I salute Rahat Fateh Ali Khan Sahab from Kolkata,West Bengal, India for his mesmerizing and enchanting voice. I am very glad to see Naseeruddin Shah Sahab among the audience.
@Goku0044-02 жыл бұрын
Naseeruddin sir perfectly play Mirza galib role in khakashan Must watch on KZbin
@habibhabib3302 Жыл бұрын
@@Goku0044-0 frrrrZZZWAaw2È
@RituSingh-eo6qh Жыл бұрын
😊😊
@fredmatthew29707 жыл бұрын
English has Shakespeare, Milton, Keats, Byron, Shaw, etc....but none like Mirza Asadullah Khan Ghalib. The love for simply speaking good Urdu has elevated me to place where I feel an entire ocean of emotions and the milk of human kindness has been poured in my heart.
@samirkhosa78176 жыл бұрын
Where r u from Fred ?
@osamaali15276 жыл бұрын
Don't compare Shakespeare with ghalib...they both are the greatest in their own languages.....Shakespeare was one of his kind and so was ghalib...
@hamzajawad20146 жыл бұрын
@@osamaali1527 no one can match ghalib,one need to dip in ocean of philosophy,humanity,sufism,etc more to know him
@sam77486 жыл бұрын
Agree, but English poetry does not bring a person to tears as can the language of Mirza Ghalib. .....@@osamaali1527
@samararshad15035 жыл бұрын
What about mir taqi mir in urdu
@RajkumarSirohi8 жыл бұрын
राहत साहब आप कमाल हैं ...... नुसरत फ़तेह अली खान साहब की गायकी की विरासत को ना केवल आपने संभाला है वरन चार चाँद भी लगाये हैं ....... खुदा आपकी आवाज का जादू ऐसे ही बनाये रखे
@NehaSharma-sw1wv5 жыл бұрын
Khuda Nahin Ki Awaz ko Badi Fursat Se Banaya Hoga
@DineshKumar-up9yv5 жыл бұрын
Kamal
@sameerkhanshortcreater7 ай бұрын
beshak
@fizazaeem19987 жыл бұрын
کیا بات غالب صاحب کی ۔لیکن خان صاحب نے بھی کمال کر دیا اپنی سریلی آواز سے ۔
@irfansultani33128 жыл бұрын
واااااااہ ۔۔۔۔ کلام کا حق ادا کر دیا ۔۔۔ کلام اور انداز سبحان اللہ
@rajeevverma16555 жыл бұрын
Very nice from RAJEEV Verma
@SharafatAli-iq4xy6 ай бұрын
Wah g Wah
@mahalkhan10553 ай бұрын
Lovely
@chishtiprinters27155 жыл бұрын
Yeh Ghazal koi Aashiq hei samjh sakta hai... Don't remember how many time i listen this Ghazal... I watch this video in 2003 on PTV channel and often watch again and again ... one of my fav. ghazal.. (Salute to Mriza Ghalib and Rahat Fateh ali khan)
@immikhan92195 жыл бұрын
kya aap ne yehi video 2003 main dhykha hai Ptv pe are you sure ?
@chishtiprinters27155 жыл бұрын
@@immikhan9219 A program named Virsa Heritage telecast at night. However 2003 figure may be fluctuate. But it is confirmed this video is 15 years before...
@SekhjalalAli5 ай бұрын
😊😊😊pp😊😊😊p😊p😊
@asanjum63776 жыл бұрын
کمال ہے یار واقعی کوئی ثانی نہیں غالب کا۔ میری پسندیدہ غزل۔
@sharaqafzaal15467 жыл бұрын
Ghalib ne Kalam likhnay main Insaaf kia Rahat Fateh Ali Khan ne Kalam paish krny main Insaaf kia. 😍😍 Sun'ny walon ka zoak bhi kamal ka hai.
@umeruddininamdar62276 жыл бұрын
Nice
@tufailabbasi69856 жыл бұрын
Sharaq afzaal g ap ny dad dany ma insaf kr diyan ha
@saalikhasan54285 жыл бұрын
sharaq afzaal gud
@mahmoodahmed53775 жыл бұрын
Well define
@farrukh26434 жыл бұрын
Nice
@nadirkhan45295 жыл бұрын
wah kya bat h..ghalib ka koi jawab nahi..rahat saab ne bhut khubsurat andaz me ghalib ko bya kiya..👌👌👌
@MansaUsmani6 сағат бұрын
Dukh to ye hai ke ab inke hume koi or aisa gaane wala nahi milne wala Inki or inki family singing ki to baat hi aala or nirali hai Thanks Rahat fateh ali khan...
@farooqabdullahazadchitrali48625 жыл бұрын
Or kitni br suno is gzl ko. Uffff 500 se zeada sun chuka.................
@SahnQurahsi9 ай бұрын
❤❤❤
@anujbhasin74873 ай бұрын
500 bhi Kam hai
@anujbhasin74873 ай бұрын
Kamal Hai Galib sahib
@candidkafka65376 жыл бұрын
These are best verses of great Ghalib saab ...I don't remember any night when I would have missed this gazal . Ghalib was very creative !
