे बेवकूफ थे😂😂 बेजोड़ शंकर जयकिशन ने राज कपूर के लिए मुकेश के अलावा जितने एक्टर्स के लिए गवाया उसका 90% हिस्सा रफी का था। ऐसे ही दूसरे संगीतकार थे। इसलिए किसी की तुलना बेमानी है। सब गायकों का फिल्म इंडस्ट्री में अहम योगदान रहा किसी का कम किसी का ज्यादा।
@realityground.47143 ай бұрын
@@srikantshaw4926तेरे पास कितने प्रूफ है किशोर कुमार के देशभक्ति, क्लासिक, कव्वालियों के जरा बता तो और उनकी क्या प्रसिद्धि थी।क्योंकि पता तो तुझे भी कुछ नहीं है।
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@realityground.4714 abe tu kyu bich me ghush gaya comments to maine usko kiya teri kyu zal rahi hai tu bhi kishore kumar haters hai, pehle comments pura theek se padh uske baad reply kar 😁😭😂
@realityground.47143 ай бұрын
@@srikantshaw4926 अबे जब तेरे जैसे घटिया कॉमेंट करेंगे तो बोलना तो पड़ेगा ही। मैं किसी गायक के लिए hater नहीं हूं परंतु तेरे जैसे अंधभक्त को जवाब देना पड़ता है😂🤣😂
@wilsonsubroi19823 ай бұрын
You're absolutely right, ye geet famous nahin huaa, iski tuning baaki geeton ke mood ke saath nahin thee. R.d.burman was right, shammi kapur ne bhi manoranjan mein kishore kumar aur Manna dey ko liya jiske wo shayad director thay, music R.d.burman ka tha
@shahidmulla9563 ай бұрын
Baki radio per abhi bhi rafi sahab wala gana hi jada aata hai..
@littlehelp1183 ай бұрын
Jhoot Kishore Kumar aisa kah hi nahi sakte "Rafi sahab ka waqt kharaab chal raha hai"
@grc1783 ай бұрын
Sabhi muslim comments love only mehmmod rafi n hates kishor. For them quality is not imp but deen mazhub
@realityground.47143 ай бұрын
कुछ गोबरभक्तों को इसमें भी धर्म नजर आने लगा है, इस बीमारी का कोई इलाज नहीं😂😂
@debasishchakraborty24073 ай бұрын
Yes u are right...they always support Rafi ...but Hindu's has no unity..30% hindu support md. Rafi.. maximum muslim like to listen Kishoreda's song but in social media they support Rafi for showing their religion unity...all Hindus should do this...
@realityground.47143 ай бұрын
@@debasishchakraborty2407 Please tell me who is Hindu? Why are u instigating a layman on the name of religion. There should be his/her choice in listening music because art, music can never be decided or divided on the name of religion.
@BobbySolomon-q7d3 ай бұрын
only Rafi ji
@shivhari75043 ай бұрын
Aur yadi main ye kahu Rafi ke saamne Kishor kuchh nahi hai tou kaisa lagega..mujhe sirf Rafi ke geet hi achche lagte hai.. isiliye it's better to say both are great contemporary...thats all
@raviprabhakar68913 ай бұрын
Kya aap ush vakat the jab mahan singer gana gaye karte the jo bekar baat karake sab ka time barbaad Kiya hai, mai jab 6 saal ka tha yani 1965 se gana suna karta tha,koi bhi aap jaise bekar baat nahi karte the kebal enjoy karte the
@ashishkumartiwari8324 ай бұрын
Nice
@IrshadMd-pw8xi3 ай бұрын
Rafi sahab ke ass pass v kishor khara nahi ho nahi payega
@ATULJAIS753 ай бұрын
Bhai aap to TITLE aise likh rahe ho aur aise describe kar rahe ho jaise Bandalbaaz movie ke sare gaane hit the. Be wajah ki kori bakwaas hi ye.
@vijaylaxmi65573 ай бұрын
Kaha Rafi kaha kishor bekar bat
@vijaylaxmi65573 ай бұрын
Dono pic bore
@KuchBhi-lt8vv3 ай бұрын
Rafi saheb ne gaya aur nahi chala ye bat nahi balke is gane ki dhun hi aisi bani thi ke kishor da bhi gate to nahi chalta. Dosh gane wale ka nahi dhun ka hai
@AgniMissileAPJKALAM-lm8rd4 ай бұрын
Shurilasong agar kk gaata toh fir isske shur gayab hote
@GauravShukla-j3p3 ай бұрын
Tu ga de bevkoof
@auroraticroshan1814 ай бұрын
नाम लिया राखी का और तसवीर दिखाई फ़रीदा जलाल की ( 3 मिनट 10 सेकण्ड)!!!
