NOTE : 12-Rabi-ul-Awal & MELAD peh Engineer Muhammad Ali Mirza ki NEW 34-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Recorded on 28-Oct-2018) say Critical Video Clip. Link of Complete Mahfil-e-MELAD : kzbin.info/www/bejne/nGmZnoSHmdNsopI
@faizanabbasifazi15814 жыл бұрын
Masa Allah
@Sabirhussain-cd2ms3 жыл бұрын
P0000ppppp0
@faezahmohamudally98763 жыл бұрын
$ok
@faezahmohamudally98763 жыл бұрын
$
@zaheerbutt8953 жыл бұрын
G bahut Acha Shukriya
@ambreenahmed88545 жыл бұрын
kitna meetha mere Mohammed ka. naam in pe laakhoon kroroon drood u salaam 👍🏻
@aadilkhatib53806 жыл бұрын
Main ik Kattar Barelvi hu aapki baatein sunne k baad aaj se alhamdulilah muslamaan hu
@meershah80396 жыл бұрын
Hume allah ki rahmato ka khoob khoob charcha karna chahiye Aor beshak nabi sallallah alaihi wa sallam allah ki rahmat hai
@badarhashmi71983 жыл бұрын
Beshak
@tahirrehman32895 жыл бұрын
mae china walon ka bohat thankful hoon jinhon ne ye diffrent qisam ki lighting bani, jis ki wajha se ham apny ap ko jitna chahyen ashaq rasool zahir kar sakty han. werna to ham apny kirdar se kabi abi apny app ko ashiq rasool nai bana sakty the.
@mahadnauman49934 жыл бұрын
😂😂👍
@tijaz21184 жыл бұрын
Beshaq!!!!china zindabaad!(Astaghfirullah)najany log kab sirat e mustaqeem pe chalyngy????
@shahnaaz50863 жыл бұрын
Aap ke her video itne saaf sachai per mubni hote hai ke aankh ban kerke yakheen kiya jasakta .....Masha Allah .....jazak Allah khair 🌹
@mrizwanjahangir63168 жыл бұрын
bohot khoob Ali bhai, aapki kya baat hai, masha Allah. Allah aap ke ilm aur darjaat mein izafa farmaye, aur band khopri walon ko aqal-e-saleem ataa farmaye. Eidain sirf 2 hi hain, jo Aap SAW aur Sahabah RA ne manayin.
@syed54028 жыл бұрын
We dont celebrate Christmas? There are people who claim that they love the family of the prophet others claim they love prophet himself if love was enough then NO ONE loves prophet more then Abu Talib but since he did not follow him his love is not going to save him. So following of the prophet is the proof that you love prophet. If someone claims to love prophet but does not follow the prophet he does not truly love the prophet.
@yunusjamal59088 жыл бұрын
S yed ! Bahi disregard the ebhaas (arguments) over eid miuladnnabi I want to make one correction. Hazrat syedna Abu talib (radi allahoo enhoo) died in state of iman. this is a controversial issue since you have sahih ahadees over his emaan and one of them for his kufr. better to take the right side and regard him.a believer.
@yunusjamal59088 жыл бұрын
S yed you might go though a book (tabaqat ul kubra) by imam Abdul wahhab shu'rani. he relates that Abu talib veiled his emaan so huzoor (sallalaho alae hee wesellem) could have his back-up. just like when you read surah Ash'ura you find an ummati of syedna moosa (alaehissalam) concealing his emaan so he could report the proceeding of Pharaoh to syedna moosa. its all based on hikmeh
@yunusjamal59088 жыл бұрын
S yed lastly, you know better then me Bahi, that Abu talib read the khutbah e nikah of huzoor ( sallalaho alae hee wesellem) with Amma khdijah (radi allahoo enhoo). imagine this is an emormous combo, how come a kafir be appointed to be the Qazi, and specially when you have nabi e paak wedding with Amma khdijah (radi allahoo enhoo)
@syed54028 жыл бұрын
I am sorry your argument are contradictory. So if Hazrat Abu Talib died as muslims did prophet prayed his funeral or not? When people converted to Islam their old nikah was considered valid. They dont have to make new nikah.