@candidkafka65376 жыл бұрын
Hitesh bhai , do you remember we talked about this gazal four days ago and also about other gazal like Mohsin Naqvi , Faiz saab ??
@veergupta23315 жыл бұрын
साहब आप की सायरी गजल का जवाब ही नही जी करता।है सिर्फ सुनता ही रहु।
@hanankhankhan81425 жыл бұрын
Wa g wa
@abhishekkant1218 жыл бұрын
Ghalib saheb ka toh kya woh nam hi bada hai "Rahat sir ka koi jawab nhi." great *****
@sandeepaditya98687 жыл бұрын
क्या कमाल की आवाज है सर आपकी, मैं ,एक हिन्दुस्तानी आपका तहेदिल से नमन करता हूँ
@abcdef-jz5bs7 жыл бұрын
plz translate into urdu
@shahfaisalkhan69773 жыл бұрын
🇮🇳🇮🇳🇮🇳
@ManjitBhamra3 ай бұрын
@@abcdef-jz5bskya awaz hai sir aapki, a hindustani cordially bows down to you. Roughly translated.
@bhanewali7 жыл бұрын
What a great tribute to Ghalib. This is much fascinating that how gracefully Rahat Fathey Ali Khan has put the chain of Ghalib's poetry in the form of Qawali. I just got lost. Awesome presentation.
@pakbas6260 Жыл бұрын
MK MK MK MK
@anwarmalik50498 жыл бұрын
aage aati thi haal e dil pe hansi .ab kisi baat par nahi aati .ghalib sahab kya zindgi bayan kardi aapne apni shayri me
@qaisarraza1036 жыл бұрын
no dought Mirza Ghalib was a great legend n he is still alive in our hearts and this legend RFAK maintaining n promoting his legendary. ......Waah waah Rahat sahab......love from India❤
@Omairtanveer5 жыл бұрын
No doubt
@nirbair5 жыл бұрын
बीच-बीच में ग़ालिब के दूसरे शेर इस ग़ज़ल की खूबसूरती में चार चाँद लगा रहे हैं। राहत साहब की आवाज मिर्ज़ा ग़ालिब की क्लासिकल पोइट्री और फिलोसिफिकल थॉट्स के खूबसूरत पैरहन की तरह है।
gailb sahab ko jinda rakha h abhi bhi .....great presentaion rahat saheb...
@mahmoodunnisabegum16808 жыл бұрын
Aakash Bana be half haka halka suru hai Rahat Fateh Ali Khan
@drbajwa45967 жыл бұрын
Aakash Bana ghalib h to urdu h ...
@bichoobhatti927 жыл бұрын
Ghalib ne Dil-jalon ko zinda rakha hua hai janab!
@splendidtowers7 жыл бұрын
+Wasif ahmed bhatti hahahha...bhai aisi bhi koi baat nahi.
@shoukatali7055 жыл бұрын
The eyes of ghalib could see beyond the back of behind.... Hundred thousand praises to Rahat for his mesmerising voice.
@Chucku1539 жыл бұрын
AAJ NUSRAT SAAB KI YAAD AYE. RAHAT WILL KEEP HIS TRADITION ALIVE, GOD BLESS HIS SOUL.
@Sultanm1236 жыл бұрын
NusraT tw NusraT hai he is still alive in our heart❤❤
@billus94767 жыл бұрын
ak mirza ghalib ka kalam upper se rahat ke awaz wah wah
@dharmveersharma60816 жыл бұрын
billu s I
@goluSHARMA-gg1zt6 жыл бұрын
😀
@aamirmahmood97577 жыл бұрын
Bhut khoob, kia haq ada kia ha Great Ghalib ky saath. Maza a gya, Geoo Rahat Fateh Ali Khan sb.
