Hamare husband ko sikha dijiye Bhai ye vali biryani
@saminausman11613 ай бұрын
kindly hari mirch ka achar jo biryani mae use karty hain wo share karain.
@Cookwiduzma3 ай бұрын
Very tasty 😋 new friend stay connected 🌹🌹🌹
@sztricks73 ай бұрын
Waah.. Bahut laziz recipe hai.. sure I'll try
@shakilshabbir16043 ай бұрын
Love from Pakistan ❤
@KhansKitchen3 ай бұрын
😊👍 Jazak Allah Khair
@innayaslifestyle25779 күн бұрын
Bhai aap chef reh chuke hain kya?Ur approach is v professional
@KhansKitchen8 күн бұрын
thanks 😊
@AnayaTrending3 ай бұрын
Main bhi try karungi
@KhansKitchen2 ай бұрын
👍👍
@sumairasumi90243 ай бұрын
Will try this soon , In sha Allah!
@KhansKitchen3 ай бұрын
Hope you enjoy inshallah
@sumairasumi90243 ай бұрын
@KhansKitchen ... In sha Allah! Wa jih Ur Bhaisahab, every time I watch your videos of Delhi.. miss the good old days of visiting Delhi with family... feels nostalgic 😊
@FOODHUTSUMBUL3 ай бұрын
MasahAllah zabardast tasty and healthy 😋😋😋😋😋😋
@rashidhasan-pr2lf2 ай бұрын
Taufiq Shop we had to search when we all friends went to jama masjid
@anusharma49833 ай бұрын
Sir ismein chawal kaunsa use Kiya hai
@bbsbjdjej88332 ай бұрын
Thanx for shering bht ache se btate hn ap recipe ek ek chiz ko xplain krte hn
@KhansKitchen2 ай бұрын
thanks❤
@AnayaTrending3 ай бұрын
Vaise bhi sari recipe aapki TRAI Karti hun very very tasty Hoti Hai😊
@KhansKitchen2 ай бұрын
jazak allah khair ❤
@ElectroSystemsIndia3 ай бұрын
Best preparation... Nice to see.. share information about palm oil 🎉
@KhansKitchen3 ай бұрын
Sure 👍
@ElectroSystemsIndia3 ай бұрын
@@KhansKitchen waiting for palm oil information... thanks 🙏
Mashallah very nice cooking very delicious recipe looks very delicious 😋
@KhansKitchen3 ай бұрын
Thank you so much☺
@pearlpeter23503 ай бұрын
Where to get Palm oil in Delhi, while explaining the recipe, plz also tell us where to get the ingredients that are not available in certain places... Thanks again for this great rRecipe❤❤
@mshabbir14342 ай бұрын
Biryani without onions and tomatoes?
@KhansKitchen2 ай бұрын
yes 😊
@AbdulWahid-f1g3 ай бұрын
Tofik ki bade ki biryani recipe bhi dalo me bhi tofik Bhai ki biryani ki fan hun
@laibanooransaari54143 ай бұрын
Khan Bhai y palm oil konsa h batayga
@KhansKitchen3 ай бұрын
bhai palm 🌴tree se
@handyindia15823 ай бұрын
Looking very delicious❤
@KhansKitchen3 ай бұрын
Thank you 😋
@Asnamuslemeen6Ай бұрын
Zabardastttt ❤...
