Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@sanaali877610 ай бұрын
Sir online free rabta hi ya phly koe fee hi hum gareebo ky lye
@Ghulammuhammad-sd7dq3 ай бұрын
میں شوگر اور بی پی کا مریض ہوں تیں چار دن پہلے پیٹ کی کیڑے کا دوائی استعمال کیا تھا کیڑے بھی نہیں نکلا اس کے بعد سے قبض کی تکلیف میں مبتلا ہوا ہے اس کے لیۓ کوئی نسخہ فرمائے
@wajihamunir76892 ай бұрын
Great surgeon Learned a lot today
@SanaHussainSana-mq3qj11 ай бұрын
Assalamualaikum doctor Sahab . Mene apki har video dykhi h or achy sy smjhi h or APNA fisher ka ilaaj khud Kiya h apki videos ki madad sy.. ab m mukaml Tor par thek hogai Hun alhmdulillha ...
@drimtiazhussain11 ай бұрын
MashaAllah. Hum hamesha kehty hain keh baghair check up aur examination kay koi bhi ilaj khud say shuru na karein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hoti hain jinki alamat aik jaisi hoti hai. Ap lucky hain keh apko achhy say samajh a gai. We are bappy for you
@SanaHussainSana-mq3qj11 ай бұрын
Thank you 😊😊 jazakallah ALLAH pak apko iska ajar dy ameeen .
@hinarana97979 ай бұрын
@@SanaHussainSana-mq3qj PlZ help me
@ChNoumanVirk2 ай бұрын
Kya ap meri madad ker sakhti hain?@@SanaHussainSana-mq3qj
@TalhaKhan-v4h5k2 ай бұрын
Kia istemal Kia muja bhi guide karda qabz bohut rahti ha
@malikanaz570410 ай бұрын
Very informative and very well explained.Jazak Allah these videos are very helpful for patients
@JAVID_MIR45811 ай бұрын
GOOD news j.k GOOD morning dear friend and complete simple daily tasks ❤❤❤❤❤❤
@moinahmed342511 ай бұрын
واہ زبردست لاجواب، بہت بہت شکریہ ڈاکٹر صاحب،
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@ahnmedsayed11 ай бұрын
I watch videos on different topics and liked them. Since you are a qualified doctor I believe what ever you tells us.lots of people they are not qualified and just copy from other sources that's why they are not reliable.
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks for the positive feedback. One of our purposes was also to give genuine awareness to people
@chilimili29615 ай бұрын
Mash AllAh so nice appe ny tafseel sy bath ya jazak AllAh khair.
@drimtiazhussain5 ай бұрын
Thanks
@Farwakhan-123411 ай бұрын
You’ve been amazing telling about an official and it’s treatments and Wallahi. I feel so happy and great that I have heard you the way you telling I felt like I’m completely okay now thank you so much for telling and giving us valuable information that I have never get ever before from any doctor.
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
@SanaHussainSana-mq3qj11 ай бұрын
ALLAH pak apko salamt rakhy or khush rakhy ameeen ❤❤❤
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Ameen and thanks
@jessicatasnim637811 ай бұрын
you are right
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@Zaman-Sadiq6 ай бұрын
Masha Allah Informative video ❤
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Thanks for liking
@zahirshah292610 ай бұрын
BilkulSahiNishandahiBayanKardiaJazakaAllah
@zulfiqarmirza438711 ай бұрын
Excellent information
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@torchlight366210 ай бұрын
Finding ur video went through several of them , very beneficial n so subscribed also But would like to suggest : u could make all ur videos in half the time now being spent . Dr V Ahmed MBBS former Senior Medical Officer
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Thanks for your valuable comments. We highly appreciate your feedback. This and some of our videos are really a bit lengthy.😊
@salimash35718 ай бұрын
Mashallah very important informative about Isphgol, very well explained in detail about especially about the way, how to use. Dr. Sb Jazakallah I was really in need of such points ,how to use and how it works. God bless you Ameen.