@yunusjamal59088 жыл бұрын
S yed therefore bhai, since the matter is controversial we respectfully has to lean towards the emaan of abo talib, in regards to funeral whether or not his funeral been performed, this matter is also based on hikmeh, since the chain of the transmission of the hadees is not totally authenticated
@alquran18033 жыл бұрын
طارق جمیل صاحب نے پیدائش نبی پر پوری کائنات میں خوشی منانے کے مختلف واقعات بیان کیے ھیں۔
@muhammadsiddique46035 жыл бұрын
Jo jalta he jalne do hum milad manaenge...hazrat Muhammad Mustafa ki wajAh se dunya bani is liye hum khoshyan manaenge.....
@ranaayaz96215 жыл бұрын
کل بدعة ضلالة وكل ضلالة في النار
@astv1107 жыл бұрын
ab ap kia hein.....ye bhi bata dein
@ranaishtiaq96574 жыл бұрын
Bohat acha sawal kya is kaminy se
@haseebuetian4 жыл бұрын
@@ranaishtiaq9657 Muslim
@haseebuetian4 жыл бұрын
Muslim
@skrose65834 жыл бұрын
Muslim
@AzharGhumakkad4 жыл бұрын
Na mein wahabi Na mein baabi..mein hun muslim ilm kitabi
@zeekay55488 жыл бұрын
Allhum Du Lillah Mujhe ap ki baat samajh mey a gayi... Allah pak mujhe apko or saari Ummat ko Nabi SAWW ki Itteba karny ki taufeeq Ata farmaye Himmat Ata farmaye or Deen ki samajh Ata farmaye ......... ameen
@junaidhamid25893 жыл бұрын
Mubarik ho ap b jahanumi ki bat ko samj gaye gumrah ho gye
@mohammadasif95705 жыл бұрын
Jazak allah Allah ap ko sahi din ki baat p qaim rehne aur tableegh ki tofeeq jari rakhe
@mawaddat40375 жыл бұрын
محمد علی بھائی! یہ شعر سوائے ابلیس کے "جہاں میں سبھی تو خوشیاں منا رہے ہیں۔" پر اگر آپ اس طرح کہیں کہ ہم بھی ربیع الاول میں حضور رحمت عالم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی آمد کی خوشیاں مناتے ہیں لیکن ہماری محبت کا انداز وہ ہے جو ثابت ہے تو یہ زیادہ عمدہ بات ہو گی۔ اس لئے کہ وہ تو مسلمان ہی نہیں رہتا جس کے دل میں اپنے نبی پاک علیہ السلام کی محبت نہ ہو اور اسے آپ علیہ السلام کے آنے کی خوشی نہ ہو۔ جزاک اللہ خیرا
@TheAamirrock6 жыл бұрын
Ye hai farq in Aqal k andhon me or Ishq k parwano main ....
@siddiquekatiya86968 жыл бұрын
Excellent analysis - It is highly value and utmost priority in this age for the preacher and scholars to speak against the sectarian without bias
@howtogujranwalatv34467 жыл бұрын
ooooo molvi bachy paro loty molvi
@3-minutereviewwithhassan3717 жыл бұрын
yeh kidr likha h k jo sahaba ny nhi kia vo bad waly log nhi kr skty ??? ijtama ki bat h to janab yeh batain Sahaba k door m hajj k ilawa kona ijtama hota tha ?? aasy to phr hr sal mukarara tareekh ko raiwind k ijtamak bary m ap kia fermain gy ?? one thing more which i should say, apki dastar bandi hui ho gi yaqeenan, kia sahaba ki dastar bndi hoti thi ?? im waiting for ur answer.
@abdulraqeeb99397 жыл бұрын
Katiya Academy very true ur comment sir
@rationalbeing176 жыл бұрын
Hassan Bilal ahmed 😂 Muqallid jaahil he hota hai
@anwerhussain34106 жыл бұрын
Bahut khoob.Maasha allah.byan dil ko chhune wala.and Allah aur Rasool ki Daawah aise hi phail sakti he.inshaallah
@asaduddin48275 жыл бұрын
Allah hamare barelvi bhaion ko bidaton se dur rehne ki tofeeq ata farmaye
@khadimvlulama76945 жыл бұрын
Shakal dekh phir bol
@asaduddin48275 жыл бұрын
Kia apne apne deen se baat kerne ka tareeqa nhi seekha
@moeedshaikh15 жыл бұрын
Ameen
@zaramemon1345 жыл бұрын
Ameen
@alhamdhumanservicesPk5 жыл бұрын
Firag,jhaz,wagara istmal no ki Sirf Nabi karim shan par rancid Apnay Harm ka pelay ki to salgira jaiz Nabi par rancid Ablis kay siwa sub hi kh
@bilalsandhusuklife35975 жыл бұрын
hakeem ul ummat murshid g Allah apko lambi izat wli zindgi dy
@faizaad31375 жыл бұрын
Bewaqoof awam.....
