Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number +923216303551 par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@hasnainrazashani866211 ай бұрын
No ki by Dr
@nadeembutt859511 ай бұрын
Hllo
@ranaabdullah-bo4jx6 ай бұрын
Sir constipation k lye ksy use kre ispagol h
@BilalAhmed-lr4pj Жыл бұрын
بہترین علاج ہی سے اللہ شفا دیتا ہے ڈاکٹر صاحب آپ بہترین علاج کرتے ہیں
@tahirasuhrwardy96952 ай бұрын
So nice to hear you ,especially by seeing the name of Ganga Ram Hospital. I M 80 yrs old lady, living in USA retired life.I did my House job after graduating from FJ college in 1969. I wish to go to pakistan and visit my college and Hospital.
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Good to know. Stay healthy and happy.
@SabirHussain-mj3cy Жыл бұрын
اتنا عمدہ طریقے سے شاید ھی کوئی سمجھا سکے Lovely 🌹 and خوش رہیں ۔
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@aliabidawan26852 жыл бұрын
آللہ آپ کو دنیا اور آخرت کی بھلائی عطا فرمائے
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
شکریہ اور امین
@QusainSyed4 ай бұрын
Amean 🙏 amean 🙏 amean 🙏
@syedatirmizi86563 ай бұрын
Ameen
@salehaghaffar6756 Жыл бұрын
Sab sai achi baat hai kai aap har question kai answer dete hai
@TanzeelaTanzeela-uy8yq Жыл бұрын
Thanku Doctor shab mara fissure isbaghol sa heal up huna start hu gya ab na mjay jalan hoti na drrdd thanku doctor God Bless you
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein
@IkramAhmed-w1r2 ай бұрын
Apne kaise istemal Kiya ispaghol mujhe tu is se aur zaida qabaz hoti hai
@Sobanshah296 ай бұрын
Very well explained. Highly appreciated ❤
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Glad you liked it
@muqadasmuqadasnawaz2263 Жыл бұрын
Allah ap ko hamesa khush rakhy or Allah ap pr or ap ki family teem pr apni rehmet ka Saya rakhy
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@msb57402 ай бұрын
Thanks sir for sharing valuable knowledge.
@nadiarasool97203 ай бұрын
Excellent 👍 Go ahead Allah Pak bless on u 4ever and URS family
@2minsummary992 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت ہی بہترین باتیں بتائی ہیں ڈاکٹر صاحب آپ نے۔ ہم اسپغول کے بہت کم فوائد سے آشنا تھے مگر آپ نے بہت ہی اچھے انداز میں اس کے نہ صرف فوائد بتائے بلکہ اسپغول کے نقصانات سے بھی آگاہ کیا ہے۔ یہ ویڈیو دیکھنے کے بعد محسوس ہوا کہ 10 منٹ میں آپ نے کئی پریشانیوں کا حل بتا دیا۔ یہ وڈیو لازمی دیکھنی اور شیئر کرنی چاہیے ۔ شکریہ ڈاکٹر صاب! 🌹🌹
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for valuable comments
@adnanumer9082 жыл бұрын
Sir aap ne bot information de h thankio so much...sir mery pait ma bot zaida gass banti h Milk potato rice dal chany makai ke roti bot c cheezo se bot zaida mjy problem hoti h pait b bot phool ra h plz mjy khuch sugest kry..
@ranijutt12962 жыл бұрын
ap ki video sy sary sawslon ky jawabon mil jatyn main bhe use kr re hon pr main khany sy pehly ly re the bht ache information 👍👍
@dauddaud21062 жыл бұрын
Long time lany say koi nuksan to nahi
@shahidshamsi7460 Жыл бұрын
Kab tak khana hai kaya long time tak kha saktay hai
@nadeemakhtar91912 жыл бұрын
اللہ آپ کی عمر میں برکت عطاء فرمائے آمین
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Ameen
@fazalrahim7505 Жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب *اللہ تبارک وتعالٰی* آپ کی عمر میں خیر او برکت عطاء فرمائے آمیـــــــــــــــــن ثم آمیــــــــــــــــــــن یا رب العالمین
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@naturelove3364 ай бұрын
Very good information thanks
@ghulammurtaza6663 Жыл бұрын
Dr sb boht achy Ma sha Allah Sb comments reply dena.. Boht shandaar
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@MeerZariiiMeer Жыл бұрын
Bhot shukria Dr sab
@farhattahira14342 жыл бұрын
Dr sb mje constpation ka masla hy...apki video dekhny se pehly mn Ispaghol ko boht ghalat treeqy se istimal kr rhi thi. Apka be had shukriya
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@WasimKhan-jz5ng7 ай бұрын
Thanks Dr nice information G OD Bless you Wasim Khan Karachi Chapal sun city Pakistan
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Thanks
@tasawarhussain7504 Жыл бұрын
DOCTOR sahib May you live long
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again!