@KhansKitchenАй бұрын
jazak allah khair
@stitchbynoor3 ай бұрын
Bhai sahab online iss rice ka link dalen p'y
@KhansKitchen3 ай бұрын
Galaxy Golden Galaxy 1121 Golden Sella Basmati Rice, Aromatic Authentic Aged Biryani Rice, Extra Long Grain (1 KG) amzn.in/d/3dH7JD2
@aasmarizwan47933 ай бұрын
Bhai aap aisi hi vdo laya Karo m apki vdo or kuch or youtuber hai main unhi recipe banati hon Allah apko kamiyab kare bhai😊
@sheesh29383 ай бұрын
I think they use beef stock in chicken biryani
@VikasKumar-ch2xh3 ай бұрын
Very nice bhaijaan
@KhansKitchen3 ай бұрын
thanks bhai ❤
@meenakshibaniwal79963 ай бұрын
Adha killo briyani kese bante kuki hm 2 log hi hai to Jayda nhi bna skte plz kam ke liye bhi bta diziye
@KhansKitchen3 ай бұрын
ok soon upload karunga aur aap yeh try kare kzbin.info/www/bejne/b3aVloFvltiKosk
@payalkumari58033 ай бұрын
Sir pam oil kon sa hota h
@KhansKitchen3 ай бұрын
palm tree se aap jo refind oil use karti hain usmain bhi hota hai dunya main sabse zyada use kiya jata hai
@nitinanand18202 ай бұрын
I agree badaam aur jaju ka biryani mein kya kaam hai
@KhansKitchen2 ай бұрын
😊👍
@mdanis-rz1qv3 ай бұрын
Assalam walekum Al yamin jama masjid ke biryani recipe
@KhansKitchen3 ай бұрын
inshallah soon
@mdanis-rz1qv3 ай бұрын
@@KhansKitchen Original recipe bataiye Main Apne Bihar mein Biryani ki dukaan kholna hai 1 kilo ka aur 5 kilo ka
@humerameraj61173 ай бұрын
Please bindu khan ky sekh kabab purani delhi or karachi ky famous sikhaye.♥🌹💐🙏🏻
@MinahilCooking13143 ай бұрын
10 kg chicken biryani bataye degi delhi ki or 5 kg korma chicken
@RubysHomeRestaurant3 ай бұрын
Very nice❤
@KhansKitchen3 ай бұрын
Thanks 🤗
@aasmarizwan47933 ай бұрын
Masha allah look 🤤🤤🤤
@WardahimranfaruqiImranfaruqi3 ай бұрын
Areee bhai mere ghr k pas aye the aj ap😂😂.. Ok m try krungi
@amreenkhan59213 ай бұрын
Bht achy bhai
@KhansKitchen3 ай бұрын
jazak allah khair
@mdtayib74063 ай бұрын
Mashaallah Allah bahut achha
@KhansKitchen3 ай бұрын
jazak allah khair
@Vaseemtherocky3 ай бұрын
Palm oil konsa hai bhai jaan
@ashuansari69333 ай бұрын
Palm oil danger h khane k liye
@amreenkhan59213 ай бұрын
1 kg biryani m kitna oil daalna h please btadena mera kam zyda ho jata h😢
@KhansKitchen3 ай бұрын
300 ml
@muhammadnsgi15793 ай бұрын
❤❤❤❤
@KhansKitchen3 ай бұрын
thanks ❤❤❤❤☺
@Gulkitchenn3 ай бұрын
👍👍👍👍👍
@KhansKitchen3 ай бұрын
thanks ❤
@makhan45343 ай бұрын
Masha Allah
@KhansKitchen3 ай бұрын
jazak allah khair
@humerameraj61173 ай бұрын
❤yummy😋
@mohdrashid67102 ай бұрын
Kisi time mae tha zayka bhut sall pahlay ab nahi hai
@KhansKitchen2 ай бұрын
👍
@abdulqadir-wi9mc3 ай бұрын
Bhai look to aapne 90% se zyada match kara diya...lekin imandari se bataiye taste me 50-60% tk phnch paye the ki nh
@KhansKitchen3 ай бұрын
bhai yeh aap banaye aur batay kay kitna ℅ bani main judge nahi karunga aapko karna hai per ek baar cook karnay kay baad 😊 bataye zaroor kitany ℅ bani
@abdulqadir-wi9mc3 ай бұрын
@@KhansKitchen mera poochne ka maqsad tha ki agr 50-60% phnchti h to worth try h....lekin bhai aap to mere pe khel gye 😀
@5MN5703 ай бұрын
Iska matlab aapane taufik ki Biryani nahin khae bhai sahab
@NisarAhmad-ih2xy3 ай бұрын
Very good 💯💯💯💯💯🎉🎉🎉🎉🎉bhot ziyada achche hai
@KhansKitchen3 ай бұрын
thanks bhai ❤
@amrinasrar8863 ай бұрын
Mashallah bohot badia lag rahi hai biryani
@KhansKitchen3 ай бұрын
jazak allah khair
@indiaadda1613 ай бұрын
Dala Ruchi refined oil hein bol rhe ho dala mene pam oil hein 😂, ye kahi se bhi Delhi wali biryani nahi h.
