Maine bhi banayi thi Masha Allah itni lazaeez bani maza aa gya sabko
@Sarasafi203 Жыл бұрын
Bahut tasty yummy recipe❤
@Saba-qz7mv5 ай бұрын
Maine try kiya bahut hi achi bani ❤mashallah 😊
@sairanadeem71602 жыл бұрын
لاجواب شاندار بریانی ہے
@peacelife72 жыл бұрын
Bohot betareen biryani pakae ap ne👍👍
@Ayan-gv2od2 жыл бұрын
Sukriya mam bhut he badiya biryani ki recipe apne share ki h aaj banayi ghr m sb ko bahut pasand aayi bilkul apne jaisi btay waise he bnayi thi bahut badiya bni thanks mam ❤️
@Life4Food2 жыл бұрын
Wow really look degi biryani 😋😋😋
@craftyhacksandart95492 жыл бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ
@farhafarha41482 жыл бұрын
Eid Milad un Nabi Mubarak ho aapko thanks for sharing biryani recipe
@sheenakitchen2 жыл бұрын
MashaAllah beautiful yummy and tasty biryani 💯🌹
@beauty_remedies_in_home2 жыл бұрын
Yummy 😋 mbhi try karoungi
@nargismukhtar83202 жыл бұрын
Masha allaha bhot achchi bani hai
@saniyasaniyaansari2912 Жыл бұрын
Bht bdia banibiryani thankyou for this amezing biryani ❤❤❤
@wilfredkale7039 Жыл бұрын
Very nice recipie❤
@aliakhtar392 жыл бұрын
Api ap ki resipe ki kia baat ha ap ki he resipe bana k lazmi sub ko deti hon 👌👌👌👌👌👌
@rubymehmboob16182 жыл бұрын
Bhot hi mazedaar hai
@tayyabahmad69327 ай бұрын
Mashallah Allah pak aapko jazai qer de bht pyari bani biryani aapki duaon se
@farhaarshad25642 жыл бұрын
Bestttt biryaniii
@muneezafoodsecrets38362 жыл бұрын
میری طرف سے تمام بہن بھائیوں کو جشن عید میلادالنبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم مبارک ہو 🌹🌹🌹🌹🌹
@bushshorizvi86502 жыл бұрын
Wonderful I will try
@shuaibzubi64722 жыл бұрын
Wow super
@5bestandworst2982 жыл бұрын
Wah wah
@glamourdesivibes2 жыл бұрын
Looks delicious @glamour Desi Vibes
@maherpaneri58432 жыл бұрын
Thanks for sharing delicious mouth watering Biryani .Pl write a book of all your dishes ( Delli 6 ) that will be very helpful us. Thanks 🙏
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Ok inshallah zarur shukriya
@twinkletwinkle60652 жыл бұрын
I will be the first to buy that book seriously Allah humma barik Allah ne apko kya taufa diya hai apko yaad kaise rehti hai itni sari dishes subhanAllah
@fehadwarsi96822 жыл бұрын
@@twinkletwinkle6065 llll
@mehwishsiddique41243 ай бұрын
Mene try ki same Recipe se bht lajawab bani thi...sbne bht tarif ki ❤ Shukriya ❤
@Zaikadilli63 ай бұрын
Aise hi hamari recipes try kre
@zaingul88572 жыл бұрын
Assalamalikum MashaAllah zbrdst
@mdimransharif26322 жыл бұрын
First 👍
@khansfoodgallery11352 жыл бұрын
Eid Milad-UN-Nabi Mubark Ho baji 💐🎉🎊 Tasty and delicious 😋 👌 💐 💐 💐
@bushshorizvi86502 жыл бұрын
That is the real biryani when it is used to cook in old days really love it
@KhalilAhmed-mp2lf2 жыл бұрын
V nice 👍
@huriyakitchens97982 жыл бұрын
Really look very delicious 😋
@abidkhan-vt5bk2 жыл бұрын
Waqae appa aisi recipe kahi ni dekhi😍😍😍😍😍😍😍
@fatimarashidali4061 Жыл бұрын
Rice full cooked hain to uper se jo stock dala h wo rice ka halwa nhi bna dega???