@AbdulSamad-eq9eu2 жыл бұрын
بہت اچھی معلومات دیا ھے
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@Guriya-12c2 жыл бұрын
Excellent information
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@Aazankhan300 Жыл бұрын
Thanks very informative video. Very good sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks. Don't forget to subscribe.
@hadiwaqas42422 жыл бұрын
Maine use Kia pile issue b khatam or 2 kg wait b Kam hua Alhamdulilah Allah k hukam sy🥰❣️❤️
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
We are glad our video helped you. Keep sharing your experience
@multy_art_12 жыл бұрын
Kb say thi apko pile?? Or kesy use kia?or diet me kia lia?btyiye plz?
@hajraahmad8190 Жыл бұрын
Can we have it in winter
@shahidparvez705 Жыл бұрын
Aslmualikum bhi kis time par use karta ha please batya
Sr to hum to mornig my katy ha nashty say pahly or rath ko kany say pahly ya tarika sahy ha ya nhi
@violetviolet7245 Жыл бұрын
Wt loss kaly nashty say pahly or kany say pahly
@shah101 Жыл бұрын
Thanks a lot
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein
@ShahjhahanKharal5 ай бұрын
Sr. Goood Advice asa har shay kha wndy Hain
@mattcat476311 ай бұрын
Good Doctor ❤
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Thanks
@ajmalurrehman6554 Жыл бұрын
शुक्रिया डाक्टर साहब!
@asharaliimtiaz8319 Жыл бұрын
Thanks
@Bitcoinguru-kr7 Жыл бұрын
Bhot label doctor ha bhot good yar
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@khalilafridi267 Жыл бұрын
Weldone sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@RaziaSultana-xz6lf2 жыл бұрын
Dr. Sahab it is Very beneficial & informative vidio .
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@kirankhoso22162 жыл бұрын
Nice thanks dr
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
You are welcome
@kanwalmehroz7951Ай бұрын
Dr me paani fibre bhtt lyri hu Recently gallbladder remove hua 1 month hua Bhttt zayada constipation rah rahi h or urine bhttt zayada ata Pani din me 10 glass pee lati hu lkn urine b bhtt zayada ata h
@drimtiazhussainАй бұрын
Agar aapne gallbladder ki surgery karwayi hai aur ek mahina ho gaya hai, aur ab aapko bohot zyada urine aana aur pani zyada pee ne ki aadat ho gayi hai, to yeh kuch normal changes ho sakte hain jo surgery ke baad hotay hain. Gallbladder ki removal ke baad kuch logon ko digestive system aur urinary system mein changes dekhne ko milte hain. **Possible Reasons**: 1. **Increased Fluid Intake**: Gallbladder ke removal ke baad, aapko zyada pani peene ki aadat ho sakti hai, jo naturally urinary frequency ko barhata hai. 2. **Bile Flow Adjustment**: Gallbladder ko remove karne ke baad bile liver se direct intestine mein flow hota hai, jo aapke digestion ko thoda adjust karne mein time leta hai. Is process mein bhi kuch temporary effects ho sakte hain. 3. **Hydration**: Aapko fiber zyada lene ki wajah se pani ki zaroorat zyada ho sakti hai, aur body excess fluid ko release kar rahi hoti hai. **Steps to Manage**: 1. **Fiber Control**: Fiber bohot zyada lene se kabhi kabhi digestion mein disturbance ho sakta hai. Thoda moderation rakhein aur doctor se consult karen agar digestive issues ho. 2. **Proper Hydration**: Agar pani zyada pee rahe hain, to ensure karein ke aapke kidneys sahi se kaam kar rahi hain aur dehydration na ho. 3. **Consult Your Doctor**: Agar aapko bohot zyada urine aane ki wajah se discomfort ho raha hai, to apne doctor ya surgeon se follow-up check-up karwayein, taake aapke symptoms properly evaluate kiye ja sakein. For further consultation and to know more, you can visit our website at [surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com) for FAQs and blogs. For online consultation or to book an appointment, contact us via WhatsApp at **+923336303550**.