@bilalsandhusuklife35975 жыл бұрын
@@faizaad3137 jesa k aap
@faizaad31375 жыл бұрын
Hahahahahaha shukriya....hm aysy bewaqoof hi achy hn....ap jeson sy Allah bchaye
@sketchytv13213 жыл бұрын
واہ ۔جزاک اللہ ۔کیا مدلل جواب دیا ہے اور سمجھایا ہے ہم جیسے گناہ گاروں کو ۔
@Naat_studio9906 жыл бұрын
Ap mujhe ye bataen k Hazrat Muhammad (saw) Monday k din roza kyn rakhte the or. Abu jahal ko Monday k din azab kyn nahi dia jata hai
@tijaz21184 жыл бұрын
Ye Allah ke raz han.wo har cheez pe Qadir ha Allah chahta to nabi(peace be upon him)se sunday ka roza b rakhwa skty thy wo Allah ki marzi pe zindagi guzarty thy naky apki choice pe!
@zahidchaudhary70285 жыл бұрын
Allah pak apko lmbi zindgi atta kryn taa'ky hm apky ilmi byans say mustfeed hoo skyn ameen❤❤
@asgharkhan52745 жыл бұрын
Allah hum sb ko zandagi k tamam marahil min haq eiman or islam pr qaym rakhy. aamin ya rabblaalamin.
@nasirhameed-khan78688 жыл бұрын
Allah pak eng m ali mirza ko khush rakhay aur inn k ye naik kaam mai esani ho aur jo log eng sab ko gaalian nikal rahin hai wo apnay girayban mai jhankain aur apnay ulmaoo ka qibla durust karwaye ammeen
@irshadrana54237 жыл бұрын
Ameen
@syedalishahofficial5 жыл бұрын
سارے دلائل کا علمی تحقیقی رد موجود ہے میرے پاس، آپ کے ماننے والے کئی افراد کو ٹھیک کر چکا ہوں الحمدللہ جب ساتھ بیٹھتے ہیں تو طبیعت صاف کرکے بھیجتے ہیں انکی، ایک ایک بات کے سو سو علمی جواب موجود ہیں الحمدللہ
@salmamalik99725 жыл бұрын
سب سے پہلے پہلی بات وہ کہتے تھے نہیں وہ کہتے ہیں وہ ہمارے لئے زندہ ہیں اور رہے گے ہمیشہ انشاءاللہ اللہ پاک آپ سب کو ہدایت دے جو میلادالنبی صلی اللہ علیہ وسلم کے بارے میں کہتے ہیں
@anmoljerry98728 жыл бұрын
Bidatt wo hy Jo Islam min apny pas sy bt lgai Jay. Jesa K Eid meladun Nabi mana
@hussainmanwa7 жыл бұрын
Apny olad ka Janam din manaty ho.wo bidat ni.eidmalad manana bidat ha.apke nazar ma
@simraankhan5707 жыл бұрын
Anmol Jerry bhai bid'at vo jo shariyat k khilaf ho
@imtiazibneibrahim65566 жыл бұрын
simraan khan eid milladun nabi shariyat ne ijazat kaab di?
@simraankhan5706 жыл бұрын
Imtiaz Enan har vo chiz shariyat me jayaz hai jisko Quran me Allah ta'la ne haram nahi kaha aur Hadees me Sarakare Doaalam Sallalahu alaihi wa sallam makruh nahi kaha
@imtiazibneibrahim65566 жыл бұрын
simraan khan eid milladun nabi manane se kitna swab milta hai?
@abdulrehmankhan28114 жыл бұрын
12 rabiulawwal kesy Manaya Jata Ha Log Naat to Parhty Hain Lakin Aksar Log nimaz Nhi Parhny jaaty masjid Or sb sy zyada larkiyaa bhi Us din BazarOo Ma Hoti ha Kya ye sawaab ka kam Hai??
