Bhai se engineering hua nahi hoga to isliye drop kar diy hoga aur yaha kahani bana raha hai ki mann nahi lag raha tha.
@devansh_withtech2 күн бұрын
Vote for season 4
@Shanaya_kumari_012 күн бұрын
"Ma kasam jisne like, subscribe nahi kiya wo exam me pakka fail hoga" 😂😂😂
@SumanKumar-fm7pjКүн бұрын
Sir first idea me kuch samajh nhi aaya. Jaise ke vo bola ki mera target hai pollution samapt karna lekin at the end ye product ka kya hoga . Please ek reply de kar samjha dijiye
@abhishekchauhan4978Күн бұрын
Wo recyclable hai aur disposable hai agar faink bhi diya tha decompose ho jayega kyunki wo natural material ko use karke bana hai. Pollution hone ka karan yehi hai ki wo decompose nahi hota to ikatha hota reheta hai aur problem create karta hai ye wohi solve kardiya. Jaise ki aap flower ki mala use karo aur faink do to koi problem nahi per plastic ka flower fainkoge to problem hogi