@mubarakalisanjrani1946 Жыл бұрын
Highly appreciated
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@Alijutt121452 жыл бұрын
😳😳 Good
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks
@faheemsahito12966 ай бұрын
Thanks alot sir ❤
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Most welcome
@waqtinfotainmenttv Жыл бұрын
Thanks, Very nice and informative video ❤
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@as_1999i2 жыл бұрын
Very informative Sir. 👍
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback
@brahamtechies2215 Жыл бұрын
U r an excellent dr. Please tell sir if we should have isabgol immediately after meal or take half an hour break before having it ?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kisi trah bhi use kar lein nuqsan nahin
@humajutt64872 жыл бұрын
Good info
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@ashtaralihaider29662 жыл бұрын
Good 👍
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks.
@khalilghakhar2370 Жыл бұрын
jzak Allha❤❤❤❤
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shukriya
@WaijiChaudhry-rp6jk4 ай бұрын
ALLAH k spelling thik Likha kreay
@rehanedits.007911 ай бұрын
I'm your new subscriber🎉
@drimtiazhussain11 ай бұрын
We appreciate it.
@rehanedits.007911 ай бұрын
@@drimtiazhussain ♥️🥰
@sabirrao66272 жыл бұрын
JazakAllah
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@rabiabenish774 Жыл бұрын
Jazak Allah,good information but when u start video say Aslam o alakam
@drimtiazhussain Жыл бұрын
You are right.☺
@nighatsaheem8041 Жыл бұрын
Zeberdast I like your vedeo
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback and don't forget to subscribe
@Alijutt121452 жыл бұрын
Mashaallah cross 20k
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
It is running quite good.
@chandafaheem45367 ай бұрын
Acidity aur matli mai ??
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Haan, ispaghol ka chhilka (psyllium husk) acidity aur matli (nausea) ke liye madadgar ho sakta hai. Ispaghol dietary fiber ka achha source hai aur yeh digestion ko improve karne mein madad karta hai. Yeh kuch logon ke liye acidity aur matli ke symptoms ko reduce kar sakta hai, lekin sab ke liye yeh effective nahi hota.
@naveedalam9102 Жыл бұрын
Kia ye sir zukam avr nazla ki surat ma aver sardi ka mosem ma bi use ker sekta ha ?
@alliedcargointernational32662 жыл бұрын
Excellent information thanks sir🫡🫡
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@QuratulainAsghar-x4zАй бұрын
Aoa . Sir periods me isphagol use kr skty hain??agr qabz ka msla ho to?
@faithflix7867 ай бұрын
subhan allah
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Shukriya
@AmeenJaan-d8k3 ай бұрын
Baswaseer k lie kon se time use kaer
@drimtiazhussain3 ай бұрын
Bawasir ke ilaaj ke liye ispaghul ka chilka (psyllium husk) ka istemal bohot faida mand ho sakta hai, kyunke yeh fiber ka achha zariya hai jo qabz ko kam karne mein madad karta hai. Yahan kuch hidaayat hain ke kis waqt aur kaise istemal karna hai: ### Istemal Karne Ka Tareeqa: 1. **Maqdar**: Rozana 1 se 2 chamach ispaghul ka chilka lein. Yeh maqdar aapki jism ki zaroorat ke mutabiq kam ya zyada ho sakti hai. 2. **Pani Ke Saath**: ispaghul ka chilka ko ek glass pani (250ml) mein milaain aur foran pi lein. Yeh bohot zaroori hai ke ise munasib maqdar mein pani ke saath liya jaye, kyunki yeh pani ko jazb karta hai aur volume mein barhta hai. 3. **Waqt**: Ise subah nahar munh ya raat ko sone se pehle istemal karna behtareen hota hai. Isse aapki aanton ki harkat behtar ho sakti hai. ### Na Karne Ki Cheezen: 1. **Kam Pani Ke Saath Na Lein**: ispaghul ka chilka ko kam pani ke saath lena muzar ho sakta hai, kyunki yeh sakht ho jayega aur qabz barh sakta hai. 2. **Khanay Ke Saath Seedha Na Lein**: Ise khanay ke saath na lein, balke khanay ke baad ya pehle pani ke saath lena behtar hai. 3. **Pehle Se Bimariyon Ka Khayal Rakhein**: Agar aapko kisi khaas bimari ka samna hai ya aap koi dawa le rahe hain, to istemal se pehle apne doctor se mashwara zaroor karein. ### Izafi Mashware: - **Mutawazan Ghiza**: ispaghul ka chilka ke saath saath apni ghiza mein phal, sabziyan, aur doosri fiber wali ashiyaan bhi shamil karein. - **Pani Ki Maqdaar Barhain**: Din bhar mein kam az kam 8-10 glass pani peena yaqeen banain, taake jism hydrated rahe aur fiber mo'asar tareeqe se kaam kare. Yeh hidaayat aapko bawasir ke ilaaj mein madadgar sabit ho sakti hain. Agar haalat mein behtri na aaye to doctor se rujoo karein.