@kaifaalam7018 жыл бұрын
eed milaad un nabi manaate aaye hain manaate rahenge sab khush hain 12 rabi ul awwal k din sivaay iblees k
@oyeraja76444 жыл бұрын
Allah rah rast pa laye tumy haq or sach bat ko fallow kro bhai
@shohebbargir91596 жыл бұрын
Are bhai aap konse firqe ke hai ye tho batao plzzz
@noreenidrees6208 Жыл бұрын
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon....💚🌟🌹❣
@tanziljavaid18128 жыл бұрын
bhai ap ka boht shukria ap ny shi ilam puhnchia ALLAH ap ko ajr dy ga.
@zafranabbasi47787 жыл бұрын
+Pakistan Pak Mr ap q itni galyan de reh ho sub ko...
@rehmatali37043 жыл бұрын
میاں صاحب اس معاملہ میں آپ بہک چکے ہیں اپنا قبلہ درست کریں
@harisversiani43405 жыл бұрын
Mashallah 👍 Dalaail bht zabardast paish kiye .. ALLAH PAK ap k zariye mazeed hmai ilm seekhne ki taufeeq ata farmaai aameen
@arshiuae5 жыл бұрын
Mashaa Allah Great work and God bless you with all the best.
@alihassan-qd9cv7 жыл бұрын
ali bhai phr ye jo jumma k khutba mein sahaba ikram (R.A) k naam liye jaty hein ye kya tb tha ? ya ye b biddat ha ab ye na keh ena k iss py sb ka ijtihad ha hope u will answer the question
@sophosalpha6 жыл бұрын
Ali bhai is doing a good job. He is mostly balanced in his positions. Due to ignorance among Muslims in general , people often use abusive language against such people. We should have adab and ilm
@loadcontroller9 жыл бұрын
Very informative and comprehensive speeh...Jazak Allah Khair...
@mohammedmujeebullah10803 жыл бұрын
واعتصموا بي حبل الله جميعآ، ولا تفرقو.
@absalam33115 жыл бұрын
Tirmizi shareef mai Eid Milad un Nabi k naam sy chapter mojood hai, to kya wo biddati thy?
@anasrazaraza24813 жыл бұрын
Kitna piyara hai nbi s a w ka naam hamare nbi s a w par lakho dorudo salam s a w
@jhonyjhonykoyal31586 жыл бұрын
Nabi k liye hum Nat pharte our milad manate Hain our Quran me ye Chez bayan ho ya na ho but Jis k Dil me muhubbat hogi nabi k liye Nat Phare ga. Our Nat me pyare Nabi Ki hi tO Bat ki jati hai
@Shujatalidurani5 жыл бұрын
Masha Allah Ali Bhai bhot achi speech di aap ny Allah pak aap ko or ilim Mai izafa karay
@saborabdul2168 жыл бұрын
bahoot acha speech deya apni Ali bhayee.shukurya
@hafizmuhammadtayyab17557 жыл бұрын
عید میلاد النبی صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلم مُبارک ہو،،،،
@Ahsankhan-tc3lh4 жыл бұрын
Sudhar jao
@RajaHasanSagar5 жыл бұрын
Bhai maslak e engineering 😂 biddat ke do mayne hain acchi biddat or buri tere ilm me itna izafa ho chala hai to bol logon ko hazrat umar farooq ki taravih wali biddat pe fatwa laga kyun logon ko gumrah kar rahe ho engineer sahab 😂 🙈 🙈 🙈 🙈
@rabiazeeshan085 жыл бұрын
Sir kia phonkoon wala khana kha saktay hain main nay quran main parha hay phonkon ka lafz istamal kiya giya hay or haram kha giya hay
@rabiazeeshan085 жыл бұрын
Jawab zaroor dain
@miribrarali89079 жыл бұрын
bhai aap galat bolte ho kyun k aaj kal BARELIVIYON kabbar main Ajan Dete hain
@RajuKhan-ki3rc6 жыл бұрын
Very good
@zulfeqarali92396 жыл бұрын
Aaj kal word hi kafi hai
