First tym aapki recipe try ki nd it turns like bazar jaisi Biryani...ek ek step aapne bilkul shi deeply btaya h..thanku Mam..
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
It's my pleasure sister...👍😊❤
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
I pinned your comment...❤
@arunkumar-yc9wf2 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen शाही पनीर..पनीर बटर मसाला.. दाल मखनी की रेसिपी बनाये.
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Iski recipe pehle hii channel par upload hai aap dekh sakhte hain 👍🏻😊❤
@reshmashaikh1569 Жыл бұрын
Aapne 1kg bnaya tha ??
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Follow me on Instagram: instagram.com/rutbakhankitchen_ Follow me on Facebook: facebook.com/RutbakhanKitchen20
@zaaraqureshi73943 жыл бұрын
Rutba khan kitchen ye 😋 biryani boht hi yummy dikh rahi hai.try krungi me ye recipe.
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Okk sure sister...👍🏻😊❤
@zaaraqureshi73943 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen mujhe ek problem hamesha rehti hai biryani k liye rice boil krne per.Mujhe 70% 90% 80% rice boil krne ka pta nhi lgta k kitne der me itne percent boil honge plz time ya minutes bta do k itne time ya minutes me boil honge rice zarurt ke mutabiq.Or ye tablespoon kya jo rice khane ke spoon hote hai unko bolte hai.qki mujhse salt bhi kam badti hota rehta hai.
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
15 minutes takk chawal boil kijiye jab aap haath se mash karengi toh chawal thoda sa tight rehna chahiye and spoon mein do size hote hain badii waali table choti walii tea...👍🏻😊❤
@zaaraqureshi73943 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen acha jis se rice khate hai
@zoyakhan92 Жыл бұрын
Mashallah bht zyda tasty bani bht hi zyda sbne bht tareef ki bilkul bahar jesa test aya bahar se bhi zyda testy dill se shukriya aapka sis❤
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Aapka bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye mujhe khushi hui ki aapki recipe perfect bani aur sabko pasand aayi it means a lot to me 👍🏻😊❤
@nehaparveen48243 жыл бұрын
Apki recipe se mene biryani bnai to bhut tasty bni thi Apne bhut easy tarika btaya Jldi bn gy or tasty bi Sbse easy tarika tha apka na jyda saman dhalna tha km saman or km time bi bn gy ye recipe Time or saman km tha but test full tha Mene apki recipe ka biryani masala bnaya fr ye Biryani bnai Bhut achi bni thi Biryani
@nehaparveen48243 жыл бұрын
Test bikul bazar jesa aya me apko biryani ki pic Instagram pr sent kr dungi ☺️
@showbizentertainmentchannel2 жыл бұрын
Aapki recepi maine try ki same mathod se 2 kg rice k sth first time Risk liya maine guest k liye Ma sha Allah sb ne tareef ki biryani ki Thnk you soo mchh Rutba Aapi
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye mujhe khushi hui ki aapki recipe perfect bani aur sabko pasand aayi 👍🏻😊❤
@nida3170 Жыл бұрын
Mne aj apki byni try ki bhut hi mze ki bani jazakillah khair ❤❤ allah apko bhtreen jaza khair de
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Aapka bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye mujhe khushi hui ki aapki recipe perfect bani it means me alot 👍🏻😊❤
@jannatalfirdous6274 Жыл бұрын
Superb biryani bani... Allah aapse raazi Ho... Ki aapne mujhe itni tasty biryani banana sikhaya
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@shanukhan84162 жыл бұрын
Aaj mene aapki recipe try ki mashallah mza aa gya or mere sath me mere south indian friends super recipe 👍👍👍
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Aapka bhot bhot shukriya dear recipe try karne ke liye 👍🏻😊❤
@jabeensy146611 ай бұрын
I tried your recepie and it was delicious... thank you so much...
@RutbaKhanKitchen11 ай бұрын
Thank you so much dear for trying my recipe it means a lot to me 👍🏻😊❤
@jamalnasir39912 жыл бұрын
Buhat mazidar bani ye Biryani Kafi Saal pehly Karachi MN Jo purany bawerchi thy wo banaty thy Ye bani hum ne wo hi Purana Maza geo aap
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear 👍🏻😊❤
@kingofheart37332 жыл бұрын
Ap ki recipe 😍😍😍😍sab se best hai pure KZbin par😋😋😋😋😋😋
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@adilasiddiqui15552 жыл бұрын
Assalamualaikum mam mne aapki recipe first time try ki thi kl toh mashallah se bhtt Hi zada Achchi bniii thiii..... Nd mammi bhi aapko thankyou kahri hain.... Really mam bhtt hi zada achchi bniii thii...