@ShoukatAli-lj8pi Жыл бұрын
Sir..loose motion ko khtem kerny r weight ko brahany k ly kasy kasy use kerna hy????
@nighatsaheem8041 Жыл бұрын
Vvgood
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@WaijiChaudhry-rp6jk4 ай бұрын
Sir ye btaey k piles Ka patient kab tak use Karen ispaghol plz answer zaroor kreay
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Piles (bawasir) ke patients Isabgol ka chhilka tab tak use kar sakte hain jab tak unko constipation (qabz) se rahat na mil jaye aur stool soft na ho jaye. Isabgol ki dose ka daramad apki tabiyat aur doctor ki salahiyat par munhasir hota hai. Lekin iska istamal lambi muddat tak karne se pehle apne doctor se mashwara zaroor karen, takay koi side effects na ho aur apko zaroorat ke mutabiq dose mil sake.
@rkhan3852 Жыл бұрын
ڈاکٹر آپ کی ویڈیو پسند آئی Good job مجھے بتائیں مجھے hemorrhoids ھے بلڈ آتا ھے اسٹول ہارڈ ہونے کی وجہ سے میں اسپغول رات کو پلین واٹر سے لیتا ہوں مجھے بتائیں مجھے کیا کرنا چاھیئے آپ کا شکریہ
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Isapghol ka chhilka to aisay use karna hai jaisay hum nay video mein btaya hai magar haemorrhoids kliay proper examination karwaein general surgeon say aur phr unki advice par amal karein
@rkhan3852 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain آپ کے رپلائی کا بہت بہت شکریہ میرے gastroenterologist نے colonoscopy کرنے کے بعد کہا تھا minor hemorrhoids ھے no need to do anything کریم دی لگانے کے لیئے لیکن جب بھی ہارڈ اسٹول کی وجہ سے بلڈ آتا ھے کافی دیر تک تکلیف رہتی ھے قبضں کی وجہ دوائیں بھی ہیں اللہ تعالیٰ آپ کو اور علم عطا فرمائے آمین
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@rkhan3852 qabz na hony dein, chhilka use karein. Sazi aur phhal khaein paani ziada pien to masla nahin hona chahiay. Ap doctor ki advice ko bhi follow karein
@SalmaBegum-gg9pv Жыл бұрын
Aslkm mujhy hypothyroid hai aur weight bhi bhut hai mai kaise use karna hai plis bato
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Weight loss kliay is mein btyaa gaya hai
@mozartpakistani638 Жыл бұрын
Cn it be used who have cough and or Arthritis specially in knee pain
@NadeemNaz-i6jАй бұрын
Assalam o alikum.. sir mujy fissure problem hain 2 hfty se me gtn or gel use kr ri thi mgr ab meri pregnancy positive hain me lilac leti hun pain hota blood b ata pehly km ata tha ab soft stool sth b bleedin hai please koi hal bta den blood ruk jaye
@ijabathussain2410 Жыл бұрын
Sir ma nay dant k dard ke tablet hy. Mara pait bhot karab ho gya hy. Plz help me parshan hon.
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up karwaein.
@simpleexperimentbyts83612 жыл бұрын
For weight lose How much time we used the Espegul Husk? please Recommend the time
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
You will have to take over months then result will be visible.
@simpleexperimentbyts83612 жыл бұрын
Ok Thank you
@zubberjamali1 Жыл бұрын
Sir we use for stomach
@Bitcoinguru-kr7 Жыл бұрын
Good yar is ko khthy hn doctor
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@shahnawazansari46173 ай бұрын
Dr. Sb are you in Karachi ?
