Kya batao hum nasheen kis se bhut hai mujhe, mai iss duniya mai rehta hoo, wo us duniya ki aurat hai.
@manhadkhan5 жыл бұрын
roen na abhi ahl-e-nazar haal pe mere hona hai abhi mujh ko kharab aur ziyada - Asrarul Haq Majaz
@mohdharoon39853 жыл бұрын
Kuliyat-e-majaz. Book name
@101foreverinlove2 жыл бұрын
Aha 😍
@nayyariqbal32074 жыл бұрын
Ab gul se nazar milti hi nahi ab dil ki kali kilti hi nahi .ae fasle baharan rukhsat ho ham lutfe bahran bhool gaye .
@englishandbiohub66212 жыл бұрын
Thnx for the person reciting we want more recitation like this i have seen liver dastangoi of majaz in cec of Aligarh Muslim University still feel myself to be very lucky.
@naqiabidi30912 жыл бұрын
In which year you saw Majaz in AMU ?
@kanuaudiovision32203 жыл бұрын
जो 'मजाज़्' हो जाता है, वो मरता नहीं। सबका तो मदावा कर डाला, अपना ही मदावा कर न सके; सबके तो गिरेवा सी डाले, अपना ही गरीवा भूल गये।
@realist59645 жыл бұрын
Ye mera chaman hai mera chaman, main apne chaman ka Bulbul hu Sarshaar-e-nigaah-e-nargis hu , paabasta-e-gesoo-e Sumbul hu Ye mera chaman, ye mera chaman, Ye mera chaman hai mera chaman, main apne chaman ka bulbul hu ! Jo taaq-e-haram mein roshan hai woh shama yahan bhi jalti hai, Iss dasht ke goshey goshey se ik jooy-e-hayat ubalti hai Ye dasht-e-junu deewano ka, ye bazm-e-wafaa parwano ki Ye shehr-e-tarab roomano ka, ye khuld-e-baree armaano ki Fitrat ne sikhayee hai humko uftaad yaha parwaaz yaha Gaaye hai wafaa ke geet yaha , chheda hai junu ka saaz yaha Ye mera chaman hai mera chaman, main apne chaman ka Bulbul hu ! Iss bazm mein teghei khi chi hain, is bazm mein saa ar todey hai Iss bazm mein aankh bichhaayee hai, iss bazm mein dil tak jodey hai Har sham hai shaam-e-Misr yaha , har shab hai shab-e Shiraz yaha Hai saarey jaha ka soz yaha aur saarey jaha ka saaz yaha Zarraat ka bosa lene ko sau baar jhuka aakaash yaha Khud aa kh se hamne dekhi hai baatil ki shikast-e-faash yaha Ye mera chaman hai mera chaman, main apne chaman ka bulbul hu ! Jo abr yaha se utthega, wo sarey jaha par barsega Har jooy-e-rawaa par barsega, har koh-e-garaa par barsega Har sarw-o-saman par barsega, har dasht-o-daman par barsega Khud apne chaman par barsega, gairo ke chaman par barsega Har shahr-e-tarab par garjega, har qasr-e-tarab par kadkega Ye abr hamesha barsa hai, ye abr hamesha barsega Ye abr hamesha barsa hai, ye abr hamesha barsega Ye abr hamesha barsa hai, ye abr hamesha barsega Barsega, barsega, barsega! (Asrar-uI-Haq Majaz Lakhnavi)
@sajidanwar8474 жыл бұрын
bahut aala azeezam
@enlightenbayan82252 жыл бұрын
Proud to be an Alig ❤️
@baljeet504 жыл бұрын
Greatest poet and great narrator...beautifully recited..God bless you
@iluvmusic8able3 жыл бұрын
You may want to check this out, an ecstatic version of Majaz's poem. kzbin.info/www/bejne/iJ_LonqlpbKNa68
@kfbook39553 жыл бұрын
Maybe of interest of u all....Majaz pe bna ye episode kzbin.info/www/bejne/pnvGqqiaoKt4pq8
@sadaqathussainsadaqat64835 жыл бұрын
Mujhko ye aarzu wo uthaen naqaab khud Unko ye intezaar taqaaza kare koi...
@sajidmalik22165 жыл бұрын
Excellent bht khobsorat aadaigi ki muhtaram ne ..subhan Allah.abad raho mere bhai💕
@nazeerbaig59412 жыл бұрын
Bahut khoob Majaz ke bare main kafi malumat hasil huin.
@shadabsyed3374 жыл бұрын
My fev poet, very different person
@S.a.r.a_F10 күн бұрын
Mujhe aaj sahil pe rone bhi do Ki toofan me muskurana bhi hai Zamane se aage to badhiye 'majaz' Zamane ko aage badhana bhi hai
@0148732 жыл бұрын
भाई आप की आवाज़ ला जवाब है और पेश करने की अदा भी बेमिशाल है.