@drimtiazhussain8 ай бұрын
Thanks for liking
@namelessEDITS_.79 ай бұрын
Bilkul sahi kaha mery sath bhi esa hota hy ab samajh i
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Good
@zk674311 ай бұрын
👍🏻 very good
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thank you! Cheers!
@mahwish68811 ай бұрын
سر، آپ بہت اچھی طرح سمجھاتے ہیں
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Boht shukriya
@irfanaakhtar610111 ай бұрын
LOT OF THANKS
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Welcome
@waqarimtiaz787211 ай бұрын
Thnx doc ye video bnane k liye
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@rajawrites8509Ай бұрын
As Salam alaikum sir Piles operation k 1 month bad angeer ka istmal kar sakty hen kya?
@muhammadkhalid9062 ай бұрын
informative
@HealthBeautyTips1.04 ай бұрын
Best recipe
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Thanks a lot
@manistr007211 ай бұрын
JazakaAllah❣️❣️
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Shukriya
@naseem25328 ай бұрын
Good advice
@drimtiazhussain8 ай бұрын
Glad you think so!
@ranaaaqibnaru838411 ай бұрын
Very nice 👍
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thank you 👍
@NosheenAbro-hb4zwАй бұрын
Aslamoalikum sir mra swal h ky mu pr chen q prti hn or kia wja hoti h plz koi cream wgra bten ya ispr bh vidio bnay ..mri nak ky upr chen pr rhi hn plz kch bten ap achy dr hn sbko rply dty hn rhnmai kren
@shamsullhaq962710 ай бұрын
Assalam alekum rahmatullah barakat Sir can I talk to you i'm I am in great trouble please reply
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Where are you from? You can write to us your problem here.
@NosheenAbro-hb4zwАй бұрын
Or qbz rhny sy bh chahe prti hn chahry pr ?
@preetygirl24362 ай бұрын
Piles walay breakfast mei kia khaye
@khizermehmood35272 ай бұрын
Sir ye bta dein qabz ky liye khany say pehle lena ha ya khany ky baad?
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Isapghol ka chhilka qabz ke liye khaane ke baad istemal karna behtar hota hai. Yeh pet bharne ka ehsaas deta hai aur khaane ko asaani se hazm hone mein madad karta hai. Isapghol ek natural fiber hai jo aapki intestines mein pani absorb karke stool ko mulayam aur nikalne mein asaan banata hai. Yeh aapki bowel movements ko regular karta hai aur qabz se rahat dilata hai. **Faide:** 1. **Qabz se Nijat:** Isapghol stool ko mulayam karta hai aur usse asaani se nikalne mein madad karta hai, jo qabz ko door karta hai. 2. **Pet ki Safai:** Isapghol pet ki safai mein madadgar hai aur digestive system ko behtar banata hai. 3. **Cholesterol Kam Karta Hai:** Isapghol LDL (bad cholesterol) ko kam karne mein madad karta hai. 4. **Blood Sugar Control:** Yeh glucose ke absorption ko dheema karta hai, jo blood sugar levels ko behtar banata hai. Toh khaane ke baad isapghol ka chhilka paani ya doodh ke sath istemal karna zyada faidemand hota hai.