@Recipemazza Жыл бұрын
Very very nice❤❤❤❤❤
@qaiseraqeel5495 Жыл бұрын
Asalam alekum me ap ki recipe banati ho buhat zaberdast banti he mujhe kheer ki recipe chaye he dilli wali thanks mam❤
@mohdsohail41462 жыл бұрын
Mein kal try karungi
@nousheenali48472 жыл бұрын
Zaberdast
@sadiazaheer25562 жыл бұрын
Bohtttttttt maze ki
@syedaarzo57612 жыл бұрын
Soo testy dish
@avanikabedvawala44362 жыл бұрын
Good recipe 👍
@shaheenparveen90162 жыл бұрын
Super 😘😘💖
@SaleemKhan-rb8gi5 ай бұрын
Yeh sister bahot achhi biryani banati hain
@SalmanRajput-cy6hu Жыл бұрын
Masha Allah my fevret dech
@rafatrafat63562 жыл бұрын
Bhut yammmiiiioioi
@anjumrizwan37502 жыл бұрын
Masha Allah 👍👍😋😋😋😋
@Chefmanikpuri Жыл бұрын
Nice recipe 🥰
@Zaikadilli6 Жыл бұрын
Thank you dear
@anushreechand44298 ай бұрын
Watching your videos from England. They always turn out great and so tasty. Full of flavours, reminds me of my old Delhi food.Thank you so much for sharing them❤
@Zaikadilli68 ай бұрын
Thank you so much
@tarannumfatma1978 Жыл бұрын
Yammy😊
@lllunchboxll3662 жыл бұрын
dilli k mashoor rawa maida Ka paratha ki rec share kare plz
@kookiesandtae...2386 Жыл бұрын
Assalamualaikum... Maine aapki Taufiq chicken Biryani recipe follow ki jo ki waqai bht zaikedar bani thi... Is recipe ke baare m mujhe janna tha ki,, jaise Hamein chawal or mutton full cook karne hain,, toh baad m wo mutton stock dalne se overcooked toh nhi ho jayenge.? Or jaise aapne dahi wala mixture mutton ke uppar dala hai or uske baad directly Uppar se chawal daal diye hain.. Kya wo mixture alag se nhi pakega jaisa hamne chicken Biryani m kiya tha?
@ghazalavoicebano55822 жыл бұрын
Supper se upar
@farhaarshad25642 жыл бұрын
I follow ur all recipies❤
@durdanakhan29202 жыл бұрын
MashaAllah.. i like ur recipes.. ..
@mehwishzeshan91792 жыл бұрын
And first like.
@SairaSaadTheNikonGirl2 жыл бұрын
excellent
@ambersmakeover72522 жыл бұрын
Masha Allah💐 zaberdast❤ look so delicious❤ thnks for sharing❤ stay connected🙋
@SmallKitchen72 жыл бұрын
Tasty and delicious 😋
@nehasalma90832 жыл бұрын
Apki biryani ka colour kafi accha ata h kon sa colour use kar ti hain ???
@HK-cb4qc6 күн бұрын
Ye konse brand ke chawal Hain apke
@simplycookingrecipes52152 жыл бұрын
Mene bhi degi chicken biryani kuch din pehle try ki he.
@dua66242 жыл бұрын
Good 👍🏻 ❤
@mohammadazhar6192 жыл бұрын
Dilli ki asl biryani yahi hai
@mehwishzeshan91792 жыл бұрын
First view first comment
@albaitkitchen2 жыл бұрын
Looks very tasty 😋 😍 👌
@tabassumanwar6702 жыл бұрын
Assalamoalikm main aap ki tamam.racipe dakhti hon plzzzz nihare bho sikhadain
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Walekumussalaam dear nahari ki video dali hui he aap dekh len
@kitchen2662 жыл бұрын
Tasty recipe
@IQRAKHAN-ud4yd2 жыл бұрын
Full cook chwal h to bad m akhni k pani s biryani paniyai2 to ni hogi??
