Very great message for all to bind the society in the.light of Quran
@umarplayzone24503 жыл бұрын
Dr.. Prof Md. Aslam Parvaiz ne bahut Bahut BAHUT Hi Achha aur Educative Lecture diye. Unko JAZAAKALLAAH Khair.
@tazkeerulquran39405 жыл бұрын
Its one of the best lectures I attended in my life. Every sentence by the learned speaker Dr Aslam Parvaiz was like a quotation. I thank from deep of my heart to the organisers of the great event. The Holy Quran was produced in best applied way for making a better society. The message of peace and harmony was the take away. Jazaak Allah.
@trainradar55195 жыл бұрын
Thanks for those who conduct this annual lectures in the memory of Moulana Abdul Karim Saheb!! Superb value and contribution to the society!! Allah bless us all
@umarplayzone24503 жыл бұрын
Janaab AbdulMajeed Parekh, Assalaam Alaikum. Aapka Mission: Qur'aanic Arabic ki free claases, Waaqayi bahut hi achhaa kaam hai. Aapse Ek mu'addibaanah guzaarish/ Humble Request yeh hai keh, Aapki classes mein Jo Tarjumah istamaal ho rahaa hai woh, ibne Jareer Tabri ki Awwaleen Rawaayaati/Hadeesi Tafseere_Qur'aan aur uske NAQQAALOn ke Tarjumon per ma'bani hai. Please True/Asli tarjumah istamaal kijiye. Aur, Yeh 4 Liners Tarjumahe_Qur'aan, Kisi Aur Shakhs Ki MAHNAT Hai, Jis Mutarajjim Ne Credit mein Apnaa Naam Likha Hai, Usne FRAUD Kiya Hai.