@Abidkhan-kz2iz6 ай бұрын
جناب میرا خیال ہے کہ آپ حیرت سے ہے میرا سوال ہے کہ آپ جناب یہ بتاای کہ پینے کا بہترین وقت کیا ہے
@AhmadKhan-bz6hm4 ай бұрын
Gooddotor
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Thanks
@MuhammadQasim-zd9si11 ай бұрын
ماشاءاللہ جزاك اللهُ Dr sb men ap ki videos lazmi dhaikta ho bht informative hoti hn. mjy be hemmoride hy jb men stool kr laita ho to bd me maqad bhair rehta hy jb laitoo to sath he andar chala jata hy is ka kia ilaj hy. bleediing be hoti kbe kbe 3 moths tk nai hoti
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@MuhammadQasim-zd9si11 ай бұрын
جزاك اللهُ ap ki baat be authentic hoti hy q k ap highly qualified ho
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
@javidkhan420228 күн бұрын
Dr sab ye isfighlo ka chalka khorak chi Kitna time pehli laina chaye Mai kidney transplant ka patient ho muji always constipation HOTA hai bohot taklef Mai ho 4din ya 3 dik Mai toilet jata ho wo b dawaye ka kar tab so plzz advice me
@manzoor110211 ай бұрын
Good 👍
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks for the visit
@farooqmuhammad863 ай бұрын
Sir iska batain k iska side effect or yeh b batain k is sy ghutno mei pain tu nae hotii Plzz reply
@ShaziyaY7 ай бұрын
Kis time pe lena bahter hai sir. Morning ya night
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Is mein btaya gaya hai
@Shamshuddin-g6g2 ай бұрын
Sabzi behtreen cheez hai
@asrarhussain68677 ай бұрын
Pasa na hon too Dr sahb sa kasa rabta karain
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Gabhranay ki baat nahin. Kisi bhi qareebi general surgeon ko check karwaein aur isky bhi paisy nahin to apkay tax kay paison say chalty government kay hospital bhi boht achha ilaaj karty hain aur wahan Surgery kay outdoor mein ja kar general surgeon say check up karwaein. Preshan bilkul na hon
@luqmanalikhan7759 ай бұрын
Dr sb u missed one important information which is time limit of Ispaghol chilka n water or milk ie,for how much time Ispaghol chilka in water or milk b kept for use in constipation.
@drimtiazhussain9 ай бұрын
You don't have to keep chhilka for a longer period. When this husk swells up in a water or milk (usually 3 to 5 minutes), you can use it.
@luqmanalikhan7759 ай бұрын
@@drimtiazhussain Thnx so much doctor sb.
@TariqMehmood-lp3tx9 ай бұрын
Sir ispaghol husk ko 3 , 4 ganty pehle pani me bego kr k pene se stool soft hota ha ya pehle se begona nahi ha aik glass pani me 2 chamach daal kr usi time lene se stool soft hone me help milti ha ?? Reply plzzz sir
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Is mein details hain ghour say dekhein
@khawajarahim309111 ай бұрын
esabgol ka chilka dood k sath ly skty hain ?
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Je lay sakty hain. Is video mein bhi btaya hai
@khawajarahim309111 ай бұрын
ok@@drimtiazhussain
@shahidiqbalawan-ud6pj9 ай бұрын
Assalamualaikum ! Dr Sahib, Anul fissure ka moina khud kia ja sakta ha ky nahi. Agar khud moina ho sakta ha to kesay ?
@drimtiazhussain8 ай бұрын
Ap apni pakhany wall jaga kaisy dekh lein gy. Ap itnay flexible hain keh apka ooper wala hissay mein moujood ankhein neechy waly hissy mein moujood sorakh mein lgy cut ka mushahida kar sakein.
@drtasleemHomeopathy3 ай бұрын
Apko dr ky pas jana hoga wo hi check karky bata sakta ha k anal fissur ha ya nahi aur ilaj medicine sy hosakta ha ya phir operation hoga.
@HunainHadir8 ай бұрын
Mera bacha premuture ha bht weak ha or aik mah ka ha mother feed pe kua me chilka le sakti hu
@syedmuhammadhamza51458 ай бұрын
AoA Dr shb, operation sy pehle jaga suunn krny k leay reeirh ki hadii yani Qamar(Backbone) me jo injection 💉 lgaty hn please bta dein k uss k koi side effects b hein?