@kulsumshaikh78772 жыл бұрын
Ma sha Allah,m aj bnai ho bhot zebar dast bani h Allah aap ko kayam rehne wali kamyabi ata kre ameen
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye mujhe khushi hui ki aapki recipe perfect bani aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega summa ameen 👍🏻😊❤
@janatlashre86943 жыл бұрын
Buhat testy maloom hoti hy must try it
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
And share your feedback when you try it...👍🏻😊❤
@veeni6106 Жыл бұрын
Lovely “🥰” Aroma “ Biryani well done ✅chief 👩🏻🍳💥⭐️⭐️
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@rabiyaalikhan69723 жыл бұрын
Bahut tasty biryani bni bilkul deg wala taste
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Aapka bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye please recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍😊❤
@MissZebaAmeer3 жыл бұрын
Mouth watering 🤤 I m chicken lover 😋
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Yesss...👍🏻😊❤
@hennatutorials95623 жыл бұрын
so delicious,, chicken is always very fast to make it
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@ikbalansari21902 жыл бұрын
Teri Ek Bar jaldi se bata do mujhe please please please
@zarahmukeemkhan38353 жыл бұрын
Thanks mam achchi biryani ki recipe dene ke liye
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Your most welcome sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@zarahmukeemkhan38353 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen mam ham aap ki hi recipe dekh kar khana banate hain
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Yess i know aap batati ho aakar 👍🏻😊❤
@mohammed64073 жыл бұрын
MashaAllha looks delicious Mam plz make a video on how to make mirchi ka achaar... mirchi ka achaar seems to be a core ingredient in your biriyanis ..so plz 😁
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Mirchi Ka Achar already uploaded my channel
@mohammed64073 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen Oo thank you for that ... keep doing more 💖💖
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Okk...
@سيدمرتضىشاه6 ай бұрын
AJ maine life mein first time biryani bnyi or bohat hi tasty bni ghar wale ungliya chatte reh gaye thanks alottttttttttttt
@RutbaKhanKitchen6 ай бұрын
Aapka bhot bhot shukriya sister recipe try karne ke liye mujhe khushi hui ki aapki recipe perfect bani aur sabko pasand aayi it means a lot to me 👍🏻😊❤
@ahasanansari7333 жыл бұрын
Mashallah.nice.biryani.thank.u.mam
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Your most welcome dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@gulnazkhan8353 Жыл бұрын
Mashallahh appi 😋😋 biryani ya korma oily hi achha lagta hai ❤️❤️
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@sanakhan78972 жыл бұрын
I tried ur awesome recipe
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thank you so much sister for trying my recipe I hope your recipe made perfectly 👍🏻😊❤
@aribakhan2632 Жыл бұрын
Thank you ma'am👌👌
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
You're most welcome 👍🏻😊❤
@mariakhan53253 жыл бұрын
Boht achchi lgi Masha ALLAH munh m pani aagya😋
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@Saniya-om6nv Жыл бұрын
Apki recipy bhut achchi h
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@Faizankhan-xv3gg2 жыл бұрын
Mouthwatering I love biryani
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@kashishsiddiqui16774 ай бұрын
ISI method sw bde ki bna skte h kya????
@RutbaKhanKitchen3 ай бұрын
Yes
@zainabzafar86052 жыл бұрын
But mashallah it looks so delicious and I will try it and will comment on this
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thank you so much sister share your feedback with me when you try it 👍🏻😊❤
@zainabzafar86052 жыл бұрын
Inshallah
@pink-20122 жыл бұрын
Jazakillahu Khair Ma'am Looks delicious 😋
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@pink-20122 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen insha'Allah I will do...
@suhailkhan-mr2id3 жыл бұрын
Mam please provide homemade restaurant style butter chicken recipe love your recipes🔥🔥🔥
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
My Restaurant Style Butter Chicken Recipe Link:- kzbin.info/www/bejne/ppC7e2yNgbRpqbs
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@heenanazra45568 ай бұрын
Kya vinegar skip kar sakte h
@Shabnamsirazuddinkhan7 ай бұрын
Same process se mutton biryani bana sakte hen mujhe mutton bhtt pasand hai love from gujrat
@RutbaKhanKitchen6 ай бұрын
Yes 👍🏻😊❤
@Arbiu-9Ай бұрын
Aslamualekum ❤apke ghr ke pass koi lucknowa hotel hain ?? Reply zarur diye ga
@RutbaKhanKitchenАй бұрын
Walekum salam ji haan lucknowi hotel hai mere ghar ke paas 👍🏻😊❤️
@Trading_Time_19793 жыл бұрын
Your all recepies are so yummy. Thank you 👍
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Your most welcome dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@arunkumar-yc9wf2 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen सबसे अच्छी नम्बर 1 बिरयानी कौन सी है दिल्ली मे??