@AA-jx1nz3 ай бұрын
Bhai film to flop ho gai thi isame gane bhi flop hai sabhi
@imteyazkhan17233 ай бұрын
Sare gane wahiyat kuinki in ka dil se kuch Lena Dena nahi
@irfansiddiqui62633 ай бұрын
Sorry uncomparable
@mujtabaansari38873 ай бұрын
Bakwaas
@hanifjaitapkar34683 ай бұрын
Abe is film ka ye gaana hi hit tha ..kon si duniya main rahethe ho bhai..Panchamda ko pata hota tha ki kon sa gaana ks se gavaana hai ..he was genious ..
@filmyvrittant3 ай бұрын
Andhbhak ho aap bhai rafi isliye bol rahe ho jaar pata karo pahle.
@realityground.47143 ай бұрын
😂😂 पंचम दा को फायदा मिला एसडी बर्मन का। कुछ ही गानों को छोड़कर कुछ खास नहीं था उनका उसमें भी एसडी बर्मन का योगदान था जब तक जिंदा थे, उसके बाद कुछ सफलता के बाद आरडी बर्मन गुमनामी में खो गए थे।
@srikantshaw49263 ай бұрын
@@realityground.4714 rd burman genius music director they bhai 👊💪
@realityground.47143 ай бұрын
@@srikantshaw4926 सारे संगीतकार जीनियस थे, सबने अपनी मेहनत की लेकिन गुटबाजी, संक्रमित राजनीति के चलते सफल नहीं हो पाए। आरडी बर्मन को संगीत विरासत में मिला था एसडी बर्मन से जो निहायत ही संजीदा, सफलतम और मेलोडियस म्यूजिक डायरेक्टर रहे। आरडी साहब ने खुद एक इंटरव्यू में बताया था कि उनके फादर कहा करते थे कि पंचम ये गीत और अच्छा बन सकता था यदि तुम मेहनत करते तो। आरडी बर्मन को संगीत legacy में मिला था। रोशन साहब की मृत्यु जल्द हो गई थी और उनके लड़के राजेश रोशन को उतनी प्रसिद्धि नहीं मिल पाई जितनी आरडी बर्मन को मिली जबकि अपने समय में राजेश रोशन ने भी बहुत बढ़िया संगीत दिया था।
@targetadvertising89813 ай бұрын
Kishorda ke aage rafi kuchh nahi jo freshness kishorda ke awaz me he vo kisibhi singer me nahi
@zubairkhan26223 ай бұрын
Rafi sahab ke gaye hue gano ke aage Kishor Kumar ke gane bahut hi Mamooli hai
@grc1783 ай бұрын
@@zubairkhan2622Rafi k kai gane baqwas hai. Javed akhtar ne bhi ye kaha hai k ek hi gana jab kishor ne gaya aur rafi ne bhi to Kishor ka version hi behetar raha
@zubairkhan26223 ай бұрын
@@grc178 Javed Akhtar ki soch se duniya nahi chalti jitne starting se senior music director the sabne sirf Rafi Sahab ko first priority aur senior actor ne kisi ne kishor ko kabhi first priority nahi samjha gayki ke mamle jitne bangali group wale the bus unhone hi jyada gane diye kishor Kumar ko gane ke liye check kar lo chaho to jitne bhi senior the jinhone Sangeet ki rooh ko apne sangeet Rafi sahab ki gayki me jiya hai wo Rafi sahab ki gayki jante Rafi sahab gayki ke Suraj hai jiski chamak Rahti duniya talak rahegi
@zubairkhan26223 ай бұрын
@@grc178 Javed Akhtar ke gane kishor Kumar ne gaye silsila movie pahla gana dekha ak khwab to ye silsile hue 1981 Rafi sahab ke jane ke baad imle pass reason hai kishor Kumar ko favourite manne ka wo apni commercial soch ki wajah se kishor Kumar ko priority de rahe hai agar unke gane Rafi sahab ne gaye hote Rafi sahab ko priority dete Rahi baat duit analysis ki to kahi par jaha dono ke gaye hue geet upload kiske jyada song sune gaye views like sab dekh lo servey bhi ho chuka kayi baar Rafi sahab hi aage hai na kewal bharat me world me bhi
@MegaJaanbaaz3 ай бұрын
Tumhe pata nahi kishore kumar ne khud kaha hai ke Rafi saab jaisa koi doosra singer playback nahi de sakta 😅
@saleemahmed42664 ай бұрын
Ye Sangi Hai Pakka
@anupambanerjee47184 ай бұрын
haan, tu wahi kar jo tujhe aata hai - bamm baandh aur fatt ja!