Very lovely mouth watering ladoos. Tks so much n God bless
@SanowarNaaz14 күн бұрын
Main Himachal se dekh rahi hun aap ki recipe❤
@Shifa01.__Ай бұрын
Yummy 😋 from india city govandi😊😅
@ShaneDelhiАй бұрын
Thank you 😊
@seemafaheem6022Ай бұрын
Apki sub recipe acchi hein iam from lahore
@ShaneDelhiАй бұрын
Thank you so much 😊
@CookingwithfarahkАй бұрын
Super recipe ❤
@yusranadeem192Ай бұрын
Amazing recipes love from Karachi yusra nadeem
@ShaneDelhiАй бұрын
Bohot Shukriya Yusra! 💕
@rafiatazeen616Ай бұрын
Wah gi wah
@ShaneDelhiАй бұрын
Shukriya 💕
@sufiyansharif18Ай бұрын
Me bi InshaAllah zaroor banao gi i m from karachi
@shamaKitchensss20 күн бұрын
Very tasty baji
@shabnambano2914Ай бұрын
Very nice recipe I will try i am Pakistani
@ShaneDelhiАй бұрын
And don't forget to share your feedback ☺️
@ImranKhan-zy2nnАй бұрын
Bohot.khoob
@ShaneDelhiАй бұрын
Shukriya zarur banae ❤️💕
@zainabfatima6845Ай бұрын
Aoa...Mam fresh coconut ly sakry Hain @@ShaneDelhi
@ShaneDelhiАй бұрын
@zainabfatima6845 no
@zaidkhan3521Ай бұрын
Bht aala
@nailatabussem5339Ай бұрын
Very easy and nice recipe naila tabussem from attock Pakistan
@AbdulRehmanSadiqui-u2yАй бұрын
Nice recipe. I'm from Pakistan... Karachi city. Apki recipes bht achi Hoti hy... Me Kafi recipes try ki hy... well and good
@ShaneDelhiАй бұрын
Thank you so much for your feedback jazaka Allah ❤️
@reenabanerjee556918 күн бұрын
Its delicious ❤ but i think milk will reduce the self life of the laddos
@nazishbilal3160Ай бұрын
Very good laddu
@moonstar31823 күн бұрын
Aap ki saari recipe lajawab hai aap delhi me kahan se ho please bataye
@rekhadabi765427 күн бұрын
Chini ki jagah gud bhi dal chakte h kya racipe mast h 😊
@SimranSingh-vj2nh25 күн бұрын
Cheeni ki jagha mishri le sakte hai kya mam
@sherryfari6682Ай бұрын
Superb I ll make it on tomorrow inshallah
@thehr8528Ай бұрын
❤ nice video ❤
@masihakhareghat7141Ай бұрын
Super se bhi upar ❤❤
@ShaneDelhiАй бұрын
Jazaka Allah bohot shukriya 💕
@rizwanaidrees873Ай бұрын
Freesh coconut use kar saktay hy
@ShaneDelhiАй бұрын
No
@mariyamfarooqui-h2bАй бұрын
❤❤❤❤❤
@Vineeta_TrivediАй бұрын
Nice👍
@salmavlogs6824Ай бұрын
Mashallah
@NishaDhiranАй бұрын
Mam jo apne milk dala h usse smel ni hogi agr 4/5 days store kare
@ShaneDelhiАй бұрын
Aapko milk ko ache se cook karna hai jaise video m bataya hai same recipe follow kre aur yeh laddu kharab nahi hote
@IndianMasalaCookingbySanaАй бұрын
Yummy 😋
@nazninazni-df7hnАй бұрын
MashAllah
@VedikasBakingWorld-k8x19 күн бұрын
Thanks 🎉
@ruhikhan7161Ай бұрын
Mai kanpur se dekh rhi hu
@jameelahmad8555Ай бұрын
😊❤😊
@daminitawar792727 күн бұрын
Kya hum chini ki jgha kuc or dal skta h
@sanaabdulmajeed3642Ай бұрын
Sugar peshant kha skty hy
@mariyamfarooqui-h2bАй бұрын
❤❤
@ShaneDelhiАй бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@Acgn-t4hАй бұрын
Wah
@iffatsarfaraz4278Ай бұрын
Liken aunti milk ki waja se toladdu store to nhi kr.sakty
@ShaneDelhiАй бұрын
Who said that .? Milk cook kiya hai and after that wo absorb ho gaya coconut m to aap ise easily store kr skti hai no need to worry
@Summikhan-y2vАй бұрын
Nice ❤
@ShaneDelhiАй бұрын
Thanks 👍
@rehmanshah8357Ай бұрын
Meerut see❤
@LifestylewithK.MАй бұрын
Zbrdast 🎉 new friend
@ShaneDelhiАй бұрын
Thanks
@designedbyareeb4488Ай бұрын
Aligarh se ❤
@ShaneDelhiАй бұрын
Bohot shukriya 💕😊
@hiba-fnzАй бұрын
Jaipur se
@ShaneDelhiАй бұрын
Try zarur krein ☺️
@ShafiAnsari-i1dАй бұрын
Kya ham inhe after c_section delivery kha sakte hai? I am from amroha U. P.