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
All are the best 👍🏻😊❤
@nafeeskhan5623 Жыл бұрын
السلام عليكم جَزَاکَ اللَّهُ خَيْرًا
@HimanshuShekhar1 Жыл бұрын
Very Nice, Jay Hind
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@khanskitchenNuzhatrashidkhan2 жыл бұрын
Hi friend amazing recipe.keep it up
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@RohitYadav-tp2pt2 жыл бұрын
Very lengthy recipe
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
But tasty recipe 👍🏻😊❤
@RohitYadav-tp2pt2 жыл бұрын
Ofcourse
@suhailmalik71902 жыл бұрын
Very nice tasty aap bhi shastri park se ho kya
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Mein agra se hun
@DeepuSingh-nc2pm3 жыл бұрын
Very nice very good
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much
@firdousjahan38183 жыл бұрын
Masha Allah 😋😋😋😋 tasty
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@ranaansari61992 жыл бұрын
Mam dahi dalna zaruri hai ?
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Aap iski bhi kar sakte hain
@rameshpathlavath33782 жыл бұрын
Super medam ....
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear 👍🏻😊❤
@ranaraja30753 жыл бұрын
Nice 👍sister white biryani recipe 😃🤗
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear 👍🏻😊❤
@taiyabkamaal6813 жыл бұрын
Looks good
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@farizhussein43953 жыл бұрын
M.a nice recipe 🤗👌😍💐
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@farizhussein43953 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen I.a didi I’ll
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you
@farizhussein43953 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen welcome 🙏 didi 😍👍
@hamzaamir12183 жыл бұрын
Aap s request ki thi k 5 and 10 kg k lie ingredients ki quantity bta den plz. Apni shop kanaam Rutba biryani rakhon ga promise agr tasty aur spicy bani tu. A brother from Pakistan
@KashiLaw2 жыл бұрын
Kya special biryani masala ki jagah market ka biryani masala use ho sakta h?
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Haa use ho sakhta hai...👍🏻😊❤
@zaaraqureshi73943 жыл бұрын
Achar skip kr skte hai
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
No sister
@mac18200713 жыл бұрын
Mam galib k kebab aur gravy korma ki recipe aur qureshi k kebab ki recipe banye ❤️
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Okk dear aapki request jldi hii puri hogi...👍🏻😊❤
@rashidmalik59263 жыл бұрын
Dekhne me unse bhi achi lgi apki Biryani
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Aapka bhot bhot shukriya dear...👍🏻😊❤
@rashidmalik59263 жыл бұрын
Shukriya rutba khan
@rashidmalik59263 жыл бұрын
Ap kha se hoo rutba ji
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Your most welcome dear 👍🏻😊❤
@rashidmalik59263 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen salam bhai loni wale unki biryani test kro kia biryani
@munshikhan22832 жыл бұрын
Good very good
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@sarahbatool30543 жыл бұрын
V nice
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@aliyakhan68043 жыл бұрын
Asslamualikum Aap aachari chiken ki video bnaiye
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Walekumsalam sister achari biryani recipe link is here:- 👉🏻 kzbin.info/www/bejne/boGVoXaFmaqKbNk
@sujinicookingvlogs72082 жыл бұрын
Wow superb
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya dear 👍🏻😊❤
@shabanajabeen65823 жыл бұрын
Nice recipe
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister 👍😊❤
@RanuRazaRecipes2 жыл бұрын
looks so yummy and tasty well prepared nice presentation 😋😋your recipes always wonderful great sharing .
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@RanuRazaRecipes2 жыл бұрын
Sure
@sahilmalik75873 жыл бұрын
Mashaalla so ymmy 😋😋
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@sahilmalik75873 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen ji jarur
@zihaanzihaanaliali2893 жыл бұрын
Mashaallah
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@chefayeshaskitchens3 жыл бұрын
Looks so yummy 😍😋👌👌👌
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister 👍🏻😊❤
@cookwithuzaina40413 жыл бұрын
👍
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister 👍🏻😊❤
@reshmashaikh1569 Жыл бұрын
Mujhe 1kg chicken or 1kg rice se bnana h to mujhe yakhni m kitna Pani daalna hai? Please mujhe reply dijiyega
@Krishanmuraritechnical3 жыл бұрын
Nice video
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@sirataliya71513 жыл бұрын
Superrrrr
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@rashidmalik59263 жыл бұрын
Akram bhai bhi achi bnate hee
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
👍🏻😊❤
@faaziliferoutine61353 жыл бұрын
Biglike 155 ❤️👍
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister 👍🏻😊❤
@arifmom22032 жыл бұрын
Super recipe 👌😋😋❤
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya sister 👍🏻😊❤
@faisalkhan-xs6if3 жыл бұрын
Suppr biryani
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear 👍🏻😊❤
@parwezabdulmajidhodekar4672 Жыл бұрын
Nice 👌👍
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@Legendvaneet3 жыл бұрын
Nice 👍
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@finekitchen87712 жыл бұрын
Wowyummy❤️❤️❤️❤️❤️
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thank you so much sister try my recipe 👍🏻😊❤
@finekitchen87712 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen check my channel also 💖❤️
@dhadkanofficiallonglife80983 жыл бұрын
Nice
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear 👍🏻😊❤
@saqibahmad5236 Жыл бұрын
Madam biryani essence ka brand batayeye aur woh kahase milega🙏🙏🙏
@neerajupreti0772 жыл бұрын
Looks tasty beautiful ❤️
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@neerajupreti0772 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen yeah sure .i will try and will share with you❤️
@cookwithsajida20783 жыл бұрын
Munh m pani agya
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya sister recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@hamzaamir12183 жыл бұрын
Is ma aapna sbz dhannoya aur podeenah q ni use kya ?