@Mobailclinic6 жыл бұрын
Bhai janaze ki nmaaz se pahle
@1Musa198 жыл бұрын
یہ بات واضع ہیے۔کہ 12 ربیع الاول حضور اکرم حضرت محمد صل اللہ علیہ والہ وسلم کا روز وفات ہیے ۔20 سال پہلے لوگ اس دن کو مسلمان 12 وفات کہتے تھے ۔قرآن مجید کی تلاوت ہوتی تھی ۔دعا ہوتی تھی اور کھانا ہوتا تھا۔اور یہ بات ہم سب جانتے ہیں اور تاریخ میں یہ درج ہیے کہ حضور اکرم صلعم پیر کے دن ربیع الاول کے مہینے اور 571 عیسوی میں اس دنیا میں تشریف لائے لیکن یہ بات غور طلب ہیے کہ 12 ربیع الاول کو calendar conversation کے مطابق 12 ربیع الاول 571 کو پیر نہیں ہیے۔یہ ٹیکنیکل بات ہیے ریسرچ طلب ہیے۔کہ ہم روز وفات میں ایک اعلی مرتبہ،اللہ اور مسلمانوں کی محبوب شخصیت،سرور کائنات،رحمت العالمین ہم اور ہمارے والدین ان پر قربان ہوں ۔کروڑوں درود و سلام ہو ان پر۔ان کی روز وفات میں جشن منائیں محبت رسول اللہ ص اس کی اجازت نہیں دیتا ۔اسی لیے صحابہ کرام رضی اللہ تعالٰی عنہم اجمعین اور تابعین و تب تابعین اور اہل بیت نے اس کا اہتمام نہیں کیا۔وہ ہم سے اچھے اور بہتر انسان تھے۔بیشک آپ کی بات کی تائید کرتا ہوں ۔ہم سرکار دو عالم کی سنتوں پر عمل کریں اور پیر کا روزہ رکھا کریں سال کے 12 مہینے ہفتہ کے ساتوں دن اور شب و روز کے چوبیس گھنٹوں میں درود و سلام آقائے نامدار کریں ۔لیکن پھر بھی ہم ان کا حق ادا نہیں کرسکتے۔اللہ عزوجل ہم سب کو عقل سلیم عطا فرمائے اور ہدایت دے۔اور دین پر حقیقی معنوں میں عمل کی توفیق دے۔ہم سب مسلمانوں کو اتحاد و اتفاق عطا فرمائے ۔حضور اکرم حضرت محمد صل اللہ علیہ والہ وسلم کے نقش قدم پر چلتے ہوئے سب مسلمانوں سے محبت کریں اور ایک دوسرے کی عزت و احترام کرنا چاہئے ۔اللہ تبارک و تعالٰی ہمیں ہدایت دے۔آمین یا رب العالمین
@yasirgujjar94783 жыл бұрын
Kahan likha hai? Mirza sahb ne sabit kia hai k 12 Rabi Ul Awal Nabi Pak S.A.W Ka Padaish LA din hai
@zafranabbasi47787 жыл бұрын
Masha Allah very informative.. keep going
@zaidwaheed19545 жыл бұрын
Eid Milad ul Nabi mubarak sbko
@knowourislam73875 жыл бұрын
BidAt hai saaheb. Kyu Gunaah mol le rahe ho.
@yasirgujjar94783 жыл бұрын
Bilkul Kher Mubarak.. apko B
@yasirgujjar94783 жыл бұрын
@@knowourislam7387 Arey Mubarak de raha hai
@knowourislam73873 жыл бұрын
@@yasirgujjar9478 biddat hai...
@yasirgujjar94783 жыл бұрын
@@knowourislam7387 Yr tum nhi smjhoge... Ye Achi Bidat hai
@iammuslimchangeyourlife8844 жыл бұрын
Very helpful video JazakAllah from London Muhammed yahya must listen to Ali mirza engineer change your life JazakAllah .
@51adeel8 жыл бұрын
Mashallah sath sath keh dia k mene fatwa nahi dena or nah apna fatwa dia or hadees say sabit bhi kar dia k saray milaad manane wale jahanmi hain ...Thumbs Up to Ali Bhai...
@nadiakhan43738 жыл бұрын
Ali Bhai mai kiya kaho ap ko Allah ap ko din.e.haq aise hi pehlany ki tofeeq de جذاک الله خیر ماشااللہ
@Gaming18th9 жыл бұрын
Great Explanation Sir! I really appreciate your efforts in spreding Haq!
@noreenidrees62083 жыл бұрын
Ayee Musalman kr ly es py goor...🧐 Baboon ka khuda oor....😨😡 Kitabon ka khuda oor....📚🌹❣
@ishaq796 жыл бұрын
Wallah, I always thought there is no good shaikh in pakistan. but after hearing him o change my mind. Mash'Allah, Allah keep him safe.