@ShaneDelhiАй бұрын
Ji kha skte hai aur zyada fayde ke liye thodi sonth bhi add kr lein
@ShafiAnsari-i1dАй бұрын
Thank you for your reply.. Definitely try
@gazalakhan5272Ай бұрын
From Bhopal
@ShaneDelhiАй бұрын
Zarur banae aur apna feedback zarur dein ❤️
@AlphaVibes47Ай бұрын
Laddu rozana khane hain or katne laddu rozana khane hain 1, ya 2
@NidaaKhan-y5kАй бұрын
Daily ek laddu morning mai aur ek laddu night mai khaiyye ek cup dhudh ke sath aap isme apni merzi se aur bhi dry fruits add kr sakte ho jo bhi aap khana pasand krte ho
@kahkashanehsan5517Ай бұрын
Sugar ki jagah aur kya use Kar sakte hain
@zizuvlog....Ай бұрын
Nice recipe
@DiscoverGlobalTreasure648Ай бұрын
I from Pakistan
@rashmiseth147928 күн бұрын
Jaipur Rajasthan
@Zaibakhan-r7m25 күн бұрын
Suji ur till ke laadu ki recipe btiye
@ShagunSingh-t6gАй бұрын
Madam Jo apne chino Daal k sbki takat nikal di chini ki jgh dates use krna tha apko
@lifewithsarika546826 күн бұрын
Aap Desi khand dal do
@JannatKaSafar-x7uАй бұрын
Nice recipe❤ Kisi ko mehndi lagwani ho to reply krna Purani delhi me ۔۔۔
@MoniRathour-r2tАй бұрын
Mene tho dede baneyh bhi th laduu
@HumayunsuriАй бұрын
Sugar ka Substitute Gur ki Shakar Use kr Sakte hair kya
@bhavnadave1650Ай бұрын
Iski self life kitni hai?
@khatijabano481410 күн бұрын
Milk ki wajha s life bahut km hogi eski
@hirashahrukh2608Ай бұрын
Salam baji sugar ka alternate bataen mede husbnd diabetic hen sugar nahe dalskte
@bareeranasir284Ай бұрын
Aap date daal le
@UNIQUEHOMEGALLERYАй бұрын
Gujarat
@tanveersabir628Ай бұрын
Hum jama masjid chitli qabar se dekh rahe h
@Aisha.153Ай бұрын
Can we consume this in pregnancy?
@786fatimascooking7Ай бұрын
786 Fatima's cooking
@nishatanjum7130Ай бұрын
pregnancy me kha sakte hain
@jameelahmad8555Ай бұрын
Till ke laddu banaye
@ShaneDelhiАй бұрын
Here is the link kzbin.info/www/bejne/oWSaXqlpgKmkjpYsi=sJIwZ_QOxuYsQg3v
@azeemjan9645Ай бұрын
Ap ko indan recipe 12 masaly jo k Maki ki roti k sath khai jati hy agr ap ko ATI hy to plz plz plz Bata dy