Bhai please mujhe bike suggest Karo..Mera budget 2 lakhs tak ka hai mera use hai 40 km of daily commuting and 800 to 1000 km of long ride in a month. Mahine me ek baar 500km one side touring karta hu.. aur daily commute to hai hi. Aur mein ye batana chahta hu ki mein bike ki care karta hu aur koi bohot harsh rider nahi hu.. mein maximum 85 to 95 ki speed par hi chalta hu jab touring par rehta hu kabhi bhi triple digit hit nahi karta aur mere saath meri wife bhi rehti hai aur hum dono hi healthy hai. Mein Pulsar N250 2024 model lene ka soch raha hu kya ye bike mere riding conditions ko meet karegi Kuch points jo mein mere bike me chahta hu :- 1. Good milenge on highway almost 40+ kmpl with pillion as am not a harsh rider I usually be below 100kmph 2. Adequate power to tour with pillion as am already healthy with 6ft height and 100kg of weight 3. Ground clearance must be adequate as I am worried about the ground clearance of this bike...kya pillion ke saath tour karne me ground clearance affect karega agar kabhi kabhi kharab roads aate hai to. 4. Reliability...at least 7 years chalni chaiye bina kisi engine ke dikkat ke
@g9trusher15Ай бұрын
Bhai reak average kya hai ?
@akashkohlivlogs3895Ай бұрын
35 kmpl
@AalamShah-j1oАй бұрын
Mileage kya de rahi h bro rough riding me
@akashkohlivlogs3895Ай бұрын
City me 30 milega mil jati hai, baki abhi long ride ki videos ayngi so aap subscribe kr dena