ye dr sab bhot achi sy samjatey hai dr ke pass jane ke zarort pesh nahi atey allah lambey umr dy sehat ke sath
@khanwaseem84283 жыл бұрын
Superb explanation 👌 Jazakallahukhairan sir I'm suffering from insomnia since 2016 ,.treatment is going on.... . Thanks for your valuable information it's really helpful for me Inshaallah.👍
@shafiahmedshaikh7932 жыл бұрын
Ab kaise ho bhai
@malikiffat89413 жыл бұрын
What a good explanation but in simple words ,God bless you Dr khalid jameel sir
@khalidshah73183 жыл бұрын
Good knowledge for people. I salute u.
@nazishbilal3160 Жыл бұрын
Very good informations are given..... Excellent video
@amirnaveed53362 жыл бұрын
Nice elaboration..... Plz share breakup of REM & Non-REM Hourwise
@tauqueeralam38622 жыл бұрын
Thank you doctor Mariam madam
@amnayousaf67133 жыл бұрын
Jaza ka Allah.
@cookingwitheiman3 жыл бұрын
I hope aapp ki aap ki yah video mery liye kafi helpful ho
@nazishbilal31602 ай бұрын
Very good informative video
@cookingwitheiman3 жыл бұрын
MashaAllah aap bohat achi baatin btaye hain
@hazalkaya81912 жыл бұрын
Nice Dr. He put ready good points..
@yarasulullahlabaikyarasool58032 жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب جو آپ نے باتیں بتائیں میں نے بھی ہوتے ہیں بہترین طریقے سے ان کو سنا ہے لیکن مجھے بھی نیند نہیں آتی پتہ نہیں کیا بات ہے
@naheedakhter9432 жыл бұрын
Kia aisa hua hai ka nend na purii honaa ko wjaah sa pgal hua hooo
@zoyazoya4572 жыл бұрын
Mara bhi ya hi hal h 😭😭
@salarbahadur77225 ай бұрын
@@naheedakhter943 Ghusa aur Awaazaari zyada hojaati Hai. Tabiat ke andr extreme behaviour bhi zyada hojaata hai.
@sanamalik11613 жыл бұрын
Dr sahib ye bhi bataye ke zada neend ku ati hai kia kisi cheez ki kami se bhi neend zada ati hai.
@sirtajahsirtajah50332 жыл бұрын
God bless you doctor
@zafarbugti44203 жыл бұрын
زبردست انفارمیشن
@fehmidakhalid58672 жыл бұрын
Allah aapko sehat dey bhai
@shjashabasbanbwvw3 жыл бұрын
Great Information
@shanpathan7873 жыл бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب جناب 🇵🇰🌹
@umairshabbir48903 жыл бұрын
Mujhy kafi time sy lower back pain berdash kr raha ho 2017 sy ab tak
@hafizjee836022 күн бұрын
yakeen kren esa msla h damag me hr wakt kich kich chli ja rahi h
@MALIK__Ashfaq9 күн бұрын
Same 😢
@mohsinhassan93552 жыл бұрын
Jazakallah khairan kasiran dr sahab raat ko nend k liye konsi exercise karni chaeiye?
@shozabraza34372 жыл бұрын
My mind is always remain active just thinking more more and more .. i cant sleep...😑😑
@munqu38392 жыл бұрын
Same😭😭
@aishabhat45722 жыл бұрын
Same😓😓😓😓
@hoorainkhan6697 Жыл бұрын
Same happened with me
@skullgaming7405 Жыл бұрын
Same problem
@hamzachronics Жыл бұрын
Bro how you survive... day? 😔 same situation with me from 8 days..
@KanizFatima-z8r2 ай бұрын
Thanks sir
@ameerahmad42652 жыл бұрын
Mujhe nend time pr nahii atii muje nend subu k wqt fajjar k bad ati ha rat ko nahii tqrebn ye 3 sal se adat bni sohro shoro me mehsos nahii hwa but ab jbbhi soo kr utho to jism phola hwa hota or wajood bhi be jan hota ha is condition me main kia kron kese aone biological clock ko rat k time k according kron???
@aforalihforhassan15193 жыл бұрын
Points to Consider for Quality Sleep 1. Sleep according to Biological Clock e.g; recommended timings 10 pm to 6 am. 3. Take only power nap of 15 to 45 minute power nap during day time. 2. Do your exercise and take your meal at least 2 to 3 hours before sleep e.g; 5 pm to 7 pm for exercise and 7 pm to 8 pm for meal. 3. avoid stimulants at night e.g; tea Coffee cold drink etc. 4. Avoid Stress, control your mind. 5. personalize your room environment e.g; light off/on, TV seat on/off, noise level also personalize your posture on bed and finally personalize your bed.