@mohdfarrukhhusain72635 жыл бұрын
Bahut khoob ...zabardast video
@S.a.r.a_F10 күн бұрын
बहुत कुछ और भी है इस जहाँ में ये दुनिया महज़ ग़म ही ग़म नहीं है ब-ईं सैल-ए-ग़म ओ सैल-ए-हवादिस मिरा सर है कि अब भी ख़म नहीं है
@vikramsinghbk49703 жыл бұрын
Sayar Hamesa Tute hue dilo pe raaj karenge Nawaj Sahab
@ghaziunigirl69510 ай бұрын
Mashaa Allah bhhth payire awaz hai apkii ❤
@SajidKhan-jg8bk5 жыл бұрын
"Ae gham e dil kya karoon,ae wahshat e dil kya karoon"
@mdarsalan53912 жыл бұрын
The book he reciting is Kulliyat-e-Majaz
@S.a.r.a_F10 күн бұрын
Waqt ki sai-e-musalsal kaargar hoti gai zindagi lahza-ba-lahza mukhtasar hoti gai saans ke pardo me bajta hi raha saaz-e-hayat maut ke qadmon kl aahat tez-tar hoti gai
کیا آپ کے پاس مجاز کی آواز میں ان کا کلام ہے تو آپ لوڈ کر دیجئے میں نے اعتراف اور کئی نظمیں یو ٹیوب پر ان کی آواز میں سنیں تھیں مگر اب سرچ کرنے پر نہیں مل رہی ہیں
@ankushjain65914 жыл бұрын
Jindagi saaj de Rahi hai muje. Sahar aur ijjaj de Rahi hai muje. Aur bauat dur aasmaano se maut aavaj de rahi hai muje.
@baljeet504 жыл бұрын
aap itmey aachey se perdtey hain ki.....ki.... aap ki taarif mein alfaz hi nhi mil rhey...God bless you
@bhupindarsingh84054 жыл бұрын
Majaz ... Lucknow Aligarh
@ShailzaTiwari7 ай бұрын
Can someone tell me about the drawing on 0:11 sec; I don't understand urdu in written form.
@rinkukhan64122 жыл бұрын
Thank you.for.this information Abdul Rasheed khan Fatehpur
@rizwanrizwi54604 жыл бұрын
Woh mahbooba e majaz ' itni badi thhi k koi aaj bhi naam nahi janta ?
@Ahad-ri8ki5 жыл бұрын
Mit te huwon ko dekh k kyu ro na den majaz, Akhir kisi k hum bhi mitaye huye to hain
@tauseefkhan43955 жыл бұрын
جگّن (تشدید) کے ساتھ۔۔۔
@afsarshaikh96545 жыл бұрын
Please add subtitles
@MohdUsamashaikh9995 жыл бұрын
फिरदौसे हुस्नो इश्क है दामाने लखनऊ आंखों में बस रहे हैं गजालाने लखनऊ एक जौबहारे नाज को ताके है फिर निगाह वह नौबहारे नाज कि है जाने लखनऊ।
@VishalVerma02024 жыл бұрын
@rekhta from where I can get the background gham-e-dil song?
@shayaridhaba5702 жыл бұрын
Majaz sahab ka ek qissa, dekhen video! kzbin.info/www/bejne/qJO8mp2cqpqBfZo
@rajatgupta55284 жыл бұрын
What is the background music
@ankit252925 жыл бұрын
Aye gham e dil kya karoon💔
@divinecolours95725 жыл бұрын
Atharw Ankit kzbin.info/www/bejne/ravMZJpsg7WlpKc
@Sledgehammer0073 жыл бұрын
Shabash Bhai
@yahyaazeemjafri88933 жыл бұрын
Awesome
@mdarsalan53912 жыл бұрын
Meri barbaadiyon ka hamnasheeno, Tumhe kya, khud mujhe bhi gham nahi hai! Majaz😭
@gullkhan32612 жыл бұрын
واااہ
@chitranshpawar98353 жыл бұрын
Please mention book name and link to in description
Sir aap so book padh rahe ho us book ke naam bataye
@iambedil5 жыл бұрын
پھر مری آنکھ ہو گئی نمناک پھر کسی نے مزاج پوچھا ہے
@0148732 жыл бұрын
Superb
@shamaafrauz10552 жыл бұрын
Sab jame bakaf bhaithe hi rahe hum pee bhi gaye chalka bhi gaye
@shadankhan92115 жыл бұрын
Ye book kaun si h jo aap padh rahe hn... Zuroor bta den
@RekhtaOfficial5 жыл бұрын
The books used for research were 'Majaz Ki Baatein' by Sehba Liaqat Ali , 'Aahang' by Majaz , 'Majaz az Ismat Chughtai'
@asjad2084 жыл бұрын
Mujhe bhi book ka naam batana please
@jamespulpy2 жыл бұрын
👏👏👏👏👏
@pushkartripathi84153 жыл бұрын
Background music link?
