thanks mam ,ye mantra daily bolna h lekin piriouds me kaise.....,or meditation 3:30&4:30tak hi karna h kya
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal No issues you can keep chanting in periods also
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal सुबह 3.30 से 4.30 के बीच का समय बहुत अच्छा होता है, और Raat ko sone se pahle.
@aanchalagrawal8626 жыл бұрын
mam preganancy me kya kya karna chahiye ki baccha bht samjhdar ho.....uske bhavisya accha ho uske karam accha ho....uske liy kya kya kare kon si books padhe kya sune plz bataiyega
@babitakejriwal95767 жыл бұрын
hello mam ye mantra main nahane k baad apne bedroom me aasan laga kar kar sakti hu .....ye shubh kaam main kal se hi karna chahti hu
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal Yes
@babitakejriwal95767 жыл бұрын
hello mam,mam main meditation daily nahi kar pati hu,kyuki nind puri nahi ho pati.mujhe koi dusra upay bataiye mere man ko kabu me pane k liye .mantra to daily kar leti hu to please help me mam.........
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
Babita Kejriwal Meditation is the only key to control mind and emotions
@babitakejriwal95767 жыл бұрын
or saam ko v kitne baje or kitna der karna h reply me mam
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal सोने से पहले
@babitakejriwal95767 жыл бұрын
hello mam ,mam maine aaj morning me maditetion nahi kiya kuch galat to nahi hoga n,kyuki morning me mere pati jage huye the,mam raat ko sone se pehle meditetion kaise karungi Kyun ki main apne pati or bachho k sath soti hi,ek bat or mam ki main kuch dino k liye bahar sadi me jaungi to waha meditetion or mantra kaise karungi please reply me
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal Meditation karna galat nahi hai, aap apne husband ke samne bhi kar sakti hain
@babitakejriwal95767 жыл бұрын
meri sasu ma abhi v bahut naraz h main kaise unhe manau ek sath rahke alag sa mehsus hota h main bahut buri ban chuki hu sabhi ki nazar me
@LifeLessonsbyAnupamajha7 жыл бұрын
+Babita Kejriwal जो बीत गया उसके बारे में ना सोचें हमेशा मन में अच्छा और पॉज़िटिव सोचें