رنج اٹھانے میں بھی خوشی ہو گی، پہلے دل درد آشنا کیجیے ۔ واہ واہ واہ کمال۔۔۔
@muhammadashraf3141 Жыл бұрын
بہت خوب
@LIDWH3 жыл бұрын
Wah khan Saab aapka andaaz bada roohani hai. Love you sir. Bhagwan aapki jindgi hamesha khusiyon se bhare rakhe aur aap khusiyan baantte rahe.🙏
@Muhammad-t2j7k Жыл бұрын
Salam to Ustad Shafqat Ali KHan Sahib
@ShahzadAli-kb4vx3 жыл бұрын
Mashallah bohat barey ustaad ho aap mashallah G
@muzikerfalak32673 жыл бұрын
Aaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa Lovvvvvvvvvvvvvveeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee. Uuuuuuuuuuuuuu❤️❤️ Aise hi late rhe ustad Shafqat shab ki❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@syedzada93982 жыл бұрын
Wah ji wah
@randomlythings3 жыл бұрын
Dil hi jab dard ho to kiya ki jiay....SubhanAllah
@aav-ahsanalivlogs83843 жыл бұрын
Wah wah khan sahb kamal kr dia. 💖💖💖
@marshad54953 жыл бұрын
V good Ustad slamat ali khan yad aaey waaah Arshad Naeem
@muhammadasmat50332 жыл бұрын
Waah ustaad ji
@thillaidhana110 ай бұрын
The meaning of the lyrics by great Ghalib.
@muhammadkamrankiyanistatis38843 жыл бұрын
واہ استاد جی۔۔۔کیا کہنے۔۔۔۔ادائیگی بھی کمال کی آپ نے۔۔۔آج اگر مرزا نوشہ بھی محفل میں ہوتے تو اٹھ اٹھ کے داد دیتے۔خوش رہیں ۔
@matikhan8178Ай бұрын
wah 🌸
@khayyamkhanofficial31483 жыл бұрын
Kia kehne Ustad Kashif Ali dani bhai (Tabla)MasshAllah buhat ummda sangat hue hy,lots of prayers & blessings Amen
@chfayyaz43733 жыл бұрын
Yor are great ustad g
@hajirawaseem76332 жыл бұрын
Dil hi jab dard ho to kya kijiye 🥺
@raghupathan36943 жыл бұрын
Aaye haye kya krun Ye awaz QABAR ME BHI SUN NE KO DIL KRTA H SHAFKAT USTAD DIL HI NIKAL LOGE KYA AAJ MERA
@duniyabewafa42242 жыл бұрын
Kiya kahane khan sab
@baaghiii25033 жыл бұрын
Ustaad shafqat salamat Ali khan Mirza ghalib ky alfaaz ky sath insaaf kr Gaye
@SamarJafri3 жыл бұрын
Great Lyrics by Mirza Ghalib & kamal Composition by Ustad Shafqat Ali Khan 🌹🌹👌
@saqibshafique86613 жыл бұрын
Beautifully sung
@khayyamkhanofficial31483 жыл бұрын
Subhan Allah Kia kehne Ustad g,,you r only one May God bless you Alot Ustad g, Love you so much, Allah Tala apko Salamat rakhain Aameen...
@ahmadzaivolgs13482 жыл бұрын
Tabla player is just nailing it
@manjuahujaverified89683 жыл бұрын
Wah bahut achchi aawaaz hai
@Sultanitp2 жыл бұрын
This ghazal is composed in Rag ShivRanjani from Kafi Thaat, accompanies by Tabla beat Dara, 6 beats!