@hazratkhan45985 жыл бұрын
واہ زبردست واقعی کوئی امید بر نہیں آتی تی اچھی قوالی بہت اچھی قوالی
@abduljaliltarnao21536 жыл бұрын
Believe me this great Ghazal of Mirza Ghalib has psychologically uplifted my inner thoughts an inward eye so high that only imagination can judge that.Love from my side to Ghalib and Rajat Fateh ali
@daddysgirl46306 жыл бұрын
ekto Ghalib sahab... unke sher.. urdu wale log hi smjh skte h ye 😍😍😍
@vipulkumarjohnny36905 жыл бұрын
Yeh na thee hamari Qismat K wisaal E yaar hota Agar aur jeete rahtay, yehi intezaar hota [Visaal-e-yaar = to meet the beloved] Ye msaile tasuuf, ye tera bayane ghalib! Tujhe hum wali samajhte, jo na badai khuar hota [masa'il -e - tasavvuf = maxims of mysticism , wali= saint, badahkhvar=wine drinker] Kehte hain jeete hain umeed pe log humein toh jeene ki bhi umeed nahi Koi Ummeed Bar Nahin Aati Dil-e-nadan Tujhe Hua Kya Hai Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai [Dil-e-nadan=Immature heart] hamko unse wafa ki hai ummeed jo naheeN jaante wafa kya hai [wafa= loyalty] Koi Ummeed Bar Nahin Aati Baskih dushwaar hai har kaam ka aasaan hona Admi ko bhi mayassar nahin insaan hona [baskih=whereas/though dushvar=difficult, mayassar=affordable] Girya chahai hai kharabi mere kashane ki Dar-o-diwar se tapke hai biyaban hona [girya=crying, kashana=home, dar-o-divar=doors and walls, bayaban=wilderness] Koi Ummeed Bar Nahin Aati hai khabar garm unke aane kee aaj hee ghar meiN boriya na huaa ! [boriya=rug] ghar hamara, jo na rote bhi, to wiran hota bahr gar bahr na hota to bayaban hota [viran=desolate, bahar=ocean, bayaban=desert] Koi Veerani si Veerani Hai... Dasht Ko Dekh Kar Ghar Yaad Aaya [veerani=desolation, dasht=desert] ham kahan ke daanaa the?kis hunar mein yaktaa the? be-sabab huaa 'GHalib' dushman aasmaan apna.. [daanaa=wise, yaktaa=matchless, besabab=without a cause, asmaan=heaven] ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain [ranj=grieves, khugar=habitual] yun hi gar rota raha ‘Ghalib’, to ae ahl-e-jahan dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain [ahl-e-jahan=people of the world, viraan=desolate] Jab tawaqqo hi uth gayi "Ghalib" kyon kisi ka gila kare koi [tawaqqo=hope, gila=complain] chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ? [lahoo=blood, pairaahan=attire, jeb=pocket, haajat-e-rafu= need for darning] jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ? [kuredte=sifting, raakh=ashes, justjoo=search] ragoN meiN dauDte firne ke ham naheeN qaayal jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ? [ragon=veins, qaayal=worth] rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee to kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai ? [taaqat-e-guftaar=strength to speak, aarzoo=desire] Koi Soorat Nazar Nahin Aati maut ka ek din mu'ayyan hai [mu'ayyan = definite] Qaid e heyaat-o-band-e gham asal me dono ek hain maut se pehle aadmi gham se nizaat paye kyu [Qaid-e-hayaat=bondage of life, band-e-gham=succession of sorrow, nizaat=salvation] maut ka ek din mu'ayyan hai kahun kis se main ke kya hai, shab-e-gham buri bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek bar hotaa. [shab-e-gham=nights full of grief, bala=affliction] hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon na gharq-e-daryaa, na kabhi janaazah uThtaa, na kahin mazaar hotaa. [rusva=disgrace, gharq-e-dariya= drown in a river, janaza=a type of open coffin, mazaar=shrine] maut ka ek din mu'ayyan hai Jaan di, di hui usi ki thi haq to yun hai ke haq adaa na huaa [haq=truth/god, adaa=pay] phir mujhe diidaa-e-tar yaad aayaa dil jigar tashnaa-e-Fariyaad aayaa [diidaa-e-tar=vet eyes, jigar tashnaa= intense longing, fariyad=cry] dam liyaa thaa na qayaamat ne hanoz phir teraa vaqt-e-safar yaad aayaa [qayaamat=doomsday, hanoz=yet, waqt-e-safar=time of travel] zindagi mein to wo mehfil se uTha daytay thay dekhooN ab mer gaye, per kon uThata hai mujhay mohabbat me nahi hai fark, jeene aur marne ka usi ko dekh kar jeete hain, jis kafir pe dum nikle [kaafir=infidel] zara kar zor seene par, ki teere-pur-sitam nikle jo wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dum nikle [teer-e--pursitam=pain giving arrow] Ki Mere Qatal Ke Baad Us Ne Jafa Se Toba Haye Is Zood Pashaiman Ka Pashaiman Hona [jafa=anguish, tauba=repented, zood pashaiman=who repents readily] maut ka ek din mu'ayyan hai neend kyon raat bhar naheen aatee ?" jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad [savaab=Heavenly reward, taat-o-zohad=praying and piety] imaaN mujhe roke hai jo khiNche hai mujhe kufr ka'aba mere peeche hai kaleesa mere aage [imaan=belief, kufr=disbelief, kaaba=shrine, kaleesa=church] humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ko khusH rakHne ko 'GHalib' ye khayaal achcha hai Had chahiye saza mein, aqoobat ke waste Aakhir gunah gaar hon kafir nahin hon main [had=limit, uqoobat=harshness, gunahgaar=criminal, kafir=disbeliever] KHuda ke waaste parda na kaabe se uThaa zaalim kaheeN 'eisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikle kahaaN maiKHaane ka darwaaza 'GHalib' aur kahaaN waaiz par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke ham nikle [maikhana=tavern, waaiz=preacher] jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad par tabiyat ab idhar nahi aati Hai Kuch Aisi Hi Baat jo Chup Hun Warna Kya Baat kar Nhi Ati Hum vahaN haiN jahaN se hum ko BHee KuCCHH hamari KHabar nahiN aati phir tere kuche ko jata hai khayal dil-e-gumgashta magar yad aya [koocha = a narrow street/lane, dil-e-gumgashta = missing] Bana ke fakiron ka hum bhes ghalib, Tamasha E ahle karam dekhte hain. [tamasha=display, ahl-e-karam =generous people] ae saknan-e-kucha-e-dildar dekhna tum ko kahin jo Ghalib-e-ashufta sar mile [sakinan=inhabitants, kucha=small alley, ashufta=lunatic] Bak raha hoon junoon mein kya kya kuch Kuch na samjhe khuda kare koi Hum vahaN haiN jahaN se hum ko BHee KuCCHH hamari KHabar nahiN aati marte haiN aarzoo meiN marne ki maut aatee hai par naheeN aatee kaaba'a kis muNh se jaaoge 'GHalib' sharm tumko magar naheeN aatee Koi umeed bar nahin aati koi surat nazar nahin aati
@ahsenullah19796 жыл бұрын
Absolute beauty ... irreplaceable .. thats purely called "Sama Bandhna" incredible sama baaandhh deya aap ne rahat fateh ali khan ❤️❤️ Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqt lekin dil ko behlaaane ko yeah kheyal acha hai Ghalib ❤️❤️
@sudeshchakare94862 жыл бұрын
WA wa kya baat hai bohot badiya harmonium.subhan Allah
@Aliraza-my1dl16 күн бұрын
Divided by borders United by ghalib
@harshapairoz4837 жыл бұрын
Subhan Allah Masha Allah Yun to duniya main hue hain sukhanvar bahut achche Lekin Galib ka hai andaz e bayan aur. Rahat sahab Khuda aap ko salamat rakhe. What energy level,and what a soul stirring performance in the form of qawali, giving ghazal a plesently different and fresh flavour.
@AsifKhan-cf7xs7 жыл бұрын
Koi nahi ab tak ap jaisa . When ever I listen this , my heart beating fast .....no words how to explain .........Great Khan Sahab ...
@SatishKumar-cw7rg6 жыл бұрын
Asif Khan meri bhi
@mrbojangles77594 жыл бұрын
Sorry I have not discovered this before now 2020.i have listened to this over 100 times. Although I do not understand Urdu... It makes me experience different emotions. Simply love how Ustad Rahat interprets this.. Totally mesmerizing.
@RAJENDRASINGH-db3je25 күн бұрын
लाजवाब अति खूबसूरती से सुरीली आवाज और सुर ताल के साथ पेश किया गया संगीत🎤🎼🎹🎶 ❤❤🙏
@tardanaka3306 жыл бұрын
Mirza Galib ne mere zakhmo pe marham rakhkha.Qazi Abdurraafe from osmanabad mah india
@amirulislam5411Ай бұрын
বাংলাদেশ থেকে দেখছি রাহাত সাহেব আমার পছন্দের।
@anshumanshukla5137 жыл бұрын
Yeh na thee hamari Qismat K wisaal E yaar hota Agar aur jeete rahtay, yehi intezaar hota [Visaal-e-yaar = to meet the beloved] Ye msaile tasuuf, ye tera bayane ghalib! Tujhe hum wali samajhte, jo na badai khuar hota [masa'il -e - tasavvuf = maxims of mysticism , wali= saint, badahkhvar=wine drinker] Kehte hain jeete hain umeed pe log humein toh jeene ki bhi umeed nahi Koi Ummeed Bar Nahin Aati Dil-e-nadan Tujhe Hua Kya Hai Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai [Dil-e-nadan=Immature heart] hamko unse wafa ki hai ummeed jo naheeN jaante wafa kya hai [wafa= loyalty] Koi Ummeed Bar Nahin Aati Baskih dushwaar hai har kaam ka aasaan hona Admi ko bhi mayassar nahin insaan hona [baskih=whereas/though dushvar=difficult, mayassar=affordable] Girya chahai hai kharabi mere kashane ki Dar-o-diwar se tapke hai biyaban hona [girya=crying, kashana=home, dar-o-divar=doors and walls, bayaban=wilderness] Koi Ummeed Bar Nahin Aati hai khabar garm unke aane kee aaj hee ghar meiN boriya na huaa ! [boriya=rug] ghar hamara, jo na rote bhi, to wiran hota bahr gar bahr na hota to bayaban hota [viran=desolate, bahar=ocean, bayaban=desert] Koi Veerani si Veerani Hai... Dasht Ko Dekh Kar Ghar Yaad Aaya [veerani=desolation, dasht=desert] ham kahan ke daanaa the?kis hunar mein yaktaa the? be-sabab huaa 'GHalib' dushman aasmaan apna.. [daanaa=wise, yaktaa=matchless, besabab=without a cause, asmaan=heaven] ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain [ranj=grieves, khugar=habitual] yun hi gar rota raha ‘Ghalib’, to ae ahl-e-jahan dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain [ahl-e-jahan=people of the world, viraan=desolate] Jab tawaqqo hi uth gayi "Ghalib" kyon kisi ka gila kare koi [tawaqqo=hope, gila=complain] chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ? [lahoo=blood, pairaahan=attire, jeb=pocket, haajat-e-rafu= need for darning] jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ? [kuredte=sifting, raakh=ashes, justjoo=search] ragoN meiN dauDte firne ke ham naheeN qaayal jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ? [ragon=veins, qaayal=worth] rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee to kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai ? [taaqat-e-guftaar=strength to speak, aarzoo=desire] Koi Soorat Nazar Nahin Aati maut ka ek din mu'ayyan hai [mu'ayyan = definite] Qaid e heyaat-o-band-e gham asal me dono ek hain maut se pehle aadmi gham se nizaat paye kyu [Qaid-e-hayaat=bondage of life, band-e-gham=succession of sorrow, nizaat=salvation] maut ka ek din mu'ayyan hai kahun kis se main ke kya hai, shab-e-gham buri bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek bar hotaa. [shab-e-gham=nights full of grief, bala=affliction] hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon na gharq-e-daryaa, na kabhi janaazah uThtaa, na kahin mazaar hotaa. [rusva=disgrace, gharq-e-dariya= drown in a river, janaza=a type of open coffin, mazaar=shrine] maut ka ek din mu'ayyan hai Jaan di, di hui usi ki thi haq to yun hai ke haq adaa na huaa [haq=truth/god, adaa=pay] phir mujhe diidaa-e-tar yaad aayaa dil jigar tashnaa-e-Fariyaad aayaa [diidaa-e-tar=vet eyes, jigar tashnaa= intense longing, fariyad=cry] dam liyaa thaa na qayaamat ne hanoz phir teraa vaqt-e-safar yaad aayaa [qayaamat=doomsday, hanoz=yet, waqt-e-safar=time of travel] zindagi mein to wo mehfil se uTha daytay thay dekhooN ab mer gaye, per kon uThata hai mujhay mohabbat me nahi hai fark, jeene aur marne ka usi ko dekh kar jeete hain, jis kafir pe dum nikle [kaafir=infidel] zara kar zor seene par, ki teere-pur-sitam nikle jo wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dum nikle [teer-e--pursitam=pain giving arrow] Ki Mere Qatal Ke Baad Us Ne Jafa Se Toba Haye Is Zood Pashaiman Ka Pashaiman Hona [jafa=anguish, tauba=repented, zood pashaiman=who repents readily] maut ka ek din mu'ayyan hai neend kyon raat bhar naheen aatee ?" jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad [savaab=Heavenly reward, taat-o-zohad=praying and piety] imaaN mujhe roke hai jo khiNche hai mujhe kufr ka'aba mere peeche hai kaleesa mere aage [imaan=belief, kufr=disbelief, kaaba=shrine, kaleesa=church] humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ko khusH rakHne ko 'GHalib' ye khayaal achcha hai Had chahiye saza mein, aqoobat ke waste Aakhir gunah gaar hon kafir nahin hon main [had=limit, uqoobat=harshness, gunahgaar=criminal, kafir=disbeliever] KHuda ke waaste parda na kaabe se uThaa zaalim kaheeN 'eisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikle kahaaN maiKHaane ka darwaaza 'GHalib' aur kahaaN waaiz par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke ham nikle [maikhana=tavern, waaiz=preacher] jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad par tabiyat ab idhar nahi aati Hai Kuch Aisi Hi Baat jo Chup Hun Warna Kya Baat kar Nhi Ati Hum vahaN haiN jahaN se hum ko BHee KuCCHH hamari KHabar nahiN aati phir tere kuche ko jata hai khayal dil-e-gumgashta magar yad aya [koocha = a narrow street/lane, dil-e-gumgashta = missing] Bana ke fakiron ka hum bhes ghalib, Tamasha E ahle karam dekhte hain. [tamasha=display, ahl-e-karam =generous people] ae saknan-e-kucha-e-dildar dekhna tum ko kahin jo Ghalib-e-ashufta sar mile [sakinan=inhabitants, kucha=small alley, ashufta=lunatic] Bak raha hoon junoon mein kya kya kuch Kuch na samjhe khuda kare koi Hum vahaN haiN jahaN se hum ko BHee KuCCHH hamari KHabar nahiN aati marte haiN aarzoo meiN marne ki maut aatee hai par naheeN aatee kaaba'a kis muNh se jaaoge 'GHalib' sharm tumko magar naheeN aatee Koi umeed bar nahin aati koi surat nazar nahin aati
@hussainmubarakahmad86167 жыл бұрын
great great great great great great thankssssssssss
@MsGulamkhan7 жыл бұрын
wah shukla ji I salute you
@MsGulamkhan7 жыл бұрын
shukla ji you are very good person
@MuhammadSaeed-vb5nr7 жыл бұрын
MAYANK SHUKLA kindly mail me i am not getting copy of this text form..muhammadsaeed8911463@gmail.com
@Raikodi7 жыл бұрын
such a command on Urdu Mr. Shukla Quite amazing indeed
@Rehanfm1973 Жыл бұрын
No Doubt no one like Ghalib... but its is Rahat's one of his best piece... no match at all.