@ShoukatAli-lj8pi Жыл бұрын
Loose motion r qight gain kerny k ly kasy use kerna hy??
@hashmat211110 ай бұрын
can a lactating mother use it
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Yes
@mumar122411 ай бұрын
Sir mjy surjry k bd ye masla bna hy bavaseer ka plz kuch bta dy m b raat ko dhood m espaghol mix kr k peeti hn
@drimtiazhussain11 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@moienuddinqaisar5257 Жыл бұрын
For how many days asabghol should be taken in case of constipation. Is it OK to take once only after dinner?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Can be used till constipation is relieved and can be used once or twice
@mohammadhamzajamro97362 жыл бұрын
Sir me ispahghol istmal krta ho to muje qabz ka msla bn jata hr plz rpl
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Jaisay hum nay use karny ka bola hai waisay use karein
@ayan_gamer_493 Жыл бұрын
Sir waitloos k liye roz ek chamach khasaktay hain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Is mein btaya gaya hai aur use kar sakty hain
@AsadKhan-bi5zv Жыл бұрын
Can we use it for life time daily 10gm for constipation or haemorrhoids Thnx
@isharulislam1373 Жыл бұрын
Jon ko black stool ka issue he vo use kar sakte hain ?
@tufailkhan70817 ай бұрын
Doctor sb yeh me khane se pehle istemal karta tha 2 time subah or sham ko es ki waja se mera wazan 18kg kam ho gya hai 3months me.. Ab koi aesi chez batao tha ke mera wazan ziyada ho jaye
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Agar aapne 3 months tak ispaghola husk use kiya hai aur wazan kam ho gaya hai, toh wazan wapas barhane ke liye aapko apni diet mein kuch specific changes karne honge. Yahan kuch tips hain jo aapke wazan ko wapas barhane mein madad kar sakte hain: ### High-Calorie Foods: 1. **Healthy Fats:** - Avocados - Nuts and seeds (almonds, walnuts, chia seeds) - Nut butters (peanut butter, almond butter) - Olive oil and coconut oil 2. **Protein-Rich Foods:** - Lean meats (chicken, turkey, beef) - Fish and seafood - Eggs - Dairy products (milk, cheese, yogurt) - Legumes (beans, lentils) - Protein shakes or smoothies 3. *Carbohydrates:* - Whole grains (brown rice, whole wheat bread, oatmeal) - Starchy vegetables (potatoes, sweet potatoes, corn) - Fruits (bananas, mangoes, dates) 4. *Calorie-Dense Snacks:* - Trail mix with nuts and dried fruits - Granola bars - Dark chocolate Meal Planning: 1. *Frequent Meals:* - Din mein 5-6 chote meals lein taake aapki body ko zyada calories mil sakein. 2. *Balanced Diet:* - Har meal mein protein, carbohydrates, aur healthy fats shamil karein. 3. *Smoothies and Shakes:* - High-calorie smoothies aur shakes banayein jo fruits, nuts, seeds, aur dairy products se enriched hon. Sample Meal Plan: - *Breakfast:* - Oatmeal with whole milk, topped with bananas, nuts, and honey - Scrambled eggs with cheese and avocado - *Mid-Morning Snack:* - A handful of nuts and a piece of fruit - *Lunch:* - Grilled chicken breast with brown rice and roasted vegetables - A side salad with olive oil dressing - *Afternoon Snack:* - Greek yogurt with honey and granola - *Dinner:* - Baked salmon with quinoa and steamed broccoli - Whole grain pasta with meat sauce - *Evening Snack:* - A protein shake or smoothie with berries, banana, and a scoop of protein powder Additional Tips: 1. *Strength Training:* - Regular strength training exercises (like weight lifting) muscle mass barhane mein madad kar sakte hain, jo overall weight ko increase karte hain. 2. *Adequate Sleep:* - Ensure ke aapko proper rest aur sleep mil rahi ho, kyunki yeh recovery aur muscle growth ke liye zaroori hai. 3. *Hydration:* - Pani ke sath-sath high-calorie beverages (jaise milk aur fruit juices) ka bhi istemal karein. 4. *Monitor Progress:* - Apne weight ko regular basis par monitor karein aur apne diet aur exercise routine ko accordingly adjust karein. Aap apne healthcare provider ya dietitian se bhi consult kar sakte hain taake wo aapke liye ek personalized plan bana sakain jo aapki nutritional needs aur health goals ke mutabiq ho.