@TheGoldenarm33 жыл бұрын
Brilliant summary 👏
@darshabaz38272 жыл бұрын
@@TheGoldenarm3
@LearnDigitalMarketing18553 жыл бұрын
Sir zyada meethy fruits khany se b neend pe effect hota hy?
@faisal70443 жыл бұрын
Excellent information & advice
@permotehyderabad8922 жыл бұрын
Zbrdast
@mazhabislam11972 жыл бұрын
Very correct analysis of doctor👌
@yasirirfatyasirshafi31202 жыл бұрын
Good for thenx dr sahib
@m.akhtar277410 ай бұрын
Koi nai baat nahin
@huzaifanizam32483 жыл бұрын
Bohot Khoob
@meergul71263 жыл бұрын
Sir mere cervical region neck ma kurth kurth ki sound ha yr mujhy boht irritate krti ha and pain bi hoti ha
@chaoticcandy1222 жыл бұрын
Sir i am 30 year old i have sleeping problem since 2 to 3 years after my meriage raat ko nind nii ati agr khuch der a bhe jaya to dream bht tang krty hn aur 1 2 ghanty bd uth jata hon kafi doctors ko check krva chuka hon abhe bhe medicine ly raho reline 100 mg sesival and qutyl 100 mg par koe fark nii par raha plzz help me Allah ap ko hafzo aman rakhy ameen
Sir over thinking ki waja sy mujy neend nai ATI .is ka ka solution ha
@utubeqasimalikhan-ak2 жыл бұрын
I shall imply dr saab thank u very much😘😘😂
@shahzaibfareed8317 Жыл бұрын
I'm 21 year old. I don't sleep mostly I use tablets since my FSC level. I'm really worry. Kindly prescribe me any solution. I'm educated and belong to good family I know taking tablets is not good solution. I want to avoid the medicine.
@Chemist776 ай бұрын
How are u know ??
@sidrafatema3527Ай бұрын
😢😢same problem
@MustafaAli-bd3yy3 жыл бұрын
Mashallah
@ghazalaqayyum6893 жыл бұрын
Restless leg syndrome (Hb), is it rare? Since childhood listening, whole family suffers. Finally understood why people make weird face when tell them.
@mahjabeensiddiqui28027 ай бұрын
Mujhy just Neend nhi aati yehi stress he just bilawajha late aati he 4 to 5 hourse k bad aati he 😢
@sehrishfaisal90872 жыл бұрын
Pll koi hll btaen neend kese aye sar rakhty hi bistar pr adat bigar nae agar neend ki stress ki wja r mobile use krny ki wja say
@KamiKhan-t8h Жыл бұрын
sir kay blood ki kami ki waja sy b neend ni ahti
@ImtiazAli-ht8rk2 ай бұрын
Dr sahb mujhy rat ko pur sukoon nend nahen aati kya wajha ho sakti hy apne jo chezen btai hein un mein ase koi rutine nahen hy meri. Aankhen bnd hoti hein lekin sukoon nahen milta zehni aor jismani.
@gulfamkhalil41953 жыл бұрын
anyone know about microbiome??? neend ka cycle kharab hona ar laziness waghera...in sab ka taluk microbiome sai b hai
@cookingwitheiman3 жыл бұрын
Dr sahab agar aap ky se check-up karwa ho to Aap ka clinic kha hai
@livingwithzahir74203 жыл бұрын
Dr ka nam likhain google pay ajata adress
@KhadijaRasheed-i4j Жыл бұрын
Plz Kuch hal bta den ma teen din ho gai hain nai soi Koi tension bhi nahi hai or din main main bhi nai soti Or lights bhi bnd hoti hain Plzzzz🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@malihakhan46932 жыл бұрын
Subah 1:00 Baje aati hai
@yusufzaiakhtar23733 жыл бұрын
Q k hum esha ki namaz nai parhty
@ifrathezille80023 жыл бұрын
Me prti hu phir b nhi ati
@MuhammadUsman-zq6xy2 жыл бұрын
Kya NAMAZ PARHNY WALO KOI KOI BENARI NHI HOTI ??? AGR ESSI BAAT HE TO HUZUR SALLALLAHO ELAIHE WASALLLAM SE BULAND MUQAM KISI KA NHI SIWAEY ALLAH K TO KYA UN PE KOI BEMARII NI I KOI MUSEEBAT NI I UN PE KYA SAHABA KBI BEMAR NI HUY ??? JWAB DO
@umairshabbir48903 жыл бұрын
Dr shaba ap k clinic k adress kahan hai
@cookingwitheiman3 жыл бұрын
1st
@SehatUrduChannel2 жыл бұрын
@qadeerhamza42073 жыл бұрын
Salam sir please mery question ka answer dyna mere qamar k pathy sardyon ko shdeed khech jaty hn or taangon ke saide sy matlab hips or Patton k peechy pathy khich jaty hn or bor sarr me bhe dard jati ha ajeeb se sir ma ny bot treatment kia ha but aram ni aya ap ke fees ma afford ni kr sakti mere aje 34 years ha or mery 2 bachy hn mujhy ay roz ye masla hota ha or chala phira ni jata ghr ka kaam ni kia jata s
@ShamoonAnjum-p8v3 ай бұрын
Mujy sary Raat nind ni atty is Ka alajj BATA den plez
@AbdulBasit-gq4pd3 жыл бұрын
Nice sir
@pariarsh7863 жыл бұрын
Dr. Saab mujh neend ati h mgr m so jaon tub b jaga rhi hn hoti q k mri eyes tu band hoti mgr demgha chal rha hota
@sanamsaeed81243 жыл бұрын
Same issue mere sth b h6
@naheedakhter9432 жыл бұрын
Nend puri ni hui to ap ka dimag pgal pgal to ni huaa ??