@SameerAli-cs7cf6 жыл бұрын
Bak raha hoon Junoon Main Kya Kya Kuch Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi.! Heart touching ghazal
@waseemnaqeebi65807 жыл бұрын
Howay mar ke hum jo russwa Howe kiau na gharq e darya Na kabhi janaza uthta na kahin mazar hota Amazing
@bamalik78478 жыл бұрын
मुझे बहुत पसंद हे ये गजल मिरजा गालिब की और राहत भाई ने इसमें जान डाल दी है
@muazansariburhanpur5 жыл бұрын
Nyc
@muazansariburhanpur5 жыл бұрын
Very nice
@iamjustaummati5 жыл бұрын
मिर्ज़ा*
@shahfaisalkhan69773 жыл бұрын
👍❤️🌹
@mukeshagarwal84997 жыл бұрын
dil ko jhak jhor diya rahat sahav Aapki ghajal ne.....
@irfanyousuf33275 жыл бұрын
غالب وہ ستارہ جو آسمان ادب پر اس وقت تک جگمگاتا رہے گا جب تک دنیا میں اردو زبان زندہ ہے
@shahfaisalkhan69773 жыл бұрын
👍👍👍
@RajkumarSirohi8 жыл бұрын
इस खूबसूरत ग़ज़ल को high resolution में अपलोड करने के लिए हितेश जी आपका भी बहुत बहुत शुक्रिया
@officialarfazkhatana7157 Жыл бұрын
😮R
@adilumerwani18 жыл бұрын
We are really concerned about this materialist world which we have to leave at some point of time...So we must be good with others...Live and let the people live peacefully....Love from Kashmir ...
@prashantgupta74138 жыл бұрын
thats why i told once in my collage i love and respect Hindi because its my national language i respect English because its my business language , BUT MY LIFE IS URDU BECAUSE ITS MY HEART LANGUAGE
@balvinderbatth29508 жыл бұрын
agree
@thinkdifferent.thenewwayof58806 жыл бұрын
Great thinking bro
@azzubadshahroll23655 жыл бұрын
@@thinkdifferent.thenewwayof5880 nj
@dhillonboeing7 жыл бұрын
Koi Umeed Bar Nahi Ati - Mirza Ghalib - کوئی امید بر نہیں آتی Koi Umeed Bar Nahi Aati Koi Soorat Nazar Nahi Aati کوئی امّید بر نہیں آتی کوئی صورت نظر نہیں آتی There is no hope to be found There is no resolution to be sought Moat Ka Aik Din Mo-ayeeyan Hai Neend Kyun Raat Bar Nahi Ati موت کا ایک دن معین ھے نیند کیوں رات بھر نہیں آتی؟ Death is destined to arrive one day But why does sleep fail to come all night Agay Ati Thi Hal-e-Dil Pe Hansee Ab Kisi Baat Per Nahi Ati آگے آتی تھی حال دل پہ ہنسی اب کسی بات پر نہیں آتی Once I was able to laugh at the predicament of my heart Now I am unable to laugh at anything Jaanta Hoon Sawab-e-Teyat-o-Zohad Per Tabiyaat Udher Nahi Ati جانتا ہوں ثوابِ طاعت و زہد پر طبعیت ادھر نہیں آتی Though I am aware of the rewards of prayer and virtue But I am prohibited by my disposition Hai Kuch Aisee Hai Baat Jo Chup Hoon Warna Kiya Baat Ker Nahi Ati ہے کچھ ایسی ہی بات جو چپ ہوں ورنہ کیا بات کر نہیں آتی This matter is such that I am prevented from speaking of it Otherwise what is there that I cannot speak of Kiyon Na Cheekhon ke Yaad Kartay Hein Meri Aavaaz gar Nahin Aati کیوں نہ چیخوں کہ یاد کرتے ہیں میری آواز گر نہیں آتی Why shouldn’t I shout for I reminisce Yet my voice fails to produce any sound Daag-e-dil gar Nazar Nahin Aata Boo bhi ae Chaaraa-gar Nahin Aati داغِ دل گر نظر نہیں آتا بو بھی اے چارہ گر نہیں آتی Though the wound of my heart cannot be seen but my healer, even a trace of its smoldering is missing Hum Wahan Hain Jahan say Hum Ko Bhi Kuch Hamari Khabar Nahi Ati ہم وہاں ہیں جہاں سے ہم کو بھی کچھ ہماری خبر نہیں آتی I am in such a state, from where even I am Unable to get any news of myself Martay Hein Arzoo Mein Marnay Ki Moat Ati Hai Per Nahi Ati مرتے ہیں آرزو میں مرنے کی موت آتی ہے پر نہیں آتی I am dying of impatience in hope of death Death appears,yet fails to arrive Kaba Kis Moun say Jao Gay Ghalib Sharam Tum Ko Magar Nahi Ati کعبہ کس منہ سے جاؤ گے غالبؔ شرم تم کو مگر نہیں آتی How will you go to Kaaba, O Ghalib! You do not bear any shame!
@imranian16545 жыл бұрын
Badiya sir ji
@safi5145 жыл бұрын
Dunia umeed pr qaim h
@IndianMusicVibes5 жыл бұрын
Wahh wah...
@nadeemaziz74715 жыл бұрын
Killed it bro .Thanks for translation
@sultaanmirzaa13165 жыл бұрын
Mashallahh..mashallahh..mashallahh
@mirwaseem32274 жыл бұрын
Eternal poetry by Mirza Ghalib.Well composed &snug by legendary singer Rahat Fateh Ali Khan.