@KhansKitchen3 ай бұрын
bas rushi padhna aata hai kabhi yeh nahi padha oil kis cheez ka hai Pamolein oil yani palm oil Biryani kay bare main baad main batana pehle oil ki pehcan karna seekhlo jab kuch kharido padha karo ismain kya ingredients hai 😊
@indiaadda1613 ай бұрын
@@KhansKitchen reply Kiya acchi baat hai 😂
@arifbhai64463 ай бұрын
Hello uncle😮 Khan's kitchen😢 how are you today💥you go jama masked😔🤧and😷eat beryane you sapose to asked inside kitchen incharge manager chef the person who control's cooking food's quality incharge recipes📜varaties mirch masala's📜names etc etc each and everything you have to interview him or her they're explained briefley explanation everything about cooking food's how they're cooking what kind of mirche masala's 📜 using quality quinty product's name's all together everythings explanation brifeley do you understand what we're saying🤔 to you🤔😢😮 next time bater explanation brifeley information restorante/kitchen incharge manager chef cooked food's ideas💡🤤🤤 okay bye-bye😢🙈 😮 see🙈you😢soon with bater information about cooking food's recipes ideas💡😮😅 Today Tuesday🌅 afternoon
@rubinamalik52993 ай бұрын
jaifal nahi dala na koi essence
@KhansKitchen3 ай бұрын
jafal nahi kewra add kiya hai
@rashidhasan-pr2lf2 ай бұрын
Pahle inderlok men bhai aik muradabadi biryani banaya karta tha....wo taste nahi ban pata mene kai martba try kiya...
@belovedapparels-to8td3 ай бұрын
Tabhi inki daryaganj wali branch band ho gayi
@KhansKitchen3 ай бұрын
🤭
@jasiyakhan1753 ай бұрын
Delhi ki kahi v shop ki biryani tasty ni hoti h bihar me jaisi biryani milti h waisi koi ni bnata aisa lgta h chawal r chiken ke salan ko bs mix krdia h na koi kewde ki na mithe atar ki khushbu hoti h jo yaha se jata h sb bolta h bihar r kolkata me jo milti h vo delhi me kahi ni milti
@FuzeenHasan3 ай бұрын
Sab jagh ki alag alag dish hoti h alag alag test hota h wahan hi pasand karenge Bihar main lekin yahan ki biryani ki bat hi alag h I love Delhi I love biryani ❤❤
@belovedapparels-to8td3 ай бұрын
Sabse ghadtiyaa biryani Taste sabse bakwaas
@suhailkhan-lq3nz3 ай бұрын
Ek dam bakwas bekar biryani hai iski bhai rupe kharab krne hai jakar
@shahjahankhan66233 ай бұрын
Etna masala kese kha lete hai AAP aur always biryani he kyu
@KhansKitchen3 ай бұрын
ary khatay nahi hai har jumerat ko garibo ko baatnay kay liye kuch bana daite hain isliye ab daal chawal ya razma chawal toh nahi banega baatnay kay liye yahi sabkuch banta hai jab zyada quantity main hai sab baatnay ka hota hai jab kam quantity main banta hai woh khaletay hain 😊
@shahjahankhan66233 ай бұрын
@@KhansKitchen ap vhut accha kaam kerte hai ye toh mashallah
@MohdKhalid-qx1ip3 ай бұрын
Bhai mashoor h hai but tasty nhi ....
@KhansKitchen3 ай бұрын
aap ki favorite kiski Biryani hai agar koi hai batana
@MohdKhalid-qx1ip3 ай бұрын
@@KhansKitchen Bhai biryani to saari achi hoti h ...baki me taufiq biryani to us level ki nhi kahunga
@MohdKhalid-qx1ip3 ай бұрын
@@KhansKitchen aap Haji riyasat ke muradabadi pulao try Kariye.. mene Aaj Tak inke jaisi muradabadi biryani poori delhi me nhi khayi....jafarabad me ...aur agr humko recipe mil jaye to kya kehna Bhai ji
@atekashaikh12332 ай бұрын
@@MohdKhalid-qx1ip bhai maaf kijyega pulau aur bryani ka to koi muqabla hi nhi he bryani to shadi party' ki jaan hoti he aur aap ko sach btaye hmare kitne UP ke log thye wo apna pulao bnana bhool gaye sb bryani bnate he
@MohdKhalid-qx1ipАй бұрын
@@atekashaikh1233 ji aap ne sahi Kiya ...mjhe b shadiyo wali pasand isme koi do raai nhi hai pr achar wali biryani me ye itni tasty nhi h mjhe lagta h ...mene muradabadi pulao ko b try krne ko kaha h
@Calcuttabiryani59142 ай бұрын
Khan bhai khichdi banate hue mat dikhao
@KhansKitchen2 ай бұрын
bhai kafi log khichdi pasand kartay hain
@atekashaikh12332 ай бұрын
Bhai khichdi to nhi lg rhi bryani hi lg rhi he bhout achi lg rhi he yaqeenan maze me bhi achi hogi
@PhenomenalPrince-e8tАй бұрын
@@Calcuttabiryani5914 BAAT Karne ki tameez laao ek to woh Banda recipe Bata Rahe Hain Tum khichdi bol Rahe ho respect them this person