@SaleemKhan-rb8gi5 ай бұрын
Mutton biryani is my best food ever I love it more then all other dishes 😋
@zaikaezaffran45602 жыл бұрын
I made it yesterday api....blv me it's turned out 😍 delicious amazing jazakallahu khairen khaseera ✨
@nasreenshaikh93672 жыл бұрын
Hari mirch ka achar kaunse brand ka use kiya tha...??? Aur last me jo lal mirch ka achar dala tha wo kaunse brand ka tha.... please batado.... 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@zaikaezaffran45602 жыл бұрын
@@nasreenshaikh9367 Biryani k achaar bol kr mil jata h kisi bhi kirana store s Biryani ki lal mirch k bol kr easily
@danishgaming70312 жыл бұрын
U r awesome
@asmakhan1194 Жыл бұрын
Assalamu alaikum , biryani looks yummy but I think food colour kuch zyada lag raha hai
@alamzaidi86712 жыл бұрын
Assalamwalakum nice
@AsimKhan-bi9yz2 жыл бұрын
jazakhALLAH AAPI MUJHE YEAH WALI HI BIRYANI CHAAHIYE THI MERI AMMI ASE HI BANATI THI ALLAH HAMARE OR AAP K HATTHO MAIN HAMESHA HAMESHA ZAIKA OR BARKATEIN BARKARAR RAKHEIN AAMEEN
@humaahmed2516 Жыл бұрын
Good
@cookingwithrouna77642 жыл бұрын
Mashaallah
@unaizacookingandcooking2 жыл бұрын
Walikum asalam
@M.hassan.shaikh-pm4gq6 ай бұрын
Itna achar dalenge to achar ka hi test aayega
@zaheeranwer88815 ай бұрын
Iska masala btayen
@nasreenshaikh93672 жыл бұрын
Hari mirch ka achar kaunse brand ka use kiya tha...??? Aur last me jo lal mirch ka achar dala tha wo kaunse brand ka tha.... please batado.... 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@pakistanjaan78042 жыл бұрын
Is it an authentic recipe that belongs to Delhi to add pickle into Biryani rice or that's the way you prefer to cook it please answer
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Yes, it is
@finekitchen87712 жыл бұрын
Yummy 😋 tasty recipe 😄😄😄😄😄
@AmreenBano9540 Жыл бұрын
Chicken use krny to kese banay usko
@JamilaSalehAbdullah-jq9vo Жыл бұрын
Salaam Food color liver ka vancer deta hai
@marukhan1462 жыл бұрын
Yummy😋
@beautifullife42462 жыл бұрын
Please 2 kg chawal ki biryani bna kr btaye
@rukhsarkhan16442 жыл бұрын
😋😋😋
@hudaahmad29142 жыл бұрын
What is pickle green chilly
@walliansaghira41662 жыл бұрын
Daulat ki chaat ki recipe de pls
@mohdsohail41462 жыл бұрын
Assalamualaikum... Baji agar isme beef ki jagah chicken use kare... Uske liye reply kijiye plz
@drlubnakausar46932 жыл бұрын
2:00
@drlubnakausar46932 жыл бұрын
5
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Walekumussalaam hamari chicken biryani ki video dali hui hen aap dekh len dear thanks
@nazemaameeri79652 жыл бұрын
Baji, thank you for sharing this recipe. If I do not want to add Achaar, then can I still make it?
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Yes dear thanks
@nazemaameeri79652 жыл бұрын
Thank you Baji for your response. Really appreciate it.
@asifansari772 жыл бұрын
👌👌😋😋👍😊
@Mr_king_khan_yazzu8887 күн бұрын
Kiya ki Tahari bhi bànaya kare
@Zaikadilli67 күн бұрын
Zaroor 😊😋
@mohammadrashid87362 жыл бұрын
Biryani to theek hain par ye batayen ki kis state ya city ki Biryani hai achar wali
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Old dilli ki biryani
@Faiza06782 жыл бұрын
Ma'am mutton biryani me bhi same procedure rahega ya use 40-45mins se zyada pakana hoga ??
@soulnature53022 жыл бұрын
Wow ! Ma Shaa Allah 💖🌺 Sister few days back you uploaded quick chicken biryani easy recipe .. with yellow colour ... I can't get it again... Once I made and it turned out awesome .. Could you please share again ??? 😔
@Deenwalibaate142 жыл бұрын
Perfect recipe 😋
@mohammadhuzaifaVloge2 жыл бұрын
Biryani masala dal sakte hain kya
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Yes
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Yes
@niloferfarhad94072 жыл бұрын
Full cooked rice me upar se itna stock dalne se biryani to gili ho jayegi I think..btayein plzz
@shaffmassi99542 жыл бұрын
Ji waqai wo lag bhi rahi hai main kabhi itna pani nahin use karta
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Usme stok kam he oil zyada he no mistake
@Zaikadilli62 жыл бұрын
Usme stok kam he oil zyada he no mistake
@niloferfarhad94072 жыл бұрын
@@Zaikadilli6 thanks 😊
@sarahaes2 жыл бұрын
Baji aapne jo mixer use Kiya hai uska naam bta den please