@asmasfamilylife17266 жыл бұрын
Allah ap ko jazae khair de.
@akhtarkhan-zh9is8 жыл бұрын
mashAllah ali bhai nice speech
@deya56195 жыл бұрын
Ali bhai Aslamoalaekum, explained it so well ,ma sha Allah. Please can you record this lecture in this year i.e. 2020 ? Or just discuss it in one of your question answer sessions ,Admins will place in short clipping automatically.Regards and duas .
@ahsanali82374 жыл бұрын
قَالَ عِیْسَى ابْنُ مَرْیَمَ اللّٰهُمَّ رَبَّنَاۤ اَنْزِلْ عَلَیْنَا مَآىٕدَةً مِّنَ السَّمَآءِ تَكُوْنُ لَنَا عِیْدًا لِّاَوَّلِنَا وَ اٰخِرِنَا وَ اٰیَةً مِّنْكَۚ-وَ ارْزُقْنَا وَ اَنْتَ خَیْرُ الرّٰزِقِیْنَ(۱۱۴)  Almaida  عیسیٰ ابن مریم نے عرض کی اے اللہ اے رب ہمارے ہم پر آسمان سے ایک خوان اُتار کہ وہ ہمارے لیے عید ہو ہمارے اگلے پچھلوں کی اور تیری طرف سے نشانی اور ہمیں رزق دے اور تو سب سے بہتر روزی دینے والا ہے ۔ Khana (Maida) utarne ki dua Hazrat ESA (A.S) krrhe hn or keh rhe hn k his din utre gi ye din hmare able or pechlon k lie eid ka din ho gi yani khushi ki. To jis din Huzoor pur Noor is dunya me aye WO din ko eid kehna or phr us PR khushi manana kahan se na jaiz ho skta he. BT he sajhne ki Jo Gulam Mirza ko nhi ani.
@tomcruise96936 жыл бұрын
Meray point of views bohat sari chizon ma Ali Bhai se miltey jhultay thay lakin ma study nahi ki... Allah Rabul Izzat ne inko meri or zaida rehnumai k liye bhaija hai Mera koi firqa nahi hai, tamam musalmaan apus ma Bhai Bhai hain
@Being-Alpha.8 жыл бұрын
Good lecture guys don't b jahil just whatever he says verify it may Allah show us true path ameen
@muhammadsiddique46035 жыл бұрын
Assalatowassalam alaik ya rasoolallah.
@adilikram51528 жыл бұрын
bohut pyari Daleeel ha Mashallah
@zahidmalik89564 жыл бұрын
Aoa. Namaz e janaza ya dua e janaza dutrst kiya ha.Ilmi jawab dain.
@funfree79045 жыл бұрын
Jo NABI PAK S.W.A sy hasad rakhta hy uska Thekana jahanum hy ALLAH Molana Sab ko hidayat dy
@SameerAhmad-wm2ei8 жыл бұрын
good job man, May Allah bless u...
@knowourislam73875 жыл бұрын
Ameen
@sbr_hussayn5 жыл бұрын
*Is Taqreer ke liye mujhko aapke liye Alfaz hi Nahi mil rhi hai. Fir bhi 👌👌👌*
@macromax58019 жыл бұрын
Ali Bhai aap haq par hain
@mutant1257 жыл бұрын
Koi iss video ko dakh k r sunn k b smaja nh saka tu phir ispy ALLAH hi raham kary
@zulfiqarahmed94296 жыл бұрын
Hazrat aap ne abhi kaha ke is cilip mein kr hum sub 12 rabi ul awwal celebrate karte hai kia hum seerat-un-nabi conference nahi karte . Tou mera aap se yeh sawal hai (ke kis sahabi ne seerat-un-nabi confrence celebrate ki ? ) Koi referance dain.