@yahyagondaltv31148 ай бұрын
Aslmau Aliqum g mery sth bhi ASA he ha q k main sochta bohat Hun usk bary main joo ab is dunya main ni
@Chemist776 ай бұрын
@@naheedakhter943kiu apko yh msla h kia ??
@huzaifaasif9659Ай бұрын
Same issue !
@raziaakhtar5572 жыл бұрын
time kaisy mily gaa
@princetariqbaloch58892 жыл бұрын
... mujhi Taqreeban 1 Sall ho chuka hai raat ho ya din jab be neand krta ho Khuwab atty hai neand m mujhi baad m demak Dard krta hai
@sarimrizwan3145 Жыл бұрын
Same situation hn Mari bi
@rajashah36782 жыл бұрын
Sir mere sath yeh program Hy k Muje JB b koi tanshn Hota Hy ya paper ki tayari ya koi kam NH Hota ya bht ziyada insan hen pareshani b hote Hy to muje us time nend ajate Hy Ase k me uth NH pata 12 ghante nend eska koi elaj please 🙏 sir Muje batain k Muje tanshn me Pareshani me nend q ate Hy
@drshuja20993 жыл бұрын
Dr shahib jec ko need zeada ayti ha us ka Kia hal ha
@AbdulBasit-gq4pd3 жыл бұрын
Os ko zyada susti ha
@soloking786711 ай бұрын
sir mere age 13 saal magar neened nhi ati rat 1 2 3 baja neenad ati ha
@mazhabislam11972 жыл бұрын
We comment people and make them aware about truth at media to serve my country and do our duty
@zakiahussain96364 ай бұрын
ilaj to btaden muhe sir...mujhe nend nhi ati
@huzaifanizam32483 жыл бұрын
Ziyadah Sochnay Say Bhi Neend Nahee Aati
@diameenisworld5512 жыл бұрын
Mjhy neend ni ati or jo ati h wo b bhtt lite me kia krun
@maryamsheikh66092 жыл бұрын
Kis umer main kam hona start hoti need
@uroojusama46503 жыл бұрын
depression m neend na ay tw kia keen???
@zaheedarazak5063 жыл бұрын
Qur'an paak ki tilawat karey aur darud shariff parhey
@umarshahzad82743 жыл бұрын
Sir subah uthte he neche shuro ho jati h?
@islamicworld20443 жыл бұрын
Same problem with me
@princetariqbaloch58892 жыл бұрын
.. mujhi Taqreeban 1 Sall ho chuka hai raat ho ya din jab be neand krta ho Khuwab atty hai neand m mujhi baad m demak Dard krta hai
@weickl3 жыл бұрын
Restless leg syndrome ka kia elaj hay. Main aap say melna chahta hoo. Mujay raat ko bain tang main achwi hoti hay..
@mateecoolpoint25132 жыл бұрын
Dr sb mujy neend ni ati MA goliyan b kahi hain likn phr b ni ati
@yarasulullahlabaikyarasool58032 жыл бұрын
میرے خیال میں مجھے کوئی دماغی بیماری ہے اس وجہ سے مجھے نیند نہیں آتی میں نے سارے ٹوٹکے زما کر دیکھے ہیں ذمہ دیکھے ہیں پھر بھی مجھے نیند نہیں آتی
@NaziaZahid-e5f Жыл бұрын
Mujhy neend nahi ati bohat wazifay kiye hain or neend ki tablets khati hoon kya kro please pray for me
@NaziaZahid-e5f Жыл бұрын
Allah pak ap ko b sakoon dy or mujhy b sakoon dy ameen 🙏
@Chemist776 ай бұрын
@@NaziaZahid-e5fab ap kesi ho??ktny aesy sy apko nend ka msla h??
@Chemist776 ай бұрын
@@NaziaZahid-e5fameen plx rep...ab ap thek ho??