@TuhinChaturvedi3 жыл бұрын
Jis kitaab se app padh rahe hain, us kitaab ka naam kya hai? Kisne likhi hai? Kya angrezi mein iska tarjuma kharida ja sakta hai? Bahut shukriya.
@AbdulKadir-tv6fk2 жыл бұрын
Ha hang
@yalgaarcitysk75974 жыл бұрын
Bhai bahut aache.par aapne last me bola ke majaz is duniya ko chod gaiya ye mujhe galat laga aapko kahena cahiye tha ke majaz sahab is duniya chod gai.ne ke chod gaiya.. thodi si respect bhai..miss u majaz.
@shayaridhaba5702 жыл бұрын
Majaz sahab ka ek qissa, dekhen video! kzbin.info/www/bejne/qJO8mp2cqpqBfZo
@asentertainment62924 жыл бұрын
Wah wah
@ShayarikhooneJigar4 жыл бұрын
_Waaaaaahhhhhhhhh_
@sayedtauseef92084 жыл бұрын
Mazaz ki mohabbat akhir thi kon?
@harissarwar30454 жыл бұрын
Book ka naam bta skta hai koi?
@Nighttraveler335 жыл бұрын
Wah
@FaizanKhan-oq2pb5 жыл бұрын
Majaaz mein tanz ka unsar saaf namudar hota hai
@nayyariqbal32074 жыл бұрын
Urdu poetry lost a shining star too soon.
@shinystars884 жыл бұрын
🌹🌹🌹
@poetAshutoshK3 жыл бұрын
Please tell me the name of the book he is reading..
@mdarsalan53912 жыл бұрын
Kulliyat-e-Majaaz
@SajidKhan-jg8bk5 жыл бұрын
😥😥😥
@iambedil5 жыл бұрын
nice
@divinecolours95725 жыл бұрын
Ruman Bedil kzbin.info/www/bejne/ravMZJpsg7WlpKc
@shah69095 жыл бұрын
who is this guy reciting the kalam
@divinecolours95725 жыл бұрын
shah kzbin.info/www/bejne/ravMZJpsg7WlpKc
@farhanyounus7003 жыл бұрын
Ishq ka zauqe nazara muft mein badnaam hi.... Husn khud betaab hi jalwe dikhane ke liye..
The books used for research were 'Majaz Ki Baatein' by Sehba Liaqat Ali , 'Aahang' by Majaz , 'Majaz az Ismat Chughtai'
@FactFiestaChannel4 жыл бұрын
😩
@drgyanendrasoni50925 жыл бұрын
Book ka Naam bta de plz
@RekhtaOfficial5 жыл бұрын
The books used for research were 'Majaz Ki Baatein' by Sehba Liaqat Ali , 'Aahang' by Majaz , 'Majaz az Ismat Chughtai'
@vipulkumarjohnny36904 жыл бұрын
💔😭🙏🌹🌹
@farhanyounus99083 жыл бұрын
ishq ka zauqe nazara muft mein badnaam hi. husn khud betaab hi jalve dikhane ke liye.
@ashumishra13705 жыл бұрын
😞😞😞😞
@divinecolours95725 жыл бұрын
Ashu Mishra kzbin.info/www/bejne/ravMZJpsg7WlpKc
@razatech7864 жыл бұрын
बहुत बड़ा अय्याश था क्या?
@MyLifelesson4 жыл бұрын
Nhi Bahut Hi Mohabbat ka mara hua tha
@mohammadshehbaz71185 жыл бұрын
Kisko comment parhne ki bimari hai Thoko Like. 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@udaaspanchi37995 жыл бұрын
یہ شعر ۔ زندگی کیا ہے گناہ آدم۔ معاذاللہ کفریہ شعر ہے حضرات انبیاء پر گناہ کی نسبت کرنا کفر ہے
@shahrumali4 жыл бұрын
Tauqeer Raza haqeeqat yhi hai k adam ki saza thi wo zameen par aye aur sb aye
@notatraveler2 жыл бұрын
Maaf kijiyega, lekin bohot kharaab talaffuz aur adayegi. Maaloom hota hai aap Urdu se nawaqif hain ya phir Roman rasm ul khat mein likhte padhte hain.
@mking73252 жыл бұрын
Maine bhi ek do jagah inke talalufuz mein kumi payee lekin aajkal toh sabhi ne URDU KA janaza nikal diya hai sar peetne kod dil kerta hai afsoos sad afsoos 😭😭💯😡