@anilkamble3602Ай бұрын
Excellent poetry by Ghalib sahab.Beautiful composition and singing by Ustad Rahat Fateh Ali Khan sahab and his entire team.Salutes to Rahat Fateh Ali sahab and all members of his musical and singing team 👍🏼🙏
@tyrionlannister36735 жыл бұрын
The more i listen this ghazal of 'Mirza Asadullah Khan Ghalib sahib' in the voice of 'Ustad Rahat Fateh Ali Khan sahib' the more i fall in love with Ghalib & Rahat & ultimately with the ghazal. MIRZA GHALIB's Shayiri has no limits. Mirza Galib's every word was beyond limits. Mirza Ghalib's shayiri can be only expressed but not defined. Mirza Ghalib's contribution to the urdu poetry will be remembered forever till the end of the world. Missing Mirza Sahib. 😌😥 Mirza Ghalib suffered very much during his life because allmighty GOD always testified GHALIB by inflicting highest pain on him. May allmighty GOD give him highest place in paradise. AAMEEN.
@Humaniterian..8 жыл бұрын
G ni bherta tujy say kabi galib.. jitna sunu utna dil ko bha jate ho. and Fateh ali is the glow of that noble words.. (Y)
@farjadpervaiz23828 жыл бұрын
nice qwali
@joydeepdey4036 жыл бұрын
Most grateful tribute to Ghalib Sahab
@سارہعلیاللهکریم8 жыл бұрын
مرزا اسد اللہ خان غالب. کی تو کیا ہی بات ہے. آج میں اس جگہ پر ہوں غالب جہاں سے خود اپنی خبر نہیں آتی. لگتا ہے آپ میرے لیے فرمایا ہے. ♡☆☆☆
@vikaskrjaiswal32385 жыл бұрын
Allah....plss help me mohaamad
@shahfaisalkhan69773 жыл бұрын
👍👍👍
@Raikodi9 жыл бұрын
Really soulful, simply superb a whiff of fresh air in the otherwise cheap yells and cacophony
@mdsarfaraz94697 ай бұрын
Masha Allah keya awaaj Rahat Fateh Ali khan Dil ko sukoon milta soon kr2024 ❤❤❤❤
Great job by Rahat Sahib, he's just fast for the mood. Jagjeet did real justice to Mirza Ghalib.
@proudpaksitani3126 жыл бұрын
Who is Listening in 2019.. ? I am listening from Moscow, Russia 14-01-2019 " Eyes Never lies "
@humayunkhan6315 жыл бұрын
I'm from UAE today dated 14.03.2019 sitting on roof of our flate, taking sip from cup of tea and enjoying to this song 😍😍😍 Proud to be a Pakistani
@proudpaksitani3125 жыл бұрын
Humayun Khan.. its 18..03..19 laying on my bed.. in my appartment on shore of a Forest..in Russia. reading ur Reply nd smiling 😊 nd its snowing outside..
@humayunkhan6315 жыл бұрын
@@proudpaksitani312 hahahahaha that's cool brother 😂😂😂 I'm feeling your smile upon reading your reply 😍
@humayunkhan6315 жыл бұрын
@@proudpaksitani312 brother you can correspond directly via whatsapp and I'll appreciate that being a proud Pakistani !!! 00971586548538
@proudpaksitani3125 жыл бұрын
@@humayunkhan631 ok i will contact u soon 💖
@wajidkhan123111 ай бұрын
❤شاندار❤ Superb❤واہ استاد واہ❤
@wajidkhan12318 ай бұрын
❤ما شاء الله۔۔۔۔۔۔۔۔بہت خو ب ۔۔۔۔شاندار۔۔۔❤
@engr.h.mbasirijaz12495 жыл бұрын
Ustad Rahat fateh ali khan ki singing ka jawab nhi ......live singing bhi aise jaise recording hoti ha
@ajazmunshi66984 жыл бұрын
Bahot bahot thanks.. bro...
@wajidkhan12318 ай бұрын
❤unbelievable ........ waaaaaaa ... h❤
@wajidkhan12318 ай бұрын
❤ ھے کچھ ایسی ھی بات جو چپ ھو ں ورنہ کیا با ......کر ......... نہیں۔۔آتی ۔۔۔۔❤
@abdulqudduspatel7074 Жыл бұрын
Bahot pyari aawaz sunte hi jate hai Jitni taarif Karen kam hai allah nek log o me shamil Kare aamin nasir saheb ko karib Se dekh rahe hai aisa lagta hai
@qaisergondal2255 жыл бұрын
بہت اعلی کلام گریٹ غالب صاحب ❤👍
@kareem.khadaimd42384 жыл бұрын
😇😇😇😇😍😇😇
@wajidkhan3828 ай бұрын
❤Superb........... shaaaaandaaaar........ ❤
@muddasarelahi64987 жыл бұрын
kia he khobsurat kalam hy metric me parhi maza aya tha parh k ..par aj sun k bht maza aagaya
@farazahmed14868 жыл бұрын
Jis ko Urdu samjh aaty h who samjh sakta ha ghalib kia bt ha or Kia gaya ha kamal 😘
@younismanzoorjutt16097 жыл бұрын
Faraz Ahmedg
@daddysgirl46306 жыл бұрын
Sahi
@ImranKhan-jv4lk6 жыл бұрын
Hi
@QasimAli-kc5hz6 жыл бұрын
No......jis ko ghalib samjh ata ha wohi ghalib ko samj sakta h....