@drimtiazhussain8 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/fpanZmOgjZ6dgK8si=Z3H5qiDCBOs5UWHd Watch this video
@syedmuhammadhamza51458 ай бұрын
@@drimtiazhussain ڈاکٹر صاحب بعض لوگ کہتے ہیں کہ اِس کے بعد کمر میں درد رہتا ہے بالخصوص سردیوں میں ذیادہ درد ہوتا ہے اور جب بھی کوئی مُشقت والا کام کرتے ہیں اِنجیکشن والی جگہ پر یعنی ریڑھ کی ہڈی میں درد شروع ہو جاتا ہے براہِ کرم رہنمائی فرما دیں جزاک اللّٰہَ
@Faizanbhai7882 ай бұрын
Chai ki chamach ya khane ka chamach
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Isapghol ka chilka 1 se 2 chaye ke chamach lein aur ise neem garam pani ya neem garam doodh mein achi tarah se ghol kar 5 minutes tak phoolne dein. Jab chilka phool jaye, to ise pee lein. Yeh aapke system ko hydrate karta hai aur stool ko narm banata hai. Zyada maloomat ke liye ya appointment ke liye hamari website [surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com) visit karein ya WhatsApp karein: +923336303550.
@Faizanbhai7882 ай бұрын
@@drimtiazhussain Masha Allah apki ye adat achi k foran jawab dete hain tabi me apki sab video dekhti hn
@Sadboy-sl4cr11 ай бұрын
Sir g ispgol ka zada istamal Kia koi noksan data ha jasa ak sal tk lagatar khay plz reply me plz
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Lifelong ispaghola husk ka istemal karne ke kuch nuqsanat ho sakte hain, lekin ye har shakhs ke jism ke tajaweez aur needs par depend karta hai. Kuch nuqsanat mein shaamil ho sakte hain: Electrolyte Imbalance: Lifelong ispaghola husk use karne se electrolyte imbalance ho sakta hai, khaas kar agar aap kam pani peete hain. Digestive Issues:ibilkul bhi zaroorat se zyada fiber intake digestive system ke liye maslaat create kar sakta hai, jese ke gas, bloating, ya cramps Dependency: Lifelong ispaghola husk ka istemal aapke digestive system ko habit bana sakta hai, jiski wajah se aap bina iske istemal ke normal bowel movements nahi kar paate. Maximum kitna arsa use karna sahi hai, ye aapki overall health aur doctor ki recommendations par depend karega. Aapko apne healthcare professional se consult karna chahiye, taake wo aapko aapki specific needs ke mutabiq behtar mashwara de sake.
@sunilshrivastav542811 ай бұрын
sir ji bhhenge huye chane or moong khane se kabj ho hogi ya kha skte hain isse kabj kam.hogi ya badhegi please reply
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Bheegay hue channay aur moong high fiber content ke hote hain, jo kabz ko kam karne mein madad karte hain. Inhe pani mein bhigo kar raat bhar ke liye rakhne se inka fiber content aur zyada ho jata hai, jisse digestion improve hota hai aur kabz kam hoti hai. Iske alawa, pani zyada peena bhi kabz ko kam karne mein madadgar hota hai. Ziada miqdar mein khany say kabz bhi ho sakti hai. Balanced ho
@sunilshrivastav542811 ай бұрын
@@drimtiazhussain thank u sir ji or gehun ki roti khani chaye ya or kisi aate ki jisse kabz na ho please reply dijiyega
@raziabegum804210 ай бұрын
Mujy boht ziada motion hain aur akser thori si diet bhi ziada ly loon tu motions lg jaaty hain aur boht sary drs sa ilaj bhi krti hoon madicin baqada use krti hoon kya isanghol dahi ma lany sa motion ruk sakty hain isabghool kasy lana chahye
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Try kar sakty hain magar har mareez ki conditions alag alag hoti hain isliay pehly check up zruri hai. Qareebi surgeon say zrur rabta karein
@rudeking11 ай бұрын
Bhai jan dry fruit khany sy bhi bavaser ho skti hai
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Dry fruits qabz nahin karty.
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Qabz nahin ho gi to bawaseer bhi nahin ho.gi
@sadiahjhgvpinki20511 ай бұрын
Plz mujy swelling sikn tag cream bta dy or koi msla ni Seth ja bs seweling ki creem bta dy plz 😢kasy ketm ho
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein.