@tufailkhan70817 ай бұрын
@@drimtiazhussain thanks.. Dr sb mera kabaz hai es ki waja se mene gosht chekin chawal nahi khaya 4/5 months sirf sabzeya khaya mene or yahi Ispaghol 2 time khane se pehle... Mera matlab yeh hai k mera yeh kabaz bhi theek ho jaye or wazan bhi ziyada ho jaye 3/4 months me 18k kam ho chuka hai wazan mera
@fatimakhan21734 ай бұрын
Pregnancy ma kasay istamal kary mjhy bht kabz rehty ha ... Dhood k sath lay ya pani aur roz lay sakhty ha
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Pregnancy mein isapghol ka chhilka istemal karna safe hai, lekin ise sahi tareeqe se lena zaroori hai: 1. **Pani ke Saath**: Isapghol ka chhilka ko aap pani ke saath le sakti hain. Ek glass garam ya normal temperature ke pani mein 1-2 chamach isapghol milakar foran pi len. Iske baad ek aur glass pani zaroor piyen taake fiber apni jagah par properly kaam kare. 2. **Doodh ke Saath**: Agar aap doodh ke saath lena chahen to ek glass doodh mein isapghol mila kar le sakti hain. Yeh taste mein bhi acha hota hai aur doodh ke nutrients ke sath fiber bhi mil jata hai. 3. **Rozana Istemaal**: Rozana isapghol lena safe hai, lekin aapko apne doctor se consult karna chahiye, khaaskar agar aap pregnancy mein hain. Doctor aapki specific health conditions ko madde nazar rakh kar dosage recommend karenge. Isapghol ka chhilka constipation ke liye bohat madadgar hota hai, jo pregnancy mein aam hoti hai. Lekin apni diet aur supplementation ke bare mein apne doctor se zaroor mashwara karein.
@sdfsdf1784 Жыл бұрын
Made ki tehzbyt Liye kb use kre khne k bad ya phle
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Baad
@HyperGamingN Жыл бұрын
Assalamualaikum sir am watching your video.. Mujhe stool pass krty Waqat pain Hoti hy.. How to contact i
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.
@UmerKhan.Pathan Жыл бұрын
After fissure surgery ، it has been 12 days، i m using antibiotics+ pain killers. I am taking sitz bath 3 time daily I can't visit and communicate my doctor due to his vocations. I am feeling no pain, slight discharge and feeling better day by day. Should i continue the use of tablets? If yes then for how many days? Please guide me about usage of antibiotics because my surgeon is on leave for some days
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Try to catch up with your surgeon meanwhile continue warm sitz bath thrice a day and plus after you pass stool.
@hashmat211110 ай бұрын
can lactating mother take istagbol
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Yes
@FazeelatZahra-w3t5 ай бұрын
IBS m use kr skte hain? Jin ko constipation vali IBS. ????
@drimtiazhussain5 ай бұрын
Ji haan, IBS (Irritable Bowel Syndrome) mein aspaghol ka chilka istemal kiya ja sakta hai, khaaskar jab constipation ka masla ho. Aspaghol ka chilka ek soluble fiber hai jo stool ko soft karne aur bowel movements ko regular banane mein madadgar hota hai. ### Faide 1. **Stool Ko Soft Kare:** Yeh pani ko absorb karta hai aur stool ko soft aur bulky banata hai, jo constipation ko door karne mein madadgar hota hai. 2. **Bowel Movements Ko Improve Kare:** Regular use bowel movements ko behtar kar sakta hai aur bowel habits ko theek kar sakta hai. 3. **Gut Health:** Yeh gut bacteria ke liye food ka kaam karta hai, jo digestive health ko behtar banata hai. ### Ihtiyaat - **Pani Ka Istemaal:** Aspaghol ka chilka lete waqt zyada pani peena chahiye taake yeh properly work kare. - **Doctor Se Mashwara:** Agar aap IBS ya kisi aur medical condition ka shikar hain, toh apne doctor se mashwara lein pehle istemal karne se. - **Overuse Se Bachna:** Excessive use se bachna chahiye, kyunke yeh kabhi kabhi bloating ya gas cause kar sakta hai. Agar aapko kisi bhi qism ki takleef mehsoos hoti hai, toh istemal band kar dein aur doctor se mashwara karein.