@mdzilani76956 жыл бұрын
Mashaallah ...aapko lmbi umr de rab
@wajidkhan123110 ай бұрын
❤ماشاءاللہ❤
@nooraani8 жыл бұрын
Kahbah kiss monnh se jao gay Ghalib -- Sharrm tumm ko maggar nahin aati. Mirza Ghalib, a rebellious poet. Sung beautifully by Rahet Fateh Ali Khan.
@safiyakhan37345 жыл бұрын
Aisi Ghazal aaj tak nhi suni maza aa gaya Rahat fateh Ali ka koi muqabla nhi poori duniya mai
@shahidjigar14777 ай бұрын
Hi
@azm113288 жыл бұрын
kia baat hey Rahat sahib you are pride of Pakistan
@mohammadmustak57377 жыл бұрын
b
@sadiqkhan61907 ай бұрын
Wow the great ghalib maiy her hifta iss ghazal cu buhut he inhimaq saiy sunta houn the great Nusrat Fateh Ali Khan naiy Kamal ker dia welle done great job
@shakirveer51358 жыл бұрын
Very Nice Rahat Bhai. Bohat Khoob.
@Alihaidar8849 жыл бұрын
great admirable reciting Ghalib's ghazal..... vry good Dear Wahajuddin Chaudhry
@shahbazwarraich73137 жыл бұрын
جی او راحت فتح علی خان جی واہ کیا بات ہے زندہ باد
@wajidkhan3828 ай бұрын
❤ما شاء الله❤بہت ۔۔۔۔۔۔۔۔۔خوب ۔۔❤
@wajidkhan3828 ай бұрын
❤ ۔۔۔۔واہ ۔۔۔۔۔۔ استاد ۔۔۔۔۔۔۔۔واہ ۔۔۔❤
@mujahidzafar39848 жыл бұрын
Allah Hazrat Ghalib ko khoold me ala muqam ata kre...ameen
@گڈےخیلپٹھانکمرمشانیمیانوالی6 жыл бұрын
A very beautiful Ghazal by Mirza Asadullah Khan Galib and Beautiful voice of Rahat Fatah Ali Khan very nice ghazal very nice
@navnoorsingh6612 Жыл бұрын
Wah wah Rahat Bhai tum ne Galib ko amar kar dia 👏👏👏👏❤
Brilliant. Outstanding. Incredible. This is nothing short of a masterpiece by Rahat Sahab. Shukriya.
@kdstoronto8 жыл бұрын
Thanks Hitesh for sharing your wealth.
@shaziaaamir98253 ай бұрын
You can relate Ghalib’s poetry to people’s life Jaan di, di howi ussi ki thi Haq to yeh hai kay haq Ada na howa 👏👏👏
@AnwarKhan-wj2mx9 жыл бұрын
wah wah wah kya bat hai ghalib sb ki
@आलइंडियासराईकीवसेब7 жыл бұрын
Waaaah.... Kehtay hain k hay Ghalib ka Andaz-e-Bayaan aur....
@mujammilbagwan46298 жыл бұрын
salam h mirza sahab aapko or aapki shayri ko ..... rahat sahab aapka to jawab hi nhi h..... la jawab.....
@candidkafka65376 жыл бұрын
Great Ghalib ....Love You !!
@wajidkhan3828 ай бұрын
❤ما شاء الله ۔۔۔۔unbelievable ❤
@bhatsujatyousuf3344 жыл бұрын
11:56 Shah sahaab is totally diluted in it as if it has penetrated through his heart 💕
@nitishrai1210 Жыл бұрын
Agreed
@acousticmusic27896 жыл бұрын
Aj pehli br rahat me Ustad G ki rooh ae wah ❤️
@Sultanm1236 жыл бұрын
Well said...
@bilalsaeed29845 жыл бұрын
mirza Galib Allah pak ka Wali tha Kon agree karta Ha
@khizar82865 ай бұрын
Much love from Pakistan
@abusher8 жыл бұрын
I was badly hunting for this beautiful ghazal. Thanks for uploading the same.
@sajidanwar8475 жыл бұрын
aala shakhsiyat k mailk the Mirza Asadullah Khan Ghalib sb...hm nacheez ki kya haisiyat jo inki tareef kr ske . Allah inke gunaho'n ki maghfirat kre & jannat ata kre...aameen
@sajidshaikh4226 жыл бұрын
Happy Birthday Rahat Fateh Ali Khan Sir 💞💞09/12/18💓💓 💞💞💝💝💝💝💞💞
@Akashyadav-cg1fo7 жыл бұрын
gazal ka to kehna hi kya...or rahat ji ki ruhani awaaz....bahut khoob....👌