@mohdali99548 ай бұрын
What is ispaghol.define please
@drimtiazhussain8 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/rqqzlZ-cic-Iaqcsi=UwZHYX26PWZltlBY Watch this video plz
@TahirQureshi-u5c11 ай бұрын
استعمال کا موزوں وقت بھی بتادیں پلیز۔
@drimtiazhussain11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/rqqzlZ-cic-Iaqcsi=kt-YCEbqF4wy8W6w Yeh detailed video hai. Subha monh nihaar aur raat sony say pehly behtre hai
@SaqibAli-kh2bt11 ай бұрын
Sir mjy qabz bht skht hai plz esi medicine bta den jo forn asar kry plz sir bht tkleef me hu
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai
@Ahmed-oz5nk4 ай бұрын
Dc sab mira oprt howa ha baby howa ha dhai mhnt howa ha .ab qabz hota ha mtlb drd waghira ni hota bas do din wash rom ni ata pir ata ha to thora loz hota ha or din mi do bar kiya yh norml ha ?plz baty buht preshn hn
@MuhammadRiyaan-p6f3 ай бұрын
Kabaz ko na hone do isi wajha se bawaseer Hoti hy agr kabaz ni hogi to Koch b ni hoga kabaz ka ilag kro
@Whitta511 ай бұрын
Aoa doc sab ma gandum ki roti b kati hu sub kuch tik ha baher ki chezay nai kati pir b kabz hojata ha mai sikilax pee sakti hu age 30 years
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@Ahmed-oz5nk4 ай бұрын
Plz dc ssab reply
@EssaMussa-i7c11 ай бұрын
Ispagol ibd ya ibs may use kar sakty hia kabi constipation or kabi loss motion hoty hia
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@EssaMussa-i7c11 ай бұрын
@@drimtiazhussain Boht say spiclist say chukup kar waya colonoscopy Kay ley be gay Dr nay stool test or dosry blood test Jigar Kay test karway Saab clear thy or ibs ka kaha tha one year ho gaya ha stool may blood be nahi ata or na he wight loss Howa ha na he fever hota ha
@EssaMussa-i7c11 ай бұрын
Kabi kabi stool Kay saht light sa mucs Laga hota ha Dr kahty hia wo mucs nahi antu may leyr Hoti ha wo ha agar mucs hota to stool test may AA jata 2bar stool test karway 7month Kay waqfy say same results thy all is clear
@tahirfaqeer85099 ай бұрын
اسپغول اس وقت بہت مہنگا 8000روپے کلو یہ دراصل انڈیا سے آتا ھے
@drimtiazhussain8 ай бұрын
Tokham belanga, chia seed, alsi ka seed yeh bhi try kar sakty hain
@hussainrana737010 ай бұрын
QABAZ MEIN INJEER KISTARAH FAAEDA HOTA HAY?
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Injeer (fig) qabz mein faida pohanchata hai kyunki is mein fiber ka bohot acha sors hai. Fiber aik tarah ka jharriya hota hai jo hazam hone ke doran pait ke ander jamaa ho jata hai aur stool ko naram aur aasani se nikalne mein madad karta hai. Iske saath hi, injeer mein natural laxative properties bhi hoti hain jo qabz ko door karne mein madadgar hoti hain. Isi liye, injeer ko qabz ke ilaj mein istemal karna acha hota hai.
@humeraarshad77198 ай бұрын
Doctor plz btayen k fisher k skin tag m infection ho jaye to us k lye kia treatment h??