@zerosingertobecamefamoussi17265 жыл бұрын
Bahut acha jawab aapka aise hi haq bolte rhiye aap allah. Hifajat kre aapka
@qalandarshareef94649 жыл бұрын
Masha Allah. Ali Bhai ur views r really convincing.Regards
@faridabahadoor25195 жыл бұрын
Maa shaa Allah Allah ham ko biddat see bachana
@gulzarahmad86096 жыл бұрын
ماشاءاللہ میلاد کے بارے میں بہت اچھی وضاحت فرمای اللہ تعالی آپ کو سلامت رکھے
@abdulwahabkhan18365 жыл бұрын
Yes Your Right. Engineer M Ali Sahab
@shahg33948 жыл бұрын
Ma sha ALLAH very nice
@awish31116 жыл бұрын
ALLAH Aap ko hamesha haq par chalaye
@harissatti46628 жыл бұрын
الله فرماتا ے یہ گمراہ ہوچکے ہیں کچھ سمجھ نہیں سکتے انکے کانوں پر اور آنکھوں پر پردے پڑے ہوئے ہیں اے نبی آپ ان کو نہیں سنا سکتے مرزا یہ بدعاتی آپ کی بھی کبھی نہیں سنیں گے
@jannatnagarkhunti.madinahm41815 жыл бұрын
Bhai. Ham Mirza ki q sune ham to guraan aur Hadis sunte hi
@rockstarjunaidpathanchanne20584 жыл бұрын
Abe sale tujhe pata h agar tu moulana mirza sahab ki taqreer shuru se Sunega na to àçha eman le ayga samjh aya tujhe
@shahrukhirfan62967 жыл бұрын
jashny eid milad un NaBi zinda bad..munafeeqo k mouh pr ronaq urh jati hy Nabi pak ki milad pr.
@Smiley_family17 жыл бұрын
Monday ko roza rakhna kaisa hai hadish se samjhaye jazakallahu khair
@mukaramali98004 жыл бұрын
Wo inka pehlay b ik lectre hy is py k Hazrat Mohammad SAWW ny frmaya jska mafhoom h k m hr peer k din roza rakhta hu q k usdn m yani hazrat Mohammad SAWW paida huay tay.. jazak Allah khair
@mazharzamirrabbani51439 жыл бұрын
Best start celebrating birth day n mourning death day of all messengers. so v don't hav to do any deeds n none of us hav to work because every hr will be some messengers birthday n another hr will be death day of another messenger. When v return back to Allah v can ans him o Allah v were so busy with birthdays n death days v did not got any time to pray or fast n v had no enough money with us to pay zakat or perform haj?. so now pl allot us jannah. simple?.
@DataMaster7869 жыл бұрын
+Mazhar Khan Hahahahaha true. I don't know why he is justifying this bida'at???
@eggchikan8497 жыл бұрын
11:17 ye log din se ulte per Phir gaye.
@مُحَمَّدرضاثاقبمصطفايٴ6 жыл бұрын
Hame Pta hai ki Huzur s, a, w, Salm ka meld Pahile nahi mate the lakin ad mnate hai Kiu ki jab Tum jayse log Bhe nahi the Tume yad delane keleye manate hai huzur s, a, w, Slam ki Namaz ne me sub Log Sunni the time jayse jahil nahi the ✊✊✊✊✊✊✊✊✊
@tariquekhan71476 жыл бұрын
Humko malom tha Aapka jawab aisa hi hoga ek dum topic se hut k
@sddhvjlsdfhvjlsdfhvlhvkjsbnvs6 жыл бұрын
Aap ko sirf man-gadhant qisse kahaniyon me dilchaspi hogi to ye sab Ahadith se kya matlab?