@muhammadumar-ir3ve5 күн бұрын
Daktr sahb bad ho rhe he neend nhi ate rat na din hame bi pta he k 5gahnte dinnn ma so gy nend pore ho gi magr neand din ma na ho na rat ma pir kiya kare
@MuhammadTahir-wb9lt2 жыл бұрын
Mam I can't sleep whole week plz help me kya kron gar k Kam b Karti Hun thakawat k bad b nind nhi ati,
@Chemist776 ай бұрын
How are u now sis ??
@gmlife45362 жыл бұрын
Dr sahib main jaga badlon dusry City jao to neend nahi ati
@Farhan1358khan8 ай бұрын
Ye masla mera b hai
@azadariehussaina.s34563 жыл бұрын
نیند کا نہ آنا صحت کا نقصان ہے
@ajnabimusafir56622 жыл бұрын
Laikin doctor sahib ager bnda so chuka ho time per rat ko mgr baqi log der se soen aur shor ho beshak dosray room me bnda akaila ho to phr un ka kia kia jaey q k ap ne suba jaldi uth kr job per jana hota hy aur phr job se wapis aa kr ghr ka bhi chota mota kam krna hota hy nend aa gai so gaey mgr sonay na day koi to us k liey kia kia jaey
@RidaMughal-l7n4 ай бұрын
Dr sahib mjhe 6 moth se nend NH arhi . Dawa bh krwai hs CT scan test sab normal he or me din ko bh NH soti na rat me aarhi he nend na din me medicn deprell 100 or nend ki goli dono kha ke soti ho fr ja ker do ten ghnte ati he fr jis time akhe kholti he dobara NH ati plz koi Hal btaye me BHT thk gai ho
@gmlife45362 жыл бұрын
Lahore say sahiwal shadi Hui sahiwal neend nahi ati mujy batian hal
@cookingwitheiman3 жыл бұрын
Mujy hod same yahi hi issue hain
@IqrarAli-m3l3 ай бұрын
Doctor mujhe neend nhi ati kiyoo batoo
@mr_shaamii6 ай бұрын
I'm developer and can't sleep 😕 😑
@Romailjohn3 жыл бұрын
Kaml doctor g magar samjh nai ai sahi tareeqe se is ka hal kia hai agar kisi ko neend nai ati toh
@viperrniazi1010 Жыл бұрын
Mojy 2 bjy k Baad nend ati hai Subah school jana hota hai phir sara din nend ati rhti hai Lakkin raat ko nend nhi atii
@MrMohsinif3 жыл бұрын
Main night duty krta hn nend ati nahi 1 ghnty bd ankh khul jati sir bhari rehta ha
@muhammadrasheed70533 жыл бұрын
اپوائنٹمنٹ کے لئے نمبر چاہیے کا کلینک کہاں پر
@ShamoonAnjum-p8v3 ай бұрын
Mint Raat ki nind ni atty boht salon sy
@Urdu78454Ай бұрын
Abhi sun rha hun hal ye ha
@mazhabislam11972 жыл бұрын
Hum ko din me time Nahin milta news aur entertainment ka Kya Karen Raat ko jagna parts hai
@mehwishmuteeb74025 ай бұрын
Ye dr rathe ka ha
@Abc-vn1ep3 жыл бұрын
Mujhko Bhi Nind Bohat Kam Aati Hai 😟
@princetariqbaloch58892 жыл бұрын
.. mujhi Taqreeban 1 Sall ho chuka hai raat ho ya din jab be neand krta ho Khuwab atty hai neand m mujhi baad m demak Dard krta hai kis wajh se ASA hota ho
@umairshabbir48903 жыл бұрын
Asslam e likum
@ambarahmed6063 жыл бұрын
But mje na din me nend ati hy na raat ko or kbi neend ki tablet leti hon tab b bs ajae koch mint to thik warna ni ati married hon 3 bache hy job b karti jon
@Chemist776 ай бұрын
Ab apko nend ajati h kia sis ??
@yarasulullahlabaikyarasool58032 жыл бұрын
میں بہت پریشان ہوں میں تجھے ٹینشن بھی نہیں ہے لیکن پھر بھی مجھے نیند نہیں آتی نہیں کیا وجہ ہے میرے دماغ کی
@smileparikajahan65872 жыл бұрын
Ab ksy ap
@starvlog723 жыл бұрын
moja ges den bat lage ho need ne ate damog thada ho gata h panadol khana party h
@malikshoaib436011 ай бұрын
I can't sleep just 5 to 6 hr
@awan87022 жыл бұрын
Meny pubg ki waja sey neend khrab ku h
@fizaafzal39783 жыл бұрын
A.o.A mera is ky opposite h. Mjy bht neend ati h.. Plz koi hal bta dy is ki wja sy mai study bhi nhi kr parhiii...