@drimtiazhussain8 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/l2S2op6Fr62Ig8ksi=1YN3J5JOYWbDAa5C Yeh video dekhein
@sanaali877610 ай бұрын
Sir mjy anal fissure hi pakany valy shurak py cut lgty hi or ak moka bnta hi osky lye doc ny ispaghol btaya fruits or vegetables btye gtn btye anjeer subha khane ko khae sir lakin koe medi nhi de
@drimtiazhussain10 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/rZDKh42AaJplnZIsi=KldLvX_SC4k15iPn Yeh video dekhein
@papuVloger126911 ай бұрын
Right
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@kasheekhan92211 ай бұрын
I m suffering from Anal fissure.Dr suggest me to use GTN cream.which i m using since last 2 months but i dont feel any relief ,wht you do suggest Dr sb
@drimtiazhussain11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/Y5XYmoOvfsqDnassi=9tMVw4XU20yJpLPL Ap yeh video zrur dekhein
@mehransahil98184 ай бұрын
Reply kr do br br ye jo likh rhy han video dkin
@mohammadyounus22128 ай бұрын
Castor oil. روغن ارنڈ raat soty wqt neem grm doodh my mila kr pyen to result aay ga.
@mazhariqbal57686 ай бұрын
Salam Pakistan
@usmankhan-dc3ms11 ай бұрын
Aoa Dr sab AP lhr sa ho
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Je.. Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@m.irfanalikhan911710 ай бұрын
Asslam alaekum sar mere bete ko kabz ka masla hy mera beta 7 sal ka hy mgr kabz usko 2 sal se hy me bht oreshn hn plz ap meri help kr plzzz sar me bht se dr ko dekha chuki hn mgr mere bete ka masla hal nhi hua gas k sat zar c poti nikal thi hy khul kr poti nhi hoti 7 se 8 din k bad poti krta. Hy mera beta wo bhi dawa se mgr ab woh bhi asr nhi kr rhi plzz ap meri help kr dn me apna m
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
@AlMujeebKnowledge10 ай бұрын
Sir dhood mein oilive oil k drops mix kr k pee skhty hai after anal fissures surgery
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Jee, anal fissure kay operation ke baad olive oil doodh mila kar istemal kiya ja sakta hai. Aap ek chamach olive oil ko ek glass doodh mein mila kar pi sakte hain, lekin iska behtareen istemal aur miqdar ke liye apne doctor se zaroor consult karen.
@Cutebabyvideos629 ай бұрын
aapne surgery krai h fissure ki
@AlMujeebKnowledge9 ай бұрын
@@Cutebabyvideos62 yes
@Cutebabyvideos629 ай бұрын
to kya life time ab apko stool soft k liye yr oil lena pdega
@Cutebabyvideos629 ай бұрын
@@drimtiazhussain kitna time hua fissure surgery ko
@hamidhussain257011 ай бұрын
Dood ke sath istamal kr sakte ha
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Je bilkul kar sakty hain
@zafarmuhammad350111 ай бұрын
Sirmujhee5.6rozsekabzhekyalon
@drimtiazhussain11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/amaqlGqrhZtljc0si=eEVD26lZFzhWitID Yeh video dekhein
@deenmuhammad35726 ай бұрын
MEHRBANI FARMA KAR SIRF URDU ME BATAYA KAREN. YE JO AP NE FIBER AOR SENSETIVE KE LAFZ ISTAMAAL KIYE HYN MUJHAY ENKI KOI SAMJH NHI HA............
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Je hum samjh sakty hain. Is liay hum koshish karty hain keh asan alfaz mein baat karein magar kuch alfaz ki urdu boht ajeeb si hoti hai to majboran hmein wohi lafz bolna parta hai magar sath hi us lafz ko aur wazih tour par samjhaty hain. Apko jo samjh nahin aya usky baray mein bhi aur samjhaya hai. 1. *Fibers* ko Urdu mein *"reshay"* kehte hain. Yeh aik dietary component hota hai jo hamari sehat ke liye zaroori hota hai, aur yeh aam tor par sabziyon, phalon, aur anaj mein paaya jata hai. 2. *Sensitive* ko Urdu mein *"hassas"* kehte hain. Yeh lafz aam tor par kisi cheez ya shaks ki nazuk ya jaldi asar lene wali halat ko describe karne ke liye istemal hota hai.