@atharhussain-qo6fr2 ай бұрын
Bus sunta javoon
@adnanqureshi84202 жыл бұрын
Ye ghazal Ustad Rahat Fateh Ali Khan ne bhi boht achi gae hai
@talalajmairy18513 жыл бұрын
Subhaan ALLAH ❤️
@aramirofficial61673 жыл бұрын
Mashallah Ustad ji
@AfsarAli-hs7lo2 жыл бұрын
Very nice
@sukhdevraj78683 жыл бұрын
Wha
@dr.ravishankardwivedi17573 жыл бұрын
वेरि nice safkat bhai
@vishalborkhataria78533 жыл бұрын
Khush kar diya
@ZubairKhan-zi6it3 жыл бұрын
Soul Blessing
@themazzstudio3 жыл бұрын
Wa
@qaisarqureshi46232 жыл бұрын
👏👏👏
@Nastikkonhai3 жыл бұрын
best song sir
@raghupathan36943 жыл бұрын
ISE MOSKI KEHTE H JO DIL KO RULA DE AAJ KAL KE log apne aap ko SINGER BaNayE FIRTE H HATT TERE KI
@kaiftheband21683 жыл бұрын
Kya kehne
@inderjitsinghbhagat12603 жыл бұрын
SafqAt Ali g Bollywood songs plz gya kr, Muhammad and Lata mangeshker g ke
@sushmasharma27663 жыл бұрын
Wah kya baat hai jeetey rehiye
@shoaibminhas91893 жыл бұрын
❤️❤️❤️
@matikhan8178Ай бұрын
2024 👍
@kaiftheband21683 жыл бұрын
Ye Ghazal Ghalib ke Naam Sey Shaaya Ki Gayi Hai Ye Ghazal Ghalib Ki Nahi Hai Main Khud Bhi Aik Bar gaa chuka Hoon Aur Phir Mere Sir Tariq Farani Ney Isko Search kiya Ye Ghalib Ke Deewan Main Nahi Hai Jabke Tamam Ghazliyaat Deewan e Ghalib Main Mojood Hain Aur Professor Saadat Saeed Government College University lahore sey jo iske sheyr Hamko Faryaad Karni Aati Ki Taseeh Karwa chukey hain mujhe Unheyn bhi deewan main nahi mili Aur kehte ke Humko faryad kerni nahi balke karna aati hai hona chahiye aur yahan sey maaloom hota hai ke ye ghalib ki nahib balke unke naam sey shaaya ki gayi hai
@omparkashrajput6682 жыл бұрын
Maf kijay ye ghazal Ghalib ki nahin but Manzar Lakhnavi ki hai.
@abdullahfaheem88873 жыл бұрын
Ye ghazal غالب ki Nhi hai... Balke غالب name se shaaya ki gayi hai.... Is pe Tariq Salman khan Farani shb (nazir ahmad music society) GCU ne bhi research ki thi.... Or ye ghazal dewaan Mein Nhi milli... ! Baki غالب shb ki sab ghazal mojood thein! Ye ghazal Nhi milli Is k ik sheer HUMKO FARYAAD.... mein galti bhi kuch professors ne mark ki hai.... '' HUMKO FARYAAD KARNA ati hai"... Ye sahi istamaal hai wording ka "KARNA ATTI" or ghazal Mein "KARNI ATTI" likha hai...! Or ye battain sab issi taraf eshara karti hain k ye ghazal غالب shb ki Nhi hai! Ustad shafqat salamat ali khan shb ne bohot khubsurat composition ki hai beshak! ❤️
@maibkhan60213 жыл бұрын
Jnab ma abhi parh raha tha Deewan to mujy b nai mili or yehi cheak karny k liy KZbin py aya Or khushi hui k kisi ko to pata chala k ye Mirza Ghalib ki nahi h
@abdullahfaheem88873 жыл бұрын
Gg bilkul
@ssamriddhii8543 жыл бұрын
💞💞💞💖💖💘💘💘💘💘💘💘
@samarshah30663 жыл бұрын
❤️💞💕💓
@satyampathak57513 жыл бұрын
❣️🙏❣️
@zubairRazi13 күн бұрын
ان بتوں کو خدا سے کیا مطلب ۔۔۔و اہ
@diazfikar64793 жыл бұрын
NGAMUK NYA KURANG LEPAS
@vsba0013 жыл бұрын
Gaane/gazal ka maza kharaab ho Natas hai. Baaten sage peeche kar lo. Gaane ke time gayaki par hi dhiyan ho behtar hai.
@vsba0013 жыл бұрын
Gayak beech mein itni bakwas karta hai ki game/gazal ka Max’s hi kharaab ho Natas hai.