@tariquekhan71476 жыл бұрын
Aapne eksum sahi kha intekhaab ashraf
@muhammadusmanmadni8956 жыл бұрын
نبی پاک ﷺ نے روزہ رکھا تو روزہ رکھو نبیوں کی پیدائش پر اللہ کے سلام آئے تو درود و سلام بھیجو نعمت پر سجدہ شکر ادا کرنا چاہیے فضل ربی پر خوش ہونا چاہیے نبی پاک ﷺ کی نعت پڑھو لیکن عیسایوں کی طرح لائٹیں لگانا ہندؤوں کی طرح جھنڈیاں لگانا شیعوں کی طرح جلوس نکالنا ڈھول باجے بجانا پہاڑیاں اور تماشے لگانا دھمالیں ڈالنا ناچنا ڈانس کرنا یہ سب تماشے کہاں سے ثابت کیے
@مُحَمَّدرضاثاقبمصطفايٴ6 жыл бұрын
Are bhi unman madni Sahab hm Jante hai julos nekalna lauspikr lgana galat hai Lekin hm lagate hai kiuki agr hm Ye nhi Kare ge tu Hame endia me rahina Mushkil hu jayga aap endia ke hu tu aap ku pta huga ki endia me muslmaw ki kya halt hai babree masjid ko shahid kiya gya muslmanw ko Bharat mat bulne par Majbur kiya gay zuba Karne Par pabnde lgai gei yahe taki ajkal masjid me laws pikar par bhi bnde lagae gai endia me ham muslmanw ki halt bahut khrab hai agr hm Edi melad nhi mnayge tu endia me muslmaw ka rahina Mushkil hujaiga aage aap mere bat ko samj jaw muslman hu tu muslman bankar rahu ak dusre Par ungle mt wthaw ungle wthane se Pahile ik dusre ki Majbur ko samju Hmare Huzur s a w Salm farmate the ki muslman muslman ka bhai Huta hai Lekin ajkal tu muslma ikdusre ki dushmn bani hai are Bhai subik hu jaw 🌷
@haroonbeg94982 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت اچھا کلام پیش کیا مستقبل میں بھی یہی توقع ہے کہ آئندہ کلام پیش کریں
@ImranKhan-nu1wm6 жыл бұрын
hazrat plz plz plz plz. ak amm musalman ko kya mRNA chaye .plz ans
@farhaankhan93537 жыл бұрын
jazak Allah apke iss lecture se mere ilm m izafa hua
@qasimnoorie25 жыл бұрын
Nabi salam ki shano azmat bayan karna hi biddat kehte hai Victoria ahle hadees
@allabutlife54985 жыл бұрын
Payaray Deen hai Allah aur uskay rasool ki itayat sirf yeh
@allabutlife54985 жыл бұрын
Tum NY tu who bat Kar di nabi ko mantay ho lkn nabi ki ni mantay
@abduljabbarahlehadees29038 жыл бұрын
ماشاءالله بہت حوب نایس حتیب
@ilyasqadri96937 жыл бұрын
kya sahaba, tabyeen ,tabatabayeen ne Rabi ul Awwal ke maheene Ko celebrate Kiya tha, seerat e conference ki thi????
@aliasghar24717 жыл бұрын
Muhammad ali bhai aik masala bata den k ke Quran mein allah ne jo nabi ke suhaba hain un k jo گھوڑےhain Kia allah ne un گھوڑوں ke jo پاوں hai un ki پاوں کی جو مٹی hai un ke qasam allah ne khai hai k nahi please agar ye quran mein ayat hai to please mujhe is shurat ya ayat ka nambar send kar den agar hai to theek send kar den agar nahi hai to pair bhi bata den msg pe
@sajjadwateen6 жыл бұрын
Great Sir Excellent way to explain the facts, MashAllah, JazakAllah Khair
@sardarahmadkhanrumi40145 жыл бұрын
sach ka daman thamay rakho
@RaysofMotivation5 жыл бұрын
Ali bhai bat ye ha k hum log Nabi Pak PBUH ki pedaish k din cake to kat skty hain but Roza nhi rakh skty...Aik talakh Haqeeqat...
@pkzoomchannel16518 жыл бұрын
MASHAALLAH ALLAH AP KO kush rakY mazah a gaya
@noreenidrees6208 Жыл бұрын
Ali bhai firqaon par atom bom sabit hoye hain....Allhamdulillah....💣👍🌹❣
@noreenidrees62083 жыл бұрын
Jazak Allah o khaira ali bahi...🌹❣
@faizaad31375 жыл бұрын
Eid milad.un.nabi....... Halalion k liye halal.... Or Haramion k liyee haram ha👊 Eid ka mtlb ha khushi.....to jin ki khatir sari duniyaa bani un ki wiladat sunnion k lye sb sy bari eid ha......Allah pak hmain iman k dushmanon ki extra ordinary aqal sy mahfooz frmaye....Say Ameen sunnio
@mehwishfatima71365 жыл бұрын
Excellent. May Allah lead us towards right path. Ameen
@Monanymuous9 жыл бұрын
Nice & logical explanation.
@shamsheer60426 жыл бұрын
Mohammed Mohiuddin 66minutes said he
@yout5022 жыл бұрын
Moulana einstein 🤣🤣😂😂🤏🏻🤣
@ilyasqadri96937 жыл бұрын
Shaikh albani ne imam Bukhari ra Ko correct kiya. Wah Kiya iman hai Shaikh albani SB ka aur unke follow karne walon ka, Allah hum sab Ko mahfooz rakhe is naye fitne se. ameen