@evergreenfilmsongs8 ай бұрын
Super 😍❤❤❤
@RutbaKhanKitchen8 ай бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@zoyafaruki902 Жыл бұрын
Akram biryani mere ghar ke pass hi h
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Good 👍🏻😊❤
@zoyafaruki902 Жыл бұрын
I bhi banaungi isliye aapki video dekhi h
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Shukriya sister mujhe aapke feedback ka intezaar rahega 👍🏻😊❤
@theunseenlegend70903 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thank you so much dear recipe ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega...👍🏻😊❤
@professionallocksmith32103 жыл бұрын
मैडम जी ये बिरयानी एसेंस कोन सा ह कभी देखा नही किस कंपनी का ह plese बताएं नूरी मसाले वालों के यहां मिल जाएगा क्या ?
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Ji mil jayega....
@professionallocksmith32103 жыл бұрын
Thank you ji
@mdks10122 жыл бұрын
Awesome!!
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Shukriya
@shafaquenasim41463 жыл бұрын
Thank you for the recipe. Achaar kaun sa use Karen?
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Tops ka green Chilli pickle
@mdsaheb44012 жыл бұрын
1kg rice me water kitna dale
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
1kg rice ke 4 glass bante hain toh aap 6 glass water daal dijiyega 👍🏻😊❤
@humerahumera59632 ай бұрын
Fluffy rice
@RutbaKhanKitchenАй бұрын
Shukriya dear recipe try zarrur kariyega aur please meri video ko apne family and friends mein bhii zarrur share kijiyega 👍🏻😊❤
@AamirtaskinAlvi-id9mt Жыл бұрын
Mujh ap 5kg cabl ki recipe btadijiye plz
@RutbaKhanKitchen11 ай бұрын
Okay
@samsulhaqmallick92642 жыл бұрын
बड़े की बिरियानी की रेसिपी देखाए
@RutbaKhanKitchen2 жыл бұрын
Okay
@_shk._nanu543 Жыл бұрын
Biryani masala bataiye plizz
@imrana.f.f Жыл бұрын
Jama masjid ke hiba wale kawab ki resipi dale
@RutbaKhanKitchen Жыл бұрын
Okay 👍🏻😊❤
@hamzaamir12183 жыл бұрын
Salam sister. Kya aap mujhe isi recipe ka 5 kg k hisab s full ingrdients share kr skti hen ? I will start business. Aur kya is mein long biryani rice b use kr skte hen ya phr yehi ..? Plz help
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Iss biryani rice se best biryani banegi....
@hamzaamir12183 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen sister Pakistan ma yahan konsa rice ho ga.. seela rice hota hai yahan b. Woh use kron ? Aur sister 5kg ka kya hisab rakhon..? Meri beti zainab poch ri hai..
@hamzaamir12183 жыл бұрын
Baqi max subscription krwata hon channel ki aap k q k yahan khandaan ma larkiyan zyada hen hamare..
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Jo sabse best quality ka rice ho wo use Karein aur yeh half kg ka measurement hai aap iske hisaab se quantity measure kar kijiye 5kg ke hisaab se....👍😊❤
@hamzaamir12183 жыл бұрын
@@RutbaKhanKitchen Allah khush rakhe aapko aap ki family ko. Amir from Wah Cantt Pakistan.
@ArartiOdishaVlogs3 жыл бұрын
Mam apki sara recipe super please my home com
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Thanks dear please do try this recipe at home and share your experience with me.. Stay blessed and happy Cooking #rutbakhankitchen
@heenuoozy218611 ай бұрын
Mere paas itar or sirka nhi h To iske bina ban sakti h appi biryani
@RutbaKhanKitchen11 ай бұрын
Ji ban jayegi
@mahiraparvez5133 жыл бұрын
yaar appi aapka to jawaab hi nii kisi bhi recepie me aap to ustaad ho
@RutbaKhanKitchen3 жыл бұрын
Shukriya shukriya itne pyara sa comment karne ke liye sister stay tuned for more upcoming delhi recipes...👍🏻😊❤